Jump to content

Shiyon ke mutafaiq aetarazaat


mufti-e-azam

تجویز کردہ جواب

Aaj tak sunni yeh dawa kertay aaye hain k sirf sunni hi Quran aur Sunnah ko mantay hain baaki koi aur nahi lakin inn ka yeh dawa aksar jhoota nikalta hai lakin yeh phir bhi nahi samajhtay...jaisay k Surah Maidah Ayat No. 6 mein Allah ne fermaya

Aur Masah Ker Lo Apnay Ser Ka Aur Apnay Paon Takhnon Tak.

http://qurango.com/images/q/p0177.gif

quran ki actual translation yeh hai magar inn k molvion ne munafaqat kertay huay brackets mein Dho Lo khud se add ker diya jis se sab sunni bewaqoof buntay aa rahay hain magar Allah ne Quran mein dhonay ka lafz use nahi kiya aur na sahi translation mein dhonay ka hukam aata hai balkeh masah k hukam aata hai

Uss k baad hum sahih bukhari mein dekhtay hain k Rasool Allah saww wuzu kaisay kertay thay matlab paon dhotay thay ya masah kertay thay...

post-2598-1227040144.jpg

Sahih bukhari vol 5 ka scan page hai jis mein hadees hai k Rasool Allah saww ne wuzu kiya aur end mein ser aur paon ka masah kiya...ab mujhay yeh samajh nahi aati k Quran bhi masah kernay ka hukam deta hai aur Sunnah aur sahih bukhari bhi phir aakhir sunni iss per amal kiun nahi kertay ??

Link to comment
Share on other sites

Rasool Allah (saw) Jab Mairaj Per Gaye Aur Kafiron Ko Bataya To Unhon Ne Iss Baat Ka Mazzaq Urraya k Koi Shaks Asmaan Ki Sair Karay Ahle Sunnah Hazrat Abu Bakar Ko Sadeeq Iss Liye Kehtay Hain K Unn K Mutabiq Unhon Ne Gawahi Di K Rasool Allah (saw) Ne Jismani Mairaj Ki...Chalein Aik Minute K Liye Yeh Baat Maan Letay Hain K Woh Sadeeq Ho Gaye Magar Sahih Bukhari K Hashiya Mein Likha Hai K Hazrat Ayesha Ka Aqeeda Tha K Mairaj Rohani Hui Thi..Ab Aik Baat Ka Iqrar Kernay Wala Sadeeq Hua Aur Ussi Baat Ka Inkar Kernay Wali Sadeeqa Hui..Yeh Kaisay Ho Sakta Hai ??

post-2598-1227368331.jpg

Aik Na Aik To Ghalat Hai..Sadeeq Ya Sadeeqa..Ab Aap Batao K Jhoota Kon Hai ??

Link to comment
Share on other sites

Contribution from me:-

 

1. Ibn-e-Maja Sharif main mojood aik Hadis aap sub ki study ke liye.

 

2. Sura-e-Younas ki ayat jo es baat ki daleel hai ke agar Allah Paak, aap Rasoolallah ko Massah ka hukam farma rehe hain to aap Rasoolallah (PBUH) Allah ke hukam main tabdeeli nahi kar sakte.

 

Friends, we need some more discussion to conclude this topic.

 

Abdul Rauf

[email protected]

+000 0000000

post-2656-1227541494.jpg

post-2656-1227541518.jpg

Edited by Sybarite
Please do NOT post your e-mail, phone #s or any such personal information.
Link to comment
Share on other sites

post-2598-1227722730.jpg

post-2598-1227722755.gif

Ahle Sunnah ki book k scan pages hain k jab Rasool Allah (saw) beemar huay to aap ne aik sahabi ko kaha k kisi ko kaho k namaz perha de..uss ne ja ker hazrat umar ko keh diya jaisay hi hazrat umar ne taqbeer kahi aur Rasool Allah (saw) ne suni to foran kaha iss ko Allah aur musalman nahi mantay..Iss ko Allah aur musalman nahi mantay :rolleyes: aakhir aisi kiya baat thi hazrat umar mein k Allah ko unn ki namaz perhana bhi pasand nahi tha magar dosri teraf ahle sunnah kehtay hain k meray baad agar nabi hota to umar hota ab kon si hadees sahi hai aur kon si ghalat iss baat ka faisala foran ho jata hai kiun k hazrat umar mein agar koi nabi wali khoobi hoti to chalo nabi na sahi kam se kam 1st kahlifah to bun saktay thay magar woh bhi nahi banay...

Link to comment
Share on other sites

Mein ne aik ibne umar ki riwayat perhi sahih bukhari mein k woh ramzan mein roza na rakhtay thay mehmanon ki khatir..ab kiya yeh islam mein jaiz hai ?? kiya Allah ne roza farz nahi kiye aik musalman k liye jo iss terha bahanon se aik farz se moan mora jaye ?? kiya yeh woh azeem sahabi hain jin ko ahle sunnah acha kehtay hain jo auraton se darr ker sunnah k khilaf kaam kertay thay ya unn se gup shup lagatay thay ya roza hi nahi rakhtay thay kiya ahle sunnah mein yeh raavi siqqa hain ??

post-2598-1227726653.gif

Link to comment
Share on other sites

Mufti Bhai!! aadmi kisi majboori se roza chhor hi deta hai. Ab aap baat ka butanggar na banayen. Ummul Momineen Bibi Ayesha (ra) hamaray liye Aalima ki hasiyyat rakhti hain akhir wo bhi to majboori ki halat main rozay chhor diya karti theen or aik saal baad bhi rozay ki kaza chalti rahti thi. To majboori main roza chhor dena kaunsi ghalat baat hai??

 

Please see the attachment

post-2656-1227779088.jpg

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

أبو بكر يصلي بالناس

Abu Bakr (ra) ka logon ki imamat karna

 

 

قال الزهري وحدثني حمزة بن عبدالله ابن عمر ،أن عائشة قالت ‏:‏ لما استعز برسول الله صلى الله عليه وسلم قال ‏:‏ مروا أبا بكر فليصل بالناس ، قالت ‏:‏ قلت ‏:‏ يا نبي الله إن أبا بكر رجل رقيق ، ضعيف الصوت ، كثير البكاء إذا قرأ القرآن ، قال ‏:‏ مروه فليصل بالناس ‏.‏قالت ‏:‏ فعدت بمثل قولي ، فقال ‏:‏ إنكن صواحب يوسف ، فمروه فليصل بالناس ، قالت ‏:‏ فوالله ما أقول ذلك إلا أني كنت أحب أن يصرف ذاك عن أبي بكر ، وعرفت أن الناس لا يحبون رجلاً قام مقامه أبداً ، وأن الناس سيتشاءمون به في كل حدث كان ، فكنت أحب أن يصرف ذلك عن أبي بكر ‏.‏

Zuhuri rawayat kartey hain Hamzah ibn Abdillah ibn Umar , inhonay kaha Sayyeda Ayesha rd kehtee hain” Jab Nabee pak ki tabeeyat nassaz ho gayee tab unhonay kaha “ Abu Bakr say kaho ki namaaz mein logon ki Imamat karey” . Mainey kaha “ Ya Rasul Allah , Abu Bakr ek Nazuk insane hai aur wah jab quran ki tilawat kartey hain tab wah aksar roya kartey hai”. Nabee paak ( alayhis salam ) ne farmaya” Abu Bakr say kaho ki namaaz mein logon ki Imamat karey” aur mainey phir say apani baat duhraee. Main janatee thee ki log is baat ko pasand nahee karegein ki nabee paak ( alayhis salam) ki jagah koee dusara insaan namaz mein imamat karey aur aagey key waqt mein honay waley tamam buray waqayon ki yeh sabab ban jayegi”

 

Yahan per Nabee pak alayhissalam ney Abu baakr siddiq rd to imamat karney ka hukm diya aur ibn Hisham ney isako nakal kiya hai. Bab ( chapter) ka naam hee rakha hai “ Abu Bakr rd ka logon ki imamat karma”.

 

Hamarey “ Mufti e azam” sahib shayad yeh dekhna bhool gai !

 

 

قال ابن إسحاق ‏:‏ وقال ابن شهاب حدثني عبدالملك بن أبي بكر بن عبدالرحمن بن الحارث بن هشام ، عن أبيه ، عن عبدالله بن زمعة بن الأسود بن المطلب بن أسد قال ‏:‏

 

لما استعز برسول الله صلى الله عليه وسلم وأنا عنده في نفر من المسلمين ، قال ‏:‏ دعاه بلال إلى الصلاة ، فقال ‏:‏ مروا من يصلي بالناس ‏.‏ قال ‏:‏فخرجت فإذا عمر في الناس ، وكان أبو بكر غائباً ، فقلت ‏:‏ قم يا عمر ، فصل بالناس ، قال ‏:‏ فقام ، فلما كبر ، سمع رسول الله صلى الله عليه وسلم صوته ، وكان عمر رجلاً مجهراً ، قال ‏:‏ فقال رسول الله صلى الله عليه وسلم ‏:‏ فأين أبو بكر ‏؟‏ يأبى الله ذلك والمسلمون ، يأبى الله ذلك والمسلمون ، قال ‏:‏ فبعث إلى أبي بكر ، فجاء بعد أن صلى عمر تلك الصلاة فصلى بالناس ، قال ‏:‏ قال عبدالله بن زمعة ‏:‏ قال لي عمر ‏:‏ ويحك ‏!‏ ماذا صنعت بي يا بن زمعة ، والله ما ظننت حين أمرتني إلا أن رسول الله صلى الله عليه وسلم أمرك بذلك ، ولولا ذلك ما صليت بالناس ، قال ‏:‏ قلت ‏:‏ والله ما أمرني رسول الله صلى الله عليه وسلم بذلك ، ولكني حين لم أرى أبا بكر ، رأيتك أحق من حضر بالصلاة بالناس

 

Khair , aagey ki rawayat mulahiza farmaein.

 

Abdullah ibn Zamah ibn Al aswad ibn Al Mutallib ibn asad ney kaha “ Jab Rasul Allah ( alayhissalam) ki tabiyat zyada nassaz thee us waqt main kuch musalmano ke sath huzzor paak se mulakat ke liye gaya. Bilal [rd] ne azan di aur Rasul Allah ( alayhis salam) ne hukm diya “ kisee ko namaz mein imamat karney ko kah do “ . Main ( ghar sey bahar gaya) aur Umar [rd] ko logon ke saath dekha jabki Abu Bakr siddiq {rd} wahan mawjood NAHEE THEY. Mainey umar sey imamat karney ko kaha aur jab unhonay ALLAHU AKBAR ( takbeer) kaha , tab Rasul Allah ( alahis salam) ney awwaz suni aur pucha “ ABU BAKR KIDHER HAIN? Allah aur muslaman isako qubool nahee karetay , Allah aur muslaman isako qubool nahee kartey!

 

Zahir si baat hai jab Rasul Allah ney pucha Abu Bakr kidher hai , isasey unakee muraad yahee thi ki Imamt Abu Bakr siddiq rd ko karnee hai , na ki Umar rd ko . Phir jo rasul paak ka qawl hai ki “ Allah aur muslalman isko qubool nahee kartey … ..

 

SAWAL HAI “ KIS CHEEZ KO QUBOOL NAHEE KARTEY”?

 

يأبى الله ذلك والمسلمون ، يأبى الله ذلك والمسلمون

is cheez ko qubool nahee karety ki ABU BAKR siddiq rd key hotaey hue koee aur imamat Karey !!

 

Aagey farmaya” Abu Bakr siddiq rd ko bulaya gaya aur jab wah hazir huey tab umar rd namaz khatam kar chukey they.

 

Agar shia is rawayat ko Sahih manatey hain tab unahey bhee Abu Bakr siddiq ko tasaleen karma chahiye , aakhir huzoor alahyhisalam ne Abu Bakr siddique ko imamat ke liye chuna.!

 

Ahlus sunnah muhadditheen ke nazdeek yeh riwayat Shaaz hai.

 

Is riwayat ke bilkul baad , Ibn Hisham aagey nakal kartey hain…..

 

Abdullah ibn Zamah ney kaha “ Umar rd ne mujhasey kaha “ Ibn Zamah , yeh tumaey kya kiya? Jab tumaney mujhey namaaz padhaney ko kaha , mujhey laga huzoor alayhis salam ne aysa karney ka hukm diya hai , nahee to main kabhee imamat nahee karta . Mainey ( Abdullah ibn Zamah ) jawab diya “ Lillah ! Unhonay mujhey aisa hukm nahee diya tha , lekin jab main baahar aaya aur Abu Bakr siddiw ko nahee paya , tab mainey aap ko hee mawjood logon mein sabsey behar imamat ke liye paya”!

 

Agar shia is shaz riwayat ko sahee mantey hain tab to bahut hi achhi baat hai! Is riwayat ki rawi ke mutabik Abu Bakr sddiq rd sabsey pehla haq rakhety tey imamat ka ! Agar riwayat mani jae to rawi ki rai bhee mani jae !

 

Dusaree baat .. is” shhaz” riwayat se BILKUL Saaf hai ki nabee paak Abu Bakr sidduqe ko Imamat karney ka hukm diya !

 

Is bab ( chapter) mein aagey ki riwayat padehin to shiaon ke khilaf aur mazeddar riwayat milegee( wah sab riwayatein Sahih hain , shaaz nahee) …waqt ki kamee ki wajah sey usaka tarjuma nahee kar paa raha hoon. Agar koee bhai scan kar dein to forum members ko sahulat hogee .

 

Al Hasani.

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

 

Shia hazrat ko sabsey pahley hadith ke usool ka ilm haasil karna chahiye phir is tarah ke sawal nahee puchey gein. Misaal ke taur per quran ki ayat dekhiye jahan per Huzoor paak alayhis salam ke liye UMMI lafz ka maney aya hai. Usakey baad Bukhari mein hadith dekhiye jismein kaha gaya hai ki huzoor ney apana naam mubarak mita kar khud apaney hathon sey apana naam likha !

 

Ab shia hazrat shor machaein gein YEH HADITH GALAT HAI !! Quran ki ayat ke khilaf hai ! Imam Bukhari ko quran nahee hifz tha isliye un honay yeh hadith naqal ki hai !! Wagairah , wagairah!

 

Ek baad yaad rakhee chahiye ke Sunni aur shia ke Usool alhada hain . Agar koee shia apaney usool nahee janta aur sunni usool bhee nahee janta , tab hum kya karein !

 

Khair .. TOPIC HAI: Meraj mein Nabi paak ne Allah ka didar kiya ya nahee??

 

Abu Bakr siddiq rd kahtey hain : HAAN

Ayesha Sddiqa rd kehtee hain: Nahee

 

Shia hazarat ka etraaz : Dono sahee kaisey ho saktey hain??

 

Shia Majalla isaka jawab jaantey hain ,, lekin apaney :pairokaar" ko bataey nahee!

 

Abu Bakr siddiq rd HAAN kaha KYUNKEE unhey is baat ki riwayat Nabee paak ke taraf se batayee gayee. Nabee paak sachhey they aur Abu bakar siddiq rd ne TASLEEM kiya.

 

Ayesha Siddiqa Rd ney apanee raee Quran ki is aayat per daleel rakhee:

 

لاَّ تُدْرِكُهُ الأَبْصَارُ وَهُوَ يُدْرِكُ الأَبْصَارَ وَهُوَ اللَّطِيفُ الْخَبِيرُ

 

( 6:103)

 

Ayesha Siddiqa rd ke saath saath Ibn Masood rd aur kych aur sahaba ridwanullah taala ki bhee Yahee RAI thee aur un sab ney QURAN ki is Ayat ko apana daleel bataya.

 

Abu Bakr siddiq rd ne nabi paak ke qawl ko qubool kiya. Zyadataar sahaba ka wahee Maqoof tha jo Abu Bakr siddiq rd ka tha aur unakey nazdeek quran paak ki yeh aayat aam hai jabkee nabee paak ka yeh waqaya khaas.

 

Shia MAJALLAON ko yeh baat shayad malum hai!

 

Yahan padeh lein tafseelan

 

Tafsir Qurtubi 53: 12

 

 

قوله تعالى: { مَا كَذَبَ ٱلْفُؤَادُ مَا رَأَىٰ } أي لم يكذب قلب محمد صلى الله عليه وسلم ليلة المعراج؛ وذلك أن الله تعالى جعل بصره في فؤاده حتى رأى ربه تعالى وجعل الله تلك رؤية. وقيل: كانت رؤية حقيقة بالبصر. والأوّل مرويّ عن ٱبن عباس. وفي صحيح مسلم أنه رآه بقلبه. وهو قول أبي ذرّ وجماعة من الصحابة. والثاني قول أنس وجماعة. وروي عن ٱبن عباس أيضاً أنه قال: أتعجبون أن تكون الخُلّة لإبراهيم، والكلام لموسى، والرؤية لمحمد صلى الله عليه وسلم. وروي عن ٱبن عباس أيضاً أنه قال: أما نحن بني هاشم فنقول إن محمداً رأى ربه مرتين. وقد مضى القول في هذا في «الأنعام» عند قوله:

{ لاَّ تُدْرِكُهُ ٱلأَبْصَارُ وَهُوَ يُدْرِكُ ٱلأَبْصَارَ }

[الأنعام: 103]. وروى محمد بن كعب قال: " قلنا يا رسول الله صلى الله عليك رأيت ربك؟ قال: «رأيته بفؤادي مرتين» ثم قرأ: { مَا كَذَبَ ٱلْفُؤَادُ مَا رَأَىٰ } " وقول: ثالث أنه رأى جلاله وعظمته؛ قاله الحسن. وروى أبو العالية قال: سئل رسول الله صلى الله عليه وسلم هل رأيت ربك؟ قال: " رأيت نهراً ورأيت وراء النهر حجاباً ورأيت وراء الحجاب نوراً لم أر غير ذلك " وفي صحيح مسلم " عن أبي ذرّ قال: سألت رسول الله صلى الله عليه وسلم هل رأيت ربك؟ قال: «نورٌ أَنَّى أراه» " المعنى غلبني من النور وبهرني منه ما منعني من رؤيته. ودلّ على هذا الرواية الأخرى «رأيت نوراً». وقال ٱبن مسعود: رأى جبريل على صورته مرتين. وقرأ هشام عن ٱبن عامر وأهل الشام «مَا كَذَّبَ» بالتشديد أي ما كذَّب قلبُ محمد ما رأى بعينه تلك الليلة بل صدّقه. فـ «ـما» مفعوله بغير حرف مقدّر؛ لأنه يتعدّى مشدّداً بغير حرف. ويجوز أن تكون «ما» بمعنى الذي والعائد محذوف، ويجوز أن يكون مع الفعل مصدراً. الباقون مخففاً؛ أي ما كذب فؤاد محمد فيما رأى؛ فأسقط حرف الصفة. قال حسان رضي الله عنه: لو كنتِ صادقة الذي حدّثتِنِي لنجوتِ مَنْجَا الحارِثِ بنِ هِشامِأي في الذي حدّثتِنِي. ويجوز أن يكون مع الفعل مصدراً. ويجوز أن يكون بمعنى الذي؛ أي ما كذب فؤاد محمد صلى الله عليه وسلم الذي رأى.

 

قوله تعالى: { أَفَتُمَارُونَهُ عَلَىٰ مَا يَرَىٰ } قرأ حمزة والكسائي «أَفَتَمْرُونَهُ» بفتح التاء من غير ألف على معنى أفتجحدونه. وٱختاره أبو عبيد؛ لأنه قال: لم يماروه وإنما جحدوه. يقال: مراه حقه أي جحده ومريته أنا؛ قال الشاعر: لِئن هجرت أخا صِدقٍ ومَكْرُمَةٍ لقد مَرَيْتَ أخاً ما كان يَمْرِيكَاأي جحدته. وقال المبرّد: يقال مراه عن حقه وعلى حقه إذا منعه منه ودفعه عنه.

Yeh itana assan sawal hai ki agar koo " Google' ka istemaal karey tab bhee jawab mil jae!

Link to comment
Share on other sites

(ja) Saeedi Bhayi.. Aap Ney Kafi Topics Ka Aik hi Reply Mein Jawab Dey Diya... InshaAllah Koshish Hogi Key In Jawabat Sey Related Baqi Aetarazat Ko bhi Issi Topic Mein Move Ker Diya Jaye...

 

Aur Mufti-e-Aazam.. Aub Aap Is Topic Mein Reply Kerien Aur Jo Dosrey Topics Open Hain Un Mein... Aur Post Kerney Key Baad Phir Jawab Ka Kuch Intezar Kerna... Bajaye Bar Bar Mutalbey Aur New Topics Post Kerney Key.. Aub Sirf Open Topics Mein Daleel Sey Bat Kerna..

Link to comment
Share on other sites

Rasool Allah (saw) Jab Mairaj Per Gaye Aur Kafiron Ko Bataya To Unhon Ne Iss Baat Ka Mazzaq Urraya k Koi Shaks Asmaan Ki Sair Karay Ahle Sunnah Hazrat Abu Bakar Ko Sadeeq Iss Liye Kehtay Hain K Unn K Mutabiq Unhon Ne Gawahi Di K Rasool Allah (saw) Ne Jismani Mairaj Ki...Chalein Aik Minute K Liye Yeh Baat Maan Letay Hain K Woh Sadeeq Ho Gaye Magar Sahih Bukhari K Hashiya Mein Likha Hai K Hazrat Ayesha Ka Aqeeda Tha K Mairaj Rohani Hui Thi..Ab Aik Baat Ka Iqrar Kernay Wala Sadeeq Hua Aur Ussi Baat Ka Inkar Kernay Wali Sadeeqa Hui..Yeh Kaisay Ho Sakta Hai ??

Aik Na Aik To Ghalat Hai..Sadeeq Ya Sadeeqa..Ab Aap Batao K Jhoota Kon Hai ??

 

Hazrat Abu Bakr (ra) ko Siddiq sirf hum apny dil se nahin kehty balki Quran ki taeed isy Hasil hai...or gawahi humary ghar se nahin Rafziyo ke ghar se saboot....

Abu Bakr Siddiq hain

fatwa.gif

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...