Search the Community
Showing results for tags 'ibadat in muharram'.
-
Assalam-o-Alaikum Wa Rehmatullah, Actullay i want to know the answers of all following questions:- 1. Muharram mein koi Khaas Nafli Ibadat ki jaati hai ? agar ki jaati hai to kon si hai ? 2. Tilawat-e-Quran-e-Pak ya Nawafil ada karnein k baad jo Dua ki jaati hai us ki kya tarteeb honi chiye. maslan agar mein tilawat k baad us k sawab anbia karaam aur aulia karaam ko bhejna chahta hoon to is k liye mein kya alfaaz istemaal karoon ga ? 3. Mazarrat aur Darbaar per Hazri ka tareeka kya hai ? aur dua kya karni chahiye ? Jazak Allah Allah aap ko apni hifzo amaan mein rakhe A