Jump to content

حنفی مذہب کے دو اصول

Shahid Nazeer

تجویز کردہ جواب

(bis)

(salam)

Janab Shahid Nazeer Sb.aap ko Talib Ur Rehman k lia sahat language use karna itna ghalat laga laikan jab aap log humaray Nabi e Kareem Sal Allah o Alaih e Wa Aale hee Wasalam ke shan e aqdas main gustakhian kartay ho,Akabar ke shan main apni zaban daraz kartay ho us waqat hosh khawas kahan hotay hain aap k???

ابو زید بھائی کے خوبصورت تبصرہ کے بعد تو مزید کسی تبصرہ کی ضرورت نہیں لیکن پھر بھی میں چستی قادری صاحب سے یہ معلوم کرنا چاہونگا کہ آپ لوگ دن رات اہلحدیثوں کو گستاخ کہتے رہتے ہو۔ جبکہ اسلام میں شاتم رسول صلی اللہ علیہ وسلم کی سزا قتل ہے۔

اگر یہ بات سچ ہے کہ اہلحدیث گستاخ رسول ہیں تو اپنے مفتیوں اور علما کے وہ فتوے پیش کرو جس میں انھوں نے اہلحدیثوں کو واجب القتل قرار دیا ہے۔ اور اگر آپ یہ فتوے پیش کرنے میں ناکام رہے تو اسکا مطلب اسکے علاوہ کچھ نہیں کہ اہلحدیث گستاخ رسول نہیں ہیں۔ اور بریلوی علما اور مفتی جھوٹے ہیں جو دن رات کذب بیانی کرکے اپنے باطل مذہب کو سچا ثابت کرنے کی ناکام کوشش کر رہے ہیں۔

علی صاحب کا پوسٹ مارٹم میں انشااللہ کل کرونگا۔

Link to comment
Share on other sites

  • جوابات 68
  • Created
  • Last Reply

(bis)

Janab araz hay keh kya aap yeh batana pasanad karain gay keh yeh cheez gustakhi nahi hay??

Roza e Rasool (saw) is dunya ka sab say bara BUT hay????

Filhal yeh he batayn baqi faragh ho kar tafseelan bat ho ge Insha Allah.

Laikan yeh topic aik different topic hay aap is lia ooper walay topic ko continue karain tu behtar hay.Agar is par bat karnay ka zyada shoq hay tu Munazra and Radd e Badmazhab walay topic main koi aisa topic pehlay he ho ga tu aap udhar aa jayn ya phir new topic start kar lain.Kyon keh is tarah karnay say yeh topic apnay asal subject say deviate ho jay ga.Umeed hay aap samaj jayn gay.

fi-aman:

محترم چشتی قادری صاحب آپ نے جو جملہ لکھا ہے روضہ رسول اس دنیا کا سب سے بڑا بت ہے۔ اس جملہ کو آپ گستاخی قرار دیے رہے ہیں۔ ہمیں اسکا تحریری ثبوت درکار ہے۔ ورنہ اسکو بہتان قرار دیا جائے گا اور آپ کو ہم کذاب اور مفتری سمجھیں گے۔

یہی جملہ آپکے بریلوی بھائی انور صاحب نے بھی میری تھریڈ بنام آخر گستاخ کون میں پیش کیا تھا۔ لیکن تاحال وہ اسے ثابت کرنے میں ناکام ہیں۔

یہ لنک دیکھو

http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=8382

ہوسکتا ہے کہ آپ کوئی ثبوت پیش کرنے میں کامیاب ہوجاو۔ اور بریلویوں کو جھوٹا ہونے کے الزام سے بری کرلو۔

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)
(bis)

(salam)

Janab Shahid Sb.yeh lain aap ka written proof.Aur aisay shakhs par laanat ho qayamat tak jis nain yeh likha hay.Ab aur kon sa saboot chahya aap ko???Aap isay b gustakhi mantay ho ya nahi????

چشتی قادری صاحب مجھے یہ کہتے ہوئے بڑا افسوس ہو رہا ہے کہ آپ نے ہمیں بے وقوف بنانے کی کوشش کی ہے۔ آپ نے اپنے دعوی میں جو جملہ پیش کیا تھا وہ یہ ہے۔ روضہ رسول اس دنیا کا سب سے بڑا بت ہے۔ لیکن آپ اسکا ثبوت پیش کرنے میں مکمل طور پر ناکام ہیں۔ آپ اسکین شدہ پیپر دیکھئے کیا اس میں وہ جملہ موجود ہے جسکا آپ نے دعوی کیا تھا۔

Edited by Shahid Nazeer
Link to comment
Share on other sites

Awal, Imam kay qaul say muraad yeh nahin kay Imam apni taraf say ek kahani bana ker biyaan keray ga, balkay fatwah muraad heh, aur joh kuch woh biyaan keray ga Quran ko Hadith kee roshini meh biyaan keray ga. Yehni qaul kee bunyaad Quran Hadith kee daleel heh, abh Imam kee daleel kay khilaaf agar kohi daleel hogi toh phir kia kerna chahyeh jis ko meh nay pehlay biyaan keeya heh.

post-1285-1249369291.gif

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Nihayat afsos k saath kehna par raha hay keh kya tumharay nazdeek yeh Gustakhi nahi hay????

Aur woh BUT wali bat ka hawala main nain Aakhar Gustakh kon walay topic main post kar dia hay.Tumharay aik wahhabi ka fatwa b wahan scan kia hay daikh lo.

Link to comment
Share on other sites

From: Abuzaid

To:-RadiatingAli

ہر ایک مقلد )دیوبندی؛بریلوی(خوب ایڑی چوٹی کا زور لگا رہا ہےصحیح جواب دینے کی کوشش میں لیکن ہر ایک دوسرے مقلد کے جواب سے مطمءن نہ ہوکر پھرایک جاھلانہ جواب دیتا ہے۔جو جواب بلکل بودھا؛لاعلمی یا تقلیدی ہٹ دھرمی پر مشتمل ہوتا ہے۔یہ لوگ اللہ اور اسکے رسول صلی اللہ علیہ وسلم کے فرمان کو نہ مان کر گستاخ نہیں تو اور کیا ہیں۔ یہ لوگ اللہ اور اسکے رسول صلی اللہ علیہ وسلم کی جھوٹی محبت کے دعوے دار اللہ اور اسکے رسول صلی اللہ علیہ وسلم کے فرمان کو نہ مان کراللہ اوراسکے رسول صلی اللہ علیہ وسلم کے نافرمان نہیں تو اور کیا ہیں۔ یہ لوگ اللہ اور اسکے رسول صلی اللہ علیہ وسلم کے فرمان کو نہ مان کر باغی نہیں تو اور کیا ہیں۔

ان لوگوں )مقلدین(کا حال تو یہ ہے کہ ابھی تک کسی مقلد نے بھی اپنے امام کرخی کے غلط خود ساختہ فقہ حنفی کے اصول کو غلط نہیں کہا یہ ہے ان لوگوں کی محبت اللہ کے قرآن اور نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کے فرمان سے۔

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Janab Shahid Nazeer Sb.aap ko Talib Ur Rehman k lia sahat language use karna itna ghalat laga laikan jab aap log humaray Nabi e Kareem Sal Allah o Alaih e Wa Aale hee Wasalam ke shan e aqdas main gustakhian kartay ho,Akabar ke shan main apni zaban daraz kartay ho us waqat hosh khawas kahan hotay hain aap k???

From Abuzaid

To Chishti Qadri

از طرف ابوزید: چشتی صاحب نبی علیہ السلام کی شان اقدس میں گستاخیاں کرنا۔ نبی علیہ السلام کے فرامین سے اپنے امام کے قول کو مقدم رکھنا۔ نبی علیہ السلام کے لاءے ہوءے دین میں نءی ؛نءی بدعات ایجاد کرنا۔نبی علیہ السلام کے فرامین میں عجیب عجیب تاویلات کرنا یہ سب تو آپ لوگوں کی کارستانیاں ہیں۔اور یہ جو محبت رسول علیہ السلام کی آڑ میں لوگوں کو اہل سنت و الجماعت اھل الحدیث سے متنفر کرنے کا مزموم طریقہ آپ نے اپنایا ہوا ہے اب اس کی قلعی کھلتی جارہی ہے اور الحمدللہ آے دن نوجوان اھلحدث ہورہے ہیں۔حق کو جان رہے ہیں۔بدعات کو چھوڑ رہے ہیں الحمدللہ۔

آپ لوگوں کا تقلیدی دامن تو دلاءل سے خالی ہے صرف ایک جھو ٹا حربہ آپ لوگوں نے جو اپنایا ہوا ہے۔تاکہ اس سے لوگوں کو بہکا کر لوگوں کو حق کی طرف جانے سے روکا جاءے۔

اور وہ آپکا جھوٹا حربہ یہ ہے کہ اہل سنت والجماعت اھل الحدیث گستاخ ہیں۔

Link to comment
Share on other sites

ShahidNazeer@

Jistera Quran kee ayaat kee Tafsir kee jaati heh, aur Tafsir wohi kerta heh jis ko Quran ka Ilm ho, is'see tera Ulamah kee kitabooh kee sharah likhi jaati heh, aur jis subject kee kitaab ho us subject ko samajnay wala Aalim kee kitaab kee Sharah kerta heh. Khadam nay Imam Karkhi kay qaul kee sharah biyaan kee heh. Tum ko ata toh heh kuch nahin toh samjo gay kia.

Abh agar meh Tafsir kay mutaliq likhoon kay kahan per likha heh ayaat say woh explicit mafoom nikaal ker doh joh mufassir nay biyaan keeya heh warna sabit hoga kay mufassir jhoota heh.

Abh agar ek muhaddith likhta heh: "sahih Marfooh qawli hadith say sabat heh kay Allah ek heh." Toh agar kohi aur muhaddith is ibarat kee sharah likhay: "Sahih Hadith heh jis meh RasoolAllah ka farmaan heh kay Allah ek heh." Toh is ko jhoot kehna jahalat heh, keyun kay jis aalim nay ibarat likhi heh us nay jahiloon kay leyeh nahin likhi balkay ilm walay tabkay kay leyeh likhi heh aur woh asool e Hadith samajtay hen aur istilahat ko samajtay hen, is leyeh us ko tafseelan zikr kernay kee zeroorat nahin, ahle ilm samaj lenh gay kay muraad kia heh. Is'see tera Imam Karkhi nay joh kuch likha heh woh ek khaas tabkay kay logoon yehni Ulamah kay leyeh likhi heh aur Ulamah samajtay hen kay asool kia hen, is leyeh un kay leyeh zeroori nahin kay har ek cheese ko tafseelan likhen. Jistera Muhaddith ka ilfaaz Marfooh Haqiqi Qawli, ya fehli, ya taqriri ya wasfi kee istilahat ka istimaal keray toh zeroori nahin kay woh abh in kee sharah be keray, keyun kay in ilfaaz ka mafoom Ulamah ko pata heh, common knowledge heh. Imam Karkhi nay joh likha heh woh common knowledge thah aur heh, is leyeh unoon nay tafsilan ibarat ko explainnah keeya aur zeroorat bee nahin, keyun kay ahle ilm joh Asool ko samajtay hen woh ibarat ko be samaj saktay hen un kay leyeh mushkil nahin.

Tummeh kohi samaj nahin sirf jahalat ka ghalaba heh.

Link to comment
Share on other sites

Awal, Imam kay qaul say muraad yeh nahin kay Imam apni taraf say ek kahani bana ker biyaan keray ga, balkay fatwah muraad heh, aur joh kuch woh biyaan keray ga Quran ko Hadith kee roshini meh biyaan keray ga. Yehni qaul kee bunyaad Quran Hadith kee daleel heh, abh Imam kee daleel kay khilaaf agar kohi daleel hogi toh phir kia kerna chahyeh jis ko meh nay pehlay biyaan keeya heh.

Aap ko ibarat samaj nahin aa rahi, pehlay yeh samaj lenh kay Imam ka qaul mangarat kahani nahin hogi, balkay us fatway, qaul kee bunyaad Quran Hadith kee daleel hogi, aur Imam Karkhi nay farmaya heh joh ayaat, Hadith imam kee daleel kay khilaaf hogi us ko mansookh, ya tarjeeh, ya muwafiq keeya jahay ga. Mansookh is leyeh keyun kay ek aam Mufti ko bee pata heh kon see ayaat Quran meh Mansookh hen, Imam {yehni Mujtahid} ko kesay nah pata hoga kay kon see ayaat Nasikh heh aur kon see Mansookh, is leyeh agar Imam kay qaul/fatway kay khilaaf kohi daleel hogi toh yahi murad hogi kay Imam nay is ayaat ko Mansookh samja, Tarjeeh deeh, ya Muwafiqiat nikaali.

Abh agar Imam, Mujtahid ka qaul ek wazia ayaat kay khilaaf jata heh toh is kee do wajoohat ho sakti hen:

* Imam ko ayaat/hadith ka ilm nahin thah,

* Ayaat/hadith ka ilm thah, ayaat/hadith ko mansookh jana, aur Nasikh per hokam jaari keeya.

Abh agar ek Imam ek fatwah deta heh aur woh kissi Hadith/ayaat, kay khilaaf heh toh phir, autometically assume yahee hoga kay ya ayaat Mansookh ho gaee, ya Hadith mansookh ho gaya.

Misaal kay tor per, kohi Imam, Sahabi, Tabi fatwah deta heh kay sharab haram heh us ka peena haram heh, Aur agar koh Wahabii is kay khilaaf yeh daleel pesh keray aur kahay kay Imam ka fatwah ghalaat heh keyun kay is ayaat meh sharab ko haram nahn bataya gaya, balkay sirf nashay kee halat meh namaz say door rehnay ka hokam heh:

AN-NISA 43 "O you who believe! do not go near prayer when you are Intoxicated until you know (well) what you say, ..."

Toh ham Imam kay fatway kee mukhalfat nahin keren gay balkay is ayaat ko mansookh maneh gay ya esi taweel keren gay joh Imam qaul kay khilaaf nah ho keyun kay Imam, Mufassir, apni qiyaas arahi say biyaan nahin keray ga balkay us kay fatway kee be kohi daleel hogi, beghar daleel kay woh kohi be opinion qahim nahin keray ga. aur Ulil Amr kee atahat ka hokam heh:

Surah Nisa {4} 59: "O ye who believe! Obey Allah, and obey the Messenger, and those Ulil Amr {charged with authority} among you. If ye differ in anything among yourselves, refer it to Allah and His Messenger, if ye do believe in Allah and the Last Day: That is best, and most suitable for final determination."

Ham ko Allah tallah nay Ulil Amr kee atahat ka hokam deeya heh ham un kee atahat keren gay, aur un kay fatway, kee joh daleel heh us kee justjooh keren gay talash keren gay, aur agar un kay fatway kee daleel nahin toh phir ek Ulil Amr ko chor ker dosray jis kee daleel strong heh us kee atahat keren gay, is case meh sharab kay haram honay kee daleel yeh heh, yeh Surah Nisa kee ayaat 43 ko mansookh kerti heh:

* Surah Al Maidah {5} 90: "O you who believe! intoxicants and games of chance and (sacrificing to) stones set up and (dividing by) arrows are only an uncleanness, the Shaitan's work; shun it therefore that you may be successful."

Agar Ulil Amr Allah aur RasoolAllah kay deen kee ittibah nah kertay toh phir Allah tallah kabi be Ulil Amr kee atahat ka hokam nah detay sirf Allah aur RasoolAllah kee atahat taq hokam mehdood rehta. Agay ayaat meh Allah nay farmaya heh kay agar Ulil Amr meh ikhtilaaf ho toh phir woh Allah aur RasoolAllah kee taraf rajooh keren. Aur yeh fact heh kay IImam Muhammed nay Imam Abu Hanfiah kay shagird thay, unoon nay bot say masail per imam Abu Hanifah say ikhtilaaf keeya, magar keyun kay asool Imam Abu Hanfiah kay thay toh Imam Muhammed kay ikhtilafat be Hanafi fiqh tehrahay.

Agar tujjay ilm e Asool e deen hotai toh meray points ko kab kay samaj chukay hotay aur mujjay yeh bachoon kee tera nah samjana perta. Aur mujjay pata heh kay tumari samaj meh phir be nahin aahay gee.

Keyun kay Imam ka qaul apni taraf say nahin hota, balkay us kee daleel hoti heh Quran o Hadith say jesi be ho, daleel zeroor hoti heh, is leyeh agar Imam kay qawl/fatway kay khilaaf kohi es'si ayaat hadith ho joh us say ikhtilaaf kerti ho toh matlab yahee hoga kay jis ayaat/hadith ko Imam nay apnay fatway kee daleel banaya heh un donoon meh bazahir tazaad heh is leyeh donoon kee taweel kerni peray gee.

Misaal kay tor per:

Surah 6 Verse 50: "Say: "I tell you not that with me are the treasures of Allah, nor do I know what is ghayb,[/b] nor do I tell you I am an angel. I but follow what is revealed to me." Say: "can the blind be held equal to the seeing?" Will ye then consider not?"

Is ayaat meh Ghayb kay saath deghir kee nafi ka hokam heh, abh agar kissi kay pass yeh ayaat punchti heh, aur woh is kee bunyaad per ilm e Ghayb e RAsoolAllah kee nafi kerta heh, aur ilm e Ghayb e RasoolAllah ka munkir hota heh toh phir is ayaat kay mutabiq Kaffir sabit huwa:

Surah 72 Verse 26: "He (alone) knows the Unseen, nor does He make any one acquainted with His Ghayb. 27. "Except an apostle whom He has chosen: and then He makes a band of watchers march before him and behind him,"

Abh us kay pass choices kia hen:

* Ek ayaat ko mansookh manay

* donoon meh say kissi ek ko be mansookh nah manay {aqahid wali ayaat mansookh nahin ho sakti sirf fiqhi issues wali hoti heh}, aur ek ayaat ko dosri per tarjeeh deh

* Jis ko Tarjeeh deeh, us kee khilaaf joh ayaat heh us kee es'see taweel keray jis say contradiction door ho {Quran meh contradictions nahin}

* Taweel ko Quran/Hadith say sabat keray, yehni taweel heh us per dalahil hoon,

* Agar yeh be nahin ker sakta toh phir Ulil Amr {Sahabah, Tabi, Tabitabi, aur jayyid Ulamah} kee taraf rajooh keray, yehni jis aqeedeh ko Ulim Amr nay mana heh us ko manay beghair daleel ko samjay, janay

Mukhtasar Imam Karkhi Rehmatullah Alayhi rehmat nay joh asool batahay hen bilqul sahih aur darust hen, is per Sunni, Wahabi, Deobandi, Shia, sab ka amal heh, aur sab mantay hen.

Hadith say Quran kee kohi ayaat mansookh nahin kee ja sakti, agar Hadith sahih ho, toh yeh sabat ho sakta heh kay ayaat Quran hee kee kissi ayaat say mansookh huwi thee.

Mansookh ayaat kee kismeh:

* Ayaat Mansookh, Hokam e Shari mansookh

* Ayaat Mansookh, hokam e Shari baqi

* HOkam e shari mansookh, ayaat baqi,

Dosri category meh Rajam {stoning to death} kee Hadith aati heh ...Aur yeh be ho sakta heh kay Hadith meh zikr ho kay kon see ayaat kis ko mansookh kerti heh, toh phir us hadith ko bee mana jahay ga aur Nasikh ayaat aur mansookh ko us'see darjay per mana jahay ga joh Hadith meh biyaan hogi.

Awal kiss pagal kay bachay naay ayaat meh conflict kee baat kee heh, ayaat meh tazaad heh hee nahin, khadam nay sirf ek point ko samjanay kee khatar ek noomunay kay tor per in doh ayaat ko pesh keeya thah. Aap nay ayaat kee Taweel/Tafsir pesh keeh, toh khadam is'see point ko sabt ker raha thah kay, agar doh ayat meh bazahir tazaad ho toh phir, phir musalmaan kay pass choice hen:

* Ek ayaat ko mansookh manay

* donoon meh say kissi ek ko be mansookh nah manay {aqahid wali ayaat mansookh nahin ho sakti sirf fiqhi issues wali hoti heh}, aur ek ayaat ko dosri per tarjeeh deh

* Jis ko Tarjeeh deeh, us kee khilaaf joh ayaat heh us kee es'see taweel keray jis say contradiction door ho {Quran meh contradictions nahin}

* Taweel ko Quran/Hadith say sabat keray, yehni taweel heh us per dalahil hoon,

* Agar yeh be nahin ker sakta toh phir Ulil Amr {Sahabah, Tabi, Tabitabi, aur jayyid Ulamah} kee taraf rajooh keray, yehni jis aqeedeh ko Ulim Amr nay mana heh us ko manay beghair daleel ko samjay, janay

Aap nay mufassireen kee Tafsir pesh keen:

عَٰلِمُ ٱلْغَيْبِ فَلاَ يُظْهِرُ عَلَىٰ غَيْبِهِ أَحَداً

{ عَالِمُ ٱلْغَيْبِ } بنزول العذاب يعلم ذلك { فَلاَ يُظْهِرُ } فلا يطلع { عَلَىٰ غَيْبِهِ أَحَداً إِلاَّ مَنِ ٱرْتَضَىٰ مِن رَّسُولٍ } إلا من اختار من الرسل فإنه يطلعه على بعض الغيب {

* تفسير القرآن/ الفيروز آبادي (ت817 هـ) مصنف و مدقق

قُل لاَّ أَقُولُ لَكُمْ عِندِي خَزَآئِنُ ٱللَّهِ وَلاۤ أَعْلَمُ ٱلْغَيْبَ وَلاۤ أَقُولُ لَكُمْ إِنِّي مَلَكٌ إِنْ أَتَّبِعُ إِلاَّ مَا يُوحَىٰ إِلَيَّ قُلْ هَلْ يَسْتَوِي ٱلأَعْمَىٰ وَٱلْبَصِيرُ أَفَلاَ تَتَفَكَّرُونَ

{ قُل } يا محمد لأهل مكة { لاَّ أَقُولُ لَكُمْ عِندِي خَزَآئِنُ } مفاتيح خزائن { ٱللَّهِ } من النبات والثمار والأمطار والعذاب { وَلاۤ أَعْلَمُ ٱلْغَيْبَ } من نزول العذاب { وَلاۤ أَقُولُ لَكُمْ إِنِّي مَلَكٌ } من السماء { إِنْ أَتَّبِعُ } ما أعمل شيئاً ولا أقول { إِلاَّ مَا يُوحَىٰ إِلَيَّ } إلا ما أمرت في القرآن { قُلْ } يا محمد لأهل مكة

Abh Mufassir nay ayaat kay mafoom kee taweel kee, Surah Jin kee ayaat say Baz ilm e Ghayb muraab liya, aur 'baaz' kee kedh mufassir nay Tawheed kee bunyaad per lagahi warna ayaat meh "Baaz" kee qedh nahin, yeh Taweel kee mafoom meh. Dosri ayaat meh mufassir nay Ilm e ghayb ko khas mafoom deeya, yehni: "I tell you not that with me are the treasures of Allah, nor do I know what is the punishmen, or when it will come ..." Toh unoon nay ayaat meh taweel kee, ilm e Ghayb aam thah ussay khaas mafoom diya, sabit huwa kay mufassir nay ayaat kay wazia mafoom meh Taweel kee, aaur aap be ker rahay hen Kulli kee takhsees ker kay: "jis ayat mein nafi ki ja rahi hay ghaib ki..us say kull ghaib murad hay..." ayaat meh zaati, Atahi, Baaz, Qulli, kee joh takhsees heh woh ayaat say sabit nahin balkay Aqeedah e Tawheed ko mad e nazr rakh ker mafoom biyaan keeya jata heh kay Qulli, aur Zaati ghayb kee nafi heh, kay RasoolAllah farma rahay hen kay agar meray pass Ghayb Zaati hota toh meh jab chahta bateh maloom ker leta aur kulli hota toh phir har cheese janta ... yeh sab taweelat hen jin per kissi Sunni Sahih ul Aqeedah ko ihtiraaz nahin khadam ka aqeedah bee yahee heh kay RasoolAllah ka Ilm Baaz {ba muqabila e Allah subhana wa tallah heh}.

Meh aap kay dost joh Imam Karkhi ko bohank raha thah us ko Asool samja raha thah example deh ker taqay stupid ko samajnay meh asaani ho, magar ek ko patri per charnay kee koshish kee dosray nay khud hee patri say chalang laga deeh.

Joh aap nay wazahat kee heh khadam ko aur har Sunni ko us per ittifaaq heh, aur ham be tawilaat kertay hen ayaat kee, jesa kay khadam nay pehlay hee likha thah kay yeh asool musalmah asool heh, Sunni Shia Wahabi, Deobandi meh ... agar donoon ayaat ko literally leeya jata toh ikhitlaaf hota magar Sunniyoon nay aur aap jesay anparh Wahabi nay bee taweel kee, toh Allama Karkhi rehmatullah alayhi Tallah nay aur kia farmaya heh kay agar ayaat meh bazahir conflict ho toh phir:

* Ek ko Nasikh dosri ko Mansookh samjoh

* Tarjeeh doh,

* Taweel Kero,

* Behtreen tareeka heh kay do ayaat meh sula kero

* Ulil Amr kee taraf rajooh kero,

Time nahin warna darja ba darja biyaan kerta, Ya Allah Madad sahib aap nay donoon ayaat kee Taweel kee, Ulil Amr kee taraf rajooh keeya, aur esa mafoom biyaan bee keeya kay donoon meh sula be ho gaee, toh meh nay kia baat explain kerna chahi thee yahee asool samjah raha thah aap kay Wahabi baee ko joh jayyid Ulamah ko bhonk raha heh.

Wahabi sahib aap nay likha heh: "Agar aap farmatay hen kay yeh Imam kee murad heh toh barahay mahirbani issay sabit ker denh aur asool e karkhi ya Imam Karkhi kee kissi dosri kitaab say karkhi sahib kee es'si ibarat pesh keren jis say aap logoon kee taweelat kee tasdeeq ho sakkay."

Aap kee jahalat ka andaza yeh heh kay aap nay khud hee Imam Karkhi kee yeh ibarat pesh kee: "... har hadith joh hamaray ashab kay khilaaf hogi ussay mansookh samja jahay ga aur ya yeh samja jahay ga kay hadith kissi dosri hadith kay khilaaf heh ...." jab Imam nay mansookh samja jahay ga ka likha heh toh kia woh joh Mansookh Hadith/ayaat huwi heh us kee Nasikh hadith/ayaat nahin hogi? Jahil Mansookh mana jahay ga, aur mansookh kay leyeh Nasikh ka hona zeroori heh Nasikh Quran hota heh ya farmaan e RasoolAllah. Mansookh kernay kay leyeh Nasikh ka hona zeroori heh is say sabit hota heh kay Imam nay joh Mansookh ka zikr keeya heh woh Asool e Quran kay mutabiq heh aur jissay mansookh ayaat/hadith heh us kee Nasikh be hoti heh, toh Imam ka matlab yeh huwa kay joh bee Quran kee ayaat, ya Hadith Hanafi Ulamah kay khilaaf hogi us ayaat/hadith ko mansookh mana jahay ga, aur joh us kee Nasikh heh us ko tarjeeh deeh jahay ge ya taweel kee jahay gee weghera ...

Tum ko meh nay Nasikh aur Mansookh kee category is leyeh batahi thee kay tum samaj sako kay ek ayaat Nasikh hoti heh aur ek Mansookh, jis ayaat ko Nasikh mana jahay us kee Mansookh ayaat be sabit kerna hoti heh. Kohi ayaat Nasikh ho aur woh kissi aur ko Mansookh nah kerti ho, yeh muhaal heh, aur joh Mansookh ho, us ayaat ka Nasikh zeroor hogi, begher Nasikh kay Mansookh nahin ho sakti.

Yeh yaad rakho meray bachay, kay jab Nasikh Mansookh kee baat ho toh wahan per Quran ya Hadith kee baat hoti heh aur Imam nay Mansookh man'nay kee baat kee heh, toh jissay mansookh mana jahay us kee Nasikh Hadith/Ayaat hoti heh, is leyeh Imam Karkhi nay Quran o Hadith kee daleel kee baat kee thee, kay joh daleel hamaray ashab kay qawl/fatway/daleel/ayaat/hadith kay khilaaf jahay gee, ussay Mansookh mana jahay ga, aur jis ko Mansookh mana jahay us kee Nasikh hadith/ayaat ko be man'a pray ga.

Pehlay, Nasikh Mansookh, aur Imam kee ibarat ko samaj loh phir bhonkna. Aur tum nay likha thah kay Imam Karkhi kee kissi aur kitaab say yeh sabit keroon, jahil kay bachay Jistera Quran kee ayaat kee Tafsir kee jaati heh, aur Tafsir wohi kerta heh jis ko Quran ka Ilm ho, is'see tera Ulamah kee kitabooh kee sharah likhi jaati heh, aur jis subject kee kitaab ho us subject ko samajnay wala Aalim kee kitaab kee Sharah kerta heh. Khadam nay Imam Karkhi kay qaul kee sharah biyaan kee heh. Tum ko ata toh heh kuch nahin toh samjo gay kia.

Abh agar meh Tafsir kay mutaliq likhoon kay kahan per likha heh ayaat say woh explicit mafoom nikaal ker doh joh mufassir nay biyaan keeya heh warna sabit hoga kay mufassir jhoota heh.

Abh agar ek muhaddith likhta heh: "sahih Marfooh qawli hadith say sabat heh kay Allah ek heh." Toh agar kohi aur muhaddith is ibarat kee sharah likhay: "Sahih Hadith heh jis meh RasoolAllah ka farmaan heh kay Allah ek heh." Toh is ko jhoot kehna jahalat heh, keyun kay jis aalim nay ibarat likhi heh us nay jahiloon kay leyeh nahin likhi balkay ilm walay tabkay kay leyeh likhi heh aur woh asool e Hadith samajtay hen aur istilahat ko samajtay hen, is leyeh us ko tafseelan zikr kernay kee zeroorat nahin, ahle ilm samaj lenh gay kay muraad kia heh. Is'see tera Imam Karkhi nay joh kuch likha heh woh ek khaas tabkay kay logoon yehni Ulamah kay leyeh likhi heh aur Ulamah samajtay hen kay asool kia hen, is leyeh un kay leyeh zeroori nahin kay har ek cheese ko tafseelan likhen. Jistera Muhaddith ka ilfaaz Marfooh Haqiqi Qawli, ya fehli, ya taqriri ya wasfi kee istilahat ka istimaal keray toh zeroori nahin kay woh abh in kee sharah be keray, keyun kay in ilfaaz ka mafoom Ulamah ko pata heh, common knowledge heh. Imam Karkhi nay joh likha heh woh common knowledge thah aur heh, is leyeh unoon nay tafsilan ibarat ko explainnah keeya aur zeroorat bee nahin, keyun kay ahle ilm joh Asool ko samajtay hen woh ibarat ko be samaj saktay hen un kay leyeh mushkil nahin.

Marfooh woh hadith hoti heh joh directly RAsoolAllah say mansoob ho, aur is kee chaar kismeh ke, Qawli, Wasfi, Feh'li, Taqriri.

* Marfooh Feh'li yehni woh Hadith jis say RasoolAllah ka amal sabit ho,

* Marfooh Qawli yehni woh hadith jis say RasoolAllah ka farmaan, ya us ka mafoom biyaan ho,

* Marfooh Taqriri yehni kissi nay rasoolAllah kee wajoodgi meh kohi ilfaaz bolay hoon ya amal keeya ho aur RasoolAllah nay man'na nah keeya ho {Hadith: "sab say ala martba imaan ka heh kay burahi ko hadith say roka jahay, phir dosra darja us burahi kay khilaaf awaaz buland kee jahay, dil me bura jana jahay." RasoolAllah kabi ghair shari dekhtay toh zeroor roktay}

* Marfooh Wasfi, yehni woh hadith jin say RAsoolAllah kay kirdaar aur halaat maloom hoon,

Abh agar kohi Marfooh Fehli, Qawli kay ilfaaz boltay heh toh Hadith kay asooloon istihalaat ko samajnay wala agar sharah keray ga toh woh tafseel say biyaan keray ga, aur sharah wohi ker sakta heh joh pehlay asoloon ko samajta ho.

Abh agar Imam Bukhari kissi Hadith ko Marfooh Qawli likhen toh kia tum kaho gay kay yeh joh tum nay joh Marfooh Qawli ka mafoom biyaan keeya heh us ko Imam Bukhari kee kissi kitaab say sabit kero, bewaqoof istilahat ko Aalim samjtay hen aur Imam Bukhari ko tafseel say biyaan kernay kee zeroorat nahin. Imam Karkhi nay joh kuch likha heh woh Nasikh Mansookh kay asool kay upper likha heh aur Ulamah samajtay hen kay Mansookh ayaat ho toh phir us ko Nasikh kernay wali ayaat be hogi, Imam nay farmaya heh kay Mansookh samji jahay gee, toh maloom hona chahyeh kay jissay Mansookh samja jahay ga us kee Nasikh bee hogi aur jab ussay mansookh mana jahay ga toh naturally yahi nateeja nikalta heh kay Hanafi Ulamah kay nazdeeq Hanafi Aalim ka fatwah/qawl Nasikh kee bunyaad per hoga. Jistera Raf ul Yadain Fuqaha e Ahnaaf kay Fiqh kay khilaaf heh toh ham us ko Mansookh mantay hen, aur joh us kee Nasikh Haditheen hen woh daleel kay tor per pesh kertay hen. Jissay Mansookh mana jata heh us ko mansookh, Nasikh kee bunyaad per mana jata heh.

Masjid ul Aqsa kee taraf moon ker kay namaz perna Quran aur Hadith donoon say sabat heh, abh agar kohi daleel pakrta heh kay Masjid Ul Aqsa kee taraf moon ker kay namaz peri jaa sakti heh keyun kay yeh sabat heh. Toh hamaray Fuqaha kay qawl/fatway kay khilaaf heh ham is amal kay dalahil e Hadith ko mansookh maneh gay, aur joh Nasikh hen un ko pesh keren gay. Nasikh kay begher Mansookh nahin, aur Mansookh kay begher Nasikh nahin, Imam nay likha heh kay ham Mansookh maneh gay toh matlab yahee hoga kay ham Nasikh ayaat/hadith ko tarjeeh denh gay.

Meray bachay pehlay kuch perh loh phir ana aur mera muqabila kerna, yeh ilmi yateemi, yeh jahilana bateh, yeh sirf aur sirf meray Nabi kay farmaan kee tasdeeq hen, jesa RasoolAllah nay farmaya thah kay Najdi Khariji [Wahabi] intihahi bewaqoof hoon gay, aur Wahabi anparh jahil bewaqoof, kitni jurrat say bewaqoofi ka muzahira ker rahay ho, wah! wah! jis ko alif bay pay tay say nahin pata woh aya Imam Karkhi rahimullah alayhi tallah, Allah say teri jang heh tooh jheet nahin sakta.

Muhammed Ali Razvi

Link to comment
Share on other sites

Muhammed Ali Razvi

Jahil aadmi jab Allah  (jallah) kisi ayat ko mansookh karte hein to uski jagah koi us jaysi ya us say behtar ayat laytay hein..ya agar agar Rasool Allah  (saw) ka koi farmaan ya kaam mansookh samjh jaega to uski jagah Rasool Allah  (saw) ka koi doosra farmaan hoga ya kaam hoga jis say pichla mansookh samjh jaega..ye nahi ke kisi bhi Imam ke kehne se koi bhi hadees ya ayat sirf uske QOL par mansookh samjhi jaegi aur Quran aur Hadees par Imam ke QOl ko tarjeeh di jaegi..Jo bhi Imam ho uspar lazim hay ke wo daleel mein koi hadees ya Ayat pesh kare takay ye uska jawaz hoke is ayat ya hadees se ye humkum mansookh hoa hay na ke kisi ke Qol se.

106سورة البقرة-۞ مَا نَنْسَخْ مِنْ آيَةٍ أَوْ نُنْسِهَا نَأْتِ بِخَيْرٍ مِنْهَا أَوْ مِثْلِهَا ۗ أَلَمْ تَعْلَمْ أَنَّ اللَّهَ عَلَىٰ كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ

ہم جو کسی آیت کو منسوخ کرتے ہیں یا بھلا دیتے ہیں تو اس سے بہتر یا اس کے برابر لاتے ہیں کیا تم نہیں جانتے کہ الله ہر چیز پر قاد رہے

Mein ne tum se swwal kia tha magar tum ne jawab gol kar diya aur doosri mantaq jharne lage ..is swal ka jawab do

(3) Narrated Uqbah ibn Amir: I said to the Apostle of Allah (peace_be_upon_him): Are there two prostrations in surah al-hajj? He replied: Yes; if anyone does not make two prostrations, he should not recite them. (Book #7, Hadith #1397) (Sunan Abudawood)

(2) Narrated Amr ibn al-'As: The Prophet (peace_be_upon_him) taught me fifteen prostrations while reciting the Qur'an, including three in al-Mufassal and two in surah al-hajj. (Book #7, Hadith #1396) (Sunan Abudawood)

Imam Abu Haneefa ne kis hadees ke taheet is hadees ko mansookh kia aur Hanfi hazraat Rasool Allah ki nafarmani karte hoey aaj tak Surah Hajj mein aik hi sajdah karte hein..ye sirf aik misaal hay aur bhi bohot point hein is tarah ke..

Baat sirf itni si hay ke Bralvi baghair tehqeeq aur parhay maslak ikhtiyar kar leta hay aur phir baad mein uske sammne is tarah ki cheezein aati hein ke to uske pass jawab hi nahi hota ..aur jaante boojhte hoey bhi ke hum ghalat hein phir bhi kionke maslak ikhtiyar kar liya hay ..khul gai ye baat ke hum batil hein..magar ab izzat ka maamla hay ..apne akabir ke ghlat aqeedo ka difa karo..jaysay ulta seedha jawab aata hay bas muqaabla karo..

Edited by Ya Mohammadah
Jehla wahabis poori post quote na kiya karein..kitni baar bataya jaye?
Link to comment
Share on other sites

(bis)

Janab Abu Zaid Sb.aap nain apnay Talib kay fatwa ka saboot manga tu yeh daikho us ka saboot aur sharam say dhoob maro.....

__________________________________________________________________________

ازطرف ابوزید

بنام چشتی صاحب

واہ چشتی صاحب واہ کیا ثبوت فراہم کیا ہےآپنے طالب الرحمن صاحب کے خلاف نہیں بلکہ اپنے علماء کی دجل فریبی؛کذب بیانی پر اوراس کذب بیانی کو ایڈیٹنگ کرکے آپ نے جس جھوٹ کو پھیلایا ہے اس پر؛ ارے چشتی صاحب یہ تو خاص یہودیوں کا طرزعمل ہے کہ آدھی بات پر ہاتھ رکھ لینا اور آدھی بات کی تشہیر کرنا۔

آپ نے اپنے کذاب مولوی کا موقف دوران مناظرہ رکارڈنگ کٹنگ کرکے تو دکھادی لیکن ہمارے اہل سنت والجماعت اہل الحدیث کے مناظر جناب طالب الرحمن شاہ صاحب کا موقف پیش نہیں کیا ؛ دانستہ آپ نے ایسا کیا ہے۔بس یہ ہی آپ کے کذاب ہونے کے لیے کافی بڑاثبوت ہے جو کہ آپ نے خود ہی ہمیں فراہم کردیا۔

کیونکہ یہ تو آپ لوگوں کی پرانی عادت ہے۔ دوران مناظرہ آپ کے علماء جھوٹ بولتے ہیں۔اور شاہ صاحب آپکا اور آپکے علماء کا تعاقب بڑے ماہرانہ اورعالمانہ انداز سے کرتے ہیں اسی وجہ سے آپ لوگ اپنے سینوں میں انکے لیے بغض بھرا دل رکھتے ہولہذا آپ کے عالم کی زبانی جو الزام شاہ صاحب حافظہ اللہ پر لگایا گیا ہےا اس پر یقین بلکل بھی نہیں کیاجاسکتا۔

Link to comment
Share on other sites

ShahidNazeer@

Jistera Quran kee ayaat kee Tafsir kee jaati heh, aur Tafsir wohi kerta heh jis ko Quran ka Ilm ho, is'see tera Ulamah kee kitabooh kee sharah likhi jaati heh, aur jis subject kee kitaab ho us subject ko samajnay wala Aalim kee kitaab kee Sharah kerta heh. Khadam nay Imam Karkhi kay qaul kee sharah biyaan kee heh. Tum ko ata toh heh kuch nahin toh samjo gay kia.

Abh agar meh Tafsir kay mutaliq likhoon kay kahan per likha heh ayaat say woh explicit mafoom nikaal ker doh joh mufassir nay biyaan keeya heh warna sabit hoga kay mufassir jhoota heh.

Abh agar ek muhaddith likhta heh: "sahih Marfooh qawli hadith say sabat heh kay Allah ek heh." Toh agar kohi aur muhaddith is ibarat kee sharah likhay: "Sahih Hadith heh jis meh RasoolAllah ka farmaan heh kay Allah ek heh." Toh is ko jhoot kehna jahalat heh, keyun kay jis aalim nay ibarat likhi heh us nay jahiloon kay leyeh nahin likhi balkay ilm walay tabkay kay leyeh likhi heh aur woh asool e Hadith samajtay hen aur istilahat ko samajtay hen, is leyeh us ko tafseelan zikr kernay kee zeroorat nahin, ahle ilm samaj lenh gay kay muraad kia heh. Is'see tera Imam Karkhi nay joh kuch likha heh woh ek khaas tabkay kay logoon yehni Ulamah kay leyeh likhi heh aur Ulamah samajtay hen kay asool kia hen, is leyeh un kay leyeh zeroori nahin kay har ek cheese ko tafseelan likhen. Jistera Muhaddith ka ilfaaz Marfooh Haqiqi Qawli, ya fehli, ya taqriri ya wasfi kee istilahat ka istimaal keray toh zeroori nahin kay woh abh in kee sharah be keray, keyun kay in ilfaaz ka mafoom Ulamah ko pata heh, common knowledge heh. Imam Karkhi nay joh likha heh woh common knowledge thah aur heh, is leyeh unoon nay tafsilan ibarat ko explainnah keeya aur zeroorat bee nahin, keyun kay ahle ilm joh Asool ko samajtay hen woh ibarat ko be samaj saktay hen un kay leyeh mushkil nahin.

Tummeh kohi samaj nahin sirf jahalat ka ghalaba heh.

علی صاحب آپ شروع ہی سے موضوع سے ہٹ کر بحث کر رہے ہیں۔ لگتا ہے آپ زیادہ تر فارغ رہتے ہیں۔ جب آپ کوئی جملہ لکھتے ہیں اور ہم آپ سے دلیل طلب کرتے ہیں تو اگلی پوسٹ میں آپ نئی بحث شروع کر دیتے ہیں۔ کسی ایک بات پر آپ ٹہرتے نہیں ہیں۔ وہ کونسا طریقہ ہے جس پر آپ سے بات کی جائے تو آپ موضوع سے ہٹ کر بات نہ کریں۔

اب آپ اپنی حالیہ پوسٹ ہی دیکھ لیں۔ جس میں آپ قرآن کی تفسیر پر بات کررہے ہیں۔ پھر محدیثین کے حدیث بیان کرنے کے اختلاف کی بحث کر رہے ہیں اور اسکو مثال بنا کر کرخی صاحب کے اصولوں کو صحیح ثابت کرنا چاہ رہے ہیں۔ کیا یہی دلائل ہیں آپکے پاس۔ ان بودے اور بے وزن دلائل سے آپ کرخی صاحب کی قرآن و حدیث دشمنی پر تو پردہ نہیں ڈال سکتے۔ لیکن آپکے چہروں سے پردہ ضرور ہٹ جاتا ہے۔

اگر آپ موضوع پر رہ کر بات کریں تو مجھے بھی آپکی بات سمجھنے میں آسانی ہوگی اور آپ بھی میرے موقف کو صحیح طرح سمجھ سکو گے پھر کوئی نتیجہ بھی برآمد ہوسکے گا۔ علی صاحب ان گزارشات پر ضرور غور کیجئے گا۔

Nazeer sahab lagta hay aap bralvion ke kafi qareeb rahay hein jo foran inki diplomacy ko pakar laytay hein..inka yahi tareeka hay jo swal karo uska jawab nahi dengay balkay doosre maslo mein uljha dengay..baat hanfi fiqah ki ho rahi thi ke kis hadees ya ayat se Abu Hanifa apni daleel laytay hein magar inhon ne asool karkhi mein itna time zaya kia sirf is baat par ke wo kis se mukhatib thay..aur aap ne sawal kia RAZAAT ke masle ka aur mein ne in se aik sawal kia tha surah hajj ke sajde ka ..koi jawab nahi aya..jawab hoto daingay na.

to the point jawab kahan se dengay..ye log baghair parhay maslak ikhtiyar kar lay hein kuch pata nahi hota ke kia fiqah hay kia aqaid hein..bas green pagri paandh li bait karli..jab baad mein aitarazaat ka toofan utha to kuch pata hi nahi..yahan wahan ki haankne lagte hein..

MERE KHIYAL SE AB DAWA KI NAHI DUA KI ZAROORAT HAY..

Link to comment
Share on other sites

(bis)

Janab Abu Zaid Sb.aap nain apnay Talib kay fatwa ka saboot manga tu yeh daikho us ka saboot aur sharam say dhoob maro.....

__________________________________________________________________________

ازطرف ابوزید

بنام چشتی صاحب

واہ چشتی صاحب واہ کیا ثبوت فراہم کیا ہےآپنے طالب الرحمن صاحب کے خلاف نہیں بلکہ اپنے علماء کی دجل فریبی؛کذب بیانی پر اوراس کذب بیانی کو ایڈیٹنگ کرکے آپ نے جس جھوٹ کو پھیلایا ہے اس پر؛ ارے چشتی صاحب یہ تو خاص یہودیوں کا طرزعمل ہے کہ آدھی بات پر ہاتھ رکھ لینا اور آدھی بات کی تشہیر کرنا۔

آپ نے اپنے کذاب مولوی کا موقف دوران مناظرہ رکارڈنگ کٹنگ کرکے تو دکھادی لیکن ہمارے اہل سنت والجماعت اہل الحدیث کے مناظر جناب طالب الرحمن شاہ صاحب کا موقف پیش نہیں کیا ؛ دانستہ آپ نے ایسا کیا ہے۔بس یہ ہی آپ کے کذاب ہونے کے لیے کافی بڑاثبوت ہے جو کہ آپ نے خود ہی ہمیں فراہم کردیا۔

کیونکہ یہ تو آپ لوگوں کی پرانی عادت ہے۔ دوران مناظرہ آپ کے علماء جھوٹ بولتے ہیں۔اور شاہ صاحب آپکا اور آپکے علماء کا تعاقب بڑے ماہرانہ اورعالمانہ انداز سے کرتے ہیں اسی وجہ سے آپ لوگ اپنے سینوں میں انکے لیے بغض بھرا دل رکھتے ہولہذا آپ کے عالم کی زبانی جو الزام شاہ صاحب حافظہ اللہ پر لگایا گیا ہےا اس پر یقین بلکل بھی نہیں کیاجاسکتا۔

Salam Ahle Imaan ko

Abu Zaid saab ager aap ne poora muanzara dekha hota tu aap ko Maloom hota k aap k Shah Sahab ( X-shia Zaidi) ne is baat ka koi jawab sirre se dia hi nahi .. aor aap qadri bhai per ilzam laga rahe hein k unho ne Shah ka jawab nahi dikhaya ... Ulta Choor Kotwaal ko Dantay ...

Balke Hudd tu ye hai k Talib shah Mufti haneef qureshi se pochta hai k behan se nikah kia hai ? us per mufti saab ne kaha KUFR hai ... ap k mullah ko tu ye nahi maloom k ye kufr hai ya nahi :D

aiteraz kerne se pehle poora debate dekh lena tha ..... :lol::lol::lol:

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Waisay Abuzaid Sb.ke is bat ka jawab Salar Raza bhai nain buhat khoob day dia hay laikan kuch bat likhnay say pehlay zara incident ko aikh tu lia karo janab.Aap nain kaha keh hum nain editing ke tu janab aap nain kya poora munazra daikha?????Humaray Mufti Haneef Quraishi Sb.nain jab yeh aap k Talab shah ke book paish ke tu us nain aagay kya kaha???Daikha ho tu pata ho na.Ab tum yeh b kaho gay keh Talab Shah Sb.nain yeh b nahi kaha keh Ismaaeel Kafar?????

Tumharay akabar Ulma k kya kehnay...Aisa ganda aqeeda rakhnay wala shakhs..Laanat us par jo aisa sochay bhi...

Link to comment
Share on other sites

Nazeer sahab lagta hay aap bralvion ke kafi qareeb rahay hein jo foran inki diplomacy ko pakar laytay hein..inka yahi tareeka hay jo swal karo uska jawab nahi dengay balkay doosre maslo mein uljha dengay..baat hanfi fiqah ki ho rahi thi ke kis hadees ya ayat se Abu Hanifa apni daleel laytay hein magar inhon ne asool karkhi mein itna time zaya kia sirf is baat par ke wo kis se mukhatib thay..aur aap ne sawal kia RAZAAT ke masle ka aur mein ne in se aik sawal kia tha surah hajj ke sajde ka ..koi jawab nahi aya..jawab hoto daingay na.

to the point jawab kahan se dengay..ye log baghair parhay maslak ikhtiyar kar lay hein kuch pata nahi hota ke kia fiqah hay kia aqaid hein..bas green pagri paandh li bait karli..jab baad mein aitarazaat ka toofan utha to kuch pata hi nahi..yahan wahan ki haankne lagte hein..

یا اللہ مدد بھائی آپ نے بالکل صحیح سمجھا میں خاندانی بریلوی تھا پھر دیوبندی ہوا پھر اللہ تبارک وتعالی نے توفیق دی اور صراط مستقیم پر چلا دیا یعنی اہلحدیث مسلک اختیار کرلیا۔ الحمداللہ

یا اللہ مدد بھائی، اللہ آپکو جزائے خیر عطا فرمائے آپ نے انکے طریقہ کار پر بڑا خوبصورت تبصرہ کیا ہے۔ کبھی کبھی ایسے تبصرہ کیا کریں تاکہ اور لوگوں کو بھی بریلویوں کے طریقہ واردات کا علم ہو جائے۔ والسلام

Link to comment
Share on other sites

Abu Zaid saab ager aap ne poora muanzara dekha hota tu aap ko Maloom hota k aap k Shah Sahab ( X-shia Zaidi) ne is baat ka koi jawab sirre se dia hi nahi .. aor aap qadri bhai per ilzam laga rahe hein k unho ne Shah ka jawab nahi dikhaya ... Ulta Choor Kotwaal ko Dantay ...

Balke Hudd tu ye hai k Talib shah Mufti haneef qureshi se pochta hai k behan se nikah kia hai ? us per mufti saab ne kaha KUFR hai ... ap k mullah ko tu ye nahi maloom k ye kufr hai ya nahi :D

aiteraz kerne se pehle poora debate dekh lena tha ..... :lol::lol::lol:

-----------------------------------------------------------------------------------

FROM ABUZAID

TO SALAR

تمھارے جھوٹے ہونے کے لیے یہ ہی کافی ہے کہ طالب الرحمن شاہ صاحب حافظہ اللہ کا جواب اس وڈیو میں نہیں دکھایا گیا۔اور بریلویوں کے مولوی کی ایک ہی تکرار بارباردکھاءی گءی ہے۔

Link to comment
Share on other sites

Janab Abu Zaid Sb.aap itni boukhlahat main kyon hain???Kya apnay Molvi ke book aap ko nazar nahi aa rahay???

Aur aik bat Talib is bayhooda bat ka jawab kaisay daita????Jab keh humaray Mufti Hanif Quraishi Sb.nain aap k Moulana ko un ke book bhi dikhay thee....

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...