Jump to content

Muhammad Ashar

اراکین
  • کل پوسٹس

    6
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About Muhammad Ashar

Muhammad Ashar's Achievements

Newbie

Newbie (1/14)

  • First Post
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

0

کمیونٹی میں شہرت

  1. IN'Sha'Allah! ye post tumharai mo pr zoor dar tamancha lagaey gi r sara forum gonjay ga mai bata ta hu anees ahmad noori kon hai jis ko tum pochtay ho kon hai ab ghairat ho tu likhna choor daina
  2. anees ahmed noori kaun hay? Noor muhammad noor kaun hai? daleelo k khojio zara ghor sai daikho madarsai ka address bhi hai koi sunni aalim kahani tehreer karai tu usko pehchano mat r aisay kitnay qissay kahania tumharay mazhab mai mojod hai uska difa ye keh kr karo k ulma nai likha hai.............. mai pochta ho kaunsay ulma nai likha hai mjhay naam batao ya ghoos ul azam ki haqaniyat sai inkar kardo munfiqana policy na chalo
  3. apni jan ye keh kar na chorao.............. "Huzoor Ghous e Pak ki hum woh karamaat mante hain jo hamare nazdeek musatanad ulema ne apni kutub men bayan fermayi hain. " konsay ulma nai likhay hain? wo ulma us dour k thay ya baad k? aik bhi karamat aisi dikha do jis ki kari khood ghoos ul azam ki apni tereero sai na li gaee ho. phir un waqiyat ko tou itni ehmiyat? jiski koi riwayat mustanid nahi r huzoor pur noor ki dukhtar pur noor anwar sai itna ikhtilaf? saaf zahir hora ha hai najdiyat r deobandiyat kis hud tak tum mai saraiyat kar chuki hai
  4. kaisay ek shaks aisi batain karsukta hai jo peeran-e-peer ghoos ul azam dastgeer say aqeedat rukhta hai or unki karamat k waqiyat batata hai mjhay batao peeran-e-peer kon thay? kia Quran may hai? Hadith may hai? koi aisi mustanad kitab hai jismay peeran-e-peer ki karamat milti ho? tou ye ghos ul azam ki karamat k qisay man gharat hain? ghus ul azam k baray may bayan karda tamam qisay khud unkay apnay thereer kiyai howay hain kisi nay nahi likha phir koi kaisay yaqeen karay??
  5. Ye tamam batain khandan-e-Nabi kareem (saww) or ahlebait karam say bughz o enaad mehsoos horahi hai Khatoon-e-Jannat, Dukhtar aqdas BiBi Fatima ki zaat-e-mubarika is say kahin barh kar hai aisay waqiyat jinko yahan bina tehqeeq k man gharat bataya jaraha hai Koon o Makan K Aqa Kareem ki dukhtar say baeed nahi k aisay waqia roonuma ho kio k wo Fatima jis ki dehleez pak par farishtay jhuk kar salam kartay ho us zaat shareef k liyai ye sub itna mushkil nahi Mjhay is topic par aisi post daikh kar hairat horahi hai kum az kum barailvi aisi bay aqeedi ka muzahira nahi kartay thay magar aj kal inmay bhi wahabiyat o najdiyat ka gunda beej bo diya gaya hai....... kisi paak o muqaddas hasti k mojizaat par eman o aqeeda ain deen hai ye tamam mojzaat Allah ki taraf say kuch khas hastio ko miltay hain aisay waqiyat par aqeeda rukhna aur iskay tufail apni murad mangna kia jurm hai? ya barkat ka baais hai? Janab syeda ki kahani ko shio ka likha kehna kia iski haqqaniyat ki nafi karti hai jab k sunniyat may bhi iska riwaj hai yani murad o mannat ka hum tou is dunia k aam logo ko bhi wali bana kar unsay aqeedat rukhtay hain jab k humain unki qabar ka haaal bhi nahi pata hota phir baghair tehqeeq k fatway ki toop chalana kaisa hai? yahan may sunnio ki tehreer karda janab syeda ki kahani ki picture post kr raha ho apni andhi bani ankhain khool kar daikho
×
×
  • Create New...