alim-ul-gaib hona Allah ka khasa ha.Jesa ka ahle-ilum jante han ke sift or khasa ma farq hota ha khasa mane-o-shirkat ha to ya Allah ka khasa ha.Kul makhlook ka ilam atai ha is liya ka ilam ko jis bhi zariya sa liya jae wo Allah ki atta he ho ga, or atta gher ka munafi ha is liya ka zariya ka zariya janna chahe wo wahi ho ya hawa-se-khamsa wo ghab ma dakhil nai.or wahi ka zariya jo akhbare gaib de gai ha wahi se pahle us khabar sa ambiya bhi ashna na tha jab ka alim-ul-gaib ka sa kisi khabar ka kisi waqt ma poshida hona us ka alim hona ke munafi ha.jesa ke Quran-wo-sunnat sa waze ha or na he AP(S.A.W) na khud ba khud gaib janne ka dwa kiya. agar ap ke pass un ka dawa ke jis ma wo khud ko alim-ul-gaib or jo kuch ho chuka ya hone wala ha us ke jannane ka dawa kiya ho Quran-wo-sunnat sa pesh karan.jabke sahi mazhab ke mutabik gaib janna Allah ka khasa ha jesa ka Quran ma Allah na khud is ka dawa kiya muta-a-dit surton ma is ka zikar ha surah rahman, sure bakara, e.t.c