Jump to content

can somebody tell me about this website


Bismillah

تجویز کردہ جواب

1-) is this a deobandi website? **************

 

2-) kya yeh sahi hai ke fajar ki namaz ke baad, makroo waqat khatam hotey hi agar 4 nafal pard liey jaey to 17 Maqbool HAJH ka sawab milta hai?

Edited by Ya Mohammadah
Non Sunni Site Link
Link to comment
Share on other sites

1-) is this a deobandi website?

(salam)

ji bhai ye deobandi site hay jaisa k ap is site per shajray men dekhaingay k un k peer ka naam ashraf ali thanwi hay.

ap se madani iltija hay k sunni sites k link k liye

Yahan

click karen:

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

magar yeh wali book to in ki website pe mili hai mujhe.Pyare nabi (SALAHO ALEHEY WASALAM) ki pyari sunnatain ******************

aur hakeem mohammad akhtar saab ke naam ke agey to Damat Barkatham likha hua hai, aur damat barkataham to hazrat mola alama abu bilal ilyas qadri attar rizavi saab ke agey bhi laga hua hai,

kuch confus sa ho gaya hoon...

 

KYA KOI MUJHE CONFIRM KAR SAKTA HAI KE IS KITAAB KE PEHLE JO 16 PAGES MEIN JO SUNNATEIN HAIN WO AHELESUNNAT KE MUTABIQ SAHI HAIN YA NAHI? KYON K MAINE IS KITAAB KE PEHLE 16 PAGES KISSI AUR WEBSITE PE SHARE KIYE HAIN TO MEREY LIEY JANANA BOHAT ZAROORI HAI.

Edited by Ya Mohammadah
Plz eik ghalti dubara repeat na karein....Badmazhab's sites are not allowed.
Link to comment
Share on other sites

2-) kya yeh sahi hai ke fajar ki namaz ke baad, makroo waqat khatam hotey hi agar 4 nafal pard liey jaey to 17 Maqbool HAJH ka sawab milta hai?

(bis)

(saw)

(salam)

Galiban aap Namaz e Ishraq o Chasht ki baat kar rahay hain......waisay in Nafil Namazoon k fazail to bahut hain laikin ye fazeelat jo aap ny bayan ki meri nazar say nahi guzri....

Namaz e Ishraq o chast k kuch fazail ye hain:

P18.gif

P19.gif

was'salamu ma'alikram

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...