physically aik jism dosri jaga nahi ho sakta laike auliya or NABI s.a.w.w do jaghon par ho sakte han or agar asa nahi ha to phir asraf ali thanvi sahab, asharf gangohi ne apni likhe hoi kitabon me is bat ka itraf q kia ha or ye tasleem karna k NABI S.A.W.W aik jaga se dosri jaga nahi ho sakte galat ha q k ham dekhte han k aj kal k halat me karachi ya kise or shahr me hadse hote raht han jin me kitne halak ho jate han jin me se kafi ki namze jinaja aik sath parhai jati ha or aik hi jaga mukhtalif qabroon me dafnaya jata ha wahan jab fareshte sawal poshte han to akhri sawal hota ha k ma kunta takunu fi hajarrjul(ye jo saksh hai inke bare mai kya kehta hai
to yahan fareshte tammam qabron me ja kar aik hi sawal aik hi haste jis ka didaar sab ko karwaya jata ha to ye kase mumkin howa aik hi wakt me itne qabroon me aik sath NABI S.A.W.W kase a sakte han?