qadim e raza 0 Posted October 23, 2008 Report Share Posted October 23, 2008 assalamualaikum, aap logon ki fir se madad chahiye.masala ye hai ke jab juma me ek qutbe ke baad jo waqfa aata hai usme dua haath utha kar karna sahi hai ya haath nahi uthana chahiye. aur allah taala makeen makaan se paak hai to log masjidon ko kyun allah ka ghar kehte hain aisa kehna kaisa hai? Quote Link to post Share on other sites
Yasir Attari 18 Posted October 23, 2008 Report Share Posted October 23, 2008 assalamualaikum,aur allah taala makeen makaan se paak hai to log masjidon ko kyun allah ka ghar kehte hain aisa kehna kaisa hai? Beshak mera rab Makken o makkan se pak hai isme koi shak nahe.... jese k fatwa Mojod fatwa section me Lekun masjid ko Allah ka Ghar kehne ka matlab ye k waha Allah Azzawajal ki Rehmato ka nuzzol hota... kasrat se .. aur bhi means k yaha rab ki ibadat hoti ... ya Rab ka Zikr hota ... Ya iss Ghar me Rab ko Razi karne walay kam hotay algharaz Aesa kehne me koii haraj nahe inn means k sath jesa k bait ullah bhi kaha jata wallahu Aalam wa Rasulhu Aalam Quote Link to post Share on other sites
Qaderi 0 Posted October 24, 2008 Report Share Posted October 24, 2008 Asslam O alikum (1)Bhai jaan Khotboon k doraan beghair haath uthae beghair zubaan hilae dil main dua kerni chahiye (2)Masjid Allah Azzawajal k naam per waqf hoti hai or wahan Allah Azzawajal ki riza k kaam hoti hain Quote Link to post Share on other sites
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.