Asalam-o-Aliykum Wa RahmaULLAH -e- Wabarakatuhu
Mera Sawal kuch yeh hai k , Mai aik jaga Job kerta tha aur maree aik nai company mai JOB ho gaiee thee ,mujhey samjh nahi a rahee thee k naiee company join karoon ya na karoon, mai no soocha dawat-e-islami k Hathon Hath Isikhara Service sai rajoo kerta hun , Jab mai nai phone kia to unhoon nai phone per mujh sai mera , maree walida ka aur new company ka naam poocha aur 1 ya 2 min mai jawab dai dia.
ALHAMDULILAH AZAWAJAL mera taulak Dawat-e-Islami sai hi hai , aur mai AMEER-e-AHLESUUNAT k hath per BAIT bhee hun
Laiken mai nai new JOB k liye apnay doost sai poocha , US na kahan Istikhara karoo , mai nai kahan mai nai istikhara kerwa lia hai Phone per
Wo kahnay laga ka yeh kaisay ho sakta hai , Humain Hadith sai jo IStikharay ka Hukam milta hai wo to raat ko soonay wala tareeka hai yeh 2 min mai kaisay pata chal gia
Wo kahnay laga k is tarekkay ka kisi Hadith mai hukam hai, ya yeh nia tareeka ISLAM mai introduce kar lia hai kaheen yeh BIDAT SAIA to nahi
Us k bad sai mai bohat ziada WASWIS ka shikar howa wa hun , aur bohaaaaaaaaaaat ziada pareshan hun
Please aap Islami bhai maree help karain, aur tasalee baksh jawab dain.
Mai nai dawat-e-islami ki website per Fatwa section mai parha hai k phone per Istikhara kerna JAIZ hai, Laiken yeh kistarhan JAIZ hai please help me
JAZAKALLAH , ALLAH AZAWAJAL aap ko JAZA ATTA Farmiya Ameen