Jump to content

PLZ SOLVE PROBLEM


ibrahimkasmani

تجویز کردہ جواب

1 Amal ka daro madar niyat pe hay aur insaan ke liye woh he hay jo niyat kary (Mishkat Sharif)

 

2Jo koi islam main acha tarika jari kary is ko is ka sawab mile ga. aur is ka bhi jo .is par amal karen gey aur An k sawab Say Kuch Khaam nahin hoga (Mishkat Sharif) Maloom hua k islam main acha kaam bidat nahin hay okayz

 

3Hazrat ibn-e-Masood say marwi hay k jis kaam ko muslman acha janee woh ALLAH ke nazdeek acha hota hay aur yeh hadees marfoh main hay ke meri umaat gumrahi par mutafik nahin hoge (Markaat baab al Aetasaam)

 

4 Hazrat umar radi ALLA ANHU nay apne zamane khilafat main Namaz-e-Taraweeh ki jamat ka hukum diya.aur phir Namaz-e-Taraweeh ki jamat ko dekh kar farmaya (YEH TO BHARI ACHI BIDAT HAY) (MISHKAT SHARIF)

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

Janab aap yeh book study ke jia is main har cheez ka jawab mojood hay AlhamdoLillah.

 

Written by Fakhar e AhleSunnat Respected Khlil Ahmed Rana Sb.

 

http://www.islamiedu...-ki-hadith.html

Edited by Chishti Qadri
Link to comment
Share on other sites

bismillah.gif

 

salam.gif

 

woh deobandi hee kaya jo apni khabasat ka izhar na

 

kray.jhoot aur makkari inn ke ghaleez mazhab ki buniyad hai.

 

manazar e islam hazrat molana umar icharvi ki book "miqas e

 

hanfiat" ka aik hawala dia gaya hai jis mein molana sahib ne

 

deobandion ki jhooti hanfiat ka parda uthaya hai.

 

book ke page 247 ka scan page hazir hai. sab dekh saktay

 

hain ke radd kis baat ka kia ja raha hai aur yeh deobandi

 

khabees oosay kis taraf le gaey hain.

Scan2.pdf

Edited by Mohammed Saeed
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...