Assalamu alikum,
Mufti Sahib,
Mera sawal hai meri wife next month Umrah kai liya (apnai parents) kai sath aa rahi hain 20 days kay liya. In 20 dinou kai durmiyan unki periods ka bhi time ho ga.Is surat main unhain kya kerna chahiya takay ibadut main khalul na pari. please quran or hadith ki roshni main mujhi jawab dijiya. Main Saudi arabia main job kerta hoin to yahin si unko join ker loun ga.or 1 or sawal kya main is period main unki sath auzdawaji taluq rukh sukta hoin.
apki jawab ka muntazir.
Muhammad Kashif Hussain
Dammam, Saudi Arabia.