Mere Walid ka intiqal 28 nov 2013, (islami date 24 moharram) ko hua tha. mujhay hisab ker k batayen k walida ki iddat kis date khatam hogi? english celender k hisab se kiya date hogi. tareeqa mainy pata kiya hai lakin hisab nikalna nahi aaraha. please hisab nikal k bataden.