Jump to content

Eid Milad-Un-Nabi (Sallallah Alaihi Wassalam) Per Eterazat Ky Jawab

mufti

تجویز کردہ جواب

(bis)

Assalam o alaikum! Kafi arsa se is web pe as a guest visit krta raha hoo aur ab ba-qaeda toar pe as a member hazir ho raha hoon!

jnab shamsheer sahib aap ne apni posting me 2nd paragraph me likha hai k:

"Is majlis e pak me haraam kam krna sakhat juram aur gunah hai jaise Auratoo ka is qadar Buland Awaaz se Naat Shareef parhna k Ajnabi Mard Sunain...Sakhat Manah Hai. Aurat ki Awaaz Ajnabi Mard ko Sun'na Jaiz Nahi...!"

Aur kia kehte hai AaP is masla k beech k jo Khawateen Mehfil e Melaad k Moqa pe Television Channels pe Aa k Naatain Parhti hain aur un ki awaz aur naat na sirf Lakhoo ghair mahram mard sun rahe hotain hai bl ke Un khawateen ko daikh bhi rahe hotain hai????

Aap jo posting aap ne ki hai us ki roo se to phir Majlis e Pak me Na sirf Haraam kaam ho raha hai bl ke aik sakhat gunah ka bhi irtiqab kia ja raha hai..! Is mamla pe zra wazahaat darkaar hai...!

Ws-Salaam!

AaZaan E Haq.........!

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Jnab 12 Rabi ul Awwal k mamla pe mere kuch sawalaat hai..umeed hai k point to point aur wazeh daleel k sath jawabaat mosool hon ge..!

1. 12 Rabi ul Awwal ka din Hazoor (s.a.w) ki zindagi mubarik me 63 times aya...kia Aap ne kabhi 12 Rabi ula Awal ka din Eid milad un Nabi k tor pe manaya Jaise aaj kal Brelvi Hazraat manatay hai..?

2. 12 Rabi ul Awwal ka din Hazrat Abu Bakir (r.a) ki khilafat me 2 bar...Hazrat Umar (r.a) ki khilafaat me 10 bar...Hazrat Usman (r.a) ki khilafaat me 12 bar...Aur Hazrat Ali (r.a) ki khilafaat me 4 baar aya........! Kia Tamaam Khulfa e Rashdeen (r.a) ne kabhi 12 Rabi ul Awwal ka din Eid Milad un Nabi k tor pe manaya Jaise aaj kal Brelvi Hazraat manatay hai..?

3. 12 Rabi ul Awwal ka din Aaima e Arba (r.a) ne kabhi Eid milaad un Nabi k tor pe manaya jaise Aaj kal Brelvi Hazraat manatay hai..?

Jnaab mujhe umeed hai k aap logo ka pass in sawalaat k koi jawabaat nahi hon ge aur sabit ho jae ga k Eid Milad un Nabi aik biddat hai jis ka Islaam se koi Wasta nahi...aur agr Aap logo k pass jawabaat hai to muhjay mundraja bala 3 sawalaat k to the point jawabaat Daleel aur saboot k sath paish kijyeh aur sabit krain k Hazoor (s.a.w)..Khulfa e Rashdeen (r.a)...aur Aaima e Arba (r.a) ne bhi

12 Rabi ul Awwal ka din Eid Milad un Nabi k toar pe manaya...?

WS-Salaam!

AaZaan E Haq!

HADEES SHAREEF MEIN SIRF ITNA SABIT HAY KAY RASOOL ALLAH (saw) MONDAY KAY DIN ROZA RAKHTAY THAY KIONKE WO US DIN PEDA HOE THAY.RAHI BAAT RABI UL AWAAL KI AAP KI BAAT BILKUL SAHI HAY KAY JO AAP NAY POOCHA HAY WO KAHIN SAY BHI SABIT NAHI HAY..AUR INKE AHMED RAZA KAY MUTABIQ RASOOL ALLAH (saw) KI PEDAISH 8 RABI UL AWWAL KO HOI HAY

post-2937-1236927329.jpg

post-2937-1236927352.jpg

post-2937-1236927370.jpg

post-2937-1236927388.jpg

Edited by abuowais
Link to comment
Share on other sites

Assalam O Alaikum!

Bohat Khoob! Bohat Khoob! To aisi hoti hai daleelain aur jawaabaat..? Mai ne pehle bhi arz kia tha k point to point aur wazeh jawabaat daleelo k sath paish krna...(aur is ki mujh ko expectation baharhaal thi to nahi)..mgr aap loogo ne mujhe disappoint kia hai...!

AbuOwais bhai.. keep it up...Aap Mashallah Bateel k khilaaf Mujahidana andaz me Zarb lga rahain hai..aur Kafi khoobsorat Andaz me in loogo ko be-naqab kr rahain hai..Allah Aap ko jazae Khair aata farmae...!

Shamsheer sahib! Aap kaha ghaib ho ge hai..? Mai aap k jawab ka intezaar kr raha hoo! Wohi Auratoon k Naat parhhne wali baat...! Abhi tak jawab mosool nahi howa..aur Agr koi aur brelvi bhi is baat ka jawaab daina chahata o to most welcome...I m STILL Waiting...!

Toheedi sahib aur Mudassir sahib...Mujhe afsoos hai k aap ko itna bhi nahi pta k point to point jawab kaise dia jata hai...? Jnaab mai ne aap logo se 3 sawalaat poche the...Aur bjae jawaab daine k aap hazraat mujh se farma rahe hai k Mai Quraan o Hadees se Sabit kro..! Hairaat hai k Aap loog aakhir Munazira aur Discussion kehte kis ko hai..? Mohteram pehle mai aap k samne kuch sawalaat rakh chuka hoo...aur aap pe lazim hai k 12 Rabi ul Awwal ko as an Eid manana Hazoor (s.a.w)..Khulfa e Rashadeen (r.a)... aur Aaima e Arba (r.a) se sabit kr k dikhain...Aur agr nahi sabit kr sakte to phir at least maan lain k Hamare pass jawabaat nahi hai....! Seedhi si baat hai aur aap loog kham kha baat ko uljha rahain hai...! Umeed hai k next posting me jawabaat daine ki koshish farmae ge Aap Brelvi Hazraat..!

Aur Mohterm Brelvi Hazraat....! Sub se pehle to aap is point pe bhi baat krain k Jo kuch aap k Aala Hazrat ne Wiladat e Mubarik aur Wafaat ki Dates Discuss ki hai...Un ko Aap maantain hai k nahi...?

Agr Maante hai to phir itna wavaila q kr rahain hai?...phir na to aap ko deobandio k hawala jaat daine ki zarorat hi nahi hai bcoz jo aap k aala hazrat ki research hai us pe aap loogo ko Aameen kehne chahye Aur Agr aap Aala hazrat ki research se ittefaaq nahi krte to agli posting me wazeeh tor pe likh dain k Hum Aala hazrat ki research se ikhtelaaf krte hai aur Deobandio ki research se ittefaaq krte hai...! OK..?

Aur Agr aap Aala hazrat ki research se ittefaaq krte hai to phir zra is ki bhi wazahaat ho jae k Eid Milaad un Nabi 8 ki bjae 12 ko q manate hai aap loogAur jnab mai is waqt baat wafaat ki date pe nahi kr raha hoo...bl ke Tarkeekh e Paidaish pe kr raha hoo...Zra Point pr rehne ki koshish krain aur Deviation na krain.

Baqoal aap k aala hazraat.... Hazoor e pak (a.s) ki paidaish 8 Rabi ul Awwal ko hoi aur Wafaat 12 Rabi ul Awwal ko..........Aur aap Deobandio k hawala jaat se sabit krne ki koshish kr rahai hai k Waafaat 1st...ya...2nd Rabi ul awwal ko hoi hai...! Subhan Allah! Koi aap ki posting parhe ga to kia soche ga aap k baare mek Brelvi hazraat apni ana ki zid me aa kr Apne aal hazrat ki research ko side pe rakh daite hai aur Deobandio ki research pr Aameen keh daite hai...! :lol:

Bohat Khoob!

Mohteram pehle decide krain k aap kis ki research ko accept krte hai aur us k baad mazeed baat ho gi inshallah Aur haan...Mere sawalaat k jawabaat bhi aap pe Udhaar hai...! Un ki bhi fikar kr lain aap sub Brelvi Hazraat...!

Link to comment
Share on other sites

Assalam O Alaikum!Bohat Khoob! Bohat Khoob! To aisi hoti hai daleelain aur jawaabaat..?......!

jinab is ka jawab aap ko kabhi nahi mile ga . eik kisa sunata hoon jo aaj kal ke hakoomet kar rahi he . wokla griftar ho rahy hein to minister rehman malik kheta he ke me nahi keh raha hoon . ab aap socho ke govt kis ke he aur us ko nahi pata. dosra point jub ppp ke logon se poocha jata he ke aap yeh kiuoon ker rahien hein woh bajye sharminda honne ki kehte hein aap logon ne bhi essa kiya tha. yani jawab barye jawab.

yahi haal he yahan ke logon ka jawab nahi hota bus keh dety hien ke falaan ne esa kaha. etc.

abaty hein in ki dallel ke hazor pak (PBUH) roza rakhte thy ager itni muhabbet he yh log roza kiuoon nahi rakhte. phir kehte hien ke us din log kushiyan manate hien aur shetan ksuh hota he . etc.

aru jinab khulifa rashdin aima arba haata ke shiekh abdul qadir jilani (ra) se bhi mankool nahi he. jessy shiuoon ka matem ijad howa is terha jashen miladul nabi ijad howi he. aru akhir me yeh yahee kh ker jaan churien ge ke eid miladun nabi ki born per ksuhina manan jaiez he . ALLAH hi samjh de .in sub ko amin.

nabi ki muhabbet ka sahi takaza he ke jo mery nabi pak (PBUH) ne kiya us per amael yeh hota he hubbe rasool jalooson se govt toot sakte he pe hubbe nabi kabhi bhi hasil nahi hota . aur iek din ka kaem nahi her din nabi pak ki sunnet per chalna humra farz hota he.

Link to comment
Share on other sites

(bis)

jnab shamsheer sahib aap ne apni posting me 2nd paragraph me likha hai k:........!

Mazrat chahunga takheer ki, aap ke aik barhe bhai Ghair Muqallid ko bhi thikaane lagana tha to kuch dehaan wahan chala gaya, Jawab hazir hai.

Jee janab aurat ka be-parda mard ke saamne ana jaiz nahi, na hi TV par ana jaiz hai. Aurat ka TV par ana hi Haram hai to uska TV par Naatain parhna to ziyad barha jurm hai. Choonkeh aurat TV par aakar Naat parhti hai, aur yeh choonkeh us mehfil ka juzz hai keh zahir hai aurat parh rahi hai Naat to us mehfil ka juzz ban chuka hai keh yeh mehfil hi khaas issi k liye hai keh aurat aakar Naat parhe taake yeh mehfil dar haqeeqat "khawatin special" bann jaae. aur agar aurat na parhegi to zahir hai woh baat hi na hogi jis se Haram ho.

Kisi paak mehfil ko paak rakhne ke liye in na-jaiz kaamon ko door rakhna chahiye, albatta un na-jaiz kaamon se woh mehfil Haraam nahi hojati agarcheh woh Haram kaam us mehfil ka juzz na bane jesa keh Article main wazeh hai. Agar ghor se article parha hota to yeh baat kabhi na cherhte aap.

Aap in chakkaron main parh rahe hain, janab agar koi mehfil ho jis main Quran, Ahadeeth, Naatain, Seerat-e-Nabawi, parde ka lehaaz, Paak Saaf Sunnaton bhari Mehfil ho wohi aap ko na-gawar guzre gi us par bhi aap la'an ta'an karainge, jesa keh doosri post main aap ne ishara kar dia hai.

Nisar teri chehel pehel peh hazaron Eidain Rabi ul Awwal,

Siwae Iblees aur Deo-k-bandon ke jahan main sabhi to khushian mana rahe hain.

Aap ki baqi posts bhi maine parhien, lekin woh mujh se kaee oonche darje rakhne wale bhaiyon se aap ne sawal kiye to un ke zabardast jawab aane ki khatir sabr karunga.

Link to comment
Share on other sites

jinab is ka jawab aap ko kabhi nahi mile ga . eik kisa sunata hoon jo aaj kal ke hakoomet kar rahi he.....

Janab peer sahab siyasi guftago say parhaiz karain .. aap nay kaha jaisay shiyo ka matam aaijad howa aur baqul aap kay Eid e meelad un Nabi alaihiSlam aaijad howi tu aisay he aur buhat kuch bhee aijad howa maslan darul uloom deoband bhe aijad howa us mai Dars o Tadrees ka sara murawwaja tareeka nizam ul auqat imtihanat , Fiqh, Usool e Fiqh , Dora Hadis , Khatm e Bukhari waghaira waghaira yei sab bhee aaijad howay.. na sahaba kay du'r mai tha na Nabi pak alaihiSlam say sabit hai aisa kuch. ummid hai hamaisha ki tarah fazool bat say baat nikalnay kay bajaiy koi mustanad aur mudallal jawab dai gain

jinab me siyasi guftago nahi ker raha example de thi jis ke abhi aap en tied ker di mera sawal tah kub ijad howi app ne phir left right shrough ker di ager jawab nahi to kahmoshi behter he. na ke aap shrogh ker do ke deaoband kub ijad howi. so please aap jawab dijye aien baien kerne walon ko bahut dekha he. nahi jawab banta to koye ahle ilem se kahao ke yahan aaker post kare . shukriya.

Link to comment
Share on other sites

Assalam O Alaikum!

Afsos e Kabeera hai jnab..! Ghaliban mai guzishta 3 roaz se darkhast kr raha hoon k jawabaat darkaar hai...mgr koi wazeh jawab nahi aa raha...aur jo jawab de bhi raha hai..us ko bhi nahi pta k woh kis sawal ka kia jawab de raha hai...!

Peer sahib! keep it up! U r also doing well!

Jnab Shamsheer sahib..! Muazrat chaaho ga lakin itna zror kaho ga k aap ki posting se aap ki bokhlahat saaf wazeh ho rahi hai...! Jnab jab aap mante hai k TV pe Khawateen k aa kr Naatain parhna ghalat feal hai...to phir itna bhi tasleem kr lain k hr saal 12 Rabi ul Awwal pe aise ghalat afaal darjano k hisaab se hote hai..aur hr TV Channel pe Aap Brelvi Hazraat ki Khawateen Mehfil e Milaad manati hai...! To sawal paida hota hai k jab aap sub ko pta hai k aik ghalat kaam hr saal aik tasalsul k sath hota aa raha hai.. to us k rokne ki koshish q nahi ki jati...Kia khayal hai k agr Aap k Ilyas Qadri Sahib is bare me aik adad Fatwa jari kr dain aur Tamam Auratoon ko TV pe aa k Naatain parhne se Manna kr dain...to kia tab bhi sub Brelvi Khawateen TV pe aa kr lakhoo logo ko Gunah ka moqa de sake gee...? To jnab is mamla pe aap kia farmate hai....?

Phir Aap farmate hai k:

Aap in chakkaron main parh rahe hain, janab agar koi mehfil ho jis main Quran, Ahadeeth, Naatain, Seerat-e-Nabawi, parde ka lehaaz, Paak Saaf Sunnaton bhari Mehfil ho wohi aap ko na-gawar guzre gi us par bhi aap la'an ta'an karainge, jesa keh doosri post main aap ne ishara kar dia hai.

Aur jnab mai ne kab keh dia k woh mehfil haram ho gae..? Aap zra apni posting dobara read krain...Waha pe aap ne khud paish kia hai k Auratoo ka onchi awaz se Naat parhna Sakhat Juram aur gunah hai aur Haraam kaam k zumra me aata hai...! Sir je! Mai ne to aap ki wording hi paish ki thi aur aap mujh pe ilzaam laga raha hain...! Aur haan zra clear farmana k Parda k Lehaaz se aap ki kia muraad hai..? Mohteram Jab Lakho log Tv pe baith kr in khawateen ka mushahida kr rahe hote hai to kaha gea woh parda aur parda ke lehaaz..?

Jnab umeed hai k next posting me wazahat farmane ki koshish kre ge aap...!

Toheedi sahib...! Mai to aap ko bra Sahib e Elam smjhta tha mgr aap ne apni posting me aisi Jahalat dikhai hai k Allah ki panah...!

Mohterem! Aap Mujh ko sirf mere 3 sawalaat ka jawabaat ata kr dain..! mai phir aap ko disturb nahi kr ga! aur khushi khushi maan lo ga k Waqae Hazoor (s.a.w)...Khulfa e Rashdeen (r.a) aur Aaima e Arba (r.a) ne bhi Eid Milad un Nabi manae thi....!

Baqoal aap k....k Agr Sahaba (r.a) ne Eid milad un Nabi nahi manae to itni bari kia baat hoi? aur un k na manane se Hum pe Eid manana Na-Jaiz nahi howa!

Subhan Allah!

To kia Aap kehne chahte hai...k Itna khushi bhara tehwaar...aur itni Muqaddas Eid ka Sahaba (r.a) se koi wasta na tha....aur Sahaba (r.a) se bhi barh kr aap logo ko Hazoor (s.a.w) ki Paidaish ki ziada khushi hoi hai...? Kia kehte hai aap is bara me k Sahaba (r.a) to Hazoor (s.a.w) k haqeeqi janasheen aur sunnato pe ammal krne wale the...aur jis feal ko unho ne sari zindagi na kia aur ab aap loog us ko kr rahe hoo...To kia woh deen me aik nae Ejaad na hoi to aur phir kia hoi.....? Mohteram! Zra Aql se soche k Jab aik feal ko khud Hazoor (s.a.w) ne aur Khulfa e Rashdeen ne aur Aaima e Arba ne apni zindagi me kabhi na kia....to us feal ko aap loog kis tarah deen ka aik hissa bna rahe hoo...? kia Biddat aur kisi cheeze ko kehte hai....! Hona to chahaye tha k Sahaba (r.a) bhi Eid Manate...mgr aisa to kabhi howa nahi...bcoz un ka to hr roz eid ka roz hota tha...q k un ki 24 hours ki zindagi Aap (s.a.w) ki ittiba me guzarti thi....! Aur yeh jo Aap loog Sher parhte ho k Iblees k siwa sabhi is jaha me khushian mana rahe hai...to jnab kia is sher ki roo se ap un tamam muqaddas aur wali Ullah Hasteeo ki (Naoozubillah) Tazheek nahi kr rahe jin ho ne apni sari zindagi me kabhi bhi Eid Milad un Nabi nahi mnaee...?

Zra Sochna Aap hazraat......!

Mai apne sawalaat phir se paish kr raha hoon....!

1. 12 Rabi ul Awwal ka din Hazoor (s.a.w) ki zindagi mubarik me 63 times aya...kia Aap ne kabhi 12 Rabi ula Awal ka din Eid milad un Nabi k tor pe manaya Jaise aaj kal Brelvi Hazraat manatay hai..?

2. 12 Rabi ul Awwal ka din Hazrat Abu Bakir (r.a) ki khilafat me 2 bar...Hazrat Umar (r.a) ki khilafaat me 10 bar...Hazrat Usman (r.a) ki khilafaat me 12 bar...Aur Hazrat Ali (r.a) ki khilafaat me 4 baar aya........! Kia Tamaam Khulfa e Rashdeen (r.a) ne kabhi 12 Rabi ul Awwal ka din Eid Milad un Nabi k tor pe manaya Jaise aaj kal Brelvi Hazraat manatay hai..?

3. 12 Rabi ul Awwal ka din Aaima e Arba (r.a) ne kabhi Eid milaad un Nabi k tor pe manaya jaise Aaj kal Brelvi Hazraat manatay hai..?

4. Jo kuch aap k Aala Hazrat ne Wiladat e Mubarik aur Wafaat ki Dates Discuss ki hai...Un ko Aap maantain hai k nahi...?

5. Aap ne khud apni posting me tasleem kr lia k Sahaba (r.a) Eid Milad un Nabi nahi manate the...! To Kia Is se sabit nahi hota k aap loogo ne woh biddat sambhali hoi hai jis ka Sahaba (r.a) se koi wasta na tha...? Aur Ahle sunnat ka to aqeeda hai k Sahaba (r.a) hi Hazoor (s.a.w) ki Sunnato k aur tareeqo k haqeeqi janasheen the...! to jab un ki tareekh me itni Mubarik Eid nahi to phir kia woh Sunnat hoi k Biddat.......?

Aap logo ki sahoolat k lea mai ne tamam sawalaat ikkahtte kr dea hai....! Plz next posting me point to point aur daleel k sath Number wise jawab daine ki koshish krna ...warna Tasleem kr laina k Eid milad un Nabi aik man Gharat Biddat hai....!

Link to comment
Share on other sites

Jnab Shamsheer sahib..! Muazrat chaaho ga lakin itna zror kaho ga k aap ki posting se aap ki bokhlahat saaf wazeh ho rahi hai...! Jnab jab aap mante hai k TV pe Khawateen k aa kr Naatain parhna ghalat feal hai...to phir itna bhi tasleem kr lain k hr saal 12 Rabi ul Awwal pe aise ghalat afaal darjano k hisaab se hote hai..aur hr TV Channel pe Aap Brelvi Hazraat ki Khawateen Mehfil e Milaad manati hai...! To sawal paida hota hai k jab aap sub ko pta hai k aik ghalat kaam hr saal aik tasalsul k sath hota aa raha hai.. to us k rokne ki koshish q nahi ki jati...Kia khayal hai k agr Aap k Ilyas Qadri Sahib is bare me aik adad Fatwa jari kr dain aur Tamam Auratoon ko TV pe aa k Naatain parhne se Manna kr dain...to kia tab bhi sub Brelvi Khawateen TV pe aa kr lakhoo logo ko Gunah ka moqa de sake gee...? To jnab is mamla pe aap kia farmate hai....?

Phir Aap farmate hai k:

Aap in chakkaron main parh rahe hain, janab agar koi mehfil ho jis main Quran, Ahadeeth, Naatain, Seerat-e-Nabawi, parde ka lehaaz, Paak Saaf Sunnaton bhari Mehfil ho wohi aap ko na-gawar guzre gi us par bhi aap la'an ta'an karainge, jesa keh doosri post main aap ne ishara kar dia hai.

Aur jnab mai ne kab keh dia k woh mehfil haram ho gae..? Aap zra apni posting dobara read krain...Waha pe aap ne khud paish kia hai k Auratoo ka onchi awaz se Naat parhna Sakhat Juram aur gunah hai aur Haraam kaam k zumra me aata hai...! Sir je! Mai ne to aap ki wording hi paish ki thi aur aap mujh pe ilzaam laga raha hain...! Aur haan zra clear farmana k Parda k Lehaaz se aap ki kia muraad hai..? Mohteram Jab Lakho log Tv pe baith kr in khawateen ka mushahida kr rahe hote hai to kaha gea woh parda aur parda ke lehaaz..?

Jnab umeed hai k next posting me wazahat farmane ki koshish kre ge aap...!

Arre main to samjha tha aap ko asan zuban samajh main aati hai lekin hadharmi ki hadd hai. Ab main kis zubaan main aapko bataun keh aurat ka TV par Naat parhna Haraam Haraam Haraam hai? Chahe woh kisi bhi maslak se talluq rakhe, yeh Haram fe'el hai. Aur fatwa lene ki jahan tak baat hai to fatawa to bohot katheer tadaad main aapko mil jaege is baare main aur Kisi mustanad Sunni Alim ka naam batao jis ne TV par auraton ka Naatain parhna jaiz qarar dia ho! Phir awam ke fe'el ko aap Ullama par kiun chaspa karrahe hain? Awam to awam hai. Agar woh Haram fe'el kare is ka matlab yeh nahi keh Ullama ka bhi yehi tareeka hai. itni choti si baat bhi aap ko samjhani parh rahi hai, sharm ka maqam hai. Yaqinan Ullama is fe'el se mana karte hain, to jo auratain Ullama ka hukm nahi maanti unke fe'el ki kia hesiat rahi phir maslak main? Allah hamain un logon ke shar se bacha jin ke barhe molvi hazraat khud to ab "mar kar mitti main mil chuke hain" aur apni zindagi main to yeh hesiat thi keh randi-khaane main aik randi bhi nafrat main keh gaee "tere to mounh par to main paishab bhi na karun". Herat hain aap logon ki bunyad kia hai aur ab mozu kia.

Aur Parde ka lehaaz ka aap ne poocha, to aap ki kam-aqali hai keh aap ne samjha keh mehfil ussi ko kehte hain keh jo TV par aae aur woh khawatin munaqid karain.

Parde ka lehaaz matlab mard hazrat munaqid karain, parhne wale mard hon aur mehfil main bethne walon main se khawatin ki alag jagha ho aur mardon ki alag keh mixing hargiz na ho. Ab umeed hai mera point bilkul clear hogaya hoga.

dekh lien kitna fark he azane haq me aur aap me woh aap ko muhzabana lehje se bat kar rahy thy aur aap ki zuban mubarekk. woah kiss moon se aap natein perhte hien ke sara din gali aru baad me natt perhna kcuh to afsosoe hota ho ga ke nabi pak ki sahne me zuban istemal hoti he aur usse zuban me gali. kahan ki muhabbet. man lo ki jhotti muhabbet.

sahi kaha tha kissi ne ke jo banda dalellon se lajwab hota he woh gali galosch me uter ata he yahan aker pata chala hum ko.

so pehly apna ikhlaq sedha karo saaf karo phir bat karo

na. mujh ko pta he apa kaho ge tumahre forum per bhi chalta he (halanke jhoot ) ho ga wohan epr ager essy zuban istemaaal ho to foren edit ho jati he ager humare taref se ho.)

to phri me kahoon ga ke aap me aur un me kiya farq howa so yeh na kehna ke tum lgo bhi use kerte ho. :rolleyes:

Link to comment
Share on other sites

Assalam O Alaikum!

Afsos e Kabeera hai jnab..! Ghaliban mai guzishta 3 roaz se darkhast kr raha hoon k jawabaat darkaar hai...mgr koi wazeh jawab nahi aa raha...aur jo jawab de bhi raha hai..us ko bhi nahi pta k woh kis sawal ka kia jawab de raha hai...!

Peer sahib! keep it up! U r also doing well!

Jnab Shamsheer sahib..! Muazrat chaaho ga lakin itna zror kaho ga k aap ki posting se aap ki bokhlahat saaf wazeh ho rahi hai...! Jnab jab aap mante hai k TV pe Khawateen k aa kr Naatain parhna ghalat feal hai...to phir itna bhi tasleem kr lain k hr saal 12 Rabi ul Awwal pe aise ghalat afaal darjano k hisaab se hote hai..aur hr TV Channel pe Aap Brelvi Hazraat ki Khawateen Mehfil e Milaad manati hai...! To sawal paida hota hai k jab aap sub ko pta hai k aik ghalat kaam hr saal aik tasalsul k sath hota aa raha hai.. to us k rokne ki koshish q nahi ki jati...Kia khayal hai k agr Aap k Ilyas Qadri Sahib is bare me aik adad Fatwa jari kr dain aur Tamam Auratoon ko TV pe aa k Naatain parhne se Manna kr dain...to kia tab bhi sub Brelvi Khawateen TV pe aa kr lakhoo logo ko Gunah ka moqa de sake gee...? To jnab is mamla pe aap kia farmate hai....?

Phir Aap farmate hai k:

Aap in chakkaron main parh rahe hain, janab agar koi mehfil ho jis main Quran, Ahadeeth, Naatain, Seerat-e-Nabawi, parde ka lehaaz, Paak Saaf Sunnaton bhari Mehfil ho wohi aap ko na-gawar guzre gi us par bhi aap la'an ta'an karainge, jesa keh doosri post main aap ne ishara kar dia hai.

Aur jnab mai ne kab keh dia k woh mehfil haram ho gae..? Aap zra apni posting dobara read krain...Waha pe aap ne khud paish kia hai k Auratoo ka onchi awaz se Naat parhna Sakhat Juram aur gunah hai aur Haraam kaam k zumra me aata hai...! Sir je! Mai ne to aap ki wording hi paish ki thi aur aap mujh pe ilzaam laga raha hain...! Aur haan zra clear farmana k Parda k Lehaaz se aap ki kia muraad hai..? Mohteram Jab Lakho log Tv pe baith kr in khawateen ka mushahida kr rahe hote hai to kaha gea woh parda aur parda ke lehaaz..?

Jnab umeed hai k next posting me wazahat farmane ki koshish kre ge aap...!

Ummed hai is Risaly ko parhny ki bad aap humary peer o murshid Janab Ilyas Attar Qadri Sahab par Zaban Darazi se Guraiz karengy..

(sa)

scan0001.jpg

scan0002.jpg

scan0003.jpg

scan0004.jpg

scan0005.jpg

  • Like 1
Link to comment
Share on other sites

Assalam O Alaikum!

To kia Aap kehne chahte hai...k Itna khushi bhara tehwaar...aur itni Muqaddas Eid ka Sahaba (r.a) se koi wasta na tha....aur Sahaba (r.a) se bhi barh kr aap logo ko Hazoor (s.a.w) ki Paidaish ki ziada khushi hoi hai...? Kia kehte hai aap is bara me k Sahaba (r.a) to Hazoor (s.a.w) k haqeeqi janasheen aur sunnato pe ammal krne wale the...aur jis feal ko unho ne sari zindagi na kia aur ab aap loog us ko kr rahe hoo...To kia woh deen me aik nae Ejaad na hoi to aur phir kia hoi.....? Mohteram! Zra Aql se soche k Jab aik feal ko khud Hazoor (s.a.w) ne aur Khulfa e Rashdeen ne aur Aaima e Arba ne apni zindagi me kabhi na kia....to us feal ko aap loog kis tarah deen ka aik hissa bna rahe hoo...? kia Biddat aur kisi cheeze ko kehte hai....! Hona to chahaye tha k Sahaba (r.a) bhi Eid Manate...mgr aisa to kabhi howa nahi...bcoz un ka to hr roz eid ka roz hota tha...q k un ki 24 hours ki zindagi Aap (s.a.w) ki ittiba me guzarti thi....! Aur yeh jo Aap loog Sher parhte ho k Iblees k siwa sabhi is jaha me khushian mana rahe hai...to jnab kia is sher ki roo se ap un tamam muqaddas aur wali Ullah Hasteeo ki (Naoozubillah) Tazheek nahi kr rahe jin ho ne apni sari zindagi me kabhi bhi Eid Milad un Nabi nahi mnaee...?

Zra Sochna Aap hazraat......!

Mai apne sawalaat phir se paish kr raha hoon....!

5. Aap ne khud apni posting me tasleem kr lia k Sahaba (r.a) Eid Milad un Nabi nahi manate the...! To Kia Is se sabit nahi hota k aap loogo ne woh biddat sambhali hoi hai jis ka Sahaba (r.a) se koi wasta na tha...? Aur Ahle sunnat ka to aqeeda hai k Sahaba (r.a) hi Hazoor (s.a.w) ki Sunnato k aur tareeqo k haqeeqi janasheen the...! to jab un ki tareekh me itni Mubarik Eid nahi to phir kia woh Sunnat hoi k Biddat.......?

aapka mutalba lafz ba lafz milad manany ka tareeqa Huzur (saw) or Shaba (ra) , Tabaieen, Tabe tabaieen (ra) se dikhany ka bara hi bachkana hai aisy to lakho kaam aap karty hain deen ke naam par jiski sanad lafz ba lafz Huzur or quroon e salasa se sabit nahin par chunki uski asal sabit hai or shariyat ne usko kahin mana bhi nahin farmaya isliye sab jayaz hai...ya dusry lafzo me husny biddat hain...ye hum nahin khud apky gangohi sahab kehty kehty mar kar mitti ki goud me samaty huey us sy ja mily (in short mar kar mitti me mil gaye..yahi matlab hota hai na? khair) Fatwa mulahiza karein....

Agarchy Jo Tariqa aajkal Milad manany murawwij hai wo Quroon e salasa se sabit na bhi ho to (iski asal to sabit hai)...par Quroon e Salasa se kai cheezein sabit nahin.....Had se had ye Milad ka ye specific tareeqa Husny biddat kehlayega.......Kya Islam me Husny biddat jaisi koi shaye hai ya nahinl....? agar yahi aitraaz milad ki tarah aap in tamam afaal par kar dein to Islam me bacha kya reh jayega...Aap Jaisy Roshan feham log... :rolleyes:

apky hi usool ke tehat Tablighi jamat bhi quroon e salasa se sabit nahin jabki isky husny biddat hony par to apky ghar se gawahi mojood par ankh ke andhy hon to koi baat bhi aql ke andho ko kon rah dikhaye...Tablighi Biddati huey ya nahin..? jo towjee aap apny difa ma karein wahi humsy bhi le lein...

isi tarah Eiden ki Namaz ke bad dua karna na Huzur se sanbit hai na quroon e salasa se...ab kya kahiyega kya Naam nihad Hanafi-deobandi Biddati huey ya nahin...? jo towjee aap apny difa ma karein wahi humsy bhi le lein...

  • Like 1
Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...