Namaz ki dusri shart: Satre Aurat
Mard ke liye Namaz ke halath me Apni naaf se leker ghutno tak
chupana shart hai, Bila shari uzar na chupaya to uski namaz nahi hogi
Note:
1: Mard ko Satre aurat wala hissa(Naaf se lekerGhutno tak)her haal me, her ek se chupana hai warna dekhne wala aur dikhana wala dono gunehgar honge.
2: Apni Maa, Behan, Biwi,Baap, Bhai etc.. her mard aur aurat se chupanah hai
3: Satre aurat wala hissa ko dekhne se hafiza ki kuwwat kamzor hoti hai chahe apna hi kyun na dekhe
4: Bila zarurath apna satre aurat wala hissa bhi dekhana mana hai
2 Behad Zarori Madni Phool:
Madina 1:
Namaz me koyi aisa barik libaas bhene jisse
Satre Aurat wala hissa dikhayide ya zild ka rang
zahir hoo to Namaz na hogi aur aisa libas namaz ke
bahar bi bhenna haram hai.
Madina 2:
Mard ke liye Resham ka kapda phenna haram hai,
aur aise kapde me Namaz Makru-e-Therimi hai,
Plz remember us in ur dua.
Allaah hafiz.
Allaah aisa karam kare tujpe jaahan me
Aye Dawat-e-Islami teri dhoom mchi hoo