Jump to content

Brailviat k nazdeek hooli ki mathai khana halal hai.

MOUWAHID

تجویز کردہ جواب

Baat khatam kertay hain aur hadees ya quran ki ayat per kertay hain.......

Kia bagwan ka parsaad bi hum kha saktay hain?AUr kia holi ki mathai Aap (saw) nay b khai thi?

MOUWAHID SAHIB ISS AYAT KA JAWAB DO.

مَا جَعَلَ اللّهُ مِن بَحِيرَةٍ وَلاَ سَآئِبَةٍ وَلاَ وَصِيلَةٍ وَلاَ حَامٍ وَلَـكِنَّ الَّذِينَ كَفَرُواْ يَفْتَرُونَ عَلَى اللّهِ الْكَذِبَ وَأَكْثَرُهُمْ لاَ يَعْقِلُونَ

Allah has not permitted the Bahira (the ear cut) the Saibah, Wasilah and Hami but the kafirs forge falsehood to Allah. And most of them have no sense.

5 : 103

Link to comment
Share on other sites

Jis cheese ko Allah aur RasoolAllah nay Haram nahin keeya us ko haram ker dena aur jissay halal farmaya heh ussay haram ker denay wala Mushrik, murtaqib e Shirk e Akhbar heh, deen say kharij heh. Keyun kay us nay mansub e ulluhiyat ko apnay leyeh jahiz kerar deeya. Allah tallah Quran meh farmata heh kay Yahoodiyoon nay apnay Rabaniyah ko khuda maana, is per RasoolAllah nay tashri kee, farmaya kay Rabaniyah haram ko halal aur halal ko haram tehratay thay aur Yahoodi is ko kabool ker letay thay, is leyeh in'noon nay Rabaniyah ko khuda mana.

Sabit hota heh kay joh HALAL ko haram keray aur HARAM ko halal keray us nay apnay aap ko khudai ka darja deh deeya, aur joh us kay haram ko halal qabool ker leh toh us nay us sakhs ko mansub e ulluhiyat per mana.

Arab Mushrikeen meh Bahira, Sahiba, Waseela, Ham, kee rasmeh theen, unoon nay apnay aap kay leyeh butoon kay naam lagahay janwaroon ka istimaal haram kerar deeya thah. Allah tallah nay farmaya heh kay musalmano yeh in kee mangarat rasomaat hen, haqiqat meh janwar HALAL us waqt hota heh US KAY ZABIYAH KAY WAQT GHAIRULLAH KA NAAM LEEYA JAHAY, IS KAY ILAWAH IN RASMOON SAY KOHI FARQ NAHIN PERTA, AUR IN JANWAROON KA ISTIMAAL KERNA THEEK HEH JIN KO MUSHRIKEEN NAY BUTON KAY NAAM PER CHORA THAH.

Al Hasil, jis nay Halal ko HARAM keeya us nay shirk keeya, aur Mushrikeen jinoon nay butoon nay naam per janwar azaad kernay ka silsilah shoroon keeya thah woh is jurm e Yahoodiat meh shareek thay.

Abh aatay hen aaj kay modern Yahoodiyoon kee taraf, jistera halal janwaroon ka istimaal haram ker deeya gaya thah aur Allah nay un kay is amal kee tardeed aur bataya kay in ka istimaal jahiz heh us waqt taq jab taq un ko zabiyah kay waqt ghairullah ka naam nah leeya jahay. Agir Bahira, Sahiba, Waseela ko zabiyah Allah kay naam per keeya jahay toh un ka khana halal heh, chahay woh buttoon kay naam per hee azaad nah keeyeh gahay hoon, Allah tallah nay is ka zikr: Wama Uhillah be ghairullah meh farmaya, kay jin jaanwaroon per ghairullah ka naam zabiyah kay doraan leeya gaya woh haram hen, magir Bahira ho Sahibah ho agir Allah kay naam per zabiyah ho toh halal, tayyib heh. Jesa kay Allah tallah nay farmaya heh:

Surah 6 Verse 118: "So eat of on which Allah's name hath been pronounced, if ye have faith in His signs."

Sahibah ho, Ham ho, joh be ho, jab us ko Zabiyah Allah kay naam per keeya gaya heh toh, us ko khaho, musalmano us ko khaho agir tum Momin ho toh. Wahabiya tooh kia us janwar ko nahin kahay ga joh Sahibah, Haam, Waseelah kee rasm kay leyeh chori gahi ho aur us ko kohi musalmaan zabiyah keray aur Allah ka naam leh ker keray toh kia us ko nahin khaho gahay?

Aa'hi abh button kay naam per parshaad dena mitahi dena weghera ... Jistera Bahira, Sahibah, Ham kee rasmeh ijaad e Mushrikeen e Makkah theen, is'see tera Mushrikeen e Hind kee ijaad Parsaad, butoon nay naam per sabzi, Alo, Gobi, Malta, Seb, Mithahi weghera dena heh, aur yeh rasoomaat bee in kee ijaad kerda hen, joh in ashya kay halal honay per daleel nahin banti. Aloo. Gobi, Anaar, deeghir fruites, halal hen, jistera camel halal thay butoon kay naam per azzd keeyeh janay walay, toh in janwaroon kee ijazat deh deeh, aur shariat e mutahira kee had bata deeh kay agir zabiyah kay doraan but'h ka naam leeya jahay toh phir haram heh, warna nahin. Abh is'see tera fruites hen yeh toh hen hee halal in ko toh zabiyah nahin keeya jata is leyeh in ka istimaal meh lana halal heh keyun kay in fruites kee asal hee esi heh kay Halal hen, toh phir Bahira, Sahibah, Ham weghera kee tera in ka istimaal be Shariat meh jahiz heh. Reh gahi Mathahi toh yeh cha'hay but'toon nay naam per dee jahay, haram us waqt hogi jab us ko kissi es'si cheese say banaya jahay joh haram ho, Sirf but'h kay naam say mansoob ho janay say KOHI CHEESE BEE HARAM NAHIN hoti, haram halal us waqt hoti heh jab us meh Allah tallah kay batahay huway tariqeh per ho.

Warna agir sirf but'h kay naam say mashoor ho janay say kohi cheese haram halal ho jaati heh toh, phir khaadim kee taraf say chand litr bardasht ker lenh, agir kohi hindu kehay:

* But'toon kay naam per ham har Wahabi ko insaan mantay hen.

Toh kia har Wahabi Haram ho jahay ga, ghor ker kay bataho tumari maan, baap, haram ho jahen gay, aur kia tum waladul haram hogay? Ahle Sunnat kay mutabiq kissi ka haram hona us waqt sabit hota heh jab woh ulaad e zina ho, but'h kay naam say mashoor honay say kohi haram kee ulaad nahin ho sakta. Magir ahle tehqeeq, ahle haq, ahle hadith, kissa mukhtasar, Wahabi killers of biddat o shirk kay nazdeeq toh GHAIRULLAH KAY NAAM PER JOH HO JAHAY WOH HARAM, WOH SHIRK, ho jata heh, IS LEYEH HAR WAHABI HARAM KEE ULAAD HOGA.

* But'toon kay naam per ham Kabah ko mantay hen.

Abh hinduwoon nay Kabah ko maan leeya magir but'toon kay naam per, balkay BajRang Daal&Sabzi kay mutabiq Kabah Shiva ka temple thah ... wesay bee 360 IDOLS toh thay hee Kabay meh. Abh yeh Kabah haram ho gaya, butoon kay naam say mashoor thah Mushrikeen meh, Arab meh Kabah Shareef sab say bara but'h khana thah 360 IDOLS thay is meh, MAGIR BATAYEH IS KO CHOOMNA, IS KA TAWAF KERNA, KESAY HO GAYA, agir but'toon kay naam per mashoor honay say mansoob honay say, agir WOH CHEESE, HARAM HO JAATI HEH TOH PHIR batayeh KABAH SHAREEF ko RasoolAllah nay HARAM KEYUN NAH TEHRAYA, IS KA TAWAF KERNAY SAY KEYUN NAH ROKA?

Aakhir meh phir batadoon, kay haram, hala, kohi cheese us waqt hogi jab us ka HARAM HONA SABIT HOGA, AGIR SABIT NAHIN TOH PHIR woh shiva kaay naam say mashoor ho, Ganesh kay naam say mansoob o Mashoor ho, Alat, Uzzat weghera kay naam say mashoor o mansoob ho, haram nahin ho sakti, is'see tera but'toon kay naam per khanay kee taqseem kee huwi cheezen us waqt taq haram nahin hoteen jab taq un ka haram hona sabit nahin, yehni abh kohi Hindu sharab deh but'hkay naam kee toh us ko peena haram heh, magir kohi mathahi deh, fruit deh toh keyun kay shariat meh yeh halal hen is leyeh khana jahiz heh.

Wama Alayna Ilal Balaghul Mubeen.

Muhammed Ali Razavi

Link to comment
Share on other sites

Jis cheese ko Allah aur RasoolAllah nay Haram nahin keeya us ko haram ker dena aur jissay halal farmaya heh ussay haram ker denay wala Mushrik, murtaqib e Shirk e Akhbar heh, deen say kharij heh

MOUWAHID SAHIB ISS AYAT KA JAWAB DO.

Yar etraz karne wale bhai app ne shayd fatawa e rashidiya rasheed ahmed gangohi ki nahi pari

Jab tak Allah (jallah) or uska Rasool (saw) kisi cheez ko Halal-Haram na karengy wo halal-haram na hogi

(salam) to muslims

Mr Radiating Ali, Jad Dul Mukhtar, SmartGuyCool, Maher-e-Tehreef zara apni fiqh bhi dekh lo.

post-2048-1242035927.jpg

post-2048-1242035939.jpg

post-2048-1242036379.jpg

Lehaza Sawal phir wohi hai.

Holi ki mithai Ghair ullah k naam ki hai ya naheen??????

Haan ya Naheen?

fi-aman:

HAQEEQAT SAHIB APP NAY JO EBARAAT YAHAN POST KI HAI , USS MAIN NAZAR SAY MURAAD NAZAR E SHARAYE HAI. USS KI DALEEL FIQAHAH NAY ISS MAIN TAQARRUB KA LAFZ USE KIA HAI. EBADAT KI NIYAT SAY JO YE SUB FAIL OR NAZAR MANAY GA YE SUB HARAM O BATIL HAI.

LAKIN BAAT PHIR WAHEEN AAGAYE KIA YE SUB MAAL KAHANA HARAM HAI KYON KEH ISS MAIN GHAIR ULLAH KA NAAM LIA GAYA HAI, GHAIR ULLAH KI NAZAR KAY LYE YE MAAL MUKHTAS KIA GAYA HAI. ???

ISS KA JAWAB QURAN KI WO AYAT DE RAHI HAI. JO HUM NAY UPPER PAISH KI. LAKIN WAHABI MAR JAYE GA USS AYAT KO HAATH NAHI LAGAYE GA.

مَا جَعَلَ اللّهُ مِن بَحِيرَةٍ وَلاَ سَآئِبَةٍ وَلاَ وَصِيلَةٍ وَلاَ حَامٍ وَلَـكِنَّ الَّذِينَ كَفَرُواْ يَفْتَرُونَ عَلَى اللّهِ الْكَذِبَ وَأَكْثَرُهُمْ لاَ يَعْقِلُونَ

Allah has not permitted the Bahira (the ear cut) the Saibah, Wasilah and Hami but the kafirs forge falsehood to Allah. And most of them have no sense.

5 : 103

ISS AYAT SAY PATA CHALA KAH GHAIR ULLAH KAY TAKARRUB HASIL KARNAY KAY LYE JIN JANWAROON KO KUFFAAR O MUSHRIKEEN E MAKKAH CHOOR DIA KARTAY THE. WO HARAM NAHI.

HAQEEQAT SAHIB JAWAB ISS AYAAT KA JO.

Link to comment
Share on other sites

(salam) to muslims

RasoolAllah ka farmaan thah kay Wahabiyah jahil pagal suhafa hoon gay, achay dalahil say sabit ker rahay hen farmaan e RasoolAllah ko. Jahil kee jahil ulaad, is ko perh, teri batoon ka jawab is meh likha heh:

Jis cheese ko Allah aur RasoolAllah nay Haram nahin keeya us ko haram ker dena aur jissay halal farmaya heh ussay haram ker denay wala Mushrik, murtaqib e Shirk e Akhbar heh, deen say kharij heh. Keyun kay us nay mansub e ulluhiyat ko apnay leyeh jahiz kerar deeya. Allah tallah Quran meh farmata heh kay Yahoodiyoon nay apnay Rabaniyah ko khuda maana, is per RasoolAllah nay tashri kee, farmaya kay Rabaniyah haram ko halal aur halal ko haram tehratay thay aur Yahoodi is ko kabool ker letay thay, is leyeh in'noon nay Rabaniyah ko khuda mana.

Sabit hota heh kay joh HALAL ko haram keray aur HARAM ko halal keray us nay apnay aap ko khudai ka darja deh deeya, aur joh us kay haram ko halal qabool ker leh toh us nay us sakhs ko mansub e ulluhiyat per mana.

Arab Mushrikeen meh Bahira, Sahiba, Waseela, Ham, kee rasmeh theen, unoon nay apnay aap kay leyeh butoon kay naam lagahay janwaroon ka istimaal haram kerar deeya thah. Allah tallah nay farmaya heh kay musalmano yeh in kee mangarat rasomaat hen, haqiqat meh janwar HALAL us waqt hota heh US KAY ZABIYAH KAY WAQT GHAIRULLAH KA NAAM LEEYA JAHAY, IS KAY ILAWAH IN RASMOON SAY KOHI FARQ NAHIN PERTA, AUR IN JANWAROON KA ISTIMAAL KERNA THEEK HEH JIN KO MUSHRIKEEN NAY BUTON KAY NAAM PER CHORA THAH.

Al Hasil, jis nay Halal ko HARAM keeya us nay shirk keeya, aur Mushrikeen jinoon nay butoon nay naam per janwar azaad kernay ka silsilah shoroon keeya thah woh is jurm e Yahoodiat meh shareek thay.

Abh aatay hen aaj kay modern Yahoodiyoon kee taraf, jistera halal janwaroon ka istimaal haram ker deeya gaya thah aur Allah nay un kay is amal kee tardeed aur bataya kay in ka istimaal jahiz heh us waqt taq jab taq un ko zabiyah kay waqt ghairullah ka naam nah leeya jahay. Agir Bahira, Sahiba, Waseela ko zabiyah Allah kay naam per keeya jahay toh un ka khana halal heh, chahay woh buttoon kay naam per hee azaad nah keeyeh gahay hoon, Allah tallah nay is ka zikr: Wama Uhillah be ghairullah meh farmaya, kay jin jaanwaroon per ghairullah ka naam zabiyah kay doraan leeya gaya woh haram hen, magir Bahira ho Sahibah ho agir Allah kay naam per zabiyah ho toh halal, tayyib heh. Jesa kay Allah tallah nay farmaya heh:

Surah 6 Verse 118: "So eat of on which Allah's name hath been pronounced, if ye have faith in His signs."

Surah 5 Verse 103: Allah has not permitted the Bahira (the ear cut) the Saibah, Wasilah and Hami but the kafirs forge falsehood to Allah. And most of them have no sense.

Sahibah ho, Ham ho, joh be ho, jab us ko Zabiyah Allah kay naam per keeya gaya heh toh, us ko khaho, musalmano us ko khaho agir tum Momin ho toh. Wahabiya tooh kia us janwar ko nahin kahay ga joh Sahibah, Haam, Waseelah kee rasm kay leyeh chori gahi ho aur us ko kohi musalmaan zabiyah keray aur Allah ka naam leh ker keray toh kia us ko nahin khaho gahay?

Aa'hi abh button kay naam per parshaad dena mitahi dena weghera ... Jistera Bahira, Sahibah, Ham kee rasmeh ijaad e Mushrikeen e Makkah theen, is'see tera Mushrikeen e Hind kee ijaad Parsaad, butoon nay naam per sabzi, Alo, Gobi, Malta, Seb, Mithahi weghera dena heh, aur yeh rasoomaat bee in kee ijaad kerda hen, joh in ashya kay halal honay per daleel nahin banti. Aloo. Gobi, Anaar, deeghir fruites, halal hen, jistera camel halal thay butoon kay naam per azzd keeyeh janay walay, toh in janwaroon kee ijazat deh deeh, aur shariat e mutahira kee had bata deeh kay agir zabiyah kay doraan but'h ka naam leeya jahay toh phir haram heh, warna nahin. Abh is'see tera fruites hen yeh toh hen hee halal in ko toh zabiyah nahin keeya jata is leyeh in ka istimaal meh lana halal heh keyun kay in fruites kee asal hee esi heh kay Halal hen, toh phir Bahira, Sahibah, Ham weghera kee tera in ka istimaal be Shariat meh jahiz heh. Reh gahi Mathahi toh yeh cha'hay but'toon nay naam per dee jahay, haram us waqt hogi jab us ko kissi es'si cheese say banaya jahay joh haram ho, Sirf but'h kay naam say mansoob ho janay say KOHI CHEESE BEE HARAM NAHIN hoti, haram halal us waqt hoti heh jab us meh Allah tallah kay batahay huway tariqeh per ho.

Warna agir sirf but'h kay naam say mashoor ho janay say kohi cheese haram halal ho jaati heh toh, phir khaadim kee taraf say chand litr bardasht ker lenh, agir kohi hindu kehay:

* But'toon kay naam per ham har Wahabi ko insaan mantay hen.

Toh kia har Wahabi Haram ho jahay ga, ghor ker kay bataho tumari maan, baap, haram ho jahen gay, aur kia tum waladul haram hogay? Ahle Sunnat kay mutabiq kissi ka haram hona us waqt sabit hota heh jab woh ulaad e zina ho, but'h kay naam say mashoor honay say kohi haram kee ulaad nahin ho sakta. Magir ahle tehqeeq, ahle haq, ahle hadith, kissa mukhtasar, Wahabi killers of biddat o shirk kay nazdeeq toh GHAIRULLAH KAY NAAM PER JOH HO JAHAY WOH HARAM, WOH SHIRK, ho jata heh, IS LEYEH HAR WAHABI HARAM KEE ULAAD HOGA.

* But'toon kay naam per ham Kabah ko mantay hen.

Abh hinduwoon nay Kabah ko maan leeya magir but'toon kay naam per, balkay BajRang Daal&Sabzi kay mutabiq Kabah Shiva ka temple thah ... wesay bee 360 IDOLS toh thay hee Kabay meh. Abh yeh Kabah haram ho gaya, butoon kay naam say mashoor thah Mushrikeen meh, Arab meh Kabah Shareef sab say bara but'h khana thah 360 IDOLS thay is meh, MAGIR BATAYEH IS KO CHOOMNA, IS KA TAWAF KERNA, KESAY HO GAYA, agir but'toon kay naam per mashoor honay say mansoob honay say, agir WOH CHEESE, HARAM HO JAATI HEH TOH PHIR batayeh KABAH SHAREEF ko RasoolAllah nay HARAM KEYUN NAH TEHRAYA, IS KA TAWAF KERNAY SAY KEYUN NAH ROKA?

Aakhir meh phir batadoon, kay haram, hala, kohi cheese us waqt hogi jab us ka HARAM HONA SABIT HOGA, AGIR SABIT NAHIN TOH PHIR woh shiva kaay naam say mashoor ho, Ganesh kay naam say mansoob o Mashoor ho, Alat, Uzzat weghera kay naam say mashoor o mansoob ho, haram nahin ho sakti, is'see tera but'toon kay naam per khanay kee taqseem kee huwi cheezen us waqt taq haram nahin hoteen jab taq un ka haram hona sabit nahin, yehni abh kohi Hindu sharab deh but'hkay naam kee toh us ko peena haram heh, magir kohi mathahi deh, fruit deh toh keyun kay shariat meh yeh halal hen is leyeh khana jahiz heh.

Wama Alayna Ilal Balaghul Mubeen.

Muhammed Ali Razavi

Yeh meh nay phir quote ker deeya heh aur :lol: is ko perh aur phir is ka jawab deh, takay teri moti aqal meh baat peray. Mujjay pata heh kay abh toh sirf chavlenh maro gay aur jawab nahn doh gay. Keyun kay is say tumari pent utar jaati heh. B)

Link to comment
Share on other sites

salam.gif to muslims

Janab Radiating Ali, main sawal ko thora asaan ker deta hon kia aap ki fiqh k mutabiq holi ki mithai Halaal hai ya haram hai?

Jawab day dain masla hal ho jai ga.

Nah Fiqha peri, nah pernay ka waqt heh, jis kay pass heh woh peray aur samjay ... khadim ko bilqul kohi interest nahin kutb e Fiqah pernay ka.

Behtr hota agir meri reply pertay, tafseelan is ka jawab likha heh. Magir mukhtasar jawab arz heh kay jis cheese ko Allah tallah nay Halal farma deeya heh, yehni joh khanay kee cheese Halal farmahi heh woh Halal heh. Mathahi ho, holi kee ho, Christmas kee ho, us ko khanay kee cheese samaj ker kha lenay meh kohi harj nahin, HALAL heh.

@Mukhtar baee

Aap zera rest keren, yeh mamla meray aur is kay darmiyaan rehnay denh. Doh teen ka mil ker behas kernay say mamla ulajta heh sulajta nahin.

Edited by RadiatingAli

Aap ka matlab hai k Aap (saw) b holi ki mathai kha lia kertay thay(NaouzBillah)? Humain to aap (saw) ki hi pairvi kerni hai koi aik hawala aisa day do....Jis main yeh baat ho.

Link to comment
Share on other sites

(salam) to muslims

fi-aman:

Andoon meh be qana Rajah, pehlay tumara yeh sawal thah:

salam.gif to muslims

Janab Radiating Ali, main sawal ko thora asaan ker deta hon kia aap ki fiqh k mutabiq holi ki mithai Halaal hai ya haram hai?

Jawab day dain masla hal ho jai ga

.

Jis ka jawab meh nay deeya thah, Tum nay likha kay baat haram aur halal kee nahin ho rahi, toh jawab arz heh kay tumara baap aya thah joh woh upper wala sawaal likh ker gaya thah. Joh tum nay swaal keeya us ka jwab meh nay deeya. JOh tum nay muj say sawaal keeya meh nay us ka jwab deeya, joh dosra tum nay sawaal keeya thah woh Mukhtar baee say keeya thah is leyeh meh nay us ka jawab nahin deeya thah.

Awal arz heh kay aap ka sawaal: Kia holi kee mathahi ghairullah kay naam kee heh ya nahin? Jahilana heh keyun kay Holi ek tewaar heh, jistera Eid ek tewaar heh, ghairullah technical term IDOL kay leyeh heh, abh is Holi meh joh mathahi taqseem hoti heh woh kesay kissi IDOL kee huwi, sense nahin banta. Jistera Pakistani Independance Day meh agir kohi kissi ko pakistani independance day kee celebration kay tor per kohi tohfay kay tor per mathahi deta heh toh is ko GHAIRULLAH KAY NAAM PER LAGA KER haram nahin ker saktay, aur naH ussay GHAIRULLAH say mansoob ker saktay hen keyun kay woh IDOL kay naam per nahin dee gaee. Holi agir kohi IDOL hota toh phir us kee mathahi be IDOL kay naam per hoti, magir jab HOLI ek tewaar heh, jistera eid ek tehwar heh, abh eid kee celebration kee mathahi ko ghairullah kay naam kee mathahi nahin tehraya ja sakta. Halan kay Eid linguistically ghairullah heh, magir istilah e Qurania meh Ghairullah say muraad IDOLS hen, yehni Alat., Uzat, Manat. Aur is'see leyeh Imam Ahmad Raza nay farmaya kay HOLI kay din mathahi lena, un kee HOLI meh shareek hona kay barabar hoga, aur dosray din agir lenh aur khanay peenay kee cheese samaj ker lnh toh kohi harj nahin.

IS LEYEH HOLI KEE MATHAHI GHAIRULLAH KAY NAAM KEE NAHIN. Woh ghairullah kay naam kee us waqt hogi jab woh Shiva, Seeta, Geeta, Rama Karishna, Ganesh, Alat, Uzat, Manat kay naam per dee jahay, Holi kee mathahi ek teewaar kee kushi kee mathahi heh.

Aayeh abhi dekhtay hen kay Ghairullah ka lafz Quran meh kahan per istimaal huwa, aur un ayaat kay mutaliq Mufassireen nay kia farmaya heh:

Following Are References - "GHAIRULLAH"

# Al-Baqara (The Cow) > [2:173]

# An-Nisa (The Women)> [4:82]

# Al-Ma'idah (The Table Spread) > [5:3]

# Al-An'am (The Cattle) > [6:14]

# [6:40][6:46][6:114][6:145][6:164]

# [7:140][7:146]Yunus[10:23]

# An-Nahl (The Bee)[16:115]

# [16:52]Al-Qasas (The Narration)[28:71]

# [28:72][28:39]

* Fatir (The Originator of Creation)[35:3]

# Az-Zumar (The Groups)[39:64]

# Ghafir (The Forgiver)[40:75]

# Fussilat (Explained in Detail)[41:15]

# Al-Ahqaf (The Curved Sandhills) [46:20]

# At-Tur (The Mount) [52:43]

Chand ayaat meh Allah tallah nay wazia ilfaaz meh Ghairullah ko IDOLS kay saath jora heh, aur baqiyoon meh sirf zameer uthahi heh IDOLS kee taraf.

Meh nay apnay jawab kee saath hee wazahat be ker deeh aur joh bunyadi dalahil thay woh be pesh ker deeyeh. Tumaray response ka betabi say intizaar heh :lol: Zillat aap ka intizaar ker rahi heh, jaldi say shareek ho aur besat hoon.

Link to comment
Share on other sites

Haqeeqat Bhai in jahiloon say baat kernay ka koi faida nahi....kion k yeh mukalid log hain aur in k imam nay keh jo dia keh holi ki mathai khana halal hai. to in ko khany do.holi ki mathai khanay ka hukam na to humain Quran main milta hai na Humaray Nabi (saw) nay is ka hukam dia hai.Yeh maal in brailvion ko mubarik ho.In k nazdeek to bagwan ka parsad b halal hai.Kion?in ki bahas say saabit ho raha hai.

Link to comment
Share on other sites

Andoon meh be qana Rajah, pehlay tumara yeh sawal thah:

Kuwa chala hans ki chaal apni bhi bhool gaya, khair agay dekh kia hota hai.

Jis ka jawab meh nay deeya thah, Tum nay likha kay baat haram aur halal kee nahin ho rahi, toh jawab arz heh kay tumara baap aya thah joh woh upper wala sawaal likh ker gaya thah.

tumharay Jad-e-Amjad Raza Khan ka apni hi fiqh say inheraaf sabit hona tha iss liys sawal asaan kiya tha. Aur Aainda say apnay sath sirf Brailvi likhwana kiun k ab tum Hanafi naheen rahay.

Joh tum nay swaal keeya us ka jwab meh nay deeya. JOh tum nay muj say sawaal keeya meh nay us ka jwab deeya, joh dosra tum nay sawaal keeya thah woh Mukhtar baee say keeya thah is leyeh meh nay us ka jawab nahin deeya thah.

Awal arz heh kay aap ka sawaal: Kia holi kee mathahi ghairullah kay naam kee heh ya nahin? Jahilana heh

Agay dekho tumharay jad-e-amjad k jahilana pan bhi samnay ata hai,

yahan her brailvi say kia elehda elehda sawal kerna paray ga.

keyun kay Holi ek tewaar heh, jistera Eid ek tewaar heh, ghairullah technical term IDOL kay leyeh heh,

abh is Holi meh joh mathahi taqseem hoti heh woh kesay kissi IDOL kee huwi, sense nahin banta.

Jahil jis tarah Eid aik Musalmanon k mazahabi tehwaar hai ussi tarah Hinduon k mazahabi tehwaar Holi hai.

aap ki IDOL ki definition k mutabiq Hazarat Esa (as) aur Hazarat Maryam (as) IDOL thay.

Now you will be in your senses.

IS LEYEH HOLI KEE MATHAHI GHAIRULLAH KAY NAAM KEE NAHIN. Woh ghairullah kay naam kee us waqt hogi jab woh Shiva, Seeta, Geeta, Rama Karishna, Ganesh, Alat, Uzat, Manat kay naam per dee jahay, Holi kee mathahi ek teewaar kee kushi kee mathahi heh.

Yeh Maulvi Ahmed Raza Brailvi ko bhi batatay na k Pehlay din to haram hai aur doosray din kha lo halal hai. ab iss ko sabit kero.

Ab tumhain bhi smajh a jai gi baqi brailvi meray sawal ka kiun jawab naheen day rahay thay.

Aayeh abhi dekhtay hen kay Ghairullah ka lafz Quran meh kahan per istimaal huwa, aur un ayaat kay mutaliq Mufassireen nay kia farmaya heh:

Mufasareen kahan hain?

(1) Meh nay apnay jawab kee saath hee wazahat be ker deeh aur joh bunyadi dalahil thay woh be pesh ker deeyeh.

(2)Tumaray response ka betabi say intizaar heh :lol:

(3)Zillat aap ka intizaar ker rahi heh, jaldi say shareek ho aur besat hoon.

App k jawab ki wazahat to ho gai, ab apnay Maulavi Ahmed Raza Brailvi k Fatway ko bhi durst ker lain kiun k Holi ki mithai ab pehlay din bhi khanay k liya jazi ho gaya hai zaroori naheen k aglay din khay. Kiun k un say baray mufti nay naya fatwa day diya hai. :unsure:

Humari Zillat aap kiya kerain gay Ya to Zillat aap k Maulvi Ahmed Raza ki huwi ya ya un say baray mufti ki. iss ko bhi decide ker lo.

Aur main nay taj pehnanay wali baat bhi ki thi.

Nabi (saww) ka farman hai: Jo jis qaum ki muwafqat Ikhtiar keray woh qayamat walay din ussi k sath uthaya jai ga.

Mubarak ho :lol:

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

Joh guftgooh hoti heh us ka jawab deeya keren apni hanka nah shoroon ker deeya keren. TUM SABIT KERO KAY HOLI KEE MATHAHI GHAIRULLAH KAY NAAM KEE KESAY HEH? Aur maslay ko dodge mat kero abh.

Moderators ko chahhyeh kay discussions ko regulate keren, aur mukhalifeen ko paband keren, sirf Wahabi hee nahin Sunniyoon ko bee kay woh points ka jawab deeya keren, warna thread meh nah likha keren. Yeh kohi tareeka nahin kay ham yahan per likh likh ker maren aur yeh aa ker apni betalluq kahaniyan likhen, debate meh mukhalif ko paband keren kay woh jawab deh warna joh essay nahin kertay un ko forum say farigh keren.

Abh jab is kee gardan pansi thee toh is nay bajahay yeh sabit kernay kay leyeh kay Holi Ghairullah {Idols} kay naam kee kesay heh, is nay apni shoroon ker deeh heh. Istera chalakiyoon say masail ko hal nahn honay deh rahay. Jab in ko pata lagta heh kay nangay hoon gay toh yeh agay peechay kee bateh shoroon ker detay hen. Ya forum ko bilqul hee band ker denh ya is ko regulate keren achay tareekay say, kay ikhtilaafi masail hal hoon, abhi yeh topi darama dekhen, bajahay mri batoon points ka rad kernay ka jawab denay ka is nay bilqul kohi jawab nahin deeya kissi nuqtay ka, istera discussions nahin hoti, rule banahen kay MUKHALIF KAY POINT POINT KA JAWAB DEEYA JAHAY.

Kuwa chala hans ki chaal apni bhi bhool gaya, khair agay dekh kia hota hai.

tumharay Jad-e-Amjad Raza Khan ka apni hi fiqh say inheraaf sabit hona tha iss liys sawal asaan kiya tha. Aur Aainda say apnay sath sirf Brailvi likhwana kiun k ab tum Hanafi naheen rahay.

Agay dekho tumharay jad-e-amjad k jahilana pan bhi samnay ata hai,

yahan her brailvi say kia elehda elehda sawal kerna paray ga.

Jahil jis tarah Eid aik Musalmanon k mazahabi tehwaar hai ussi tarah Hinduon k mazahabi tehwaar Holi hai.

aap ki IDOL ki definition k mutabiq Hazarat Esa (as) aur Hazarat Maryam (as) IDOL thay.

Now you will be in your senses.

Yeh Maulvi Ahmed Raza Brailvi ko bhi batatay na k Pehlay din to haram hai aur doosray din kha lo halal hai. ab iss ko sabit kero.

Ab tumhain bhi smajh a jai gi baqi brailvi meray sawal ka kiun jawab naheen day rahay thay.

Mufasareen kahan hain?

App k jawab ki wazahat to ho gai, ab apnay Maulavi Ahmed Raza Brailvi k Fatway ko bhi durst ker lain kiun k Holi ki mithai ab pehlay din bhi khanay k liya jazi ho gaya hai zaroori naheen k aglay din khay. Kiun k un say baray mufti nay naya fatwa day diya hai. :unsure:

Humari Zillat aap kiya kerain gay Ya to Zillat aap k Maulvi Ahmed Raza ki huwi ya ya un say baray mufti ki. iss ko bhi decide ker lo.

Aur main nay taj pehnanay wali baat bhi ki thi.

Nabi (saww) ka farman hai: Jo jis qaum ki muwafqat Ikhtiar keray woh qayamat walay din ussi k sath uthaya jai ga.

Mubarak ho :lol:

fi-aman:

Kahan per meh nay IDOL kee definition likhi aur kahan per meh nay Hazrat Isa o Maryam ko Idol likha? Joh baat huwi nahin is ko shoroon kernay ka faida, is tumaray comment ka kis point say talluq heh?

Agir tum samajtay ho kay lafz 'Ghairullah' Quran meh Isa alayhis Salam aur Maryam Alayhis Salam kay leyeh bolay gahay hen toh zera pesh toh kero kay kon see ayaat heh. Meh nay pichli post meh un sab ayaaton ka reffence deeya heh jin meh ilfaaz Ghairullah ka istimaal huwa heh abh tum pero aur bataho kay kon see ayaat meh Isa aur Maryam alayhis salam ko Allah nay Ghairullah tehraya heh.

Joh Hazrat Isa alayhis Salam ko Idol, Maryam alayhis salam ko Idol LIKHAY PAKKA KAFFIR heh. Hamari IDOL kee definition yeh heh, KISSI BE MADI CHEESE SAY KISSI CHEESE KA PUTLA BANA'NA aur jis putlay ko khuda mana jahay, woh IDOL HEH, But'h heh. Hazrat Isa alayhis salam ko Idol kehnay wala pakka Kaffir, wajib ul qatal, jahanum ka kutta heh.

Allah tallah nay butoon kay leyeh yeh ayaat utari:

* Surah Nahl [16] verses {17} Is then He, Who creates as one who creates not? Will you not then receive admonition? [20]. Those whom they invoke against Allah have not created anything, but are themselves created. [21]. (They are) dead, lifeless, and they know not when they will be raised up."

But'h woh hen jin meh jaaan nahin be jaan hen, aur idols be jaan hotay hen.

* Surah Al Furqan [25] verse 3: “Yet have they taken mindu’nillah [Against Allah] gods that can create nothing but are themselves created; that have no control of hurt or good to themselves; nor can they control death nor life nor resurrection.“

Awliyah Allah aur Ambiyah mojzaat o karamaat kertay hen, Isa alayhis salam nay matti ka parinda banaya aur us meh jaan phoonk deeh, aur Allat Uzat kuch nahin bana saktay,

* Surah Az’zumar [39] verse 43 Allah states: “What! Do they take for intercessors others besides Allah. Say: "Even if they have no power whatever and no intelligence?"

Agir Ambiyah o Awliyah IDOLS nahn ho saktay keyun kay un meh aqal aur feham heh, IDOLS woh hen jin meh aqal o feham aur kissi kism kee taqat nahin na chalnay kee bolnay kee kuch bee nahin ...

Aur aakhir meh Allah tallah nay IDOLS kay mutaliq farmaya heh:

* Surah Al Anbiya [21] 98: “Verily ye, and the gods that ye worship Mindunillah [against Allah], are FUEL for Hell! to it will ye (surely) come!”

Aur is uper wali ayaat kee wazahat Allah nay yoon kee heh:

* Surah Al Baqarah {2} Verse 24: ”But if ye cannot- and of a surety ye cannot- then fear the Fire whose fuel is men and STONEs,- which is prepared for those who reject Faith.”

Jahanum kee aag ka endan pathar hen, yehni pathroon kay banahay huway but'h weghera ...

Mukhtasar IDOL woh heh joh maadi cheese say banaya jahay, jis meh quwat nahin, murda heh, be jaan heh, aqal nahin aur kuch bana be nahin sakta, nafa nahin deh sakta, nuqsaan nahin deh sakta , yehni abh Ganesh ka IDOL kia banahay ga, kia nafa deh ga, kia nuqsaan deh sakta heh, us meh kitni jaan heh aap khud soch saktay hen ... Aur yeh sab IDOLS jahanum meh jahen gay.

Pehlay din bee haram NAHIN halal thee. Jis ko Allah nay HALAL FARMAYA HO WOH HARAM KESAY HO GAEE? Khanay kee joh cheese halal heh woh halal heh, jab taq us ka haram hona Quran o Hadith say sabit nah ho, sharab haram sabit heh, soowar haram sabit heh, weghera weghera ... aur ghairullah kay naam per zabiyah keeyeh janay walay janwar ka khana be haram heh, mathahi joh DIN BADALNAY SAY HARAM HALAL NAHIN HOTI, AAJ MONDAY HEH TOH HALAL HEH AAJ TUESDAY HEH TOH HARAM HEH, WOH HALAL HEH HOLI WALAY DIN BE AUR US KAY BAAD BE, MAGIR keyun kay HOLI walay din lenay say is ka shayba hota heh kay woh HOLI kee celebration MEH SHAREEK ho raha heh is leyeh Sayyidi Ala Hazrat nay is say roka AUR FARMAYA DOSRAY DIN LENAY MEH KOHI HARJ NAHIN, AUR IS NIYAT SAY KAY YEH KHANAY KEE CHEESE HEH JOH DEE JAA RAHI HEH, TAB LENA JAHIZ HEH, RasoolAllah nay farmaya: in'namal amalu min niyaat amaal ka dar o madar niyat per heh jab us nay khanay kee cheese samaj ker leeh nakay holi kee celebration kee mathahi toh joh us kee NIYAT THEE woh us'see niyat kay mutabiq us ka amal dekha jahay ga.

Mufassireen kee tafasir pesh nahin keen theen, irada thah magir tarq ker deeya thah, tum khud in sab ayaat perh tafasir check ker loh inshallah mera dawah ghalat sabit ho nahin sakta, B)

Alhamdulillah is meh hamari zillat nahin, aap kee pent utri heh, 'TUMARA DAWAH THAH KAY HOLI KEE MATHAHI GHAIRULLAH KAY NAAM KEE HEH.' meh nay neechay say zameen kench deeh kay GHAIRULLAH KAY NAAM KEE TAB HOGI JAB WOH KISSI BUT'H KAY NAAM KI HO, YEHNI RAMA, KARISHNA, SEETA GEETA, SHIVA, HOLI EK TEWAAR HEH JISTERA EID EK TEWAAR HEH. Abh pent aap kee utri, pehlay toh aap ka dawa thah kay yeh ghairullah kay naam kee heh, tum daway ko sabit kero, mujjay pata heh abh tum agay peechay kee maro gay aur jawab nahin heh tumaray pass.

Rahi Hadith kay jis qom nay jis qom ko apnaya woh uni meh say heh toh yeh aap kee ghalat biyaani heh Hadith kee tashri meh, meh hadith kee wazahat ker deta hoon.

Rasoolallah Arab thay, zubaan be Arabi, rehan sehan ka tariqa weghera Arabiyoon ka toh abh un ko gernman kom say mansoob kerna kay woh Gernman thay toh kohi tuq banti heh. Joh jis tera kay kapray pehanta heh woh ussi kom say heh. Magir is ka matlab yeh nahin kay is mawafqat say us kay tor e tareekay say kissi kay imaan o islam per farq ata heh, kia woh logh joh england america meh musalmaan huway, woh pent pehantay hen, shirt weghera tor o tareeka sab wohi, zubaan be wohi sirf mazhib badla toh batayeh kay woh kalmah prnay kay bavjooh be kaffir heh?

Agir kohi pakistaniyoon kee tera shalwar kameez aur urdu bolta heh toh kia woh FRENCH hoga? Ya chinese, ... kuttay kay bachay kohi aqal kee baat kero, RasoolAllah kee hadisoon ko tor mor ker pesh ker rahay ho. RasoolAllah nay bataya kay joh jis zubaan hasb a nasb tor o tareekeh ko apnahay woh ussi qom say heh, Joh peda pakistan meh huwa ho, bolta urdu ho, maan baap pakistani hoon, kapray weghers sab pakistaniyoon yehni shalwar kameez toh joh us kee mawafqat heh woh ussi kom say heh, yehni PAKISTANI.

Hinduwoon say mawafqat kee toh, phir MUSHRIK E MAKKA BE TAWAF KERTAY THAY, WOH BE SAFFA MARWA PER DOR LAGAYA KERTAY THAY, WOH BE HAJR E ASWAD KO ALLAH KEE NISHANI SAMJA KERTAY THAY, TUM AUR UN MEH KIA farq heh? Kia Sahabah RasoolAllah mazallah astaghfirullah mushrik thay is waja say kay unoon nay wohi rasoomaat per amal keeya jin ko MUSHRIK kertay thay? Khabees Kaffir is kism kee mangarat hadithoon per sharah say yahee nateejeh nikaltay hen. Nah Quran ka pata nah hadith ka pata moon lotay kee tera utha ker aa gaya behas kay leeyeh, lanti insaan pehlay perh toh sahih kay Sharaheen kay is hadith kee sharah meh kia likha heh, RasoolAllah nay farmaya thah kay Wahabi Quran o Hadith kee baat keren gay magir hoon gay parlay darjay kay intihahi bewaqoof.

Sahih Bukhari, Book 1, Number 1: Narrated 'Umar bin Al-Khattab: I heard Allah's Apostle saying, "The reward of deeds depends upon the intentions and every person will get the reward according to what he has intended. So whoever emigrated for worldly benefits or for a woman to marry, his emigration was for what he emigrated for."

Abh agir kohi khanay kee cheese samaj ker leta heh toh phir HOLI kee mathahi toh nah huwi nah. Jab Allah us ko niyat kay mutabiq determine keray ga toh aap WAHABIYAT kay mutabiq keyun judge ker rahay hen issay.

Link to comment
Share on other sites

Haqeeqat Bhai in jahiloon say baat kernay ka koi faida nahi.
Kuwa chala hans ki chaal apni bhi bhool gaya, khair agay dekh kia hota hai.

Fiqah Hanfai par Alamgiri say keay gaiay Aaitaraz ka jawab khud fatawa Aalamgiri mai he maujood hai

p193.gif

ab Aap hazrat Ahlesunnat ki darj zail post ka aur Radiating Ali ki post ka to the point jawab dain kay ab aap ka kia aaitaraz baaqi hai. fazool goi say aur ghairzarori posts say parhaiz karain..

aap kay nazdeek aatish parasto kay mazhabi tahwar kay phal aur sabziyo ko istamal karnay ka Syeda Ayesha Raziallah anha ka farman ki kia hasiyat hai aur Hazrat Ali aur Abu barza' raziAllahanhuma kay mushrik majoosiyo kay mazhabi tahwar kay tahaif qabool karnay par aap in Ashab e Rasul alaihiSlam pay kia fatwa lagatay hai

aur sab say aakhir aap kay Aaalim ibne taimia nay jo in sab ko jayaz likha us par baat karain.

Asslam o ala manittabail huda

ONE.JPG

Link to comment
Share on other sites

Abh Ibn Taymiyah mar gaya ... nahin choren gay Wahabi is ko ... Biddati, Shirk, Mushrik, :lol: Aap nay hamaray dalahil bee dekhay magir nahin manay, abh Ibn Taymiyah ka sar pansa heh Mathahi meh jaa ker toh dekhna MATHAHI, HOLI KEE HO, RAWAN KEE HO, SEETA KEE HO, GEETA KEE HO, ES'SEE PAAK MANEH GAY KAY ALLAH KAY PAAK KEEYEH HUWON SAY BE ZIYADA PAAK HALAL MANEH GAY. :lol: Is leyeh nahin kay Quran kay dalahil say sabit thah, is leyeh nahin kay HADITH say sabit ho gaya, BALKAY sirf is leyeh kay IBN TAYMIYAH LANTI MUJASSAMI KAFFIR nay likha heh.

Abh yeh agir maan lenh toh kia sabit hoga, ek in logoon nay HALAL ko HARAM, likha thah aur joh HALAL ko HARAM kerta heh woh KHUDAI KA DAWA KERTA HEH WOH KHUD KO KHUDA KA DARJA DETA HEH, ESA SAKHS KAFFIR, MUSHRIK, MULHID, WAJIB UL QATAL hota heh.

Sabit huwa kay HALAL ko HARAM sabit kernay kee bunyaad per yeh KAFFIR ho chukay, aur Hadith kee daleel kay munkir honay kee waja say BIDDATI be sabit huway. Yehni yeh joh hazraat HALAL ko haram sabit ker rahay thay AWAL, Mushrik kaffir ho gahay thay esay kernay kee bunyaad per, dohim hadith kay munkir thay aur Biddati sabit huway. Abh zera daleel pesh e khidmat heh:

Surah {9} Verse 31: "They take their priests and their anchorites to be their LORDS in derogation of Allah, and (they take as their Lord) Christ the son of Mary; yet they were commanded to worship but One Allah. there is no god but He. Praise and glory to Him: (Far is He) from having the partners they associate (with Him)."

Tafsir e Jalalayn:

They have taken their rabbis, the scholars among the Jews, and their monks, the devout among the Christians, as lords beside God — following them in making lawful what God has made unlawful and making unlawful what He has made lawful — and the Messiah, son of Mary, when they were not commanded, in the Torah and the Gospel, except to worship One God: there is no god except Him; glory be to Him, as an affirmation of His transcendence [high], above what they associate [with Him].

Tafsir Ibn Abbas:

(They have taken as lords beside Allah) i.e. they obeyed them in acts of disobedience (their rabbis) the men of knowledge among the Jews (and their monks) who reside in monasteries (and the Messiah son of Mary) and they have taken the Messiah son of Mary as lord, (when they were bidden) in all Scriptures (to worship) to confess the divine Oneness of (only One God. There is no god save Him. Be He glorified from all that they ascribe as partner (unto Him)!) Allah exalts Himself above all that which they ascribe to Him

Aur meh nay ikhtisaar kee waja say Tafsir Ibn Kathir pesh nahin kee, alhasil, jis nay HALAL ko HARAM keeya aur HARAM ko HALAL keeya, aur un kee atahat meh HALAL KO HARAM maan lena aur HARAM KO HALAL maan lena esa heh jesay un ko KHUDA MAAN LENA, Rab maan lena, aaur agir kohi khud HARAM ko HALAL ko HARAM kerta heh toh phir us nay HAQ E BARI TALLAH apnay leyeh sabit keeya, aur yeh esa heh jesay us nay khudai ka dawah keeya. Donoon sooratoon meh Shirk e Akhbar lazam ata heh aur is ka murtaqib murtid, Mushrik Kaffir, Mulhid, ho jata heh aur shar'an murtid kee sazza qatal heh.

Wahabio musalmaan ho jaho abh, aur Shirk say baaz aa jaho, Allah kee Wahdaniyat kee gawahi, aur RasoolAllah kee Risalat kee gawahi doh aur musalmaan ho jaho, warna Mushrik yehni kaffir maro gay. RasoolAllah nay farmaya ek esa group hoga joh musalmanooon ko Mushrik kahay ga, Sahabi nay poocha Ya RAsoolAllah ilzaam laganay walay sachay hoon gay ya jin per Shirk ka ilzaam lagaya jahay ga, RasoolAllah nay farmaya Shirk ka ilzam laganay walay Mushrik hoon gay, alhamdulillah Hadith kee tasdeeq ho gahi aap kay amal say, Imam Ahmad Raza say bugz nafrat adawat aur dahira e islam meh raho Allah esa nahin honay deh ga, keyun kay Allah apnay Waliyoon kay khilaaf zubaan daraazi kernay kay khilaaf JANG kerta heh Allah farmata heh Sahih Bukhari kee Hadith e Qudsi meh kay joh meray Abd, Muqarrib Abd say sakhti kerta heh meh us kay khilaaf jang kerta hoon ... jab Allah jang keray toh IMAAN salamat leh ker WAHABI NAHIN MAR SAKTA.

Edited by RadiatingAli
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...