Sunni Sister 1 Posted June 27, 2006 Report Share Posted June 27, 2006 Salaam how are you all?? kesah hoo brothers and sisters?? hOPE you are all in good health InshALLAH So mujeh batayeh keh which is your favourite Naath and Naath Khawan?? Quote Link to post Share on other sites
amshafai 0 Posted June 27, 2006 Report Share Posted June 27, 2006 Alhamdulillahi rabil aAlameen, wa salaatu wa salaamu alaikha Ya RasoolAllah Sallallahu 'Alayhi Wasallam wa aAlaikha wa aAshaabaikha Radiyallahu 'Anhum ajmaeen. Alhamdulillah be the Grace of Allah azawajal perfectly well... My favourite na'at is "Hazoor aisa koi intazaam ho jai" and my favourite na'at khawaan is Sahibzada Raza Ahmed Naqshbandi Aslami Wasalaam Asid Mahmood Aslami Quote Link to post Share on other sites
amshafai 0 Posted June 27, 2006 Report Share Posted June 27, 2006 Alhamdulillahi rabil aAlameen, wa salaatu wa salaamu alaikha Ya RasoolAllah Sallallahu 'Alayhi Wasallam wa aAlaikha wa aAshaabaikha Radiyallahu 'Anhum ajmaeen. dear sister, you didnt say what is your favourite na'at and na'at khawaan. BarakAllah Fi Quote Link to post Share on other sites
Sunni Sister 1 Posted June 27, 2006 Author Report Share Posted June 27, 2006 Alhamdulillahi rabil aAlameen, wa salaatu wa salaamu alaikha Ya RasoolAllah Sallallahu 'Alayhi Wasallam wa aAlaikha wa aAshaabaikha Radiyallahu 'Anhum ajmaeen. dear sister, you didnt say what is your favourite na'at and na'at khawaan. BarakAllah Fi 1840[/snapback] Salaam Brother My Favourite naath Khawan is Owais Raza Qadri....and i love all his naaths,,,one of them is Hum Ko Bulana Ya RasoolaALLAH Quote Link to post Share on other sites
Brother Brother!!! 0 Posted June 27, 2006 Report Share Posted June 27, 2006 Salaam Brother Quote Link to post Share on other sites
SulemanSubhani 0 Posted June 28, 2006 Report Share Posted June 28, 2006 My Favourite Naat Khuwaan is Al Haaj Syed FasiHuddeen Suharwardi Sahib Qibla And Favourite Naats ... All Kalam Of Qibla Sayyadi Alahazrat Radi ALLAH Anhu , Ustad e Sukhan Allama Hasan Raza Khan Sahib .. And All Naats Quote Link to post Share on other sites
Sunni Sister 1 Posted June 28, 2006 Author Report Share Posted June 28, 2006 Brother Saag-E-Attar your favourite Naath is???? Quote Link to post Share on other sites
سگِ عطار 177 Posted June 28, 2006 Report Share Posted June 28, 2006 Asalam-o-Aleakum, Sag-e-Attar love to All Kalams of Sweet Murshidi Attar (Ameer-e-Ahle Sunnat Hazrat Allama Moulana Muhammad Ilyas Attar Qadri damat barkathum aaliya).. Also Love All Kalams of My Sweet Aaqa Imam-e-Ahle Sunnat, Mujadid-e-Deen-o-Milat Moulana Shah Ahmad Raza Khan (Alih Rahmtur Rahman)... my fav naat khuwan is Imam-ul-Naat Khuwan, Attar Ka Pyara Haji Muhammad Mushtaq Attari (rehma tullah aleh).. after that is Owais Bhai.. and i have alot of fav naat kalams but Chamak Tujh Say Patay Hain is my fav naat.. Owais bhai recited that in Faizan-e-Madinah with Ameer-e-Ahle Sunnat in Year 2000 .. thats duration is 32 minutes.. wow... what a recite by owais bhai & Murshidi Attar.. i have in my pc.. INSHA ALLAH i'll upload that for my Brothers & Sisters... Quote Link to post Share on other sites
Sunni Sister 1 Posted June 29, 2006 Author Report Share Posted June 29, 2006 MashALLAH JazakALLAH for sharing your favourite Naath and Naath Khawan InshALLAH will wait for the uploading of the naath from your PC lol Quote Link to post Share on other sites
سگِ عطار 177 Posted June 30, 2006 Report Share Posted June 30, 2006 Shareef Bhai, aap ka pasandeedah naat khuwan aur naat??? Quote Link to post Share on other sites
Shareef Raza 34 Posted July 1, 2006 Report Share Posted July 1, 2006 Assalamualikum... Muazrat Dosto Kaafi dair Say Aya Hoon, Mere pasandida naat khawan yooh tu sab hain magar khososan Haji Mushtaq qadri Sahib Haji Bilal qadri bin attar Sahib owais raza qadri sahib Bilal Qadri Sahib(Tu he kamal) meri pasandida naatain.. 1)Bay khud kiye dete hain andaze hijabana 2)kyonker na mere dil main hoo 3)hum ko bulana YarasoolALLAH 4)afsoos bohat door hoon gulzare nabi say 5)lamyati nazeeruka fi nazarin Alahazrat aur ameereahlesunnat aur huzoor mufti azam Hind Aur Allama Hasan Raza ,Aur Akhtar Raza Khan sahib..aur Allama Arshadul Qadri Sahib Nisar Ali Ujagar Sahib Kai Kalam shaoq Say Parhta Aur Sunta hoon... Quote Link to post Share on other sites
سگِ عطار 177 Posted July 1, 2006 Report Share Posted July 1, 2006 Masha ALLAH thanx for sharing brother... Quote Link to post Share on other sites
Sunni Sister 1 Posted July 1, 2006 Author Report Share Posted July 1, 2006 JazakALLAH for sharing your choice Brother... Hum ko Bulana Ya RasoolALLAH is such a Beautiful naath indeed touches my heart.. Quote Link to post Share on other sites
Sunni Sister 1 Posted May 24, 2007 Author Report Share Posted May 24, 2007 next... Quote Link to post Share on other sites
Madani Munna 4 Posted May 24, 2007 Report Share Posted May 24, 2007 Mujay Ek Naat Bohat Passand Hai Sambhal Ja Aaye Dil-e-Muztar Madinah Aanay Wala Hai Bichoon Rah Main Nazar Ban Kar Madinah Aanay Wala Hai. Quote Link to post Share on other sites
Madani Munna 4 Posted May 24, 2007 Report Share Posted May 24, 2007 Aor Pasandeedah Naat Khawan Ek HI Hain Thay Aor Rahain Gay Haji Mushtaq Attari Quote Link to post Share on other sites
Aarzoo e Madina 0 Posted May 25, 2007 Report Share Posted May 25, 2007 i listen to all of da Naat Khwan e.g Owais Raza Qadri sahib, Hafiz Ghulam Mustafa, Syed Furqan Qadri, Syed Rehan QAdri, Furhan QAdrri, ore bhe boaht hain Quote Link to post Share on other sites
Aarzoo e Madina 0 Posted June 5, 2007 Report Share Posted June 5, 2007 mujhay sari Natain passand hain q k sab main Payray Nabi S A W ki tareef bayan ki gai hai Quote Link to post Share on other sites
Sunni Sister 1 Posted June 5, 2007 Author Report Share Posted June 5, 2007 Jazak Allah Talaa for sharing!! Alhamdulilah, another one of my favs is Bilal Qadri's Chamak Tujseh Pateh hai Sab Paneh Valeh! Quote Link to post Share on other sites
SanaAli 2 Posted July 6, 2007 Report Share Posted July 6, 2007 MEIN SO JAON YAA MUSTAFA KEHTAY KEHTAY KHULAY ANKH SALLAY ALA KEHTAY KEHTAY BY Kharsheed-Ahmed Quote Link to post Share on other sites
Mudasir Yaseen 2 Posted July 7, 2007 Report Share Posted July 7, 2007 (edited) My Favourite naat is "PUL SE UTARO RAAH GUZAR KO KHABAR NA HO" of Syedi A'ala Hadrat . There are lot of ashi'aar in this naat which are so much beutiful like Kaanita mere jigar se gam-e-rozigaar ka Youn khench leejiye ke jigar ko khabar na ho Faryad umati jo kare haal-e-zaar men Mumkin nahin ke khair-e-bashar ko khabar na ho Ae shoq-e-dil ye sajda gar un ko rawaa nahin Achcha ! wo sajda keejiye ke sar ko khabar na ho Un ke siwa RAZA koi haami nahin jahan Guzra kare pisar pe pidar ko khabar na ho And my another favourite naat is "Subuh-e-Shab-e-Wiladat" of Ustaad-e-Zaman , Student of Hadrat daag dehlvi Molana Hassan Raza khan Hassan Rehmat-ul-Allah Alaih. Pur noor hay zamana subh-e-shab-e-wiladat Parda utha hay ki ka subh-e-shab-e-wiladat Jalwa hay HAQ ka jalwa subh-e-shab-e-wiladat Saya Khuda ka saya subh-e-shab-e-wiladat Pholon se baag mehike, Shakon pe murg chahike Ahd-e-Bahaar aaya subh-e-shab-e-wiladat Pyare Rabi-ul-awal teri jhalak ke sadqe chamka diya naseeba subh-e-shab-e-wiladat Rooh-ul-Ameen ne gaarha ka'abe ki chchat pe jhanda Taa arsh uraa pharere subh-e-shab-e-wiladat Teri chamak damak se aalam chamak rahaa hay mere bhee bhakht chamka subh-e-shab-e-wiladat Baanta hay do jahan men tune Zia ka bara de de HASSAN ka hisa subh-e-shab-e-wiladat And my favourite naat khuwaans are Alhaaj Muhammed Mushtaq Attari , Alhaaj Imran Shaikh, and Syed Muhammad Rehan Qadiri. Edited July 7, 2007 by SHAH SHAREER MELE WALA Quote Link to post Share on other sites
Huma Gillani 0 Posted July 7, 2007 Report Share Posted July 7, 2007 well a tough question sis well i like all of them very much and my favourite naat??????? BALAGHAL O LA BEY KAMALIHI by REHAN QADRI TERA KHAWAN MAI TERAY GEET GAWAN and KIYUNKER NA MERAY DIL MEIN HO ULFAT RASOOL(S.A.W.) KI by OWAIS QADRI well i love them all but you can them my all time favourites nice topic sis,i myslef got to know my favourite naats take care Quote Link to post Share on other sites
Ussaid-e-Raza 1 Posted July 11, 2007 Report Share Posted July 11, 2007 my fav naat is "aya hai bulawa mujhey darbr-e-Nabi (sallahoaliwasalam) se" i should be without zikar... Imtiaz Quote Link to post Share on other sites
Muhammad Jalal 0 Posted December 27, 2007 Report Share Posted December 27, 2007 My Favorite Na'atkhuwan Is: AL-HAAJ HAAFIZ MUHAMMAD TAHIR RAZA QADRI ATTARI And After That: HAJI SAYYID MUHAMMAD FURQAN QADRI ATTARI And: AL-HAAJ MUHAMMAD IMRAN SHAIKH ATTARI QADRI And Favorite Naats: "Aap Hain Imaan-E-Jaan" and "Islam Zindabad" by Hafiz Tahir Qadri "Ya Rabb Bandah Tera" and "Meri Aarzu Madinah (Kalam-E-Attar)" by Syed Furqan Qadri "Nabi (S.A.W) Ka Uncha Naam" and "Teray Rang Rang (Without Zikr)" by Imran Shaikh Attari. Quote Link to post Share on other sites
Qaseem 4 Posted December 27, 2007 Report Share Posted December 27, 2007 وعلیکم السلام۔۔۔ ہمارے ممبران میں سے کوئی دعوت اسلامی کے ماحول میں پروان چڑھنے والے، نعت خوانی کے اس سنہری دور سے اگر واقف ہے، جو 1990 سے 2003 تک کا رہا۔۔۔ تو یقینًا اس کے پسندیدہ نعت خواں اور پسندیدہ نعتیں بھی اسی دور کی ہونگی۔۔۔ اور آج کی دنیائے ثناء خوانی میں وہ واضح خلاء بھی محسوس کرتا ہوگا۔۔۔ کیونکہ ثناء خوانی اور ثناء خواں آج بھی ہیں، لیکن اس سنہری دور کو 1995 سے 2003 تک جو مثالی عروج حاصل رہا، اس کا ادراک اور فہم آج کے ثناء خوانوں کو سننے والوں کو حاصل ہی نہیں۔۔۔ بہر حال میرے پسندیدہ نعت خواں بین الاقوامی شہرت یافتہ شخصیت، بلبل روضہ رسول علیہ الصلٰوۃ والسلام، حاجی محمد مشتاق عطاری علیہ رحمۃ اللہ الباری۔۔۔ اور۔۔۔ بلبل مدینہ، الحاج محمد اویس رضا قادری ہیں۔۔۔ میری پسندیدہ نعتیں مشتاق بھائی کی۔۔۔ سرور کہوں کہ مالک و مولٰی کہوں تجھے۔۔۔ ہے جبکہ اویس بھائی کی۔۔۔ جدھر دیکھوں مدینے کا حرم ہو۔۔۔ ہے والسلام مع الکرام Quote Link to post Share on other sites
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.