Jump to content

Hum per jo ilzaam tha!


MOUWAHID

تجویز کردہ جواب

Beyshak Jahalat Ka Koi Ilaj Nhin...

 

Is Mien Hujat Ki Bat Kahan Hai? Ager Sahaba-e-Karam (Alehim Ridwan) Ney Jashn-e-Milad Ka Man'aa Kiya Hota Key Jashn-e-Milad Biddat Hai, Na Jaiz Hai.. (Jesay Wahabi Kertey hain) Phir Yeh Kaha Jata Key Sahaba-e-Karam (Alehim Ridwan) Ki Bat Nhin Mani Jaye Gi.. (MuazAllah) Tu Aapki Bat Darust Ho Sakti Thi.. Key Sahaba-e-Karaam ka Qaul Hamarey Liye Hujat Nhin..

 

Aap Tu Sahaba-e-Karam Key Kiye Howey Ya Man'aa Kiye Howey Kam Ko Hujat Nhin Mantey (Ager Woh Ghair Muqalideen Key Mazhab Key Khilaf Ho)..

 

Kam Na Kerney Sey Man'aa Honey Ki Daleel Nhin Milti.. Werna Aaj Hamarey Zamaney Beyshumar Kam Aisey Hain.. Jo Sahaba-e-Karam (Alehim Ridwan) Ney Nhin Kiye They Tu Kiya Yeh Kaha Ja Sakta Hai Key Tum Yeh Kam Sahaba-e-Karam (Alehim Ridwan) Key Amal Key Khilaf Ker Rahey Ho.. Pas Tum Sahab-e-Karam Ko Hujat Nhin Mantey..

 

Aub Aap Sey Hamara Mutalba Hai Key Aisi Daleel Pesh Kerein Key Koi Kam (Milad ya Koi Bhi) Sahaba-e-Karam (Alehim Ridwan) Ney Kiya ya Man'aa Kiya Aur Hum Phir Bhi Us Key Khilaf Hain Tu Aapki Bat Sabit Ho Sakti Hai...

 

Ager Aap Daleel Pesh Nhin Ker Saktey Aur Topic Ko Milad ya Kisi Aur Behs Ki Taraf Morney Ki Koshish Ki Tu Yeh Topic Close Ker Diya Jaye Ga.. Umeed hai Aap Topic Ko Mad-e-Nazer Rakh Ker Reply kerein Gey,,,

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

Main b maanta hoon k SAhaba Karam (ra) nay kai aisay dunya k kaam hain jo nahi kia aur hum kertay hain.......Unoon nay car main safar nahi kia,unoon nay kabi kalai main ghari nahi pehni,woh kabi AC waalay room main nahi baithay....Laikin agar  jis ko Deen-Muhammad (saw) kaho gay agar woh kaam NAbi (saw) aur Un (saw) k SAhaba Karam (ra) nay nahi kia Allah  (azw) ki Qasam woh deen nahi hai.

 

Dunya k kaamon main jo chaho kero laikin jis ko deen kaho gay,Jis k kernay say ajar-o-sawab ki umeed kertay ho,jis kaam k kernay say Jannat aur Jahanum milni hai.....Us kaam k kernay say pehlay yeh zaroor daikha jaya ga k yeh kaam sahaba (ra) nay kia ya nahi kia?

 

Bhai k sawal hai k aap mana ka dikha dain?

 

US ka jawab yeh hai k Nabi (saw) Deen mukamal ker k gay hain......Un (saw) k deen main sirf 2 Eidain, thin 3 Eidain nahi thin.Jab NAbi (saw) nay 2 Eidain manai to phir hum ko kis nay ikhtiar dia k hum apnay deen main 3 Eidain ker lain?......Aur ooper say yeh b kahain k Eidoon ki Eid!

 

Agar yeh darwaaza kholo gay to saara deen gud mud ho jaaya ga?Jaisay Fajar kay 2 faraz hain Sahaba Karam (ra) nay mana kia k 3 na padho,aik rakat main 2 sajday hain Sahaba Karam (ra) nay mana kia k 3 na kero,Din main 5 namazain faraz hoi SAhaba Karam (ra) nay mana kia k 6 na padhao!

 

Mairay bhai is baat ko b soochiya!

 

Humaaray lia to itna hi kaafi hai k jo kaam deen main dunya ki baat nahi ker raha Nabi  (saw) aur Un (saw) k Sahaba KAram (ra) nay kia woh sir aankhoon per aur jo nahi kia wo hum nahi kerain gay.Aur mairay khiyal main asal itaat or muhabat isi ko kehtay hain!

Edited by MOUWAHID
Link to comment
Share on other sites

Beware of matters newly begun, for every matter newly begun is innovation, every innovation is misguidance, and every misguidance is in hell.

 

Prophet said Qullu, you say only in matters of deen, not dunya, in Islam evrything thing is deen there is no dunya, youhave ###### for deen, have children for deen, walk talk sleep learn teach, sit, travel everything we do is connected with deen in islam there is no dunya everything is deen, when he said every it meant every ...

 

so why isnt traveling on car biddat, while Sunnah is camel, why should you abandon a Sunnah, why isnt traveling on Car a Biddah when the Sunnah is traveling on Camel ... isnt this wahabi principle: anything which eliminates a Sunnah is Biddah, wellcome to nices cars they are Biddah and you eat sleep biddah, nice soft beds, using soft pillows instead of brick how many Sunnahs have u opposed just by sitting infront of computer?

Link to comment
Share on other sites

deen meh sirf two three traveling means thay, pedal, horse, camel, abh agar teen eden nahin thee aur Sahabah nay doh keen hen toh phir tesri jaiz nahin baqaul aap kay toh phir pedal horse camel kay siwa kissi aur ko be transport means nahin bana saktay, agar ek eid add nahin ker saktay toh phir ek means of transport kesay ker saktay ho? Soch ker jawab dena, agar nah deh sakkay toh mujjay batana meh tum ko tumari taraf say aur Sunniyoon kee taraf say jawab doon ga.

Link to comment
Share on other sites

  • 4 weeks later...

deen meh sirf two three traveling means thay, pedal, horse, camel, abh agar teen eden nahin thee aur Sahabah nay doh keen hen toh phir tesri jaiz nahin baqaul aap kay toh phir pedal horse camel kay siwa kissi aur ko be transport means nahin bana saktay, agar ek eid add nahin ker saktay toh phir ek means of transport kesay ker saktay ho? Soch ker jawab dena, agar nah deh sakkay toh mujjay batana meh tum ko tumari taraf say aur Sunniyoon kee taraf say jawab doon ga.

 

 

haahahahahahahahah Ashhh hei Aap k ilm pe

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...