Jump to content

hania imaan

اراکین
  • کل پوسٹس

    22
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    1

hania imaan last won the day on 3 ستمبر 2014

hania imaan had the most liked content!

About hania imaan

  • Birthday 03/02/1990

Profile Information

  • جنس
    Male
  • مقام
    islamabad

hania imaan's Achievements

Explorer

Explorer (4/14)

  • First Post
  • Collaborator
  • Conversation Starter
  • Week One Done
  • One Month Later

Recent Badges

2

کمیونٹی میں شہرت

  1. hania imaan

    موکلات

    میں نے سنا ہے کے ہر صورۃ اور آیت کے موکلات ہوتے ہیں.. اور ان کی بہت ذیادہ تلاوت کرنے سے وہ موکلات اس انسان کی مدد. کرتے ہیں کیا یہ بات سچ ہے ؟
  2. hania imaan

    Olaad Ka Na Hona

    asalam o alaikum mujhe ye puchna hai k agar ik orat ko olaad nahi hai to iski kia waja hai? kia ALLAH us orat se naraz hai jiski waja se us orat ko olaad ki neimat se mehroom rakha hai? agar aisa hai to wo orat ALLAH ko razi karne k liye kia kare? koi amal maslan kisi surah ki ziyada se ziyada tilawat yaan isme mubarak parhe. or is baarey me koi hadees or ayat hain? plz reply Jizakallah
  3. Gunyat tutalibeen GHOUS E AZAM ki book hai? unki apni likhi hui?
  4. hania imaan

    Hadees Ka Hawala Darkar Hai

    is hadees last hawala chahie HAZOOR صلی اللہ علیہ وسلم ne farmaya MAIN ILIM KA SHEHER HOON ABU BAKAR R.A uski bunyaad USMAAN. R.A uski chat UMER R.A uski deewar ALI R.A USKA DARWAZA
  5. JIZAKALLAH mere bhai aap sub k reply or link share karne ka...
  6. JIZAKALLAH me behs nahi karna chahti magar wo log Jan boojh k karte hain is liye chahti hoon k mere pas bhi mawad ho or ALLAH ka shukar hai k itna ilm hai mere pas b jawab se sakoon or deti bhi hoon magar unko bhi lajawab karna chahti hoon... or jub Un se abdul wahab ki kufriya kalmat ka zikar kiya jata hai to ik dam party badal dete hain or kehte hain k hamara Abdul wahab se koi link nahi hai hum ehle hadees hain sahaba ka Jo aqeeda hai wo hi hamara aqeeda hai... bus bidat bidat ki rat lagati hain.. meri family me only me hi berelvi hoon mene ye aqeeda apni marzi se chuna hai Ala Hazrat ki islam se muhabat dekh kar isi liye me unki khaas target hoti hoon behs k liye...
  7. hania imaan

    Sawal

    mujhe ye poochna hai k wo konse aise sawal hain Jo hum kisi wahabi se poochen to wo jawab na desaken? asal me hamare khandan me kuch log wahabi hain or kuch shia hain ab aksar meri cousins se is topic pe baat hojaya karti hai... to me chahti hoon k mujhe ilim ho.. is site se kafi kuch seekha hai or bohat kuch seekhna baaki hai... and one more question.. k sister section open q nahi horaha?
  8. Hazrat jabir r.a wali riwayat karde hadees parhi hai mene ... sawal ye hai k ye hadees sahih me mojood hai ya nahi? q k mujh se kisi ne kaha hai k ye hadees sahih hadees me nahi hai... Hazrat Abdul razaq ki kitab main hai sirf...
  9. hania imaan

    Nooraniyt Per Hadees

    kiya SAHIH Hadees main Hazoor SALALAHU ALAIHE WASALAM ki nooraniyt per koi hadees hai?
  10. plz koi hawala bhi dain to behtar hoga.kiun k jisko mene jawab daina hai to sath hawala bhi daina hoga... or sawal bhai see kiya jaye ya behen se kya farak parta hai... joint family main aksar aise masaail hojate hain. koi shok se dupata nahi utarta khabi cooking karte wakat garmi hojati hai kitchen main hubs hojata hai to to dupata side pe rakh dete hain... phir koi cousin ajae to wazu tootne ka guman hota hai... akhir hum bhi insan hain... jaan boojh k nahi karte mar achanak koi ajae jiska pata na ho to usi time sar dhaamp lete hain...
  11. agar ik aurat bawazu ho or wo khuley aasman taly chali jaey or sar par dupata na ho to kya uska wazu toot jaega??? yaan kisi namehram ki nazar par jaey or sar dhampa hua na ho to wazu toot jata hai? ahle sunnat k mutabik jawab chahiey.
  12. hania imaan

    Paigham Tv

    kya paigham tv wahabion ka channal hai???
×
×
  • Create New...