Shahid Nazeer 10 Posted July 13, 2009 Report Share Posted July 13, 2009 waiting for reply Quote Link to post Share on other sites
Ya Mohammadah 79 Posted July 13, 2009 Report Share Posted July 13, 2009 waiting for reply Quote Link to post Share on other sites
Shahid Nazeer 10 Posted July 15, 2009 Report Share Posted July 15, 2009 Quote Link to post Share on other sites
Aashiq Koun 24 Posted July 15, 2009 Report Share Posted July 15, 2009 Asalam o alikum Quote Link to post Share on other sites
Abdulsalam 1 Posted July 21, 2009 Author Report Share Posted July 21, 2009 Janab Ya-Muhammada sahib Zara Tahavi Shareef se bahir aa kar bhi dekhyen, doosri Kutub Ahadeeth bhi mojood hain Shayed aap ko Bukhari ki Tehqeeq per itminan nahin hai tabhi Tahavi shareef ka sahara le rahye hain?? Ab aap ko at least sabooth to bohat pesh kar chukye hain phir bhi zid hai ke fateha khalful Imam jaayez nahin Aap ke doosrye ashab, baghair zuban hilaye dil main Fatiha ke parhnye ke qayel to hain hi zara aap bhi likhtye hoye is ka khayal rakha karyen Aik taraf to aap Abdul Qadri Jeelani (RAH) or Ghazali (RAH) or doosrye tasawoof ke mannye walye lakin Shafai, Hambali, Maliki buzurgon ke amal ko nahin mantye or doosri taraf un ki batyen quote kartye or un ka naam letye nahin thaktye hain Ab aap bhi ye maan len ke ye log (Baqool aap ke Hadeeth ke mukhalifat kartye hoye) aap ke aqeedah ke mukhalifat main na Jayez kaam amal kartye thye..........? saath hi aap ko ye bhi maaloom hona chahiye ke Soofi agar zara (Qaleel miqdar main bhi) bhi najayez kaam karye to us sey sofiyet ki khossosiyat cheen li jaati hai. (Pir Karam Ali Shah Azhari or Jahangeer Samnani) To phir aap ke paas ye hi jawab reh jata hai ke un ka Maslak alag tha. to phir mera kehna hota hai ke to phir aap humye is muamlye main ghalat kion kehtye ho????????????? ye keh kar kion jaan nahin churatye ke "Ahl-e-Hadeeth jo mantye hain woh bhi sahi or jo hum mantye hain woh bhi sahi" is ke baad aap ko phir usi baat ki yaad dilaon ga ke jab aap ko ahadeeth ke zariye ye ilm ho ke " aik rukun ke na karnye se us kaam ke na mukammal rah janye ka andesha hai or aik rukun (Baqool aap ke Na Jayez) kar lenye se mukammal, to phir aap kon se amal ka intikhab karyengye.......? Abdul Salam Quote Link to post Share on other sites
MOUWAHID 1 Posted August 15, 2009 Report Share Posted August 15, 2009 Brailvi Ulama say maira b aik swala hai? Aap mujhay koi aisi Hadees bata dain jis main mairay Peer Jinab-e-Muhammad nay yeh kaha ho k ""Jo imam k peechay Surat-Fatiha padhay us ki namaz nahi ho gi."" Sirf aik HAdees-e-Nabvi . Quote Link to post Share on other sites
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.