Jump to content

Hazrat

اراکین
  • کل پوسٹس

    50
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

پوسٹس ںے Hazrat کیا

  1. Assalamau Alaikum ...  Mujhe koi bataye ga k ALA HAZRAT Barelvi thay ya Hanfi ... ? Hum apne ap ko Barelvi kiyu kehte hain ... ALA HAZRAT ki nisbat ki waja se ... ? Agar esa hai to ALA HAZRAT ne apni khud ki books me aj tak apne ap ko Barelvi mention nahin kiya ... Hanfi hi mention hai ... to hum ziyada Hanfi hain ya Barelvi ... ? Jab k Barelvi koi maslak nahin hai , hum ne isse maslak bana diya hai , esa kiyu ? koi bata sakta hai please ? 

    jawab ka intizar rahay ga ,

    Thanks 

     

  2. Assalamu Alaikum ... main yahan new nahin hun main ne is forum ko knowledge k liye join kiya hai ... ye forum bohat informative hai sab k liye ... spec humare maslak k mutabik hai yahan sab kuchh ... main ne bohat si posts dekhi hain main ne reply b kiye hain kuchh topics difficult lage jo chhor diye ... yehi wajah hai k Islam ki know how lena chahta hun .. umed hai yahan hum kafi useful information share karein gein .... Thanks all

     

    Shoaib Murtaza Gondal (Sabri)

    • Like 2
  3. Bohat information hai really me ... magar beard k bare me hai k ye wajib hai ... Sunnat isliye kaha jata hai bcz ye humare piyare NABI PAAK   ne rakhi ... or beard ki leanth k bare me b confirm nahin hai k wakei bari honi chaiye ... haan ye zarur hai k ek SAHABI R.A ne itni rakhi jo aaj b hai ... ek musht .... itni hi rakhni SAHABA se sabit hai ... magar i think beard ki leanth pe koi clear Hadees na ho .. agar ho to plz share karein ilm me ezaja hoga ... Jazak ALLAH ... is forum pe kaafi malumaat hain Ma Sha ALLAH ... ALLAH sab ko salamat rakhe or ehlesunnat ko qayem rakhe ... Aameen

    • Like 1
×
×
  • Create New...