Jump to content

جی ہاں۔ ہم بدعتی ہیں


Shahid Nazeer

تجویز کردہ جواب

JANAB Biddat par jo mawad ikhtta kya hai... yeh us waqt hum par hawi hota jab hum biddate sayeea ke qail hote aap yeh jawab dain aap jo khud ko ahle hadith kahlwate hen aur hadith ke naam par apni man mani fiqh chalate hen aur phir hadith ke silsile me osol e hadith asmae rijal ka sahara lete hen kya is ka saboot quran wa hadith se lasakte hen biddat tu ye b howa ?

phir is ke ilawa sahab e karam ne jitni deni muamlat me changing ki un par bhi ilzam warid hoga jo huzoor nay nahi farmai tu kya mazALLAH sahaba bhi is hadith ke zumre me ayenge?

mazeed yeh keh jo net par aap apna tableeghi kaam karrhe hen ? kya quran wa hadith say sabit hai ?

agar nahi tu sab biddat hi howa na tu aap humain biddati kahrhay hain zara gaur karain apne phelay jaal main khud hi phansh rahay hen ....

note pahle in sawal ko clear karain aur dosri baat yahan durust languge use karain galyan aur bazari guftugoo aap ke idaroo main raaij hoogi...

ajeeb baat hai .dawa karte hen keh humare yahan sirf qala ALLAHO Aur Qala Rasol ALLAH ki awazain Buland hoti hai aur guftugoo itni low qulity ki yeh mera akhri sawal he kya hadith se aisi ijazat milti hai ke huzoor ne aur shaba nay galyaoon aur tana tashneeh say kaam lya hoo. bare karam apne aur apne mutalqen keh haal par raham karain aur galat tareeqoo say apni baat ko sabit karne ki koshish na karain...

mujhe sirf quran wa hadith se jawab matloob hai degar sorat mai ap ka koi jawab qabile qabool nahi hoga maine pahle hi kahdya hai

post-1285-12519699755586.gif

Link to comment
Share on other sites

kharjioun ki yehi to baat hai ke wo kabhi koi baat mante nahi bas shour dal dete hain.

 

bid'at wali post se tum ne apne molvioun ki salaries ko to defend karne ki koshish kar li lekin Quran ke Aa'rab, Ruku etc. in sab ka kiya jawab do ge tum. aur Muhtaram Shareef Raza Bhai ne jo swalat kiye hain in ke ilawa bhi be-shumar aisi baatein hain jo tumhari bidat ki kasoti per pura utarti hain aur tum din rat un mein mashghool ho. unko choro abhi to tum meri Quran wali baat aur Muhtaram Shareef Raza Bhai wali baat ki hi jawab de do to bohat hai. aur shart wohi ke jawab Quran-o-Hadees se ho.

 

aur agar chotay rafizi ko apna title bura lagta hai to us ke liye mujhe shikayat na kare balke apne sheikhulkul ko .............. ;) because ye title usi ka diya hua hai mera nahi:rolleyes:

Link to comment
Share on other sites

JANAB Biddat par jo mawad ikhtta kya hai... yeh us waqt hum par hawi hota jab hum biddate sayeea ke qail hote aap yeh jawab dain aap jo khud ko ahle hadith kahlwate hen aur hadith ke naam par apni man mani fiqh chalate hen aur phir hadith ke silsile me osol e hadith asmae rijal ka sahara lete hen  kya is ka saboot quran wa hadith se lasakte hen biddat tu ye b howa ?

phir is ke ilawa sahab e karam ne jitni deni muamlat me changing ki un par bhi ilzam warid hoga jo huzoor nay nahi farmai tu kya mazALLAH sahaba bhi is hadith ke zumre me ayenge?

mazeed yeh keh jo net par aap apna tableeghi kaam karrhe hen ? kya quran wa hadith say sabit hai ?

agar nahi tu sab biddat hi howa na tu aap humain biddati kahrhay hain zara gaur karain apne phelay jaal main khud hi phansh rahay hen ....

note pahle in sawal ko clear karain aur dosri baat yahan durust languge use karain galyan aur bazari guftugoo aap ke idaroo main raaij hoogi...

ajeeb baat hai .dawa karte hen keh humare yahan sirf qala ALLAHO Aur Qala Rasol ALLAH ki awazain Buland hoti hai aur guftugoo itni low qulity ki yeh mera akhri sawal he kya hadith se aisi ijazat milti hai ke huzoor ne aur shaba nay galyaoon aur tana tashneeh say kaam lya hoo. bare karam apne aur apne mutalqen keh haal par raham karain aur galat tareeqoo say apni baat ko sabit karne ki koshish na karain...

mujhe sirf quran wa hadith se jawab matloob hai degar sorat mai ap ka koi jawab qabile qabool nahi hoga maine pahle  hi kahdya hai

 

Shareef raza sahab aap logonke muh se language durust karne ki baat zeba nahi deti..aap log doosron ko gaalian do wo bohot sawab ka kaam hay aur koi doosra zara taan o tashee karde to usko nasehatein ..Subhan Allah..kabhi apne radiating ali ki post parha karein lagta hay use IM walon ne bilkul belagam chora hoa hay jo ji chahay bakwas kaey jaey..koi poochne wala nahi hay..koi gali ka lofar aur awara kia langugae use karta hoga jo wo karta hay..aur aap log sirf muh dekhte ho..

 

 

sorry but ye haqeeqat hay..aik hadees aap ne suni hogi ke Rasool Allah  (saw) ne sahaba (ra) se farmaya tum me se kon ye pasand karta hay ke apne maa baap ko gali day to sahaba (ra) ne arz kia ke kon apne maa baap ko gaali dena chahy ga ..to Rasool Allah  (saw) ne farmaya ke doosron ke maa baap ko gaali dena aesa hi jaysa apne maa baap ko..jab tum doosronke maa baap ko gaali dogay to doosra bhi tumharay maa baap ko gaali dayga..

 

to please aap se request hay ke pehlay apne logonko ko check karein..

Link to comment
Share on other sites

JANAB Biddat par jo mawad ikhtta kya hai... yeh us waqt hum par hawi hota jab hum biddate sayeea ke qail hote aap yeh jawab dain aap jo khud ko ahle hadith kahlwate hen aur hadith ke naam par apni man mani fiqh chalate hen aur phir hadith ke silsile me osol e hadith asmae rijal ka sahara lete hen kya is ka saboot quran wa hadith se lasakte hen biddat tu ye b howa ?

phir is ke ilawa sahab e karam ne jitni deni muamlat me changing ki un par bhi ilzam warid hoga jo huzoor nay nahi farmai tu kya mazALLAH sahaba bhi is hadith ke zumre me ayenge?

mazeed yeh keh jo net par aap apna tableeghi kaam karrhe hen ? kya quran wa hadith say sabit hai ?

agar nahi tu sab biddat hi howa na tu aap humain biddati kahrhay hain zara gaur karain apne phelay jaal main khud hi phansh rahay hen ....

note pahle in sawal ko clear karain aur dosri baat yahan durust languge use karain galyan aur bazari guftugoo aap ke idaroo main raaij hoogi...

ajeeb baat hai .dawa karte hen keh humare yahan sirf qala ALLAHO Aur Qala Rasol ALLAH ki awazain Buland hoti hai aur guftugoo itni low qulity ki yeh mera akhri sawal he kya hadith se aisi ijazat milti hai ke huzoor ne aur shaba nay galyaoon aur tana tashneeh say kaam lya hoo. bare karam apne aur apne mutalqen keh haal par raham karain aur galat tareeqoo say apni baat ko sabit karne ki koshish na karain...

mujhe sirf quran wa hadith se jawab matloob hai degar sorat mai ap ka koi jawab qabile qabool nahi hoga maine pahle hi kahdya hai

post-1759-12519720338159.jpg

post-1759-12519720445527.jpg

Edited by Kafeel Ahmed Khan
Link to comment
Share on other sites

bismillah.gif

 

salam.gif to All muslims,

 

Bas ker do bohat watt lagadi aaap logon ne in brelvion ki.

 

Barai meharbani koi fid-deen aour lid-deen main farq batai ga?

 

 

salam.gif

 

Pakistan Main akser ap ne Heejron ko Dekha hoga , kuch tu Heejray hote hain kuch heejron k sathi hote hain , unka kaam heejron k Pechey Taliyan Marna hota hai .. Yehi Kaam Deobandi Yahan Ker Rahe hein . Khud tu kuch hota nahi tu wahbiyoon k pechey chupp ker Taliyan Maroo buss .. Tuff hai tumahri zindagi per .

 

Is post mein tu wahabi Hanafi , shafi , malaki aor tareeqat k 4 Silsalon ko b Bida't keh rahe hein , Jin ko tum b mante ho . tu ager hamari pitayi ho rahi hai tu it means k tum b Bida'ti ho laugh.gif Kuch tu Sharm ker , werna Hum Kahen tu Shiakyet hogi .

 

Jahan tak Zuban ka Ta'luk hai tu jab wahabi Imam e azam abu hanfia jaise shakhisyet per Quran Pora na Perhne aor is jaise dosri bakwas karen ge tu ager us per kisi ne wahabiyon ko Yazeed ki Aollad keh dia tu kia bura kia?? ap yazeed ko apna imam mante hein . aor ustaad b roohani baap hota hai , is mein aap logon ko ghusa nahi ana chaheye . Ya ALLAh Madad , Shahid aor mouwahid ki sab post sab k samne hein , bazari aor Luchar Zuban ap khud dekh sakte hein . aor Shahid Nazir ka Imam e Azam per tabbara b sab dekh sakte hein ...

 

Is leye acha yehi hoga k Debate kia jaye na k Olama per Tabbara . werna Zuban hum b rakhte hein .

Link to comment
Share on other sites

salam.gif

 

Pakistan Main akser ap ne Heejron ko Dekha hoga , kuch tu Heejray hote hain kuch heejron k sathi hote hain , unka kaam heejron k Pechey Taliyan Marna hota hai .. Yehi Kaam Deobandi Yahan Ker Rahe hein . Khud tu kuch hota nahi tu wahbiyoon k pechey chupp ker Taliyan Maroo buss .. Tuff hai tumahri zindagi per .

 

Is post mein tu wahabi Hanafi , shafi , malaki aor tareeqat k 4 Silsalon ko b Bida't keh rahe hein , Jin ko tum b mante ho . tu ager hamari pitayi ho rahi hai tu it means k tum b Bida'ti ho laugh.gif Kuch tu Sharm ker , werna Hum Kahen tu Shiakyet hogi .

Janab Zubair sahab aap ye Ahmad Raza ki Zuban kyon istemaal kernay lag jatay hain. Lagta hai unki kitaaboon kaa aap ne bohat mutallia kia hai. Behar haal Allah (azw) hi badla lega inshallah aap se jo zubaan aap ne istemaal ki hai. Main apna mua'amla Allah k supurd kerta hun.

Mere meethay meethay ghair islami ..... Aap ki ittela k lye arz hai wahabi nahi bulkay aap k molvi ne khud hi apni kitaab main biddat likha hai issi pe to wo aap ki watt laga rahay hain. Deobandion ne to apni kitaboon main Hanafi , shafi , malaki aor tareeqat k 4 Silsalon ko b Bida't nahi likha. ab aap point samajh gai hongai shayad. Aur next time apni zuban ki hifazat karain.Aashiq Rasool (saw) aisi zuban istemaal nahi kertay. Allah aap ko Hidayat de Aameen. Mazeed main is topic pe kuch nahi kehna chahta

Edited by mameenkhn
Link to comment
Share on other sites

Janab Zubair sahab aap ye Ahmad Raza ki Zuban kyon istemaal kernay lag jatay hain. Lagta hai unki kitaaboon kaa aap ne bohat mutallia kia hai. Behar haal Allah azw.gif hi badla lega inshallah aap se jo zubaan aap ne istemaal ki hai. Main apna mua'amla Allah k supurd kerta hun.

Mere meethay meethay ghair islami ..... Aap ki ittela k lye arz hai wahabi nahi bulkay aap k molvi ne khud hi apni kitaab main biddat likha hai issi pe to wo aap ki watt laga rahay hain. Deobandion ne to apni kitaboon main Hanafi , shafi , malaki aor tareeqat k 4 Silsalon ko b Bida't nahi likha. ab aap point samajh gai hongai shayad. Aur next time apni zuban ki hifazat karain.Aashiq Rasool saw.gif aisi zuban istemaal nahi kertay. Allah aap ko Hidayat de Aameen. Mazeed main is topic pe kuch nahi kehna chahta

 

 

Khan Sahab Kia Mian ne aap Ko Heejra kaha?? Mian ne tu Pakistan k Heejron ki Aik Misal di , aor Jo k Haqeeqat k oper Mabni Hai, Ab ager aap ne aapne ap ko Heejra Samjhna shoro ker dia hai tu main tu yehi keh Sakta hoon

" choor ki Dhari Main tinka "... Baki aap Samjhdar hein .

 

Khan Sahab Ager hamare koi Alim kisi cheeez ko Bid'at kahen tu Un ki Waat .. tu phir kia Khayal hai HAzret umr k barey mein , Ager himmet hai tu lagao wohi fatwa Hazret Umr k oper b . woh b Taraweh ki Jamat ko Bida't Keh rahe hein . Dekhtay hain ap ka insaf .

  • Like 1
Link to comment
Share on other sites

Wahabiya Nay Phir Jawab Goal Kardya hai (AstagfiruLLAH Azawajal)

Janab Aap Ki post mukammal Parh kar hi mene jawab likha hai aur isi liye code me yeh hadith likhi jisse biddat e hasana ka saboot milta hai... biddate sayyea waqai mana hai ab sahaba ka jo hawala dai rahe hen woh b tu aap ke khilaf hi haina aap khud chahrhe hen mee deep men ja jakar ap ko aap ki galtyan bataoo woh maslihat ki bina par hai aur yeh ?

aur phir joo apne tashreeh ki hai tu maine tu pahle hi ka thha sare sawal ka jawab quran hadith se ho main kisi ki nahi sunoonga aap se (kunke jo imam o ko galyan deta hai aur daleel abubkar jasas jo keh sahafi hen un ki deta hai sharam karni chahye ap ko) jab khud sakhta imam nahi man gharat fiqh nahi tu tashreeh main aap ne ahkam ul quran ki taqleed kyon ki? kya taqleed sirf un 4 aima ki mana hai ibne taymmiyah ki mana nahi hai....khair neche huimare aik islami bahi nay asani ke liye woh hadith bhi paish ki jin ka main ziker karrha thha us me tu hazrat umar nay kaha yeh kya achi biddat hai ? tu hazrat umar aur hamara qaul same howa ya nahi lafz biddat galat nahi balke biddate sayyea ghalat hai aur jo hadtith byan ki yeh mutlaq hai ya muqayyed ?

mutlaq wa muqayed ki ap ke nazdek kya hasiyat hai?

warna bukhari main jo hadith ureena hai us bare e ap kya moqqaf rakhte hen ? aur kutta agar bartan main chat lai tu 7 bar doho is baray main janab ka kya moqqaf hai aur umm ol momenen hazrat aisha siddeqa nay jo baligh ki razat ka sabit kya hai us baray main aap kis taraf jatay hain agar umm ol momenen ke moqqaf par tu degar sahaba aur degar umomo momenen say ikhtilaf kyon? sab quran wa hadith hi say sabit karain ........

.......jab quran wa hadith humain samjh nahi aati tu yahaan aap kya karne ayen hen ?

aap ko ijazat dene ka maqsad kya hai aap islah ke liye ayen hen ya fitna phelane ke liye?

gandi naali aur is tarah keh jo alfaz hai... in se parheez karain aap ki nisabi kutub me hoga humain yeh parhaya nahi jata ... main aap ko akhri bar warning deta hoon dosre forums par kam karne ke kuch adab hote hen... aur hum ne apne members ko control kya hai keh woh b aisi languge na use karain...aap khud sochain agar hum ijazat dai dain tu yeh loog aap ka kya haal karainge..

aap ne yahan qadam rakha hai yeh tu humari wusate qalbi hai...warna kitne wahabi ayee kitne wahabi gaye ....har aik kisi na kisi post main phans jata hai aur ap ke sath yehi ab hum karrhe hen tu aap cheekh rahe hen ...

..........jab munazra hota hai tu dalel di jati hai agr aap meri baat ka jawab nahi dete tu matlab yeh howa quran wa hadith aap ke paas nahi aap ki tu hum sunne se rahe ab kuch hi ghante rah gaye hen yeh topic par humari bohat behasain hochuki hai aur ALHUMDULLAH Sab clear hain...

..............hanif qureshi wale munazre men galyan nahi di gayi balke un ki galtoon par samjhaya gya hai...

Link to comment
Share on other sites

Faisal Sahab Zara Apne Shahid Wahabi ki post Mulahiza Fermain . Imam Sahab k Barey Main ye Kehna k Unho Ne Quran Poora Nahi Perha Aor mosoof Hadees se la ilm they .. Kia ye Imam Sahab Per tabbara Nahi tu kia hai ? Imam Sahab Kia Salaf main Shamil Nahi ? Jab k in comments ka Topic se b koi Link Nhai . tu ager is jaisa tabbara perh ker kisi bhai ko ghusa aa jaye tu phir shikayet kiyon ? aap log tabbara chor dein , tu hamare bhai b kuch nahi kahen ge .

 

Faisal Sahab quran ne nabi e kareem saw.gif k Gustakh ko harami Kaha hai . aor Munafiqeen jo Nabi e Kareem saw.gif k ilm k munkir they unko quran ne Khabees kaha hai . tu ager Imam Sahab k ksi gustakhi per kisi ne us ko Khabees keh dia tu Shikwa kiyon ?

 

Yaad Rahe k yeh Srif Aik Misal hai ... aise kaye text pesh kieye ja sakte hein .

post-3682-12520363375294.jpg

 

Ya ALLAH Madad ki Meethi Zuban b Dekh Lain .

post-3682-12520363715122.jpg

 

Yaad rahe k aap ka Shahid NAzeer wahabi in herkatoon ki Wajah se hi Deobandi Forum per ban ho chuka hai . ager is Forum per aap logon ko Khul ker Baat kerne di jati hai tu hamari Sharafat ka Na Jaiz faida mutt uthain .

jazak_allah.gif

Link to comment
Share on other sites

.......................

 

............................

 

.................

 

..............

 

shareef sahab aap logon ka hamesha yahi tareeka raha hay yahoodion ki tarah aik tukra dikha kar baqi chupatay ho..mann sanna wali hadees jis se aap log apni biddaton par istidlaal lete ho wo puri naqal kion nahi karte ..hamesha puri ayat ya hadees code ki jati hay..puri hadees yun hay..

 

 

Hazrat Jareer bin Abdullaah   (ra) rawayat kertay hein k hum din k shuru mein Rasool Allaah    (saw)k paas thay keh aap k paas kuch aisay loog aayay jo nangay badan thay, oon ki dhaari-daar chadaarain ya kambal daalay huay thay aur gardanon mein talwarein latkaayay huay thay, un ki aksareat Muz(d)ar qabeelay say, balkay saaray hi Muz(d)ar say thay. Jab Rasool Allah   (saw) nay un ki faaqa-zdgi ka mushahida farmaya to aap ka chehra muttaghayyar hoo gaya, aap (ghar k) andar tashreef lay gayay aur phir bahir aa gayay, bilal   (ra) ko hukam diya, unhoon ne aazaan di, phir  takbeer kahi aur Aap   (saw) nay namaz perhaee, phir logoon se khataab farmaya. Uss mein aap ne farmaya, logo! Apnay Uss Rab se daro jis ne tumhein aik jaan se paida kiya …. [surah Nisa, 4:1] aakhir yani raqeeba tak. Aap ne ye aayat tilawat farmaee. Iss k baad Surah Hashar ki ayat perhi “Aay eemaan walo! Allah say daro! Aur nafs ko chaheyay k uss nay kal (qayamat) k liay jo aagay bhaija hai, ussay daikhay”  farmaya har aadmi ko chaheyay k sadqa karay, deenar-o-darham ka, kapray ka, gndum k saa’ ka, khajoor k saa’ ka  hatta k farmaya, go khajoor ka aik tukra hi ho.  chunachay ansaar mein say aik aadmi aik thaili lay ker aaya .uss ki hathaili uss ko uthaanay se aajiz aa rahi thi balkay aajiz ho chuki thi, phir loog (lay lay ker) pai-dar-pai aatay rahay, yahan tak k mainay do dhair daikhay, aik saamaan khoraak ka aur doosra kaproon ka aur mainay Rasool Allah   (saw) ko daikha to aap ka chehra-e-anwar iss tarha chamak raha tha goya k wo soonay ka tukra hai. Phir Rasool Allah   (saw) nay farmaya, jis nay Islam mein koi acha tareeka jaari kiya to uss k liay uss ka apna ajar aur un tamaam logon ka ajar ho ga jo uss k baad uss per amal karein gay, baghair iss k keh un ko ajroon mein koi kami ki jayay aur jis nay Islam mein koi bura tareeka jari kiya to uss per uss k apnay gunah ka boojh aur un tamaam logon k gunahon ka boojh hoga jo uss per uss k baad amal karein gay. Baghair iss k keh un k gunahoon k boojh mein koi kami ki jayay.

[sahih Muslim, Kitab al-Zakat, Hadith#1017 ‘ Riyaad-us-Saliheen, Hadith#173]

 

SAAF NAZAR ARAHA HAY KE ACHA TARIKA SHROO KARNA KAI HAY YANI AIK AADMI NE PEHAL KI AUR SADQA KIA AB USKI DEKHA DEKHI DOOSRONKO TARGHEEB HOI ..TO BAQI SAB KA AJAR PEHLA WALA SHAKS LAY GIYA KIONKE USNE PEHAL KI ....

 

MAGAR BIDDATION KA KIA KIA JAEY PATA NAHI HAR SEEDI SAADHI BAAT SE GUMRAHI HI AKHAZ KAR LETE HEIN..aur phir kehte hein dekho mera deen hadees se sabit hay

 

Link to comment
Share on other sites

 

 

Phir Rasool Allah saw.gif nay farmaya, jis nay Islam mein koi acha tareeka jaari kiya to uss k liay uss ka apna ajar aur un tamaam logon ka ajar ho ga jo uss k baad uss per amal karein gay, baghair iss k keh un ko ajroon mein koi kami ki jayay aur jis nay Islam mein koi bura tareeka jari kiya to uss per uss k apnay gunah ka boojh aur un tamaam logon k gunahon ka boojh hoga jo uss per uss k baad amal karein gay. Baghair iss k keh un k gunahoon k boojh mein koi kami ki jayay.

[sahih Muslim, Kitab al-Zakat, Hadith#1017 ‘ Riyaad-us-Saliheen, Hadith#173]

 

 

 

salam.gif

 

Khud Hadees quote Ker rahe ho . k nabi e kareeem ne fermaya k "Jis ne Islam mein Koi acha tareeqa Jari Kia " ab isko sirf sadqa per limited ker dena kahan ka insaaf hai ?? tumhari di hoi hadees mein khud likah Hai k " Koi Acha tareeqa " . koi se murad sirf sadqa hota hai ? clear aor saaf baat hai k Jis ne Koi b acha tareeqa jari kia , ab woh kuch b ho , sirf acha hona chaheye . inshaALLAH us ko sawab mile ga.

 

Hadees ki man pasand taweelain na karo . Kharjiyoo.

Link to comment
Share on other sites

post-3682-12520406074688.jpg

 

Faisal Sahab Buqool aap k Bid'at tu gandgi aor gangdi mein achi ya buri kia ? Muhteram Kia bidat ki gandgi ko aap hazret umr se zyada samjhe hein?? kia ahzret umr ko malooom nahi tha , k bidat tu gand hai aor main isko Namaz k leye use ker raha hoon ?? kia aap hazret umr se zyada aqal mand hain?? Kia aap k nazdeek hazret umr b Bida'ti they ??

 

ALLAH AQAL DE AAP LOGON KO .

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

(saw)

 

(salam) 2 all sunnis

 

(azw)(ja) Muhtaram Shareef Raza Bhai, Muhtaram Ali Bhai aur Muhtaram Zubair Bhai. ALLAH (azw) apne PYARE HABIB AAQA-E-DO JAHAAN (saw) ke sadqa-e-pak se ap logoun ke ilm-oamal mein barkatein aur izafa farmae aur behtreen jaza ata farmae ... AMEEN

 

najdioun ki misal aisi hi hai jaise ke ....

 

ek larke ne apni maa se pucha ke kiya kawwa safaid hota hai? to us ne bola ke nahi. to larke ne kaha ke maa hota hai, kyun ke maine shart lagai hai ke kawwa safaid hota hai. uski maa boli beta tu har jae ga, kawwa safaid nahi hota. to larka bola ke amma main nahi haroun ga. maa boli wo kaise to kehne laga ke ...

"main manoo ga hi nahi to haroun ga kaise?"

 

samajhdar ko ishara kafi hota hai. lekin najdioun ke liye hi kaha gaya hai shayad ....

 

"mard-e-nadaan per kalam-e-narm-o-nazuk be-asar"

 

ps: oper sirf ek hikayat bayan ki gai hai deogand hazrat us kawway ki talash mein na nikal khare houn. :rolleyes:

Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...