Jump to content

shia aqeeda imamat oringnal pages

Aashiq Koun

تجویز کردہ جواب

Ashiq Bhai aap phir wrong khel gaye.

Rasoolallah Ambiya ke sardaar hain. Or tamaam Ambiya on se neechay hain right??

Jo Rasoolallah ki aulaad hai (Fatima Ali, Hassan or Hussain, ye Allah ka Faisala Hai) ye hakikat hai ke baki Ambiya Allah tak pohanchnay ke liye wasila dhhoond rehe hain ke dekhain kaun ziada afzal hai.

Ye ayat parh lo. Yahaan Mariyam or Baki Ambiya Wasila dhoondh rehe hain. Or es ayat ke mutabik wasila aik nahi hai aik se ziada hai.

Allah paak ne mazeed farmaya "Hum Ne Aadam ko kuch kalmaat sikhaye ke os ki bakhshish ki jaye"

Agar kalma aik hota to wo sirf Rasoolallah (PBUH) hote yahaan kalmaat hai. Agar es ayat par bhi yakeen dekh kar hi aye ga to bata dena wo bhi main Okha Sokha Ho kar scan karwa laaon ga.

Fi Amaanillah

post-2656-1227881335.jpg

Link to comment
Share on other sites

salam to all muslims

Ye ayat parh lo. Yahaan Mariyam or Baki Ambiya Wasila dhoondh rehe hain. Or es ayat ke mutabik wasila aik nahi hai aik se ziada hai.

janab sitara sahib aap ne bilkul jahilana bata ki hay.

mien ne jo pages scan kye hain un mien waziah likha hay k imams ka rutba ambia(AS) se zayada hay aor es mein ksi kisam ki taqseem nein ki gai tamam ambia(AS) ko kaha gya hay aor en mein hazoor(SAW) bhi aa jaty hain.

dosri aap ne jo post ki hay es mein kahan likha gya hay k ambia(AS) waseela dhundty hain.

mushrikeen jis ki ebadat ekrty thy wo buttt thy na k ambia(AS) aor wo un ko sirfarshi banaty thy.

aor jo pages mein ne send kye hain un mein waziah likha hay k

hazrat ali(AS) MAAZALLAH jannat aor jahanm mien logun ko bejhin ge.

ye ALLAH ki sifat hay.

chalo zara ye pages dekho aro batow?

soch k ghur se perh k jawab dena

es mein waziah likha hay k

QURAN NE JIS KO RAB KAHA WO MAAZALLAH ALI(rs) HAIN.

es se waziah hota hay k shia hazrat ali(RS) ko khuda manty hain.

post-1668-1227881813.jpg

post-1668-1227882064.jpg

post-1668-1227882088.jpg

Link to comment
Share on other sites

Ashiq Bhai Khuda ka naam lo.

Main ne tumhain pehle hi kaha hai ke beghar ilam ke Gunaahgaar na ho jaya karo.

Pehli baat ke aap imamat ko siray se hi maan nahi rehe.

Doosri baat agar ye aap sabit kar do ke Ambiya Allah tak pohanchay ke liye wasila nahi dhoondh rehe kafir dhoond rehe hain to main haath khare kar ke aap sub se maafi maang kar chala jaaon ga.

Agar aap ne sense nahi tarjma samjhne ki to behas karnay ka fayeda.

Agar har baat pe nahi nahi kahna sekha hai to aap ki marzi karte raho. Kabhi bhi hak ko nahi pohanch sako ge

Fi Amaanillah

Link to comment
Share on other sites

Ashiq Bhai

Bohat sidhi se baat hai. Sub se pehlay to imamat ko samjho ke imamat hoti kya hai.

To suno Deen nabi ka hota hai or Mazhab Imaam ka Right??

Jaisay hamaray imam Imam-e-Azam Abu Hanifa (ra) hain or hum Hanfi Brailvi Mazhab hain.

Hazrat Ibrahim ko Allah ne Nubuwat ke sath sath Imamat bhi atta farmaie thi. Jaisa ke Quran main aata hai. Reference mojood hai agar yakeen na aye to tub reference scan karwa ke doon ga aap ko.

Rasoolallah se pehle sub musalmaan (jo thoray bohat the) os Ibrahimi Mazhab pe the. Jub Rasoolallah Tashreef laye to Deen-e-Islam ko laye. Jaisa ke Quran main aata hai ke Allah Farmatay hain "Hum Ne Islam ko Deen Muntakhab kar liya"

Or jo mazhab hota hai wo un usoolon ka naam hai jo aap ko imaam batata hai ke ye kaam deen-e-islaam main es tarha karna hai.

To shiya Imam-e-Azam abu hanifa (ra) ki bajaye Hazrat-e-Ali (ra) ko apna imam maante hain. Or Hazrat Imaam Jaafar sadiq (ra) aap Ali (ra) hi aulaad hain, jis par Fiqa-e-Jaafriya hai.

Ab ye Imam-e-Azam ko kyon nahi maante ye alaihda issue hai.

Or hukam karen??

Link to comment
Share on other sites

Bilkul Imam-e-Hussain or Imam-e-Hassan Jannat ke Sardar Hain. Bibi Fatima bhi jannat ki sardar hain, or aap sub Rasoolallah ki Aulaad hain. Aulaad ki ye azmat hai to en ke baap (PBUH) ke kya shaan ho gi. Arre Sura-e-Zukharf ki 60vin ayat parh ke dekho. Wahabi beghairat kahte hain ke Rasoolallah khatam ho gaye mitti ho gaye.

Allah aap ko hukam de raha hai. "Ae Mere Habib Kah Do En Musharikon Ke Agar Allah Ke Koi Aulaad Hoti To Main Allah Ki Aulaad Hota Kyon Ke Main Awwalul Aabideen Hoon"

"Awwalul Aabideen" se muraad pehla Allah Ka Abid.

Hamen to Maulvion ne bataya ke Allah ka pehla abid farishte hain. Jabkay Allah kah raha hai ae mere Rasool kah do ke main Pehla Ibadat Guzaar hoon.

Aap main se koi hai, koi itni takat rakhta hai ke mere Rasool ki awwaliyyat bata saka ke mera Rasool kitna awwal hai. Chiragh le ke bhi dhoondo to koi jawab nahi de sakay ga ke mera rasool kitna awwal hai.

Dosto hutdharmi chhori or hak ko talash karo.

Fi Amaanillah

Link to comment
Share on other sites

  • 8 years later...
On 11/28/2008 at 7:27 PM, SitaraGroup said:

Surah e zukhruf ki 60 ayat ka ye tarjuma aap ne kis dictionary se kiya hy 

Screenshot_2017-08-22-01-40-52.thumb.png.ef90d415432f8f05f87d4a98c6affe4b.png

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...