MOUWAHID 1 Posted June 13, 2009 Report Share Posted June 13, 2009 http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=7776 Thread close kion ki? Ab touheedi bhai tum mujhay batao k jo ahadees main upload kernay jaa raha hoon un k baaray main tumhari kia rai hai kia yeh ahadees jhooti hain zaif hain ya tumharay mazhab k khilaaf hain? Link to post Share on other sites
MOUWAHID 1 Posted June 13, 2009 Author Report Share Posted June 13, 2009 Link to post Share on other sites
MOUWAHID 1 Posted June 13, 2009 Author Report Share Posted June 13, 2009 Aur End main Allah ka hukam b sun lo. Link to post Share on other sites
Shan E Raza 121 Posted June 13, 2009 Report Share Posted June 13, 2009 MOUWAHID sb us thread ko aap k fuzool replies ki wajah se close kiya gya hai .aap tuheedi bhai k sawalo ka jawab nahi dey rahe they is liye un k replies yeh hain or aap k sawalo k jawab reply 2 reply 3 reply 4 reply 5 reply 6 reply 7 reply 8 Link to post Share on other sites
Shan E Raza 121 Posted June 13, 2009 Report Share Posted June 13, 2009 abh agr zara bhi gairat emani hai to apne aitraz ko wapis lo or tobha karo,lekin najdiyo mein yeh khoobi kaha Link to post Share on other sites
MOUWAHID 1 Posted June 13, 2009 Author Report Share Posted June 13, 2009 To kia main man loon k main nay jo ooper ini ahadees paish ki hain woh ghalat hain un k ravi kamzoor hain? Aur Aap ki darhi aik moth say ziada na thi? In swaaloon k seedhay seedhay jawab do.Agar ghairat hai. Link to post Share on other sites
Abdur Rehman 43 Posted June 14, 2009 Report Share Posted June 14, 2009 http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=7776 Thread close kion ki? Ab touheedi bhai tum mujhay batao k jo ahadees main upload kernay jaa raha hoon un k baaray main tumhari kia rai hai kia yeh ahadees jhooti hain zaif hain ya tumharay mazhab k khilaaf hain? jis tarah ki posts aap likh rahay hain un ka maqsad bahas baraiay bahas aur mai na mano ki ratt hai jis ki yaha koi gunjaish nahee apnay aur dosro kay waqt ki qadar karain.. aap ki posts mai koi naee bat aur apko deaiay gaiay dalail pochay gaiay sawalat ka , koi tasahffi bakhsh jawab maujood nahee bar bar aap wohi purani batain likh kar thread ko gunjuluk aur taweel tar karnay kay siwa aur kuch nahe kar rahay thay is leay close ki gae. Link to post Share on other sites
MOUWAHID 1 Posted June 14, 2009 Author Report Share Posted June 14, 2009 Yeh farar honay ka acha bahana hai? Link to post Share on other sites
Abdur Rehman 43 Posted June 15, 2009 Report Share Posted June 15, 2009 Yeh farar honay ka acha bahana hai? qarieen khud faisla kar lai gain aap ki jahalat aur Sahaba kiram rizwanullah ajmaeen say aap ki dushmani sab kay samnay hai wahabi apnay aap ko Allah azzwajal kay pyaray Nabi alaihiSlam kay Sahaba say ziada hadis ka aalim samghtay hai yei har kisi pay wazah ho chuka hai. Link to post Share on other sites
MOUWAHID 1 Posted June 15, 2009 Author Report Share Posted June 15, 2009 Jahilo In Sahaba Karam k baaray main tumhara kia khiyial hai?Kia Unoon nay b Aap ki Hadees Mubarika ko ghalat samjha(AstaghfairuAllah)? Link to post Share on other sites
Abdulsalam 1 Posted June 17, 2009 Report Share Posted June 17, 2009 jis tarah ki posts aap likh rahay hain un ka maqsad bahas baraiay bahas aur mai na mano ki ratt hai jis ki yaha koi gunjaish nahee apnay aur dosro kay waqt ki qadar karain.. Janab Saif-ul-Islam sahib Phir is tarha aap ko tamam posts band karni parengin.................................... kion k yahi amal aap ka bhi hai, bahas barye bahas, hal ki talash nahin, sach qabool nahin, Hazoor-e-Akram ka hukam aik taraf lakin Imam, aalim, Peer, ka qol seenye se laga rakha hai, un ki taaweelon per jan bhi hazir lakin Rasool-e-Akram or Allah (AZ) ke hukmon ko nikal phenka hai?????????? Jab isi tarha ki baat ke Hadeeth ko Sahab ne sahi samjha ir istadlal kia ya aap ke aalin or Soofi ne to wahah per aap ka khud sakhta istadlal apnye aalim/soofi/peer/buzurg ke qol per hota hai, sahabi ke qol or istadlal per kion nahin hota....???? jab aik hadeeth aap pesh karen kisi apnye amal ki mutabiqat main to woh hujjat lakin jab hum kaseer ahadeeth pesh karain is ki mukhalifat main to woh istadlal ke qabil hi nahin..... wah kia hi sooch hai aap logon ki Janyen or tamam psots ko dobara parhyen or phir jis tehreek per aap ne is post (Previous) ko close kia hai usi per rahtye hoye in tamam posts ko band kardyen.. Humye doosron ke waqt ke ziya ka hi sirf ahsas nahin bulkye deen ke ziya ka bhi ahsas hai isi liye apna naqis waqt isi koshish main laga rahye hain ke koi to ho jo asal deen per amal pera ho jaye Abdul Salam Link to post Share on other sites
MOUWAHID 1 Posted June 18, 2009 Author Report Share Posted June 18, 2009 Abdusalam bhai kia aap mujhay apna mobile number PM ker sktay hain?Main aap say kuch seekhna chahta hoon! Link to post Share on other sites
Abdur Rehman 43 Posted June 18, 2009 Report Share Posted June 18, 2009 Abdul Salam asSlamo ala manittabail huda, Alhamdulillah ham islam par amal paira hain kisi wahabi kay deen par nahee aur jis ko haq parhnay aur samghnay ka shoq hai wo muta'llika thread parh kay khud faisla kar lay ga. Hadis jin sahaba rizwanullah ajmaeen kay seeno say pohnchi hai un Sahaba kiram rizwanullah ajmaeen ka apna amal us hadis ki sab say bari tashreeh hai jisay wahabi radd kar kay apnay nafs ki pariwi ko foqyat daita hai.. thread mai barha sawal kia gaya kay Syedina Abdullah ibne Umar raziAllah anho aur deegar sahaba rizwanullah ajmaeen kay amal ko wahabi kia samghtay hai'n magar jawab nadarud. Alhamdulillah Ahlesunnat wal Jamat Ma ana alaihi wa ashabi par amal paira hain aur qayamat tak rahay gain inshaAllah yaha waqt guzari karnay aap chalay aaiy hain tu yei aap ki ghalat fahmi hai.. Link to post Share on other sites
Recommended Posts