Jump to content

Masla E Noor O Bashar

MOUWAHID

تجویز کردہ جواب

(bis)

(saw)

(salam)

main jo bhi jawab dey raha hoon us mein sarfraz ghakarvi ko mukhatab kiya gya hai.members se guzarish hai k mere jawab mein jaha bhi sarfraz ghkarvi ka naam hai to is se murad saajid khan hi lein kiun k saajid khan nein isi jhootey molvi ki kitabon se apna article likha hai.

mere paas time nahi hai k main jawab type kar k lagao.bus koshish kar raha hoon k jald az jald jawab mukamal karon or agr ALLAH AZAWAJAL nein chaha to phir in jawabat ko ikhata kar k mufasil article lagao ga(ia).

Duaa ka talab gaar

Shan Aslam Attari

(salam)

Link to comment
Share on other sites

qadri bhai esa lag raha hai kay yahan debate to nahi hoo rahi balkay books per baat ki ja rahi hai...or ap ne 1 bayan sunne ka kaha hai......is per bhi tafseeli debate ho rahi thi ""Noor Mujassam"" wali thread main likin wo bhi closed kardi.....

yar ham yahan debate kioon karr rahe hain....??

agar kisi ko is maslay kay baray me janna hai to seedha seedhaa Allama Ghulam Rasool Saeedi Alai rehma or Sarfaraz Khan Safdar ki books ka mutaalla karlay.....thatz enough

thread bananay ki bhi koi zaroorat nahi pareegi......or jo Manazir beethay hain wo bhi gharoon ko chalay jaeen gay chutti le kar

Link to comment
Share on other sites

Rizwan@

Aap meh ek Deobandiyoon wali fitrat heh joh shahid aap ko nazr nahin aa rahi, aur jitnay be Sunni hen sab samaj rahay hen joh aap ko apnay aap kay baray meh maloom nahin aur jis khoobi ko Qadri Attari baee nay high light keeya heh, kay aap meh samaj nahin kohi point kesay be samjaya ja sakkay Deobandi aur Wahabi kabi be samaj nahin sakta ... us kee waja RasoolAllah nay pehlay bata deeh heh ... Quran peren gay magar khalq say neechay nahin utray ga aur deen esay kharij hoon gay jesay teer kaman say ... Quran dil waloon kay leyeh heh keyun kay yeh utra hee qalb, dil per heh, keyun kay yeh samaj wala, deep thought rakhnay wala organ heh {2:97}.

mind per be utara gaya heh {26:194}, magar samaj us'si waqat ahay gee jab dil taq be punchay ... abh jis kee ek aankh qaani ho woh dekh to sakta heh magar doh ankhoon wala behtr dekh sakta heh, is'see tera Quran ko achi tera samajnay kay leyeh ayaat e Qurania ka dil taq bee punchna zeroori heh, jistera ek aankh wala dekh toh sakta heh magar 2 ankh walay kay barabar nahin, is'see tera aap kay dil taq Quran kee ayaat nahin punchi is leyeh aap Quran ko us tera nahin samaj saktay jis tera dil o damagh say samajnay wala samaj sakta heh.

Yeh Hadith e RasoolAllah kee tashri Quran kay saath huwi, jistera perfect vision kay leyeh don ankhen darkaar hen is'see tera Quran ko perfect samajnay kay leyeh intelligent mind aur zinda dil aur ayaat kee dil taq rasahi darkaar heh ... agar nah ho toh Quran ko perfect nahin samaj saktay.

aur Rizwan sahib aap kee fitrat meh ek baat heh ... Quran aap kay dil taq nahin punch sakta awal woh heh hee murda ... darood shareef pera keren aur Surah Fateha kee qasrat keren, inshallah aap ko kuch faida hee hoga esa kernay say ...

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...

Janab Rizwan sb aap mera aik kaam karein gay ??

kaam yeh hai k aap ko deobandiyo k forum par kuch sawalo k jawab ley kar deney hain takey main apna tafseeli jawab jald mukamal kar sako.sawal yeh hain ???

Deobandi Us shaks k baarey mein kia kehte hain jo Huzoor Sallallaho Alaih e wasalam ko SAyed ul Bashar or Noor bhi manta ho???

Deobandi us shaks k baaarey mein kia kehte hain jo Huzoor Sallallaho alaih e wasalam k saya ko na manta ho???

Deobandi us shaks k baarey mein kia kehte hain jo Huzoor Sallalaho Alaih e wasalam ko Zaaat k aitbar se noor manta ho???

Deobandi Us k shaks k baarey mein kia kehte hain jo Huzoor Sallalaho alaih e wasalam ko Awal Makhlooq manta ho???

bus aap mujhe in sawalat k jawabat ley kar dein dey phir INSHALLAH AZAWAJAL Sajid khan k aitrazat ka jawab Tarteeb se diya jaye ga.

Link to comment
Share on other sites

  • 2 months later...
  • 2 months later...

wasalam.gif

Janab aap bay fikar rahain,insha Allah jald jwab diya jay ga.

Agar ghor say daikha jay tu Muhtram Saeedi Sb nay Noor par jitnay b dalail diyay thay woh sab la jwab rahay.Deogandi ko in ka jwab dainay ke himmat tak nahi hui.

Ab bashriyat k maslay par Saeedi Sb insha ALLAH munh band kar dain gay sab ka.

Aap say guzarish hay keh is forum ka link add na kiya karain.

jazak_allah.gif

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

Janab mera yahan par sirf aik sawal hai kyon ka main it taleem ki site open nahi kar pa raha as liya ager koi meri taraf ya sawla os Deobandi sa poch la ka tum kahta ho ka brelvi koi ayat aur faqih ka qul nahi la sakta tu tum la kar ajao aik asi ayat aur charon aima main sa kasi ka qaul jo kahian ka Nabi Alihslama Noor nahi tha.

Noor sa mutaliq humara pass ahadis mujood hain likin tum koi zaeef hadees hi pesh kar do jas main Nabi alihsalam na farmaya ho ka main Noor nahi hon.

Link to comment
Share on other sites

  • 3 months later...

I shocked when i saw that Munafiq (Brelvi and etc) reject ALLAH's verses, and created his own Translation, and this translation create Contradiction in Quran.

Like they Say that Zaat-e-Muhammad S.A.W is noor according to different verses.

like Surah Maidah verse 15. and wrong Hadith.

In Surah Maidah verse 15 ALLAH says about Quran is noor, but they rejct and make his own translation that Muhammad S.A.W is noor.

ok just suppose that i accept that your translation is right.

So according to Quran, which says there isn't any Contradiction, thats why i believe in Quran, but after 2 months of Accept Islam i found a Contradiction. that's:

Zaat-e-Muhammad S.A.W is noor,

and

Zaat-e-ALLAH is also noor.

Which means ALLAH = Muhammad.

like Bibel says that:

Father (ALLAH) is God,

and

Son (Jesus) is also God,

that why both are God.

Jesus = God

So why i believe in Quran, because if i accept that your translation is right, its mean Bibel and Quran both have Contradiction.

So Believe in Bibel or Quran. both are same.

But it's not true, because i'm not Munafiq like you.

And i knew that Zaat-e-Muhammad S.A.W is Human, not noor. according to Quran. (Surah Al-Kahaf 18:110).

and Surah Maidah verse 15 is about Quran, not about Muhammad S.A.W.

So Peoples like you completely change the verse of ALLAH.

and who did this they are out of Islam.

Ra'id Ortan

\CAN YOU PLEASE WRITE YOUR POST IN URDU SO WE ALL CAN BENEFIT BY DEBATE THANKS

There is famous Quote:

"Man Arafa Nafso Ho Faqad Arafa Rabbo Ho"

Whosoever identifies his Nafs then Identifies his Rab.

Jis Nay Apnay Nafs Ko Paichana, Us Nay Apnay Rab Ko Paichan.

So Nafs Ko Paichanana = Rab Ko Paichanana

That Means

You Nafs = Your Rab

Do agree to this phenomenon????

Edited by Dard
Link to comment
Share on other sites

Dard>>>>

i hope that you will understand all what i posted.

Actually it's request of Raza Farooq, that's why i just copied it from what i posted in facebook.

Yeah i agreed that we (Muslims) must control our Nafs according to ALLAH.

If i says that i love ALLAH, its mean i full fill each and every orders of ALLAH (mean i completely follow Quran).

If i can't, it means i don't love ALLAH.

Link to comment
Share on other sites

To the request of Alteejani

Bht se firqa wariat k logo ka ye aqida hay k Zaat-e-Muhammad S.A.W noor hay.

Aur ye aqida enho ne mukhtalif ayato k galat tarjumay aur kuch galat hadiths ki bunyad pr banaya hay.

Pahli chz, Muslims k lye pahle Quran hay aur phr Hadith, kui k Quran k zarye hi use es baat ka andaza hoga k konsi hadith sahi hay, aur konsi hadith galat.

Now come main point. Noor.

Surah Maidah ki ayat 15 se bht se ulma-e-Karam ka ye kehna hay k es ayat may "noor" Muhammad S.A.W ko kaha gaya hay aur "Wazih" Quran ko.

aur Noor Muhammad S.A.W ki zaat hay, aur esi bunyad pr enka ye aqeeda bhi hay k Muhammad S.A.W zinda hay, mean (parda farma gae hain).

but "Noor" aur "wazih" dono hi Quran k lye kaha gaya hay, aur es noor ka matlub hidayat hay, zaat nahi, jiski agli hi ayat 16 may zikr hay.

Es tarha kuch aur ayat hain jinse ye baat wazih ho jati hay k ALLAH ne apni kitabon ko hi noor kaha hay, wo bhi hidayat k lye, matlub jo logo ko andhero(burai) se nikal kr ujalay(achai) ki taraf lati hay.

(Surah Maidah ayat 44) Tauret k lye noor.

(Surah Maidah ayat 46) Injeel k lye noor.

(Surah Taghabin ayat 8) Quran k lye noor.

Agar main ye baat maan lo k Zaat-e-Muhammad S.A.W Noor hay.

Zaat-e-Muhammad S.A.W = Noor.

Aur Quran phr ye bhi kehta hay, aur kafi wazih ALfaz may kehta hay k:

"ALLAH noor hay asmano ka aur zamin ka" (Surah Noor ayat 35)

Matlub Zaat-e-ALLAH bhi Noor hay.

Zaat-e-ALLAH = Noor.

Matlub dono ki zaat ek hi zaat.

Matlub, ALLAH = Muhammad S.A.W.

aur ye shirk ho jaega. aur ye Quran may Ikhtilaf paida kr dega, jo mumkin nahi.

Matlub Quran Ikhtilaf se pak hay, to(so) Muhammad S.A.W ka noor hona bhi jaiz nahi.

Jaisa k Injeel may "Trinity" ka aqeeda hay.

Jiska Matlub hay k:

Baap (ALLAH) = Khuda.

Beta (Isa A.S) = Khuda.

Farishte (Jibrael A.S) = Khuda.

Matlub teeno ki zaat ek hi hay Injeel may, esi waja kr Eesai(Christian) teeno hi ko "khuda" mantey hain.

esi waja kr Injeel pr eeman to lana zorori hay, magr uski ayato pr believe krna nahi, kui k esme ikhtilafaat hain.

agar Quran Muhammad S.A.W ko bhi noor keh raha hay, to eska Matlub Quran may bhi ikhtilaf hain.

But aesa nahi hay, kui k Quran ney to Muhammad S.A.W ko noor kaha hi nahi, en tamam ayato may Quran k lye Noor hay, Muhammad S.A.W k lye nahi.

Surah kahaf ki ayat 110 may ALLAH ne Muhammad S.A.W ki zaat ko "insan" bataya hay, noor nahi, ta k Log Ikhtilaf na krne lag jae, jaisa k Isa A.S k sath kea, but aj bhi log Quran ki ayat ko badal kr Ikhtilafat nikal rahe hain.

Aahkir may, Islam zabardusti kisi ko Eeman laney pr majbor krne ko nahi kehta.

Islam ney tableegh ka kaha hay, aur ye hamara kaam hay.

Agar ap log ALLAH ki en ayat pr eeman latey ho, aur Zaat-e-Muhammad S.A.W ko hum insan ki hi zaat tasleem krte ho, aur en ki zaat k Noor honay pr enkar krte ho, to ye ap logo k haq may behtar hay.

Nahi to ALLAH ne wo waqt muqarrur kr rkha hay.

Aur be'shak wo waqt aega.

Ra'id Ortan

My link

Edited by Ra'id Ortan
Link to comment
Share on other sites

@Rad:

See You are not answering my question:

I asked you a simple question:

If Your Nafs is Your Rab??????

Its a closed question as you asked a closed and wanted us to reply:

If Allah Is Noor And Muhammad Is Noor Then

Allah = Muhammad????????????

Shouldn't you answer my question in "Yes" or "No"

But what you replied:

Yeah Agreed We Must Control Our Nafs..................Is That Answer To My Question????????????????

Edited by Dard
Link to comment
Share on other sites

Dard>>>>

you said:So Nafs Ko Paichanana = Rab Ko Paichanana

That Means

You Nafs = Your Rab"

"Man Arafa Nafso Ho Faqad Arafa Rabbo Ho"

Second equation becomes two types:

1. Become Lord.

2. Become the Signs of Lord.

1st is gonna be shirk, but not second.

My Nafs = Represent My Lord.

If i say that i'm Muslims, then i must control my nafs according to ALLAH, becasue if i do wrong then it's represent to Non-Muslims that may be his lord told him to do that.

because of my bad habit, my Lord is defame. and ALLAH will punish me for this.

and this Qoute is applied for each and every religion.

Ra'id Ortan = Servant of ALLAH

if i do wrong in the front of Non-Muslims, who don't know anything about my Lord, then he will say My Lord is greater but not your, because you do many wrong things.

That's why i said:

if Love ALLAH then follow ALLAH.

Ra'id Ortan

My link

Link to comment
Share on other sites

salaam janab ra'id Quran bhai aap sey guzarish hai k urdu mey post karey k humey bhi samjh aa sakey kiun hum itni khas english to nahi aat lekn aap ki baat ko thora sa samjha hai aap k bhi wohi aitrazat hain jo dosarey wahabiyo k they kheyr aao urdu mey apna aitraz bilkul yehi post kar dey,INSHA ALLAH kaafi o shafi jawab diya jaye ga.or haan apna maslakk bhi bayan farma dijiye ga.

Hazrat ye sab wahabio me ek nei firke se talooq rakhte hen jo Quraani keh late hen ye apna maslak kabhi bhi nahi taae gae sif Quran ki ayat likh likh kar or usko apne khas mafhom me saja ham sab ko kafer karar de gae,bar hal inka kah na ye he ke Rasoollah (saw) Noor nahi or jo use Noor kahe woh Kafer kyo ke Noor sirf Allah (jallah) he mera sida sa sawal he in se phir ye سراجا و منير kise kaha gaya ? or منير ka kya matlab? baki Inshallah bat in sawalon ke jawabon ke bad hon gi

Edited by Alteejani
Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...