Jump to content

nad e ali


Recommended Posts

(bis)

 

(bis)

(salam)

Janab Toheedi sahib

Mujhye Janab Barkati sahib ya phir Ali Mathar Naqvi ke barye main koi khas tafseel nahin mil saki hai,, lehaza agar koi detail aap ke pass hai to pesh karkye shukarya ka moqa dain,,,, dossri taraf jab aik shakhs ke aqeedah ke barye main us ki deen ke ilm ke barye main jab humye ilm hi nahin to us ki baat ko hum hujjat nahin mantye hain, lehaza pehlye to maloom hona zaroori hai ke mosoof kis qism ka aqeedah rakhtye hain or thye

 

Kandhalvi sahib hon ya Mahmood ahmed Abbasi sahib

In donon ne bahar hal deen main dobara is taqleed e jamid ke door main tehqeeq ki bunyad dali hai.

is se aap to inkar kar saktye hian kion ke is se aap ke maslak ko thes pohanchti hai main nahin

 

fi-aman:

(salam)

Abdul Salam

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...
  • Replies 57
  • Created
  • Last Reply

Top Posters In This Topic

Mohtaram "Touheedi Bhai" pori post mai mujhay mukamal "Nad e Ali" ka wazifa nahi mila (Zair ,Zabar waghara lagay hon).

Agar ho sakay tu "Nad e Ali" aur saliheen/sofiya ka perhnay ka tareeqa(wazifa) bhe bata dain.

Aur kiya yai har koi perh sakta hay ya kisi shaykh ki Ijazat zaroori hay.

Edited by Asim166
Link to comment
Share on other sites

Mohtaram "Touheedi Bhai" pori post mai mujhay mukamal "Nad e Ali" ka wazifa nahi mila (Zair ,Zabar waghara lagay hon).

 

(bis)

(salam)

Janab Toheedi sahib and Asim sahib

Wazeh rahye ke Toheedi sahib bhi mantye hain ke is ki koi asal nahin, koi sahi hadeeth is ki toseeq nahin karti hai

or ye bhi mantye hain ke sirf buzurgan-e-deen ke amal ki wajah se is per tamam barelivion ka amal hai. (jis ko taqleed-e-Jamid kehtye hain) or jis ka rad aapke khud ke ulama ne kiya hai (ab agar amal nahin hai ko kia hoa??)

 

 

Abdul Salam

fi-aman:

(salam)

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Janab Toheedi sahib and Asim sahib

Wazeh rahye ke Toheedi sahib bhi mantye hain ke is ki koi asal nahin, koi sahi hadeeth is ki toseeq nahin karti hai

or ye bhi mantye hain ke sirf buzurgan-e-deen ke amal ki wajah se is per tamam barelivion ka amal hai. (jis ko taqleed-e-Jamid kehtye hain) or jis ka rad aapke khud ke ulama ne kiya hai (ab agar amal nahin hai ko kia hoa??)

 

 

Abdul Salam

fi-aman:

(salam)

 

Abdul Salam sb,

Touheedi sahib tu haqq ko mantay hain par yaih waziha hay kay aap apnay ilawa har kisi ko mashrik mantay hain.wahabion ki aqal par shaytan ghalib hay jis ki wajha sai yai sirf apnay damagh ki hi mantay hain .tabhi un ka radd bhi kertay hai jin ko Ahle Haqq kehtay hain (jaisay Shah Abdul Haqq (ra),Shah WaliUllah(RA),Imam e Azam Abu Hanifa(RA) etc etc.

 

in bation ko samjhnay kay liay Emaan ki zaroorat hay jo aap loogon nay zaiya ker diya hay.Isliay apna fitaymoun ko fazool comments dainay sai band rakhain.

 

Complete Nad e Ali is attached for Muslims only.

post-1016-1244524908.gif

Link to comment
Share on other sites

Abdul Salam sb,

Touheedi sahib tu haqq ko mantay hain par yaih waziha hay kay aap apnay ilawa har kisi ko mashrik mantay hain.

 

(bis)

(salam)

Janab FShahzad sahib

Haq kia hai woh aap isi post per dekh lain ke jis main un ka khud ka kehna hai ke "Imkanan nazool hona likha hai" hai, or agar aap ka matlab is se ye tha ke unhon ne is ko tasleem kar liya hai ke is ki koi asal nahin to Alhamdo-Lillah

 

Doosri baat jo ke aap se mutaliq hai ke

kia aap ka taa'luq Dharki se hai or aap Engro Chemical main bhi kam kar chukye hain?

 

fi-aman:

(salam)

Abdul Salam

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Janab FShahzad sahib

Haq kia hai woh aap isi post per dekh lain ke jis main un ka khud ka kehna hai ke "Imkanan nazool hona likha hai" hai, or agar aap ka matlab is se ye tha ke unhon ne is ko tasleem kar liya hai ke is ki koi asal nahin to Alhamdo-Lillah

 

Doosri baat jo ke aap se mutaliq hai ke

kia aap ka taa'luq Dharki se hai or aap Engro Chemical main bhi kam kar chukye hain?

 

fi-aman:

(salam)

Abdul Salam

 

Na hi maira taluq Dharki say hay .... na hi maira taluq Engro Chemical sai kabhi raha hay.

Link to comment
Share on other sites

Guest
This topic is now closed to further replies.
  • Recently Browsing   0 members

    • No registered users viewing this page.
×
×
  • Create New...