Jump to content

Masla E Noor O Bashar

MOUWAHID

تجویز کردہ جواب

Nabi pak alaihislam us waqt bhe Nabi thay jab syedina Aadam alaihislam pani aur matti kay darmiyan thay us waqt bashar tha koi na bashariyat magar mairay Nabi alaihiSlam thay.

Aap alaihiSlam ka Noor e aqdas khalaq e awwal hai bayshak Makhlooq hai khaliq ka juzz hai na tukra na hissa

Nabi pak alaihislam Allah azzwajal kay banday aur us kay Rasul hain.

Nabi pak AlaihisSlam bashar bhee hain magar baymisal aur baymisal bashar hain aur Noor bhee aur un ki Haqiqat ki bulandiyo say siwaiay Allah azzwajal kay koi waqif nahee. Nabi pak alaihislam jaisa na koi tha na hai na hoga.

baki tafseel aur dalail phichlay safhat pay guzar chukay itminan say parh lain mukammal bahas maujood hai koi naya aaitaraz ba daleel ho tu zaror likheay ga warna mukalma bazi say parhain karain.

wassSlamo ala mannitabail huda

Link to comment
Share on other sites

yaar ap logo nay to khud may debate start karde hay qadrbhie ywh baat to theek hay likin may is say mutmaeen nahe hu..

me khud sajid khan say debate naje karsakta wo kafi hoshyar tajurbakar or tez admi hay may nay us ki thread kya hazoor (saw) ko qyamat ka ilm tha bhi parhe hay..us say bhi maulm hota hay k us ka tajurba bohat zyada hay...or us ko arbi bhi ate hay..

is laye may us say debate naje lkarsakta mera is mozo par zyada mutala nahe hay...

may nay chunkay ap ka articel waha lagaya tha or us nay aglay din hi is ka jwab bhi de diya tha is laye plz aap bhi jald say jald in tamam bato ka jwab de deyn..

or rizwan bhie inhi bato ki wazahat k laye to sajid wahabi nay start may hum sya swal kiye hay jin k jawba hum nay nahe diya agr attari bhie in k jwab bhi de den to masla clear hojaye ga ap confusena hu..bus tahammul say yeh sare debate parhay dekhtay hay k kya hota hay..

pzl is ka jwab jald say jald likh kar de den

jazakallah

bhai pehle aap isey download kar k parhe

Masla_Nooro_Bashar.pdf

Link to comment
Share on other sites

likin qadri bhie yeh to in k jwab ka jwab nahe aap plz kya mujhe bata sakte hay k ap sajid khan k articel ka jwab likh saktay hay ya nahe..

or aap nay jo etraz k jwabt diye hay in may say bohat to sajid khan nay kiy hi nahe to may kis tarha waha laga dun ...

ap plz star say sajid khan sahab wahabi ki post ko parhay or plz is ka jwald say jadl ko jawab mujhe den

Link to comment
Share on other sites

bhai main nein saajid khan k article shoro se parha hai us mein us nein yeh aitraz kiye hain,k Noor ki Olad nahi hotey ,Noor Khate nahi hai e.t.c

or bhai main nein aik chota se article oper lagaya tha usko aap nein download nahi kiya,main nein kaha tha k aap pehle usey parhe phir is masley par baat kare kiun k jabh tak aap us ko nahi parho gay to aap ko yeh masla samjne mien mushkil ho gi,Or bhai Saaajid khan k 35 ayat ka jawab yehi hai k hum bhi in ayat ko mante hain ,kiun k Huzoor Sallalaho Alaih e waslam ko hum sirf noor ya bshar nahi mante bulkey dono yaini Nooraniyet or Bashriyet dono ko mante hain ,saajid khan nein jitni bhi ayat pesh ki hain un mein un ka bashar hona sabit hota hai jis se hum ko bhi itfaq hai,hum nen to usey kaha tha k Huzoor Sallalaho Alaih e wasalam k noor na honey ki daleel laye lekin us nein abhi tak koi daleel noor na honey ki pesh nahi ki hai ,aap us se mutalba kare.nahi to jabh main dosari masroofiyat se farig ho jao ga to jawab likho ga.

Link to comment
Share on other sites

(salam)

bhai pdf wali file read karlli hai likin deobandi kehtay hain kay Huzoor S.A.A.W. hidayat ka noor le kar aaye thay logo kay leye or isi leye allah ne Noor kay sath Quran Pak ka zikar kia kay Quran kay zarye se Noor ko phelaeen gay or wo bazat-e-khud jismani toor per noor nahi thay

bhai bas is baat ki confirmation zaroori hai kay Nabi S.A.A.W Jismani toar per kia thay Noor ya Bahsar?? iski koi wazahat kar day

Edited by Rizwan Qadri
Link to comment
Share on other sites

Chand Mashoor Aitrazat k jawabat

post-2606-1245487256.jpg

post-2606-1245487310.jpg

post-2606-1245487330.jpg

post-2606-1245487412.jpg

post-2606-1245487468.jpg

Aap ki taqreer mahaz mantaq aur falsafe ke kuch nahi..aap ki baat mein wazan us waqt hota jab aap apni baat Sahab Kiraam  (ra) ke aqwaal ya haqees ya Quran ka hwala ya kisi mutabir mufassir ka hawala daykar baat karte..aur ye bataien ke kon se Sahabi aur Mufassir ka ye aqeeda tha jo aap bayan kar rahay hein..

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Janab aap nain tu is ko mantaq he kehna hay kyon keh is main aap k aqeeday k baray main jawabat jo dia gay hain.Aur rahy aap keh yeh bat keh aap Sahaba Radi Allah o unho Ajmaeen ka qaol paish karin tu jab hum koi qaol paish karain gay tu aap ka agla jawab yeh ho ga keh HUM SAHABA KO HUJJAT NAHI MANATY.......

fi-aman:

Hazrat Ibn Abbas  (ra) apni tafseer mein farmate hein...

{ قُلْ إِنَّمَآ أَنَاْ بَشَرٌ مِّثْلُكُمْ يُوحَىٰ إِلَيَّ أَنَّمَآ إِلَـٰهُكُمْ إِلَـٰهٌ وَاحِدٌ فَمَن كَانَ يَرْجُواْ لِقَآءَ رَبِّهِ فَلْيَعْمَلْ عَمَلاً صَالِحاً وَلاَ يُشْرِكْ بِعِبَادَةِ رَبِّهِ أَحَدَاً }

{ قُلْ يا محمد { إِنَّمَآ أَنَاْ بَشَرٌ مِّثْلُكُمْ } آدمي مثلكم { يُوحَىٰ إِلَيَّ } جبريل { أَنَّمَآ إِلَـٰهُكُمْ إِلَـٰهٌ وَاحِدٌ } بلا ولد ولا شريك { فَمَن كَانَ يَرْجُواْ لِقَآءَ رَبِّهِ } يخاف البعث بعد الموت { فَلْيَعْمَلْ عَمَلاً صَالِحاً } خالصاً فيما بينه وبين ربه { وَلاَ يُشْرِكْ بِعِبَادَةِ رَبِّهِ أَحَدَاً } لا يرائي ولا يخالط بعبادة ربه أحداً ويقال بطاعة ربه أحداً نزلت هذه الآية في جندب بن زهير العامري.

 تفسير تفسير القرآن/ الفيروز آبادي (ت817 هـ) مصنف و مدق

Allah tum logon ko hidayat day kia itni si baat samjh nahi aati hay..yahan saaf tor se bataya ja raha hay kay wo bimisil aur aadmion ki tarah thay...agar tumhari baat maan li jaey kay wo noor bhi thay aur bashar bhi thay..to wo misil doosre aadmion ki tarah na hoay..kion ye baat unmein aur doosre aadmion mein farq kar rahi hay..kionke Allah Ta'ala saaf tor se farma rahay hein kay wo bilkul isi tarah say bashar hein jaysay tum ho..agar nooraniat wali  baat agar Rasool Allah 

(saw) mein add ki jai to ye bimisil doosre aadmion ki tarah na hoi...is ayat ki sab se bari cheeze ko qabil ghor hay wo (MISLUKUM) tumhari tarah..ab khud emaandari se koi bataey ..kia hum par kabhi nooraniat ka zahoor bhi hota hay...kay  hum aam aadmi kabhi to bashar ke roop mein hote hein kabhi nooraniat ke libaas mein..zahir hay aesi koi baat hum mein say kisi aam insaan mein nahi hay..to phir KION ???Allah Ta'ala ne Rasool Allah (saw) ko hamare misil kaha..

Edited by Ya Allah Madad
Link to comment
Share on other sites

bhie noor wa bashar pr bohat baat ho chuki hay ab is pr mazeed debate na karen or plz baat ko kaye or yeh wahabi na ghumaye..

attari bhie may nay pehli bhi kaha thak k sajid khan kafi hoshyar admi hay us ka mutala kafi wasee hay or may is medna may bilkul nay ab ek do articels parh kar to may debnate nahe karsata...

masla yeh hay k may nay wahan ap ka articel lagay tha ab us na us ka jwab diya hay to ap par bhi zaruri hay k us ka jwab likhay...

warna wo yeh samjhayngay k sunni bhga gaye

ap ka jis wahabi say debate hay us ko keh dya k ek do din sabar karen ek do din sya to kuch nahe hoga may nay bhi to wahan kay din say reply nahe kiya...

phir is ka jwab likh den sajid wahabi nay bhi ek din ge may likh diya tha...

or rizwan bhi ap nay jo noor ka kaha isi may to sara masla hay ...

magar ab taq wahabi deobandi nay jo kaha hay k hazoor s.a. hidayat k noor thay us ko inho nay sabit kiya hay or jismani tor par bashar...

jab k hamare taraf say ba taq koy ek wzeh ayat ya hadees nahe pesh ki gaye hay jis may saf tor pr hazoor (saw) k jism ko NOOR kaha gaya ho isilaye to may jawba k laye qadri bhie ko keh raha hun wahe is ka koy maqol jawba de sakte hay..

ab plz is ka jwab jald say jald likh kar den den

jazakallah

Edited by Ahlesunnat-Qadri
Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Janab aap agar zara thora sa b sochain tu kya misal kehnay say koi cheez asal main woh he ban jaty hay jis ke misal de gay ho???For example agar aap gulab k phool ke tasveer daikhain ya woh paper ke bani hui ho tu kya woh pic asal gulab ka phool ho ge????

Is tarah ke buhat se examples de ja sakty hain.

Aur ab to modern science say b proof kia ja chuka hay keh Huzoor e Akram Sal Allah o Alaih e Waalehee Wasalam Noor thay.Agar yaqeen nahi aata tu main Insha Allah woh article jald he post karon ga jis say aaj modern science b sabat kar rahy hay.

Quran o Hadees ke farmaan ke muqaable par hum science ko tarjeeh nahi day sakte..Humko hidayat Quran o Hadees se milti hay science se nahi..mein aankho dekha to jhutla sakta hoon magar Allah aur aur ke Rasool  (saw) ka farmaan nahi jhutla sakta...Aap log Quran o Hadees ke samne science ko tarjeeh dayte hein  fi-aman:

Edited by Ya Allah Madad
Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Janab hum nain kab kaha keh hum Quran o Ahdees par science ko tarjeeh daitay hain????Laikan jab aap kaisay ghair muqalad log koi bat manay he na tu koi kya karay.Jab Saha Radi Allah o Unho ka qaol paish kia jata hay tu aap kehtay hain humaray lia hujjat nahi.Hadees Sharif paish karain tu us say inkaar.Ab is ka ilaj kya hay???

Bahar hal abhi main aap k aik GM ke aik bat quote kar raha hon isay daikhya....

Ghazanavi khanddan k well known GM aalam Prof.Abu Bakar Ghazanavi nain bari faisla kun bat ke hay.Moulana Muhammad Anwar Jilani k risala BASHRIAT O RISALAT ke taqreez main likhtay hain....

Baaz logon nain kaha keh Huzoor Sal Allah o Alaih e Wasalam Noor thay bashar na thay aur baaz nain kaha keh Aap Bashar thay Noor na thay,yeh donon batain afrat o tafreet ke hain.Quran Majeed kehta hay keh woh bashar b thay aur noor b.Aur sahi maslak yeh he hay keh aap bashar hotay huay b ta ba qadam noor ka sarapa thay....(Prof.Abu Bakar Ghazani,Taqreez Risala Bashriat o Risalat.1987 page no.17

Janab Ahle Sunnat ka b yeh he aqeeda hay keh App Sal Allah o Alaih e Waalehee Wasalam bay misal bashar b hain aur Noor b.

Aap logon ne to Quran ko intahai mushkil kitab bana diya hay..matlab ye ke jo aap parh rahay hein asal uska matlab wo nahi jo aap parh rahay hein balkay iska matlab kuch aur hay..ayat ki asal meaning chupi hoi hay wo sirf bralvi maulvi sahab ko hi pata hay...Allah keh rahay hein ke Rasool Allah  (saw) bashar hein..magar wo haqeeqat mein kuch aur hein ye bashar to Allah ne aesay hi keh diya hay...MERAY BHAI YE BATAO AGAR HAQEEQAT KUCH AUR THI TO ALLAH TA'ALA WOHI BAAT KAR DETE QURAN MEIN SEDHAY SADHAY LAFZON MEIN..ITNI MUSHKIL KITAB KE PARHO KUCH MATLAB KUCH AUR WAH WAH SUBHAN ALLAH..ALLAH KEH RAHAY HEIN KE NABI GHAIB NAHI JAANTAY...MAGAR IS AYAT KA MATLAB BHI CHUPA HOA HAY..ISKI TASHREE KE LIYE BHI BRALVI MAULVI SAHAB KE PASS JAO..SIRF AHMED RAZA SAHAB PAR HI IS DUNYA MEIN QURAN KA MAFHOOM KHULA HAY..AUR JO INKE AQEEDAH KI MUKHAALFAT KARE WO BADMAZHAB MUNAFIQ AUR GUSTAKH E RASOOL HAY..YE ACHA FORMULA HAY..JAB HAZRAT ESSA  (as) KO LOGON NE ALLAH KA BETA BANANA SHROO KIA TO BOHOT LOGON NE MUKHALFAT KI MAGAR UNKO YAHI KAHA GIYA HOGA..TUM LOG TO GUSTAKH RASOOL HO ...RASOOL SE TO MUHABBAT HI NAHI HAY...AUR INTAHA KARTE KARTE AAKHIR KHUDA KA BETA BANA DIYA..RASOOL ALLAH (saw) NE KHUD FARMAYA DEKHO MUJHE ITNA BARHA YA NA KARO JAYSA KE LOGON NE ESSA (as) KO BARHA CHARHA KAR KHUDA KA BETA BANA DIYA..AKSAR BRALVION KE MUH SE MEIN NE SUNA HAY WO BARE JOSH SE KEHTE HEIN KE HAQEEQAT MUSTAFA (saw)KO IS DUNYA MEIN KOI NAHI SAMJH SAKTA KE ASAL MEIN WO KIA HEIN..IS BAAT MEIN SE WOHI BOO AATI HAY JO ESSA  (as) KE SATH UNKI UMMAT NE BARHA CHARHA KAR KIYA..INKO DEKHO YE BHI KEHTE HEIN HEIN WO BASHAR NAHI HEIN..UNKA SAYA NAHI HAY..KAINAT KA KOI ZARRA UNSE POSHIDA NAHI HAY..GHARZ HAR WO SAFAT JO ALLAH KI HAY WO INHO NE RASOOL ALLAH (saw) MEIN BHI DALI HAY..FARQ SIRF YE ALLAH KI SIFAT MALIK KI HAYSYAT SE HAY AUR RASOOL ALLAH KI AATAI HAY..ASTAGHFIRULLAH

ALLAH PAK NE TO BOHOT ASAAN KITAB NAZIL KI THI..MAGAR BRALVI HAZRAAT NE TO ISAY BOHOT HI COMPLICATED BANA DIYA HAY ISKO..YANI QURAN KO AAP CHOREIN ..HAMARI TASHREE PAR CHALEIN AAP..BASSS...YAHI DEEN HAY..

BOHOT HI AFSOS KI BAAT HAY KE SIDHEE SADHEE BAT KO SIRF APNE MAFAAD KI KHATIR MATLAB BADAL DETE HEIN...BRALVI KE KISI AQEEDAH KA QURAN SE KOI WAASTA NAHI HAY AGAR HAY TO AYAT PESH KARO. fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

(salam)

bhai pdf wali file read karlli hai likin deobandi kehtay hain kay Huzoor S.A.A.W. hidayat ka noor le kar aaye thay logo kay leye or isi leye allah ne Noor kay sath Quran Pak ka zikar kia kay Quran kay zarye se Noor ko phelaeen gay or wo bazat-e-khud jismani toor per noor nahi thay

bhai bas is baat ki confirmation zaroori hai kay Nabi S.A.A.W Jismani toar per kia thay Noor ya Bahsar?? iski koi wazahat kar day

(bis)

(saw)

(salam)

bhai pehli baat yeh zehan mein rakhey daleel dena Madai k Zimey hoti hai,Sajid khan nein Yeh Dawa kiya hai k Huzoor (saw) Noor nahi they bashar they.

theeek yehan tak aap ko samjh agai ?

abh agey chelayie

agey us nein apni dalail mein aik bhi ayet aysi pesh nahi ki jis se yeh sabi t hota ho k Aqa (saw) Noor nahi hai hain,

aap us se yeh to mutalba karo k woh Huzoor Sallalaho Alaih e waslam k noor na honey ki daleel pesh kare phir hum se daleel mangey .

Or Hamara Aqeeda is masley mein yeh hai k

Huzoor (saw) Allah (azw) k Noor hain lekin dunya mein hamari rehnumai k liye bashari soorat mein aye hain.kiun k Nabi honey k liye bahsar hona zaroori hai.

Imam Savi Malki nein Huzoor Sallalaho Alaih e waslam ko Manawi or hisi Noor dono likha hai .

or bhai hum nein sirf aik daleel pesh nahi ki hai hum nein shoro mein Hadees Noor bhi pesh ki hai or buzurgaaney deen k akwal bhi pesh kiye hain or aik hadees yeh bhi pesh ki gai hai jis mein Huzoor Sallalaho alaih e wasalm nein Hazrat Jibrail Alaih e salam se un ki umer ka pocha tha ,or bhi buhat c dalail hum nein dee hain.

fi-aman:

Edited by Qadri Attari
Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

bhai pehli baat yeh zehan mein rakhey daleel dena Madai k Zimey hoti hai,Sajid khan nein Yeh Dawa kiya hai k Huzoor (saw) Noor nahi they bashar they.

theeek yehan tak aap ko samjh agai ?

abh agey chelayie

agey us nein apni dalail mein aik bhi ayet aysi pesh nahi ki jis se yeh sabi t hota ho k Aqa (saw) Noor nahi hai bahsar hain,

aap us se yeh to mutalba karo k woh Huzoor Sallalaho Alaih e waslam k noor na honey ki daleel pesh kare phir hum se daleel mangey .

Or Hamara Aqeeda is masley mein yeh hai k

Huzoor (saw) Allah (azw) k Noor hain lekin dunya mein hamari rehnumai k liye bashari soorat mein aye hain.kiun k Nabi honey k liye bahsar hona zaroori hai.

Imam Savi Malki nein Huzoor Sallalaho Alaih e waslam ko Manawi or hisi Noor dono likha hai .

or bhai hum nein sirf aik daleel pesh nahi ki hai hum nein shoro mein Hadees Noor bhi pesh ki hai or buzurgaaney deen k akwal bhi pesh kiye hain or aik hadees yeh bhi pesh ki gai hai jis mein Huzoor Sallalaho alaih e wasalm nein Hazrat Jibrail Alaih e salam se un ki umer ka pocha tha ,or bhi buhat c dalail hum nein dee hain.

fi-aman:

aap logon ke liye sirf dua ki ja sakti hay

Link to comment
Share on other sites

qadri bhie intahaye mazrat k saath mujhe to lagta hay k ap jawba likhnay k laye tayar nahe hay agr esai hi baat hay to plz wazeh kardijaye fazool may chakkar denay ka koy fayda nahe hay...

agr yeh sare bate itni hi asan hay to ap jwab kyoun tyar nahe kar rahe hay...????

ap k pass saray dalay to hay ap ek do ghantay ka wakht nikal kar in ko jama karle inpage may or yaan post karde sajid wahabi k jwab may may esay wahan laga dunga...????

akhir is may masla kya hay...

pzl mere baton ka bura mat maniye ga likii mere sabr ka pemana labrez hota jarah hay ap ko shed andaza nahe hay k may kiti tention may hun..

pzl plz kal taq is ka jwab tayar kar ke de deyn

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Janab AhleSunnat Qadri Sb ab aap ko itni b kya jaldi hay.Banday ko buhat say kaam hotay hain.Aur kya jawab dair say dainay say koi banda haar jata hay kya???

Aur ab GM hazraat......

Naoz o Billah kis nain Quran e Pak ko mushkil bana dia hay????

Aap k aqal main simple say lafz samjay nahi ja rahay keh kisi cheez ke example dainay say woh cheez realistic nahi ban jaty.Aur hum nain kab kaha hay keh humaray Nabi e Pak Sal Allah o Alaih e Waa lehee Wasalam Bashar nahi thay??????

Bashar b hain aur Noor b hain..Main nain tu aap k GM ka hawala dia tha.

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Janab Quran Pak ke Sura e Maaida ke ayat no.15 main Irshad hay

Tehqeeq tumharay pas Allah ke taraf say Noor aaya aur kitab e mubeen.

Is ke tafseer Syedna Abdullah ibn e Abbas Radi Allah o unho farmatay hain keh.

Aap nain Noor ke tafseer Rasool say karnay k baad farmaya keh "Muhammad Sal Allah o Alaih e Waa lehee Wasalam" (Tanveer Ul Miqyas,Muhammad Bin Yaaqoob FairozAbadi,Page no.72)

Imam Razi nain Noor ke tafseer main kafi aqwal likhay hain.Laikan pehla qaol yeh hay keh Noor say murad Humary Nabi e Pak Sal Allah o Alaih Wasalam hain. (Imam Razi ,Volume 11 ,Page 189)

Imam Tibri Radi Allah o unho nain farmaya keh Noor say murad humaray Aaqa o Mola Sal Allah o Alaih Wasalam hain....(Jaami albian Fi Tafseer Ul Quran,Volume 6,Page no.92)

Tafseer e Jalalain main hay keh is Noor say murad Humaray Nabi Sal Allah o Alaih Wasalam ka noor hay.

Tafseer e Khazan main hay."Noor say murad Humaray Nabi e Kareem Sal Allah o Alaih e Wasalam hain.Aalah nain aap ka name noor is lia rakha keh aap k through hidayat paay jaty hay.Jaisay roshni k zareeay andhairon main hidayat paay jaty hay."(Tafseer e Khazan,Volume 2,Page no.23)

Ab yeh keh Noor aur kitab dono say murad Kitab Ullah hay,yeh Zamkhashri aur Jabbai ka qaol hay.Yeh dono mutzili hain.

Aur kya is aayat e mubaraka ke tafseer ko aaj kal k wahhabion nain sahi samja ya keh in Aaima nain..

Rasool Allah  (saw) ko noor kin ma'ano mein kaha giya hay zara isko samjh lein..Faqih Abu Lais Samarqandi (ra) apni tafseer mein is NOOR ki wazahat kar rahay hein..

قَدْ جَآءَكُمْ مِّنَ ٱللَّهِ نُورٌ وَكِتَابٌ مُّبِينٌ

{ قَدْ جَاءكُمْ مِّنَ ٱللَّهِ نُورٌ } يعني ضياء من الضلالة وهو محمد - صلى الله عليه وسلم - والقرآن والنور هو الذي يبين الأشياء، ويرى الأبصار حقيقتها، فيسمى القرآن نوراً، لأنه يقع في القلوب مثل النور، لأنه إذا وقع في قلبه* تفسير بحر العلوم/ السمرقندي (ت 375 هـ) مصنف و مدقق

{Yani Rasool Allah 

(saw) gumrah logon mein roshni ban kar aaen hein..}Allah aap logon ko shaoor day..aur jitne mufassir ne unko noor kaha hay isi ma'ani mein kaha hay..Aap logon ne jo noor murad liya hay wo nahi..

Edited by Ya Allah Madad
Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Lain g wahhabia ke nai toujeeh daikh lain.Ab jab keh is faqeer nain itnay ajilla mufasareen e karam k name quote kia hain aur un sab nain Huzoor Nabi e Kareem Sal Allah o Alaih e Waalehee Wasalam ka nam e nami lay kar likha hay keh is noor say murad Huzor Sal Allah o Alaih e Waalehee Wasalam ke zaat e mubarka he hay.Tu kya yeh sab ghalat ho gay?????

Chalain thora sa aur aagay chaltay hain.

Hazrat Allama Aaloosi Rehmat Ullah e Alaih farmatay hain,"Meray nazdeek yeh amar baeed nahi keh noor aur kitab dono say murad Nabi e Akram Sal Allah o alaih e Waalehee Wasalam murad hon kyon keh ataf ke woh he toujeeh ke jay jo jabaay nain ke hay.Is main shak nahi keh Nabi Kareem Sal Allah o Alaih Wasalam par noor aur kitab e mubeen ka itlaq ho sakta hay......(Tafseer e Rooh Ul Moani,Volume 6,Page no.98)

Hazrat Mulla Ali Qari Redhmat Ullah e Alaih farmatay hain..."Aap Sal Allah o Alaih e Waalehee Wasalam Noor e Azeem hain aur anwaar k darmyan kamal zahoor rakhtay hain."Sharrh Shifa,Volume 1,Page no.114)

Janab itnay baray baray mufasareen karam nain Noor say murad Huzoor Nabi e Kareem Sal Allah o Alaih e Waalehee Wasalam ke zaat e mubarko ko kaha hay.Aap aaj kal k GM kahan say aa gay hain in ke nai toujeehat karnay walay????

Kia aap ki nazar mein Faqih Abu LAis Samarqandi (ra) nai nai log hein ya inki tafseer ki ahmiat aap logon ke nazdeek nahi hay..Noor unho ne bhi kaha hay magar clear kar diya kay noor se kia murad hay..Isi tarah aap sabit karke dikha dein ke doosre mufassireen  bhi wohi noor murad laytay hein joke aap log laytay hein..

Edited by Ya Allah Madad
Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...