Brother aap ne Bukhari sharif ki hadis-e-mubarika cout ki he .....
fath khyebar 629 AD yani 8 hijri main hoi ... us wakat nabi karim s.a.w.w ki umer mubarik takriban 61 saal thi ... aap ki ziada tar shadian bi Aap s.a.w.w ki zahri umer mubarik k akhri hise main hoin .... es ki wjha kia thi ??? us se pehlye aap ye zehan main rakhen k zamana jahliyat main arbon main jab jungen hoti thin tu fateh qaoom maftoh k saath kia salooq karti thi ... maftoh ko zalil o ruswa kia jata tha .... lakin aap s.a.w.w ne ye shadi aur es k elawa shadiyan kar k un ko apne ghar ki izat bana liya ... sirf yehi nahi bul k tamam mumnin kia mayen ....jis ka asr ye howa k pore pore qabilye es husne salok se islaam main dakhil ho gaye ... jo nai bhi howe un k dilon main islam , muslmano aur nabi karim s.a.w.w ki respect barh gai. . . .ye shadian naozbillah koi khawahish nafsani k liye nai thin ... plz ye baat apne mind se nikal deyn ....jab tak umm-ul-mominin hazrat hadija R.A haayt thin Aap s.a.w.w ne koi dosri shadi nai farmai aur siwae umm-ulmomnim harzat ayesha R.A k kisi kunwari aurat se shadi nai farmai