Jump to content

Ebrat Naak Injaam


Bhai Jaan

تجویز کردہ جواب

  • 2 months later...

ASSLAM O ALYKUM

 

BRALVI KE PASS AB QURAN O SUNNAT KE DALAIL TO HEIN NAHI KE WO APNA MASLAK QURAN O SUNNAT SE SABIT KARE..IS LIYE LOGON KO GUMRAH KARNE KA UNHO NE YE TAREEQA NIKALA HAY KE DEKHO ISKI MAUT KAYSI IBRAT NAAK HOI HAY..YE IS LIYE AESI MAUT MAARA HAY KIONKE YE AESAY AESAY KAAM KARTA THA...ASTAGHFURULLAH....YANI GHAIBDANI KA DAWA ..JAYSAY ALLAH NE UNKO BATA DIYA HO KE DEKHO USKO MEIN NE  ISLIYE IBRATNAAK MAUT DI KIONKE YE AESAY AESAY KAAM KARTA THA...WAH RAY BRALVI WAHH...

 

TUM LOGONKO SHAID YE NAHI PATA KE ALLAH TA'ALA JAB KISI KO IS DUNYA MEIN KISI MUSIBAT YA BEMAARI MEIN MUBTILA KARTE HEIN TO YE CHEEZ US SHAKHS KE LIYE BAAIS E RAHMAT HOTI HAY ..KIONKE WO US MUSIBAT YA BIMARI KI WAJAH SE GUNAHO SE PAAK HOTA HAY..AGAR KOI SHAKS GUNAH GAR HO AUR MUSALSAL GUMAHO MEIN LAGA HOA HAY AUR ALLAH KI TARAF SE KOI PAKAR NAHI AARAHI HAY TO YE BAAT ZIADA DANGER HAY KIONKE AAKHRAT MEIN ZABARDAST PAKRAI HOGI....IS LIYE JO BHI KISI MUSIBAT MEIN PARA YA KISI HOLNAAK BIMARI MEIN MUBTILA HOA TO HUMKO HARGIZ YE HAQ NAHI HAY KE HUM KHUDAI MAAMLAAT MEIN MUDHALAT KARIN AUR USKI HIKMAT BAYAN KARNE BETH GAIN..YE KHALIS ALLAH KI HIKMAT HAY JISKO ALLAH KE SIWA KOI NAHI JAANTA THA...

 

AGAR ASHRAF ALI THANWI YA GANGOOHI SAHAB KI MAUT HAZRAT HAMZA  (ra) KI TARAH HOTI TO AAP KIA BOLTE IS MAUT KO..AUR HAZRAT YAAQOOB  (as) KI NABEENAI KO AAP KONSA RANG DENGAY AUR HAZRAT AYOOB  (as) KI HOLNAAK BIMARI KO AAP KIA KAHINGAY ...KIA YE LOG BHI NAUZUBILLAH GUSTAAKH TAHY...

 

IS SE PEHLAY KISI JAHIL NE YE KAHA THA KE RAHMAN BABA KE MAZAR KO TABAH KARNE WALA PAGAL HO GIYA..TO MUJHE YE BATAO SAUDI'S NE TO PATA NAHI KITNE BARE BARE SAHABA KE MAZAR KHATAM KAR DIYE ..TO KITNE SAUDI'S PAGAL HOAEY...IS LIYE YE JAHILANA FALSAFA BAND KARO AUR QURAN O SUNNAT SE APNA MASLAK SABIT KARNE KI KOSHISH KARO JOKE TUM LOG NAHI KAR SAKTE..

 

TUM LOGONKO YE NAHI PATA KE KISI BHI PEGHAMBER (as) KI IS SE BARI TAUHEEN NAHI HO SAKTI KE USKO LOG BOLEIN KE TUM JHOOTAY HO AUR TUM PAR KOI KITAB NAZIL NAHI HOI..KIA AAP KI NAZAR MEIN IS SE BARI GUSTAKHI KOI HO SAKTI HAY KE PEGHAMBER KO JHOOTA BOLA JAEY...AUR HAR UMMAT MEIN YE SHROO SE AAKHIR TAK HOA HAY ..TO KION IS TAUHEEN PAR ALLAH KI TARAF SE AZAAB NAHI AYA ....

 

ALLAH TUM LOGONKO KO SAMJH DAY..MEIN YE BHI BATADOON KE MEIN DEOBANDI NAHI HOON NA HI KISI MASLAK SE MERA TAALUQ HAY..

 

 

 

 

Link to comment
Share on other sites

Nabi kay ghulamoon ka kafan mela nahin hota, aur zillat kee mot'h be nahin marta.

 

Sayyidi Ala Hazrat Imam e Ahle Sunnat, ka waqt e hayat khatam honay wala thah toh Sayyidi nay sari wasiyat likh deeh gar waloon ko bata deeya kay jummah pernay kay baad mera khiyaal rakhna, Sayyidi Ala Hazrat nay jummah pera, sab family walay agathay huway, khud be kalmah e Shahadat pera aur gar waloon ko be perwaya, aur muskaratay huway Salam pertay huway, dunya say rukhsat ho gahay. Allama Abdul Ghafoor Hazarvi Rahimullah Alayhi Tallah, dunya say ajeeb andaaz meh rukhsat huway, car exident huwa, kissi kee tang tooti, kissi ka sar poota, magar Hazrat kay sirf mathay per halki see kharash, aur sirf doh poond khoon nikla, aur woh be waheen jam gaya, Hazrat kay hontoon per muskarat, haath donoon banday huway, dhoolay kee tera bethay thay, aur jaan Allah ko piyari ho gaee thee. Allah kay Waliyoon aur Muqaribeen ka jism sahih Salamat hota heh lakh saal guzren tab bee.

 

Najdi aur Deobandi maray keeroon kee kabr meh party hoti heh,

 

Tooh jin kay difa meh bolta heh un'ni meh say heh, tooh laakh bar likh kay meh Deobandi nahin hoon Wahabi nahin hoon, tumari harqateh bata rahi hen kay tooh kin logoon meh say heh,

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...