Jump to content

لیڈر بورڈ

مشہور مواد

Showing content with the highest reputation since 12/03/2024 in all areas

  1. Ghunya mein Ahle Hadith bil muqabil Ahle Ra'ee heh ... yehni joh aqli goray dora kar Quran ko samajtay hen un kay khilaaf Ahle Hadith yehni Ahle Sunnat. Aik zamana thah jab philosophy mantiq waghayra kay zor say logoon ko Quran ko samajna shoroon keeya aur inneeh ko Sunnat/Hadith par tarjeeh denay lagay. yahan par ghayr muqallid Wahhabi ahle hadith murad nahin balkay woh murad hen jo Sunnat par chaltay thay. aur woh sab hi muqallid aur imamoon ko follow kartay thay. Ghayr muqallidiyat toh 150/200 saal purani heh. Wahhabiyun nay Ahle Hadith ka title apna leeya jistera mein aik Jammat e Sahaba bana loon Sahabi ka lakab na-haq apna upoor laga loon aur phir jitni hi Sahaba ki shaan mein Hadith hen apnay upar aur meray peechay chalnay waloon par fit karna shoroon ho jahoon. Toh aisa karnay say mein aur peray gumra perokar Sahabiat kay darjay par faiz hen? Nahin nah! Is'see tera Wahhabiyun ka Ahle Hadith ka title apna lenay say woh Ahle Hadith nahin.
    1 point
×
×
  • Create New...