Jump to content

Explaination Of Shirk


RadiatingAli

تجویز کردہ جواب

UnderStanding Concept Of Shirk.

.

Alhamdu'lillahi Rabil Alameen, Khaliqas'samawati wal ardeen. Was'salatu was'salamu ala say'yeedil mursaleen. Am'ma baad, fa'auzu'billahi ma'nishayta'nir'rajeem. Bismilla hir'rahma nir'raheem.

 

Bismillah! In this time of Trial & Tribulations the Ummah of RasoolAllah (saw) as been devided among warring sects. The fundamental cause of this dis-unity and spread of Ilhad [atheism] and biddati concepts is misunderstanding of the doctrine of Tawheed & Shirk.

 

My objective is to deal with the fundamental problem which is deviding the Ummah, once the foundation of all disputes is corrected, Inshallah the remaining disputes which are based on this will autometically be explained.

 

This article will Inshallah will be expanded to include the evidences for each form of Shirk from Quran & Sunnah.

 

Definition Of Shirk according to Shariah: Joining a partner with Allah in absolute terms, to believe that Allah has a Equale-Partner, who shares with Allah power, attributes, on equal terms.

 

Shirk Of Attributes: A form of Shirk in which attributes of Allah are given to the CREATION of Allah.

 

Note: Seeing, Hearing, Knowing, Sustainer, etc: All are Attributes of Allah tallah, but the Makhlooq of Allah does share with Allah these ATTRIBUTES, and stating this fact does not mount to SHIRK. Allah tallah as out of His will as confered these Atributes to His creation, and the quantity of these Attributes differes from invidual to invidual as well as between Allah and His creation.

 

Attributes Of Allah & Their Qauntity:

 

Allah, Sees, Hears, Knows ALL, none is hidden from him NOT EVEN A ATOMS WEIGHT, He Sees ABSOLUTELY EVERYTHING, He Hears ABSOLUTELY EVERYTHING, He Knows PAST, PRESENT, FUTURE, ABSOLUTELY EVERYTHING that has happened in these THREE TIME PERIODS. Allahs Seeing, Hearing, Knowing is absolute in every term, neither He makes mistake in judgment on WHAT HE SAW, HEARD, AND KNOWS, nor its part of His Attributes to make such mistakes. He is Perfect in every Attribute.

 

Attributes of Creation & And Their Limitations:

 

Creation's attributes variy, some can see/hear more clearly then the other, some are blind/deaf, some become blind/deaf in old age, some become blind/deaf because of exidents. Their ability of "Knowing" is dependant on the five senses. With exception to Ambiyah (Allaimus Salam) Awliyah-Allah, depending upon their respected position, who are instructed by Wahi {Revelation} or 'Ilm e Ladunvi' {<---Urdu'nised rendering,"Divine Guidance" - Surah Al Kahf {18] Verse 65} as well as their five senses which they share with human beings and Jins etc;

 

Since the quantity of these attributes deppences on he organs which collect the information. Then relay this information to the brain for processing, and then brain determines the quantity, what it saw, heard, and how much it knows. Due to this fact human & Jin knowledge is defective, incomplete.

What Consitute 'Shirk Of Attributes':

 

*{}* If X claims that He/She SEES everything - JUST LIKE ALLAH

*{}* If X claims that He/She HEARS everything - JUST LIKE ALLAH

*{}* If X claims that He/She KNOWS everything - JUST LIKE ALLAH

 

Or takes any Attribute of Allah and implies that X is equal with Allah in this Attribute, it would be Shirk Al Akhbar, which in other words results in KUFR. Any creation if it takes the attribute of Allah which Allah shares with creation and implies that X is ABSOLUTELY EQUAL WITH Allah is this respect, such a person is MUSHRIK & KAFFIR.

 

It would not mount to Shirk, if a person states that I am seeing or he is seeing, because for it to be SHIRK the similarity has be ABSOLUTE, if there is similarity on PARTIAL basis its not shirk.

 

{} To make Haram a Halal is, SHIRK OF ATTRIBUTES / To make Halal a Haram is, SHIRK OF ATTRIBUTES :- This right is only with Allah. Who so ever declares a HALAL as HARAM, IS KAFFIR, MUSHRIK, FILTHY KAFFIR WORSE KAFFIR THEN A HINDU KAFFIR [surah 9:31].

 

Example A: A individual was TO BELIEVE IN TOTAL/ABSOLUTE independence of Malik-ul-Maut from Allah authority OR holds to the belief that Malik-Ul-Maut takes life of out of his own choice, such person commits Shirk of Attributes, such a person is KAFIR.

 

{A person who believes that “Malik ul Maut” takes life of a person with the permission of Allah, with power given by Allah is a Muslim, and such a individual holds to the correct belief.}

 

Example B: ANYONE WHO BELIEVES THAT THESE MIRACLES WERE PERFORMED INDEPENDENT OF ALLAH’S GIVEN POWER AND AUTHORITY COMMIT SHIRK OF ATTRIBUTES SUCH A PERSON TOO IS KAFIR.

 

{Correct belief about the Miracles of the Prophets is that such as Musa (Allaihe Salam)'s miracle of rope turning into a snake, Isa [as] bringing the birds of clay to life, and Prophet Muhammed (saw), the beloved messenger of Allah, splitting the moon, all were performed with the power and permission of Allah.}

 

Shirk Of Worship: To bow down to a CREATION of Allah with the intention of worshiping, that creation.

 

*{}* BOWING DOWN TO IDOL WITH THE INTENTION OF WORSHIP.

*{}* BOWING DOWN TO A LIVING-PERSON / DEAD-PERSON WITH THE INTENTION OF WORSHIP.

*{}* BOWING TO ANY CREATION OF ALLAH WITH INTENTION OF WORSHIP.

*{}* CONSIDERING A CREATION OF ALLAH TO BE WORTHY OF WORSHIP

 

This form Shirk is Kufar.

 

Shirk of Relations: A form of Shirk in which Allah is associated with partner.

 

*{}*In which Allah is Associated with Daughters.

*{}*In which Allah is Associated with Parents.

*{}*In which Allah is Associated with Children.

 

This form of Shirk is KUFAR.

 

Shirk of Pride: [Ar-Riya]- A form of Shirk in which a person takes pride because of certain acheivement.

 

This form of shirk is NOT KUFAR.

 

Hidden “Shirk”: This form of Shirk, is of when a person UNINTENTIONALLY attributes with a X object, a attribute which is not its own [Zati] ATTRIBUTE, but it has been conferred [Atah/Atahi] to it by Allah. And that ATTRIBUTE remains in the control of Allah.

 

*{}* Its is said that knife cuts,

*{}* Its said that fire burns

 

{<>} Aqeedah of Ahlus Sunnah Wal-Jammah is that its not knives nature to cut, because had that been the case, then it would have cut Hazrat Ismail (Allaihe Salam) when his father wished to sacrifice him in the cause of Allah.

 

{<>} Aqeedah of Ahlus Sunnah Wal Jammah is that fire does not burn because had the nature of fire been to burn it would have burnt Ibrahim (Allaihe Salam) when he was thrown into the pit of fire by Mushriqeen.

 

Important Note: This definition of “Shirk” should not be used in connection with: Muhammedur’RasoolAllah (saw), Ambiyah (Allaihemus Salam), Sahabah (Ridwanullahe Ta'la Allaihe Ajmain), Awliyah-Allah, who so ever does so, has transgressed the boundaries of Quran and Sunnah. When reffering to this group of people make refference of it has Tawheed Al Akbar, say they believed that EVERYTHING THAT HAPPENS IS IN CONTROL OF ALLAH.

 

Ibrahim (AllaiheSalam) believed that nothing happens without the will of Allah, Knife wont cut without the will of Allah, Ismail (Allaihe Salam) believed that Knife will not until Allah wishes so. When Allah commanded the knife to cut, then Allah substituted Ismail (Allaihe Salam) with a lamb.

 

Ibrahim (Allaihe Salam) was thrown in fire, he didn’t call on his relatives to save him from the burning fire, he sat in fire, and when Gibraeel (Allaihe Salam) came to help, Ibrahim (Allaihe Salam) said O Gibraeel! as Allah sent you or have you come out of your own choice, he replied out of my own choice. Then Ibrahim [as] told Gibraeel [as] then don’t assist me, its Allah’s decision. Allah ordered the fire to be COOL. This is Tawheed Al Akhbar.

 

Second Note: All excluding the above are included in this definition of shirk. This form of “shirk” is neither KUFAR nor offensive in anyway, because its part of our fitrah. Allah does not hold us accountable for whats our Fitrah, but we are only accountable which are can be controlled by us.

 

{<>} Its quite dangerous to classify this as “shirk”. I seek refuge in Allah from misguidance of Iblis. O Allah I seek your forgiveness if I be the cause of Fitna or play a part in someone being mislead.

 

IMPORTANT NOTE: There is a verse in the Quran which states that Rasool Allah (saw) rejection is rejection of all the Prophets [cant recall the passage in the Quran] that came before him. How can rejection of one Rasool (saw) be the rejection of all the Messengers that had come before him? Answer is very simple, Prophets had brought different Sharia, which suited to the conditions of a nation and those who acted upon this Shariah indeed followed the Shariah of the all former Messengers (Allaihemus Salam). And the difference in the Shariah of RasoolAllah (saw) would not mean that those people who adhered to the Sharia of former Prophets rejected the Shariah of RasoolAllah (saw). But all PROPHETS had brought one thing which was unchanged through out ages from ADAM (Allaihe Salam) to the time of Muhammed (saw), and that is the understanding of “Tawheed & Shirk”. In this context one who rejects the message of Tawheed [shirk] given by RasoolAllah (saw) has rejected all the Prophets. Because every prophet was sent by Allah to take people back to the very reason for which Allah created us, His Worship. Without sound understanding of Allah’s Attributes, and without understanding fundamentals of Tawheed the worship of Allah would have been vain. Therefore Allah sent Prophets/Messengers to distinguish between Tawheed & Shirk and then commonded them to teach their followers ways of worship of Allah. Therefore the fundamental message of all Prophets/Messengers was TAWHEED, rejection of RasoolAllah’s (saw) Tawheedi message, would mount to rejecting all the Prophets/Messengers that had come before him.

 

Definition of Shirk does not change according to time. What WAS shirk at the beginning of the creation WILL REMAIN shirk till the DAY OF JUDGEMENT, because Allah does not change, He remains One and will remain One. The ihkaam which He has subjected His Creation to, will change. Halal will become haram, haram will become halal according to particular situation of a people, but this change of ihkaam, will not be in the regards to the understanding of “Shirk & Tawheed”. One who believes that definition of Shirk was improved upon by Allah attributes ignorance to Allah, and such a person is KAFIR.

 

Muhammed Ali

Link to comment
Share on other sites

Aur agar Shirk e Sifaat ko detail meh perna heh toh phir:

 

* http://www.orkut.com/Main#CommMsgs?cmm=29666912&tid=2524548031034970190

 

Pehlay is qabil ho jaho kay tum Tawheed aur Shirk ko samjoh, phir fatwah baazi kerna. Nah Alif ka pata nah bey ka pata aur mufti ban gaya.

 

Tummeh ziyada pata heh nah Tawheed aur Shirk ka toh Shirk kee definition ko mad e nazr rakh ker is point ka jawab deh doh:

 

* Farishtoon ka Sajdah joh Tazeem e Adam alayhis salam meh deeya gaya, Shirk Fil Ibadat keyun nahin?

* Hindu ka Sajdah joh Tazeeem e Rama Karishna Seeta Geeta Snake and Elephant gods ko keeya jata heh Shirk Fil Ibadat keyun heh?

 

Sawaal ka jawab, Shirk kee definition kay dahiray meh ho, wazahat Shirk kee definition kay mutabq ho, kaheen yeh nah ho kay tum kehna shoroon ho jaho, Allah ka hokam thah farishtoon ko is leyeh Shirk nahin ... awal yeh excuse sirf musalmaan hee maan sakta heh, Hindu, Isa'ee, Yahoodi kabi kabool nahin keray ga keyun kay woh Musalman aur un ka Allah aur Quran per Imaan nahin is leyeh woh is excuse ko mosterad ker denh gay, Shirk kee definition kay mutabiq esa jawab doh jis ka har fard qabol kernay per majbor ho.

 

Agar tum nay Shirk kee definition ko pera aur samja aur Tawheed ko samja heh toh jawab deh sako gay, warna yeh fatwah lagana aap Muhammed Ali Razawi kay leyeh hee chor denh. Aur chup ker kay Kalmah per ker sachay pakkay Musalmaan aur Sunni ho jahen aur meri shagirdi keren meh tummeh Tawheed aur Shirk perwa samja bee doon ga.

 

Aakhar meh arz heh jawab Shirk kee definition kay mutabiq ho, agay peechay kee chavlen marnay kee zeroorat nahin, meh sirf dekhna chahta hoon kay tummeh Shirk kee definition pata be heh ya nahin.

 

Muhammed Ali Razavi

Link to comment
Share on other sites

Aur agar Shirk e Sifaat ko detail meh perna heh toh phir:

 

* http://www.orkut.com...548031034970190

 

Pehlay is qabil ho jaho kay tum Tawheed aur Shirk ko samjoh, phir fatwah baazi kerna. Nah Alif ka pata nah bey ka pata aur mufti ban gaya.

 

Tummeh ziyada pata heh nah Tawheed aur Shirk ka toh Shirk kee definition ko mad e nazr rakh ker is point ka jawab deh doh:

 

* Farishtoon ka Sajdah joh Tazeem e Adam alayhis salam meh deeya gaya, Shirk Fil Ibadat keyun nahin?

* Hindu ka Sajdah joh Tazeeem e Rama Karishna Seeta Geeta Snake and Elephant gods ko keeya jata heh Shirk Fil Ibadat keyun heh?

 

Sawaal ka jawab, Shirk kee definition kay dahiray meh ho, wazahat Shirk kee definition kay mutabq ho, kaheen yeh nah ho kay tum kehna shoroon ho jaho, Allah ka hokam thah farishtoon ko is leyeh Shirk nahin ... awal yeh excuse sirf musalmaan hee maan sakta heh, Hindu, Isa'ee, Yahoodi kabi kabool nahin keray ga keyun kay woh Musalman aur un ka Allah aur Quran per Imaan nahin is leyeh woh is excuse ko mosterad ker denh gay, Shirk kee definition kay mutabiq esa jawab doh jis ka har fard qabol kernay per majbor ho.

 

Agar tum nay Shirk kee definition ko pera aur samja aur Tawheed ko samja heh toh jawab deh sako gay, warna yeh fatwah lagana aap Muhammed Ali Razawi kay leyeh hee chor denh. Aur chup ker kay Kalmah per ker sachay pakkay Musalmaan aur Sunni ho jahen aur meri shagirdi keren meh tummeh Tawheed aur Shirk perwa samja bee doon ga.

 

Aakhar meh arz heh jawab Shirk kee definition kay mutabiq ho, agay peechay kee chavlen marnay kee zeroorat nahin, meh sirf dekhna chahta hoon kay tummeh Shirk kee definition pata be heh ya nahin.

 

Muhammed Ali Razavi

 

Tumharay jahilana sawal ka jawab ye hay ke "Hum apne kisi bhi amal ko jo kuch Aasmaano mein ho raha hay us say compare nahi kar sakte aur na hi Farishto ke kisi FEL ko hujjat bana sakte hein..Aasmano par to hisaab kitaab hi alag hay , wo to aik alag hi dunya hay aur sab se barh kar Farishte to nafs ke sharr se bilkul paak hein..Aur hum insaan sarapa shar hein..Farshto se kion sajda karaya Allah ka ye Raaz Allah hi jaante hein..kisi ko bhi ye raaz nahi pata aur kahin se ye sabit nahi hay ke Farishto ke sajde ko hum hujjat bana sakte hein..ye sirf jahalat ke siwa kuch bhi nahi hay..

 

Farishte to 24 hours koi sajde mein hay , koi ruku mein koi kisi position mein koi kisi position mein aur is ke ilawa unko aur koi kaam nahi hay, wo nafs ke sharr se paak hein wo wohi karte hein jo Allah unko humum dete hein, wo to 24 hours Allah ki ibadat karte hein,kia hum sab kaam chor kar 24 hours sirf ibadat kar sakte hein, wahan ka to aik din 1000 saal ke barabar hay, ye tumhari kon si shariyat hay ke hamare Nabi ne to farmaya ke agar sajdah karna Allah ke siwa kisi ko jaiz hota to men aurto ko hokum deta ke apne shohar ko sajda karein…

Saaf tor se mana farma diya Allah ke Rasool ne phir bhi hum shariyat se ooncha urna chatay hein aur Aasmaan walo ke fel se baghir kisi ilm ke hujjat pakar kar ghair Allah ko sajda karna chahatay hein..

 

ASTAGHFIRULLAH

 

 

 

 

post-3062-12542115562857.jpg

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)
"Tumharay jahilana sawal ka jawab ye hay ke "Hum apne kisi bhi amal ko jo kuch Aasmaano mein ho raha hay us say compare nahi kar sakte aur na hi Farishto ke kisi FEL ko hujjat bana sakte hein..Aasmano par to hisaab kitaab hi alag hay , wo to aik alag hi dunya hay aur sab se barh kar Farishte to nafs ke sharr se bilkul paak hein..Aur hum insaan sarapa shar hein..Farshto se kion sajda karaya Allah ka ye Raaz Allah hi jaante hein..kisi ko bhi ye raaz nahi pata aur kahin se ye sabit nahi hay ke Farishto ke sajde ko hum hujjat bana sakte hein..ye sirf jahalat ke siwa kuch bhi nahi hay..

 

Farishte to 24 hours koi sajde mein hay , koi ruku mein koi kisi position mein koi kisi position mein aur is ke ilawa unko aur koi kaam nahi hay, wo nafs ke sharr se paak hein wo wohi karte hein jo Allah unko humum dete hein, wo to 24 hours Allah ki ibadat karte hein,kia hum sab kaam chor kar 24 hours sirf ibadat kar sakte hein, wahan ka to aik din 1000 saal ke barabar hay, ye tumhari kon si shariyat hay ke hamare Nabi ne to farmaya ke agar sajdah karna Allah ke siwa kisi ko jaiz hota to men aurto ko hokum deta ke apne shohar ko sajda karein…

Saaf tor se mana farma diya Allah ke Rasool ne phir bhi hum shariyat se ooncha urna chatay hein aur Aasmaan walo ke fel se baghir kisi ilm ke hujjat pakar kar ghair Allah ko sajda karna chahatay hein.."

 

Jee amal Ibadat ka asmanoon meh ho ya zameen per ho, kernay wala farishta ho ya jinn ya insaan compare keeya ja sakta heh. Aur meh nay Farishtoon kay fel'h ko hujjat nahin banaya, meh nay kahan per likha heh kay Farishtoon nay Adam alayhis salam ko Sajdah keeya is say sabat huwa kay ghairullah ko sajdah kerna jaiz heh?

 

Ahle Sunnat Wal Jammat ka aqeedah o Maslak perh, agar kohi ghairullah ko ibadat kee niyat say sajdah kerta heh toh Mushrik o Kaffir heh, aur agar kohi ghairullah ko sajdah e tazeemi jesay farishtoon nay Adam alayhis salam ko keeya thah toh esa kernay wala murtaqib e haram, murtaqib e haram, aur gunna e qabira ka murtaqib, balkay kuffr kee had taq puncha aur tajdeed e imaan lazam huwi, bashart e Sharahit e Sajdah poori hoon toh. Keyun kay Sajdah e Tazeemi kee ijazat Ummat e RasoolAllah, Shariat e RasoolAllah meh kissi ko be nahin, aur jesa kay meray anparh 'fazal' dost nay hadith pesh kee thee kay agar ghairullah ko sajdah kee shar'an ijazat hoti toh phir biwi ko hokam hota kay khawand ko sajdah e tazeemi keray. RasolAllah ka Sajdah e tazeemi say rokna, us kee hurmat, yehni us ko haram kerta heh, jesa kay Qabr ka masjid meh banana haram heh, magar Shirk nahin, han agar us kee ibadat kee jahay toh phir logh Mushrik hoon gay magar sirf qabar banahi jahay toh jinoon nay banahi heh unoon nay haram per amal keeya aur un ko guna e qabira ka murtaqib mana jahay ga.

 

Apni taraf say qiyaas arahi nah keeya kero, is qiyaas arahi nay tummeh kaffir ker deeya heh apni filosophy martay ho mantaq martay ho, joh baat meh nay kahee nahin tum nay qiyaas say garh leeh sirf joh likha jata heh us ko pero aur qiyaas say kahani mat gara kero.

 

Tum nay meray sawalaat ka jawab nahin deeya balkay un ko ignore ker deeya, ek dafa phir pesh e khidmat hen.

 

Quran meh Yusuf Alayhis Salam kay walid Yunus alayhis Salam joh Allah kay Nabi thay, unoon nay Yusuf alayhis salam ko Sajdah keeya:

 

Surah Yusuf {12} Verse 100: "And he raised his parents high on the throne (of dignity), and they fell down in prostration, (all) before him. He said: "O my father! this is the fulfilment of my vision of old! Allah hath made it come true! ..."

 

Sawaalat yeh hen:

 

* Yunus alayhis salam Allah kay Nabi unoon nay ek aur Nabi Yusuf alayhis salam ko Sajdah tazeemi keeya, Mushrik keyun nahin thay.

* Farishtoon ka Sajdah joh Tazeem e Adam alayhis salam meh deeya gaya, Shirk Fil Ibadat keyun nahin?

* Hindu ka Sajdah joh Tazeeem e Rama Karishna Seeta Geeta Snake and Elephant gods ko keeya jata heh Shirk Fil Ibadat keyun heh?

 

Na khanjar uthay ga nah talwar tum say,

Yeh bazoo meray azahay huway hen,

 

Mot'h ahay gee magar Wahabi ko jawab nahin ahay ga, tea cup meh chalang laga ker khud khashi ker sakta heh aur esa ho sakta heh magar Wahabi Raiwindi say in teen sawalaat ka hal hona muhaal heh.

 

Jis ko Shirk ka pata nahin woh kabi Tawheed ko samaj nahin sakta, jis ko din ka pata nahin woh raat ko khaaq pehchanay ga, Tawheed ko jan'nay kay leyeh Shirk ko jan'na zeroori heh, tum pehlay Shirk kee istilah ko samjoh Shirk pero, phir muj say behas kerna.

 

Muhammed Ali Razavi

Edited by RadiatingAli
Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

Shirk kay thekay'daroon kee chup keyun ho gaee.

 

Sawaalat yeh hen:

* Yaqoob alayhis salam Allah kay Nabi unoon nay ek aur Nabi Yusuf alayhis salam ko Sajdah tazeemi keeya, Mushrik keyun nahin thay.

* Farishtoon ka Sajdah joh Tazeem e Adam alayhis salam meh deeya gaya, Shirk Fil Ibadat keyun nahin?

* Hindu ka Sajdah joh Tazeeem e Rama Karishna Seeta Geeta Snake and Elephant gods ko keeya jata heh Shirk Fil Ibadat keyun heh?

* Namaz meh Niyat Ibadat e Illahi kee ho, agay Imam khara ho aur us kay peechay kharay ho ker Sajday kerna, qayam krna, rakooh kerna, tajjud meh bethna, salam phirna, Shirk Fil Ibadat keyun nahin?

*Shirk e Akhbar, Aqahid kee waja say lazam ata heh ya Amaal kee waja say?

 

Guzarish heh, aap jawab denh, khaloos e niyat say hee denh. Agar aap in sawaloon ko jawabat nahin deh saktay toh yaqeen keren aap Shirk ko samjay hee nahin, aur Shirk kee samaj kay begher aap kee Tawheed ka feham naqas heh.

Edited by RadiatingAli
Link to comment
Share on other sites

  • 11 years later...
Quote

 

Sawaalat yeh hen:

* Yaqoob alayhis salam Allah kay Nabi unoon nay ek aur Nabi Yusuf alayhis salam ko Sajdah tazeemi keeya, Mushrik keyun nahin thay.
* Farishtoon ka Sajdah joh Tazeem e Adam alayhis salam meh deeya gaya, Shirk Fil Ibadat keyun nahin?
* Hindu ka Sajdah joh Tazeeem e Rama Karishna Seeta Geeta Snake and Elephant gods ko keeya jata heh Shirk Fil Ibadat keyun heh?
* Namaz meh Niyat Ibadat e Illahi kee ho, agay Imam khara ho aur us kay peechay kharay ho ker Sajday kerna, qayam krna, rakooh kerna, tajjud meh bethna, salam phirna, Shirk Fil Ibadat keyun nahin?
*Shirk e Akhbar, Aqahid kee waja say lazam ata heh ya Amaal kee waja say?

 

11 saal baad mein apnay sawaloon ka jawab likh deta hoon. Deobandi/Wahhabi la-jawab rahay toh mein hi wazahat kar doon.

Pehlay doh sawaloon:

* Yaqoob alayhis salam Allah kay Nabi unoon nay ek aur Nabi Yusuf alayhis salam ko Sajdah tazeemi keeya, Mushrik keyun nahin thay.
* Farishtoon ka Sajdah joh Tazeem e Adam alayhis salam meh deeya gaya, Shirk Fil Ibadat keyun nahin?

Yaqoob (alayhis salam) aur farishtay Shirk kay murtaqib aur Mushrik nah honay kee waja yeh thee keh: SAJDA ko IBADAT bananay wala aqeedah aur niyat mojood nahin thee. Yehni Nabi Yaqoob (alayhis salam) aur Farishtoon ka aqeedah nahin thah kay jin ko woh Sajdah e tazeemi kar rahay hen woh ILAH/RABB/MALIK/KHALIQ waghayra thay balkay abdullah jaan/maan kar Sajdah e tazeemi keeya. Is waja say Sajdah Shirki nahin thah. Dosri waja kay IBADAT wasteh NIYAT E IBADAT lazam heh. Ilah/Ma'bud ko pukarna aur Sajdah IBADAT ki niyat say karnay say SAJDAH ibadat ka banta heh. Yaqoob (alayhis salaam) aur Farishtoon nay joh Sajdah tazeemi keeya woh in donoon say khali thah is waja say ibadat nah huwi aur woh Mushrik nah huway.

Tesra aur chotha sawaal:

* Hindu ka Sajdah joh Tazeeem e Rama Karishna Seeta Geeta Snake and Elephant gods ko keeya jata heh Shirk Fil Ibadat keyun heh?

Pehlay doh sawaloon kay jawab say wazia huwa kay asal waja Shirk aqeedah aur niyat banti heh amaal ussee waqt Shirki hotay hen jab aqeedah Shirki ho aur phir niyaat e ibadat say kohi amal keeya jahay toh ibadat lazam hoti heh. Hindu ka aqeedah heh keh woh buttoon ko khuda manta heh aur deeghir amaal ibadat buttoon ki ibadat ki niyat say karta heh jis waja say Mushrik ho jata heh.

Chotha sawal:

* Namaz meh Niyat Ibadat e Illahi kee ho, agay Imam khara ho aur us kay peechay kharay ho ker Sajday kerna, qayam krna, rakooh kerna, tajjud meh bethna, salam phirna, Shirk Fil Ibadat keyun nahin?

Is ka jawab pehlay sawal kay jawab say hi heh. Namazi cha-hay Imam peechay kharay hoon aur agay banda ho, idol ho, car ho, Kabah ho, qabr ho, mazaar ho, kuch bi ho bazahir amal ko dekh kar yeh tayyun nahin keeya ja sakta kay yeh us ki ibadat kar raha heh. Keun kay aisay agar tayyun keeya jata toh phir Kabah pooja ka ilzaam bi lagaya ja sakta heh. Shirk aur Ibadat is waja say nahin keun kay joh Namazi hen woh nah toh Imam ki Ibadat ki niyat say us kay peecha jama hotay hen aur nah us ko Ilah yehni mabud mantay hen. Balkay woh sirf aur sirf Allah ki ibadat wasteh kharay hotay hen aur jaisi niyat aur aqeedah waisay hi amal ginna jahay ga.

Akhir mein:

*Shirk e Akhbar, Aqahid kee waja say lazam ata heh ya Amaal kee waja say?

Islam mein Shirk e akbar aqahid ki bunyad par lazam ata heh amaal ki bunyad par nahin. Allah ko baghayr Ilah/Allah manay sajda ibadat us ki Ibadat nahin. Isee tera Allah ko Ilah maan kar mabud man kar magr niyat ibadat nah ho sirf sajdah karna maqsood ho toh phir bi ibadat nahin hoti. Ghayrullah ki Ibadat asallan Kufr heh Shirk nahin. Ibadat ko Shirk is leyeh tehraya jata heh keun kay us mein Shirki aqahid ka zikr hota heh. Yeh sab maloom honay kay baad yeh bi jaan lena chahyeh keh Wahhabi/Deobandi hazraat Shirk/Kufr ko amaal ki bunyad par janchtay hen aur amaal ki bunyad par hi fatwah Shirk/Kufr jari kartay hen. Qabr ko Sajdah kartay dekha foran Shirk ka hukm jaari kar deeya. Kissi ko waseelah istighathah ka amal kartay suna toh fori Shirk aur Kufr, Kafir Mushrik ka fatwah jari kar deeya. Yeh tareeqa e wardat Islam ki taleem kay khilaaf heh keun kay Shirk aqahid ki bunyad jancha jata heh nah keh amaal ki bunyad par. Is ghalti ki waja say Deobandi/Wahhabi na-haq Musalmanoon ko Kafir/Mushrik tehra kar qatal kartay rahay hen aur qatal ko jaiz aur sawab samajtay hen.
 

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...