Assalamu Alaikum Hafiz wohi hota hai jo Quran ko puri tarah yaad karta hai and to me puray Quran ko yaad karnay wala or din mein mehfuz karnay wala hi Hafiz hota hai ...... or ek or baat Hafiz asal mein wohi hota hai jo Quran ka asal haq ada karta hai or Quran ka haq ada karna itna asan nahin hai ......