Jump to content

Need A Answer


aliumar

تجویز کردہ جواب

[quote name=aliumar' date='08 December 2009 - 01:05 AM' timestamp='1260216352' post=

 

dekhain jnab saeedi sahib meray paas na tu itna time hai kay mai kitaboo kay hawallay check karta phiroo aur point to point jwab doon aur na hi meray paas ye tmam kitabain mojod hain

dosri bat na tu mai koi alim hon kay ap say munazra karon aur na hi mai fazool bahas ka qile hon

lakin is kay bad bhi mai nay aik kitab zalzala ko parhna shro kia hoa hai aur inshallah chand dinoo tak is ko khatam kar lon ga aur is kay bad hi is ka jwab don ga

lakin meri aap say guzarish hai kay kindly mujay bataiay kay peer mehar ali sha nay mirza ko nakoo chanay chabway lakin jab qasim nanotvi nay khatm e nubuwwat ka inkar kia tu peer sahib khamosh rahay akhir kuon

Link to comment
Share on other sites

Bhai ap ki last post se apki ilmi qabliat ka andaza ho raha hai.

Aur jawab dene ki qabliat bhi mafqod hoti nazar a rahi hai.

lekin herani hai ke jawab mangne ka hosla ab bhi baqi hai.

 

Akhir kyun?

 

Bhai jan ap ki jab is mozu pr tehqeeq hi nai to ya behas ka bazar q garam kar rakha hai?

Link to comment
Share on other sites

kindly mujay sirf aik swal ka jwab zaroor dain kay jab mirza ghulam ahmad qadiani khatm-e-nubuwwat ka inkar kray tu peer mehar ali sha nay mirza ka rad kia lakin jab molana qasim nanotvi khatm e nubuwwat ka inkar karay tu peer mehar ali sha khamosh rahay aqal is bat ko bulkul nahi manti

yaqeenan peer mehar ali sha ulma-e-deoband ko musalman jantay thay is liay ksbhi ulma deoband ko peer sahib nay gustakh nahi samja

 

 

Link to comment
Share on other sites

  • 7 months later...

(bis)

 

janab ali baz ilm geb sey kia murad hey......... jis key pas 10 ilm geb hon or dosry key pas 1000000 ilm geb key hon tu kia dono k lea baz ilm geb kaha jay ga ka kul................. agar kisi key pas 1000 ilm geb ho or Hazzrat Muhammad PBUH key pas is sey bhoot zada ilm geb hon lekin kul ilm geb na hon tu kia dono k lea Baz ilm geb ka itlaq thkeek hey.......... javab deen shukria or khas kheal kareen k mery sawal ka jawab deen na k ulta mujh sey saval kareen..........

Link to comment
Share on other sites

javab deen shukria or khas kheal kareen k mery sawal ka jawab deen na k ulta mujh sey saval kareen..........

 

 

Suwalon say bhaagtay kion ho??

 

ab apni bat per amal kro aor is thread main Saeedi sahib aor Toheedi bhai k naqal krda suwalat k jwab do

 

...........

 

aor..

 

javab deen shukria or khas kheal kareen k Saeedi-o-Toheedi bhai k sawaatl ka jawab deen is kay bad apnay suwalat un per qaim krain..

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

edher asa ka lafz baz ilm geb k lea aya hey na k Hazzrat muhammad PBUH k key ilm k lea

2) is pury mazmoon mey Hazzrat Muhammad PBUH key ilm ki mekdar key bary mey bat nahi ho rahi.

3) asa ki jaga ap itna lagaeen , ye lagaeen in dono lafz ko bila mushabeat lena hoga na k mushabeat key sath leen....... jesy ek tarjuma hey

,,,,,,,,,,,, Beshak Sab Insan Khasary Mey Hain...................... agar ap edher mushabeat mey sab insan leen gey tu Hazzrat Muhammad PBUH or sahaba vali Allah in sab logoon ko ap ko Khasary mey mana pary ga ............... lehaza edher bhi ap ko esa, itna, yea ka lafz bila mushabeat lena hoga.......

Edited by Muhammad Atif Sha
Link to comment
Share on other sites

janab ali baz ilm geb sey kia murad hey......... jis key pas 10 ilm geb hon or dosry key pas 1000000 ilm geb key hon tu kia dono k lea baz ilm geb kaha jay ga ka kul................. agar kisi key pas 1000 ilm geb ho or Hazzrat Muhammad PBUH key pas is sey bhoot zada ilm geb hon lekin kul ilm geb na hon tu kia dono k lea Baz ilm geb ka itlaq thkeek hey.......... javab deen shukria or khas kheal kareen k mery sawal ka jawab deen na k ulta mujh sey saval kareen..........

 

جناب والا ! دس علوم غیبیہ اور ایک ملین علوم غیبیہ

 

دونوں ھی بعض علوم غیبیہ ھیں،مگر دوسرے بعض میں

 

زیادہ ھونے اورجامع ھونے کی خصوصیت موجود ھے تو

 

تھانوی کا یہ کہنا کہ(اس میں حضور ھی کی کیا تخصیص

 

ھے)اُس وقت صحیح ھو گا جب ایک تخصیص بھی نہ مانیں اور

 

جب ھر خصوصیت کا انکار ھو ورنہ جو تخصیص مانو گے

 

وہ تھانوی کے خلاف اورزید کے حق میں ھوگی۔اور ظاھر ھے

 

کہ دس اوردس ھزار لاکھ میں فرق وتخصیص موجود ھے۔

Link to comment
Share on other sites

جناب والا ! دس علوم غیبیہ اور ایک ملین علوم غیبیہ

 

دونوں ھی بعض علوم غیبیہ ھیں،مگر دوسرے بعض میں

 

زیادہ ھونے اورجامع ھونے کی خصوصیت موجود ھے تو

 

تھانوی کا یہ کہنا کہ(اس میں حضور ھی کی کیا تخصیص

 

ھے)اُس وقت صحیح ھو گا جب ایک تخصیص بھی نہ مانیں اور

 

جب ھر خصوصیت کا انکار ھو ورنہ جو تخصیص مانو گے

 

وہ تھانوی کے خلاف اورزید کے حق میں ھوگی۔اور ظاھر ھے

 

کہ دس اوردس ھزار لاکھ میں فرق وتخصیص موجود ھے۔

hazrat jesa k ap ney mana k dono k lea baz ilm geb kaha jay ga tu huzoor is sey sabit hota k is mey Hazzrat MUhammad PBUH key ilm ki miqdar key bary mey bat nahi ho rahi................. or thanvi sab ney jo yea farmaya k is mey Hazzrat Muhammad PBUH ki kia takses...... ........ takses ka lafaz baz ilm geb k lea hey na k Hazzrat Muhammad PBUH ke ilm ki mikdar k lea........ kio k baz ilm geb ka ilm almost her insan ko ho sakta (jo k ap ka bhi akeda hey) hey jo dosry insan sey posheda hey is lea baz ilm geb ki bina per ap dosron ko tu ilm ul geb nahi boleen gey na.......... unho ney tu vazahat ki k baz ilm geb ki bina per boleen gey tu almost her insan ko bolna pary ga...... shukriya

Allah hum sab ko bughaz o anad sey mehfuz rakhy

Edited by Muhammad Atif Sha
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...