Jump to content

Taqi Usmani Kafir Ya Mushrik ?


Ghulam E Mustafa

تجویز کردہ جواب

bismillah.gif

saw.gif

 

 

Kis kitab may yeh aya hay k khawab sya aqayd sabit hotey hay..

Pehlay ye sabit karo phir jo ap apnay 4 natayj ya aqeeday nikalay wo bhi inshallah hum ghalat sabit karengay.

  1. Hayat un Nabi saw.gif k Ulema e Deoband Hamesha se qail hain. Balkay is k munkir ko Kharij al Islam samajhtay hain. Tafseel k leye Taskeen us Sudoor az Allama Sarfaraz Khan Safdar rehmatullah Mulahiza ho.Aap log jhota propaganda na karain.
  2. Point no. 2 aur Point no 3 main kya farkh hai. Ye koi Brelvi batai ga.
  3. ilm e ghaib sirf Allah ki sifat hai. Allah kisi ko kuch khabar de dai to ye Izhar e ghaib, ittela e ghaib, Amba e ghaib aur Akhbar e ghaib hoga na k ilm e ghaib. Izhar e ghaib, ittela e ghaib, Amba e ghaib aur Akhbar e ghaib k Ulema e Deoband bhi Qail hain.Yahan aik sawal hai, K jab Huzoor saw.gif k ilm e ghaib hai k Ummat pe azaab aanay k andesha hai to ye bhi ilm hoga k Azaab aaiga k nahi. Agar aaiga ya nahi aai ga ye baat pata hai to Surah Shams ka Amal kyon batlaya?
  4. Ye bataiye k ye madad ma foqul Asbab hai ye Tahtul Asbab hai?

Aap k Ahmad Raza ne apnay malfuzat main Muslim ki Hadees ko naqal kiya hai aur ussay sahi kaha hai. K Imam ul Ambiya saw.gif ghar main tashreef farma thai aur aap k palang k nichay kuttay ka pilla tha aur aap ko is ki khabar bhi nahi thi, balkay jibreel k batanay se pata chala. aur ye bhi jibraeel ka batanay se pata chala k Farishtay us ghar main nahi aatay jis main Kutta ya Tasweer ho. Batao ab Muslim aur Alahazrat pay kya fatwa hai?

Edited by mameenkhn
Link to comment
Share on other sites

bismillah.gif

(saw)

 

 

Kis kitab may yeh aya hay k khawab sya aqayd sabit hotey hay..

Pehlay ye sabit karo phir jo ap apnay 4 natayj ya aqeeday nikalay wo bhi inshallah hum ghalat sabit karengay.

  1. Hayat un Nabi (saw) k Ulema e Deoband Hamesha se qail hain. Balkay is k munkir ko Kharij al Islam samajhtay hain. Tafseel k leye Taskeen us Sudoor az Allama Sarfaraz Khan Safdar rehmatullah Mulahiza ho.Aap log jhota propaganda na karain.
  2. Point no. 2 aur Point no 3 main kya farkh hai. Ye koi Brelvi batai ga.
  3. ilm e ghaib sirf Allah ki sifat hai. Allah kisi ko kuch khabar de dai to ye Izhar e ghaib, ittela e ghaib, Amba e ghaib aur Akhbar e ghaib hoga na k ilm e ghaib. Izhar e ghaib, ittela e ghaib, Amba e ghaib aur Akhbar e ghaib k Ulema e Deoband bhi Qail hain.Yahan aik sawal hai, K jab Huzoor (saw) k ilm e ghaib hai k Ummat pe azaab aanay k andesha hai to ye bhi ilm hoga k Azaab aaiga k nahi. Agar aaiga ya nahi aai ga ye baat pata hai to Surah Shams ka Amal kyon batlaya?
  4. Ye bataiye k ye madad ma foqul Asbab hai ye Tahtul Asbab hai?

Aap k Ahmad Raza ne apnay malfuzat main Muslim ki Hadees ko naqal kiya hai aur ussay sahi kaha hai. K Imam ul Ambiya (saw) ghar main tashreef farma thai aur aap k palang k nichay kuttay ka pilla tha aur aap ko is ki khabar bhi nahi thi, balkay jibreel k batanay se pata chala. aur ye bhi jibraeel ka batanay se pata chala k Farishtay us ghar main nahi aatay jis main Kutta ya Tasweer ho. Batao ab Muslim aur Alahazrat pay kya fatwa hai?

 

چلیے آپ کہتے ہیں کہ خواب سے عقائد ثابت نہیں ہوتے، تو حضرت یہ تو پھر آپ تقی عثمانی سے پوچھہئے کہ خواب بیان کیوں کیا؟

 

تقی عثمانی نے خواب بیان کیا کہ خواب میں کسی بزرگ نے دیکھا کہ حضور(saw) فرما رہے ہیں کہ پاکستان پر عذاب آنے والا ہے، لہذا اس عذاب سے بچنے کے لیے ستر ہزار بار سورۃ شمس کی تلاوت کریں۔ مزید تقی عثمانی نے یہ بھی کہا کہ چونکہ شیطان حضور(saw) کی شکل میں نہیں آسکتا لہذا یہ خواب سچا ہے۔ سو کہنے کا مقصد یہ کہ آپ کے تقی عثمانی نے اس خواب کو سچا مانا، حضور(saw) کی بیان کردہ پاکستان پر عذاب کی پیشنگوئی کو سچا مانا تبھی تو سورۃ شمس کی تلاوت کی تلقین لوگوں کو کی۔

 

اب آئیے آپ کے دیگر سوالات کی طرف۔ اصولی طور پر تو آپ کو یہ سوالات تقی عثمانی سے کرنے چاہیے تھے۔ خیر آپ کی آسانی کے لیے آپ کی مدد کیے دیتے ہیں۔

 

1۔ یوں بے پیندے کے لوٹے کی طرح تو دیوبندی حضرات زمانے سے لڑھک رہے ہیں۔ ایک طرف آپ کہتے ہیں کہ دیوبندی حیات نبوی(saw) کے منکر نہیں دوسری طرف تقویتہ الایمان میں نبی کو مر کر مٹی میں ملنے والا لکھنے والے اسماعیل دہلوی کو اپنے اکابرین میں بھی گنتے ہیں۔

 

2۔ نقطہ نمبر 2 میں‌ حضور(saw) کا وصال کے بعد بھی اپنی امت کے حال سے باخبر ہونے کی بات ہے جبکہ نقطہ نمبر 3 میں آئندہ کے حالات کی خبر دینے یعنی حضور(saw) کے علم غیب کی بات ہے۔ صاف سلیس اردو میں‌ لکھا ہے۔ خدا جانے اس میں کون سی مشکل بات تھی جو آپ سمجھ نہ سکے۔

 

3۔ کیا اس سے آپ کی یہ مراد ہے کہ علم غیب کی اصطلاح اللہ کے سوا کسی اور کے لیے استعمال کرنا غلط ہے۔ اگر ایسا ہے تو جا کر اشرف تھانوی کی قبر پر جوتے برسائیے جو زید و عمر، صبی و مجنون، جمیع حیوانات و بہائم تک کے لئے علم غیب کی اصطلاح‌ استعمال کرچکے۔ معارف الاقرآن میں آپ کے مفسر رسول اللہ(saw) کے علم غیب کے متعلق تقضائے ادب کا عنوان قائم کرکے تفصیل لکھتے ہیں۔

 

نیز آپ یہ کہتے ہیں کہ اطلاع غیب کے ہم دیوبندی قائل ہیں۔

 

اطلاع و اظہار غیب ذریعہ علم ہیں اور جب ان کا ثبوت قرآن سے پایا جائے تو لامحالہ ان کا مسب یعنی علم بھی ثابت ہو جائے گا۔ تعلیم کا مطاوع اور لازم علم ہے، جب احکام شرع اور علم غیب کی تعلیم ثابت اور آپ خود اس کے قائل بھی تو پھر رہ ہی کیا جاتا ہے؟ اللہ نے تعلیم دی تو پھر تعلیم خداوندی پر علم کا مترتب نہ ہونا محال ہے۔ لہذا حضور(saw) کے لیے علم الاحکام اور علم غیب بھی ثابت ہوا۔

 

4۔ یہ سوال تو آپ اپنے تقی عثمانی سے کرنا چاہیئے۔ ہم آپ کے توسل سے تقی عثمانی کے جواب کے منتظر رہیں گے۔

 

آگے آپ نے عام بوکھلائے ہوئے دیوبندی کی طرح کچھ نہ بن پڑنے پر اعلیٰحضرت پر اعتراض کر ڈالا۔

 

آپ نے ملفوضات کا جو حوالہ دیا اس میں کسی طرح‌ بھی علم کی نفی نہیں ثابت نہیں‌ ہوتی۔ توجہ کا نہ ہونا علم کی نفی ثابت نہیں کرتا۔ اور اس طرح کا یہ پہلا اعتراض بھی نہیں۔

 

اچھا یہ بتائیے کہ جبرائیل اللہ کے حکم سے ہی آئے تھے، تو پھر کیا نعوذباللہ اللہ کو بھی خبر نہ تھی کہ حضور(saw) کے گھر میں‌ کتا موجود ہے؟ ظاہر ہے کہ اللہ علیم و خبیر ہے تو پھر جبرائیل سے پہلے ہی ،جس دن اگلے دن حاضر ہونے کا وعدہ کیا اسی دن کیوں نہ بتلا دیا کہ حضور(saw) جس گھر میں‌ تصویر یا کتا ہو اس میں فرشتہ نہیں‌ آتے۔

 

اس طرح‌ کے بیشتر مغالطے دے کر دیوبندی نے اپنی بگڑی بنانے کی کوششیں کی ہیں‌ لیکن سبھی ناکام۔

 

جیسا کہ دیوبندی اعتراض کرتے ہیں کہ اگر حضور(saw) کو علم غیب ہوتا تو بئرمعونہ کے منافقین کے ہاتھوں دھوکے سے 70 صحابہ کو شہید ہونے سے بچا لیتے۔ یہاں بھی وہی معاملہ ہے۔ علم حضور(saw) کو بھی تھا کہ رضا الہٰی یہی ہے کہ ان اصحاب کی شہادت کا وقت آگیا ہے، لیکن راضی برضا تھے۔ ورنہ تو اللہ علیم و خبیر ہے، اللہ نے کیوں‌ وحی بھیج کر نہ روکا؟

 

پھر کچھ دیوبندی ام المومنین حضرت سیدہ عائشہ صدیقہ کے ہار کی گمشدگی کے واقعے کے حوالے سے ثابت کرنے کی کوشش کرتے ہیں کہ رسول اللہ(saw) کو علم غیب نہیں تھا ورنہ اسی وقت بتا دیتے۔

 

بیان نہ کرنا یا نہ بتانا اس بات کی دلیل کبھی نہیں ہوتا کہ علم ہی نہیں۔ نہ بتانے میں بھی بہت حکمتیں پوشیدہ ہوتی ہیں۔ حضور(saw) نے بتایا اس لئے نہیں کہ مرضیِ الہٰی یہی تھی کہ سیدہ عائشہ صدیقہ(ra) کا ہار گم ہو، مسلمان ہار کی تلاش میں رکیں، ظہر کا وقت آئے اور پانی نہ ملنے پر صحابہ آپ سے پوچھیں کہ رسول اللہ(saw) اب کیا کریں، تب آیت تیمم نازل ہو۔ جس سے سیدہ عائشہ صدیقہ(ra) کی عظمت قیامت تک مسلمانوں کو معلوم ہوکہ ان کے طفیل ہمیں تیمم کا حکم ملا۔

 

یہ بھلا کیسے ممکن کہ رسول اللہ(saw) جن سے صدیقِ اکبر(ra) کے ایمان کا رتبہ نہ چھپا ہو اور فرمائیں کہ ابوبکر کا ایمان قیامت تک کے تمام امتیوں کے ایمان کے ساتھ تولا جائے تو بھاری ہے (نور الابصار) وہ اونٹ کے نیچے چھپا ہار نہ دیکھ پائیں۔

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

Janab,,,,,,,

 

Shah Ismaeel Shaheed Rehmatullah aleh ka is maslay se koi taalluq nahi.. aap ne agar iis ibarat pe baat kerni hai aik alag topic banai aap ki tabiyat saaf kerdi jaai gi.

 

jahan tak ap nay ilm gheb par kahani sunaye hay..

or apni gande zehniyyat ka izhar karte hoye apnay alaahzrat ki tarhan ulmay deoband par baqwas ki hay tu is k laye bhi alag se topic banay ilm ghaib par tabyat bhi hare kardi jaye ge......

 

Janab-e-man.. Kawab pe tabsara kertai huway tumhari molvi ne apnay chaar aqaaid bayan kye hain. Shaikh ul Islam Mufti Taqi Usmani Damat barkatohum ne nahi. Bulkay unhoon ne ye baat wazaih apnay bayan main ki hai kay Ummati ka Khawab Hujjat nahi hota...... Khawab se in chaar aqaid ka jawab tum logon ne dena hai. baat sare khwab ki hay k aya khawab sya yeh 4 chezain jin ka ta'aluq aqayd sya hay, wo sabit karennnnnn...

 

ap nay khwab say muta'aliq koi bih baat nahe kie balkay kharji batain ki hain... jo is baat ki daleel hay k ap k nazdeek bhi kuch sabit nahe hote,

Saat hi Sajid Bhai ka jawab bhi de dena.. agar zari see bhi sharm hai to .... ye post delete na kerna

 

---------- abuse langauge - attachments removed -------------

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

Edited by Sag-e-Attar
Abuse Language, Attachments Removed
Link to comment
Share on other sites

Mameenkhan sahib. Aap Ko Ager Kisi Post Mein Ghalat Lafz Milein tu Bajaye Uska Ghalat Zuban Sey Jawab Deney Key Report Kerein.. Woh Posts Edit Ki Jayen Gi Aur Hum Members Ko PM Ker Key Samjhayen Gey..

 

Aur Ager Aap Ney Ainda Akabir-e-AhleSunnat Key Khilaf Koi Ghalat Zuban Use Ki Tu Phir Aap Yeh na Kahiye Ga Key Jawab Nhin Tha Tu BAN Ker Diya.. Aapka Sajid Khan hai ya Jo koi Bhi Hai.. Ussey Kahiye Key Sahi Zuban Mein Jawab Likh Ker Aapko Diya Kerey tu Sahi Jawab Miley Ga.

 

Baqi Apney Moun Miyan Mitho Banney Sey Koi Phaney Khan Nhin Ban Jata. Yeh Bat Tu Sajid Khan Key Sirf Ilzami Jawab Sey Hi Sabit Ho Gayi. Jinho Ney Aetaraz Perhey Baghair Jawab Likh Mara. Likhta Hai Key Hazrat Taqi Usmani Sahib Ko Khuwab Nazer Aaya. Unhein Yeh Bataye Ga Key Taqi Usmani Ko Khuwab Nazer Nhin Aaya Tha.. Balkey Woh Pegham Aagey Pohnchaney Waley Hain.

 

Aisay Kayi Deobandi Aaye Aur Gaye. Koun Kitney Paani Mein Hai Yeh Forum Per Aaney Waley Ba Khobi Jantey Hain.

 

Umeed Hai Yeh Tanbeeh Aapkey Liye Kafi Sabit Hogi Aur Aap Malang No 2 Nhin Banein Gey.

 

 

Aub Mera Aap Sey Suwal Hai Key Aap Key Nazdeek Taqi Usmani Sahib ney jo Yeh Khuwab Bayan Kiya Hai. Yeh Sahi Hai Ya Ghalat? Ager Sahi Hai Tu Kiyon? Aur Ager Ghalat Hai Tu Kiyon?

Link to comment
Share on other sites

Shah Ismaeel Shaheed Rehmatullah aleh ka is maslay se koi taalluq nahi.. aap ne agar iis ibarat pe baat kerni hai aik alag topic banai aap ki tabiyat saaf kerdi jaai gi.

 

jahan tak ap nay ilm gheb par kahani sunaye hay..

or apni gande zehniyyat ka izhar karte hoye ulmay deoband par baqwas ki hay tu is k laye bhi alag se topic banay ilm ghaib par tabyat bhi hare kardi jaye ge......

 

Janab-e-man.. Kawab pe tabsara kertai huway tumhari molvi ne apnay chaar aqaaid bayan kye hain. Shaikh ul Islam Mufti Taqi Usmani Damat barkatohum ne nahi. Bulkay unhoon ne ye baat wazaih apnay bayan main ki hai kay Ummati ka Khawab Hujjat nahi hota...... Khawab se in chaar aqaid ka jawab tum logon ne dena hai. baat sare khwab ki hay k aya khawab sya yeh 4 chezain jin ka ta'aluq aqayd sya hay, wo sabit karennnnnn...

 

ap nay khwab say muta'aliq koi bih baat nahe kie balkay kharji batain ki hain... jo is baat ki daleel hay k ap k nazdeek bhi kuch sabit nahe hote,

Saat hi Sajid Bhai ka jawab bhi de dena.. agar zari see bhi sharm hai to .... ye post delete na kerna

 

---------- abuse langauge - attachments removed -------------

 

 

Janab aap ke Ismail Dehalvi se iss ka bilkul taluqq hai. Ye Ismail Dehalvi hi thay jinho ne apni kitab mein ye ibarat likhi. Iss ki safai mein ab tak Deobandi hazrat jitni taweelaat ghar chukay sab ka mudallal jawab bhi dya jaa chuka. Aap ke paas koi naee taweel hai tu mukhtasiran yahi paish kar dijiye, agar koi naee baat huwi tu iss per alehda topic bana kar baat kar li jaye gi.

 

Ilm-e-Ghayb ka zikr tu khud aap ne bhi apni post mein kya, ab jawab mila hai tu kehtay hain ke alehda topic bana lijiye. Ilm-e-Ghayb ki istilaah ke istimaal per bhi aap ne baat ki Itilaa-e-Ghayb ke aap qayal hain, Ilm-e-Ghayb ki nafi sabit karne ke liye hi tu aap ne Malfoozat-e-Ala Hazrat ka hawala paish kya tha, ab jawab mila hai tu bokhla kyu gaye hain janab. Chaliye Ilm-e-Ghayb per tafseeli jawab na sahi, Ittila-e-Ghayb ke zaman mein jo arz kya ussi ka jawab de dijiye. Aap ne khud hi likh mara ke Ilm-e-Ghayb sirf Allah ki sift hai, jab aap ke samnay aap ke Thanvi jee ka qoul paish kya tu jawab dene se katra rahay hain.

 

Khuwaab ke silsilay mein aap se mein ne bhi sawal kya ke khuwab awwal tu Taqi Usmani ne khud dekha bhi nahi, phir kisi aur ke aisay khuwab ko awaam ke beech bayan karna, aur phir uss khuwaab ki tanbeeh ke nataij se bachnay ke liye iqdamaat bhi karna, kya iss bhi ye sabit nahi hota ke khuwab ko hujjat maan kar ye sab kaha gaya. Agar ye khuwab hujjat na thi tu phir isay bayan kar ke, iss se istadlaal kartay huway Ayaat-e-Kareema ki tilawat ki talqeen hi kyu ki? Aik khuwaab se ainda paish anay waqiyaat ki khabr per yaqeen karna, phir uss khabr per yaqeen kartay huway bayan karda nataij se bachne ke liye Ayaat-e-Kareema ka wird karne ki talqeen karna, ye sab agar aqaid nahi tu aur kya hain? Khuwab khud be'shak aqaid ke liye hujjat nahi, lekin khuwab per yaqeen kar ke, usay awam mein bayan karna, phir uss khuwab ki talqeen ko sach man kar uss per amal karna bhi kya hujjat nahi!

 

Misal ke tour per koi shakhs khuwab mein dekhay ke uss ka Sheikh usay kufr ka hukm de raha hai tu uss per fatwa nahi hai, lekin woh shakhs uss khuwab ko halat-e-be'dari mein bayan bhi karay, aur uss khuwaab mein ki gai talqeen ko awaam main paish kar ke awaam ko talqeen karay tu Kufr hoga.

 

Rahi baat aap ke Sajid Bhai ki, tu woh kya zanaani hain jo khud post kartay unhay sharm aati hai. Ye aap ko kyu kabootar bana kar messages bhijwa rahay hain? Kahi woh aap Deobandiyo ke "Qutb-e-Rabbani" aur un ke "Rafeeq-e-Jani" wala mamla tu nahi aap dono ke beech?:unsure:

Link to comment
Share on other sites

  • 3 years later...

taqi usmani ji jo jo khawab aaya hay us  se tu saaf zahir hota hay ke Nabi pak ko apni ummat ki halat maloom hay aur unhe maloom hay ke azab ane wala hay tabi to wo khawab me aain hain aur bataya hay agar unhe na khabar hoti na maloom hota tu kese ate wo?????  khawab sacha hay tu Nabi pak jante hain Allah ki atta se agar nahi jante tu sab se barha jhoota insan taqi usmani sahib hain

Link to comment
Share on other sites

aek buhat barhi  bat in dubandio me hay jab kise apne barhe ki

ki hoyi gustakhi ya un ki

ki hoyi koi aesi harkat jo in ke maslak ke khilaf khud daleel ho us ka jawab dene ki bajaye a jate hain imam ahmad raza sahib ki taraf  itrazat  le ke ooo bhai  ya taqi sahib ko jhoota mano ya phir Nabi pak k liye mano ke unhe Allah ki atta se aaj b apni umtio  ki khabar hay

Link to comment
Share on other sites

Gulam e Mustafa aur sybarite aur Sag e Attar bhai ap sub ko Allah behtr jaza ata farmaye aur ap k ilm o umar mai barkat ata farmaye

 

deobandi loog jo k khud shaquqo shabhaat mai paida hoty hain aur usi mai mar jaty hain.....in k Olama khud bai adab thy aur bai adab he dunia sy chaly gaey aur illa masha Allah......in k aany waly shagird to apny bazurgo sy b 2 hath agy hain...Allah pori ummat ko fitna e najdiyat wahabiyat deobandiyat salfiat sy mahfooz rakhy......aamin aamin summa aamin.....

 

mameenkhn

 

Imam e Eisqo Mohabat Imam Ahmad Raza Khan Allah ke un per rahmat ho......

 

ap k deoband mai is hasti ka naam leny ka tariq b sikhya jata hai.....ye hai mery Ahmad raza ke shan k agyaar b majboor hain...unke naam ka adab kerny per......aur next time Imam e Eishq o Mohabat ka naam bary adab sy lena nahe to mai samju ga k tum deobandi b nahe...koi naya he firqa ho..jo apny bazurgo ke taleem per b nahe hai....???

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...