Jump to content

Najdion ko challenge QURAN se


sh@h!d

تجویز کردہ جواب

(bis)

 

(salam) 2 all my sunni brothers and sisters

 

Najdi kehte hain ka Ma'azALLAH Hamaray Piyaray MUSTAFA (saw) humari tharah ek aam bashar hain.

 

Jab kay QURAN kehta hai kay Nabiyoun ko hamesha unke munkireen kuffar ne apni misl aam bashr kaha hai.

 

Saboot mulahiza ho....

post-3341-1247061696.jpg

post-3341-1247061743.jpg

post-3341-1247061761.jpg

post-3341-1247061774.jpg

post-3341-1247061798.jpg

post-3341-1247061821.jpg

post-3341-1247061844.jpg

Edited by Ya Mohammadah
Link to comment
Share on other sites

Salam

 

Shahid bhai choti se correction apne text mein ker lian .." Munkireen aor Kuffar nabi e kareem Sallalllaho Alihe wasallam ko APNAY JESA BASHER samjhte they ".. aor wahabi b aap ko apne jesa basher kehte hain.

Beshak Hamare AQA Sallallaho Alihe Wasallam bashar hain magar hum jase nahi.

 

jazakALLAh Amen

Link to comment
Share on other sites

Salam

 

Shahid bhai choti se correction apne text mein ker lian .." Munkireen aor Kuffar nabi e kareem Sallalllaho Alihe wasallam ko APNAY JESA BASHER samjhte they ".. aor wahabi b aap ko apne jesa basher kehte hain.

Beshak Hamare AQA Sallallaho Alihe Wasallam bashar hain magar hum jase nahi.

 

jazakALLAh Amen

 

(bis)

 

(salam) Salara Raza Bhai

 

sorry for the mistake, May ALLAH forgive us All for our known and unknown sins.

 

If you or any other mod could plz correct the post as i'm unable to do so.

 

(ja)

 

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

 

(bis)

 

(salam) 2 all my sunni brothers and sisters

 

"ALLAH (azw) ki paida ki gai makhlooq" se kiya murad hai tumhari???

 

Hum musalmanoun ka to ye aqeeda hai k TAMAM makhlooqat ALLAH (azw) ki hi paida karda hain. ab tum apne kisi guru ghantal se pucho k tumhara kiya aqeeda hai kiya ALLAH (azw) ki paida karda makhlooqat ke ilawa bhi koi makhlooq hai (Ma'az ALLAH) or agar tumhare aqeeday ke mutabiq koi hain to wo tumhare kis guru ghantal ki hai????

 

Beshak TAMAM makhlooqat ALLAH (azw) ki hi paida karda hain or un mein "Ashraf-ul-makhlooqat" insaan hain, ab yahan tumhare gunde dimagh mein jo khannas hai uska jawab bhi sun lo k Tamam insaan 1 jaise nahi hain. un mein bar-tar or kam-tar bhi hain (yad rahe k ye taqseem zaat paat, rang nasl ets. ke hisaab se nahi, balkay "Taqva or Perhaiz gari" kay hisaab se hai). Phir Auliya ki shaan, Sahaba Karam ki shaan ka kon andaza kar sakta hai??? or hamaray Piyare MUSTAFA (saw) ki shaan-e-mubarak to had-e-idraak se bahir hai hum gunah garoun ki. Hamaray Piyare MUSTAFA (saw) ka kiya muqaam hai ye sirf or sirf ALLAH (azw) or Piyare MUSTAFA (saw) hi jante "HAIN".

 

KHUDA (azw) ki azmatein kiya hain MUHAMMAD MUSTAFA (saw) janein

Muqam-e-MUSTAFA (saw) kiya hai, MUHAMMAD (saw) ka KHUDA (azw) janein

 

or tumhare dimaghi khannas kay liye 1 choti si example ye hai k...

kitabein to sari hain magar QURAN ke barabar kiya koi kitaab ho sakti hain???

nahi na?!! yahan tak kay Ilhami kitaboun mein bhi QURAN sab se Afzal hai, halaan k wo kitabein bhi ALLAH (azw) ne hi nazil farmaeen.

 

Isi tarha TAMAM insanoun mein Afzal Anmbiya (as) or Anmbiya Karam mein bhi SAB SE AA'LA HAMARE PIYARE MUSTAFA (saw)HAIN.

 

 

fi-aman:

 

ps: is jawab se sirf tumhari tassali karana maqsood thi, warna pehli bari tumhari thi jo sawal pehli post mein main ne uthaya hai uska jawab lao apne kisi guru ghantal se

Edited by sh@h!d
Link to comment
Share on other sites

  • 4 weeks later...
Beshak TAMAM makhlooqat ALLAH (azw) ki hi paida karda hain or un mein "Ashraf-ul-makhlooqat" insaan hain

 

Maira sawal to sirf itna hi tha k Allah (azw) ki paida ki gai Makhlooqat main say Afzal koun si hai?Jis k jawab tum nay dia k Woh Hazrat Insaan hai.......

 

Tamam insaan 1 jaise nahi hain. un mein bar-tar or kam-tar bhi hain (yad rahe k ye taqseem zaat paat, rang nasl ets. ke hisaab se nahi, balkay "Taqva or Perhaiz gari" kay hisaab se hai). Phir Auliya ki shaan, Sahaba Karam ki shaan ka kon andaza kar sakta hai??? or hamaray Piyare MUSTAFA ki shaan-e-mubarak to had-e-idraak se bahir hai hum gunah garoun ki.

 

Yeh baat to main b maanta hoon.

 

Main phir say aik sawal kerta hoon k Aap (saw) Insaanoon main say thay ya Noorion main say?

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...