Jump to content

Abdur Rehman

مدیرِ اعلیٰ
  • کل پوسٹس

    561
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    8

پوسٹس ںے Abdur Rehman کیا

  1.   Mariam shah said:

    (bis)

    (saw)

    (salam)

    ap logo k bohat se msg parhe..tarha tarha ki batain kar rahe hain k Maulana tariq jameel ki wife parlour gayi hain.pahli abt ap sab ko clear kar dn i m student of islamic studies in one of gulf country. beauty parlour jana haram nahi hai bilkul bi haram nahi hai chahe wo maulana ki wife ho ya koi ourathan sirf kuch kam hai jase eye brows bana nd make up kar ke ghair mardo ko dikha haram hai,,, fasial karna haram hai ye kahan lika hai? fasial karna ur make up karna wo bi sirf apne husband k liye to ye to sawab ka kam hai na k gunnah. ap log sawab ko gunah main tabdeel karne main lage hoe hain.. ap log ithni batain kar rahe kia ap apni maa bahan ko rokte hain? kia sirf tariq jameel sahab muslim hain app log muslim nahi? apne garebhan main janke pahle.

    aur kuch log tariq jameel sahab ko wahabi kahte hain meri ap logo se request hai k pahle wahabi k bare main maloom kare k wahabi kon hote hain? tab ja ke wahabi pukare... wahabi n brilwi ,deobandi,salfi ye sab kia hai? ye to sarasar bidat hai kion k hamre nabi(p.b.u.h) musalman te Allah ne hamare liye musalman ka word passand kiya hai ... ur agar koi tariq jameel sahab se poche k ap ka aqeeda kia hai to wo kahain gay main muslaman hoon. ye baat main isliye dawey se kah rahi hn kioonke wo ase kahte hain..

    main pir clear kar rahi hoon k beaty parlour jana ur apne face ki cleansing karna matlab apne ap ko saf rakna ya make up karna ta ke sirf husband ko dikhaye to is main koi gunnah nahi hai.maf karna lakin islam ko samje pir kisi ?Molvi pe kicher uchale. han ik bat ye web site pe tariq jameel ki wife k bare main kioon lika hai? ur molvi ki wife bi jati hai un k bare main nahi likha...ap log agar samaj dar hain to samjhe k ye politics hai Tariq jameel ko badnam karne ki...pakistan main rahne walo ko pata ho ga k ik islami party dosri party se aggy hone k koshish main hoti hai ur dosri party ko badnam karne main lagi hoti hain lakin Allah ka shukar hai tariq jamil sahab in chezo se pak hai ur politics se dor rahna passand karte hain... wo sadgi ka dars dete hain but ye nahi kahte k dunia chor do wo haram chore ko kahte hain . Allah hum sab ko tofiq day k hum seede rah pe chale.. Amin

    kharjii_hadees.gif

    tariq_jameel_news.jpg

    tariq_jameel_news1.gif

    tariq_jameel_news2.gif

    AAina Un Ko Dikhaya To Bura maan gaye

     

    Wa-alaikum Asslam

     

    aap poori thread ko awwal say aakhir baghour parh lain phir itminan say aaaitaraz karain yaha baat make up ki zimni hai masla darasal dooghli policy aur khokhlay bayanat hai jo loago mai nam nahad sadigi ka parchar karta phiray bar bar apnay bayanat mai yei beauty parlour janay wali aurtain kahta phiray phir us kay apnay ghar mai undhair machi ho balkay LAKHO kay zaiwarat chori ho jaiay us aadmi aur us kay pairokaro ko aisay Shaks ki asliyat dikhai gaee hai .

    Aap islamic studies ki student hai sad marhaba aati raheay ga Quran e Karim , Ahadis e Nabawi alaihiSlam, Sahaba e kiram rizwanullah ajmaeen , Tabain , Taba Tabaieen Salf Salhieen Rizwanullah alaihim ajmaeen say lay kar aaj tak Ummat e Muslima kay kia Aqida hai us pay bhee ghour farmaiay phir aap ko sab pata lag jaiay ga wahabi deobandi kia hai aur Ahlesunnat wal jamat kaun hai

     

    Aik Misal sun lain

    Ahlesunnat Aqida : Allah azzwajal Zaman o Makan say Jism say Jismaniyat say Pak hai aur Har burai say Pak o Munazza hai.

     

    Wahabi Aqeedah- Khuda ka jisam hath pao kan nak mo sab hai aur wo kursi pay bhaitha hai jisay farishtay uthaiay howay hai.

    Deobandi Aqeedah- Allah azzwajal jhot bol sakta hai har burai ka kaam kar sakta hai jo jo burai insan karta hai Allaah azwwajal bhe kar sakta hai .

     

    jo shaks Islam say Islami aqido say hat kar alag alag, naiay aqeeday nikalay Musalmano ko tableegh kay naam pay gumrah kaay us shaks ka chahra loago kay samnay aana chaheay takay loagi aisay tamma fitno say bachain .

     

    Aqiday Ganday

    Batain Jhoti

    Daway Khokhlay

    Tableegh Bahana

    Momino Hoshiyar - Tableeghiyo say Iman bachana.

     

    buhat si batain zimnan zikar kar dee related sections mai post karain inshaAllah aap kay tamam ashkal ka jawab mil jaiay ga aur Islami studies parhain tu Islam pay ghour bhe farmaiay.

     

    fi-aman:

  2. (salam) ;

    MashaAllah jazakAllah Rana sahab ,

     

    Deobandi Wahabi Alahazrat Imam e Ahlesunnat alaihiRahmat ki dushmani mai un pay jhotay ilzam tu lagatay hi hain magar intehai sharm aur bayghairti ka muqam hai deobandiyo nay kaisa jhota bandha kay Alahazrat alaihirahmat tu apnay khwab apnay Istakhara ka matlab akhaz kar rahay hain aur khud mana nikala zahir pay rakh kay magar is waqaiy ko saaf saaf badal kay deobandiyo nay Nabi pak alaihiSlato wasSlam pay bhee jhoat bandh dia kay Nabi pak alaihiSlam nay farmaya kay alif ha zaal kay manay hai fazool bak.

     

    jis kisi kay pas malfozat ka asal page bhe ho wo bhe laga dain

     

     

    (ja)

  3.   ata_ho_ghame_madina said:
    jazakallha bahi ap ki sari batteiin thek hain lakin MASA;ALA yeh hay key kuch log bilkull esyy he mantyy hain jis terha ap ne ziker kia lakin baaz log QURAN ko perhty bhi hain aur wesyy he mantyy hain jsi terha hm log ,

    wo khetyy hain key AGA Khan ne namaz ki imamt kerwii , un ko kuch na kho ub yeh batt in ismillyon ko kun smajheeyy key jis ki betii aik jew se shadii kertii hay aur khud aga kahn ne apni zoja ko mahngii tareen TALAQ di ye sb kia hay ? wo khetyy hein key ISMILLII WRONG ho sektyy hain lakin AGA KHAN ko khch nahi kehnna chiyee

    aur jo log sirf AGA KHAN ko sirf aur sirf imam maney kia wo gumrha hay jab keyy aqaid mostlyy AHLYSUNNET SE MILTYY HUN

    kai shiekh aur IMam MIEN DIFFRENCE HOTA AHY aur ager ksii behs mein ksii key imam per batt ker sektyy hain

     

    Lahori Ahmedji jamat jo Qadiyani Dajjal ko Nabi nahe kahtay balkay Mujaddid mantay hain magar wo bhe kafir hain is leay kay jo lanati kisi ghair muslim ko Musalman samghay wo khud kafir ho jata hai molvi , imam , sheikh , mujaddid tu bari du'r ki baat hai.

     

    isi tarah jo Aghkhan aur Aghakhaniyo kay kufriyat jan kar bhee yehi kahain kay nahe us ko kuch na kaho tu wo khud jhotay hain aur baki Aghakhaniyo ki tarah he hain.

     

    fi-aman:

  4.   Haqeeqqt said:
    Mohtaram Saif ul Islam

    aap meri baat ka jawab day dein inshallah main aap k sawal ka zaroor jawab don ga??

    aur aik baat yeh bhi yaad rakhain yeh koi aik ayat naheen, Allah nay kai baar is ko radd kiya hai aur yeh farmaya hai k murday ko to shaoor hi naheen, aur yeh meri batain naheen hain yeh us zaat-e-Aala ki baat hai jis nay apni kibriyai bayan kernay k liya her zariya ko khud radd kiya aur aamal-e-saliha k hukam diya.

    Surah Nahal Ayaat 20-21 Chapter 16

    Regards

     

    aap kay jawabat mairi last post mai maujood hain baghour parhain aap say darkhwast kee the aur usi ziman mai Aap say sawalat karay thay aap un ka jawab dain wazahat say aur to the point.

  5.   Haqeeqqt said:
    Janab "Y A Mohammadah" mujeh iss ayat per aap apna jawab day dain.

    yeh surah Fatir ki 22 ayat hai iss say pehlay wali bhi aur baad wali ayaat bhi sath dekha raha hon.

    Q1. Jab Allah nay Nabi (saw) ko kaha k Zinda aur Murday brabar naheen, phir farmaya Allah Jis ko chahay suna day aur Nabi (saw) aap naheen suna saktay??

    Q2. Iss ayat main allah (swt) nay saaf lafzon main kiun kaha k "Jo Qabron main hain unko aap naheen suna saktay"??

    Regards

     

    Janab Haqeeqqt sahab

     

    17.jpg

     

    Aap nay jo sawal pocha hai us ka jawab az khud aap ki paish karda aayat mai wazah maujood hai aap zara baghour mulahaza farmaaiy bahar hal apka jawab ap ko mil jaiay ga inshaAllah first of all:

     

    Allah azzwajal nay Nabi pak AlaihisSlam say farmaya kay Zinda aur Murda barabar nahee aur Allah azzwajal jisay chahay suna day tu pahlay aap is sawal ka jawab enayat karain kay Allah azzwajal nay jo farmaya Allah azzawjal jisay chahay suna day aur us say pahlay farmaya kay Zinda aur Murda barabar nahee tu in dono aayat mai yei kyu farmaya gaya? aur phir Agli aayat mai yei farma kay k Aap un loago ko nahe suna saktay jo Qabro mai hai , yei kyu farmaya gaya kay Aap tu Sirf Daranay Walay hain ?

     

    aur yei bhee bata deaijay kay Allah jab kisi ko sunata hai tu kaisay sunata hai ? kis ki aawaz mai sunata hai ?

     

    Aur Sora al najam ki aayat 3-5 bar bar baghour parhain

    alnajm.JPG

    aur phir jawab dain kay Nabi pak AlaihiSlam kay baray mai Wama Yantiqu Anil Hawa ki jo gawahi Quran e kareem mai Allah azzwajal nay dee us ka kia matlab hai? In howa illa Wahyun Yoha ka kia Matlab hai ? Allamahu Shadidul Qu'wa say kia murad lai gain aap?

     

    Intihai soch samgh kay jawab deijay ga.

     

    wasslam o ala man'it'tabail huda.

  6.   sunny_prince2020 said:
    to khalil ahmad rana bhai ap ye keh rahey hain k ye naik loog is alam k liye rehmat hain ? jab rehmat khatam to dunya bhi khatam

     

    Rana sahab kay reply mai is ka jawab maujood hai jab tak zameen pay Allah ka zikar karnay walay maujood hain qayamat nahee aaiy gee

    jab qayamat aaiy gee tu is zameen pay Allah azzwjal ka naam lainay wala koi nahe hoga ..

     

     

    fi-aman:

  7. (salam)

     

      اقتباس
    1. Ala Hazrat ne Ismail Dehlvi ki takfeer kiun nahi ki?

     

    Alahazrat Imam e Ahlesunnat Imam Ahmed Raza Khan alaihirahmatir Rahman nay Ismail Dahalvi ki kitab say bayshumar kufriyat naqal karay laiken is ki takfeer nahee farmaiay is ko kafir kahnay say Sakoot farmaya aur yei is baat ka saboot hai kay jo deobandi kahtay hai Alahazrat nay har kisi ko kafir kah dia wo sab say baray jhotay hain.

    Alahazrat ka Ismail dahlavi ki takfeer na karna is baat ka buhat bara saboot hai kay Ulama e Ahlesunnat kisi ki takfir kay baray mai kis qadar ahtiyat say kaam laitay aur Alahazrat nay yaqeenan jin pay kufr ka fatwa lagaya wo apnay kufr pay qayam rahay , na koi wazahat na koi tau'ba balkay barha dawat dee khat likhay koi asar na howa ,,,, Ismail Dahalvi kay baray mai albatta yei mashoor hogaya tha kay us nay ta'uba kar lee hai aur apni kitab taqwiyat ul iman kay aqa'id say tai'b hogaya hai isi waja say Alahazrat nay Is kay baray mai sakoot farmaya kay 1 baat aisi mashoor ho gaee thee kay Is shaks nay tauba kar lee hai ..

     

    Fatwa kufr say pahlay Alahazrat nay deobandi wahabi dosray mullao ko bhee khatot likhay thay kay wo wazahat karain apni kitabo mai darj gustakhana ibarat ki , Tauba karain magar wo sab apnay kufr pay datay rahay salha sal wo kitabain waisay he chapti rahee na koi tauba kee gaee na koi wazahat kari gaee jab kahee ja kay har ahtiyat har mumkin qadam uthanay kay baad Alahazrat Imame Ahlesunnat nay deobandi mullao pay fatwa kufr lagaya..

    Deobandiyo ka hal yei hai kay khud he kahtay hai Alahazrat nay hamaray mullao ko kafir kah dia barelvi har kisi ko kafir kah daitay hain (jo kafir hai us ko phir kia kaha jaiay ga?) phir khud he yei bhee dawa kartay hai Alahazrat nay Ismail Dahalvi ko kafir nahe kaha .. in say koi pochay jab har kisi ko kafir kah daitay hai tu Ismail dahalvi ko kahnay mai kia haraj tha? sabit howa Alahazrat nay jin jin deobandi wahabi mullao ki takfeer kari un pay takfeer sabit ho chuki thee aur un ki takfer lazim ho chuki thee

     

    page_nid61.gif

  8.   Haqeeqqt said:
    For Saif ul Islam

    Mujeh "Li Zanbika" ka maanay bata dein k in alfaaz k mafhoom kaisay "Khas aur Aam" banta hai. aik aur baat "Zanb" ka kia matlab hai yeh bhi batain.

     

    Mairi last post mai aapka jawab maujood hai

     

    mazeed yei bhee baghour parh lain kuch hissa aur us mai say mazeed kuch alfaz aap ki mazeed asani kay lay different colour aur bold kar deay hain ghour say parh lain aur phir bata daina kay Zanb kay kia manay hai aur liZanbika say kia murad hai ..

     

    تفسير مفاتيح الغيب ، التفسير الكبير/ الرازي (ت 606 هـ) مصنف و مدقق

    { فَٱعْلَمْ أَنَّهُ لاَ إِلَـٰهَ إِلاَّ ٱللَّهُ وَٱسْتَغْفِرْ لِذَنبِكَ وَلِلْمُؤْمِنِينَ وَٱلْمُؤْمِنَاتِ وَٱللَّهُ يَعْلَمُ مُتَقَلَّبَكُمْ وَمَثْوَاكُمْ }

     

    ولبيان المناسبة وجوه الأول: هو أنه تعالى لما قال:

    { فَقَدْ جَاءَ أَشْرَاطُهَا }

    [محمد: 18] قال: { فَٱعْلَمْ أَنَّهُ لاَ إِلَـٰهَ إِلاَّ ٱللَّهُ } يأتي بالساعة، كما قال تعالى:

    { أَزِفَتِ ٱلآزِفَةُ * لَيْسَ لَهَا مِن دُونِ ٱللَّهِ كَاشِفَةٌ }

    [النجم: 57، 58]، وثانيها: { فَقَدْ جَاءَ أَشْرَاطُهَا } وهي آتية فكأن قائلاً قال متى هذا؟ فقال: { فَٱعْلَمْ أَنَّهُ لاَ إِلَـٰهَ إِلاَّ ٱللَّهُ } فلا تشتغل به واشتغل بما عليك من الاستغفار، وكن في أي وقت مستعداً للقائها ويناسبه قوله تعالى: { وَٱسْتَغْفِـرْ لِذَنبِكَ } ، الثالث: { فَٱعْلَمْ أَنَّهُ لاَ إِلَـٰهَ إِلاَّ ٱللَّهُ } ينفعك، فإن قيل النبي عليه الصلاة والسلام كان عالماً بذلك فما معنى الأمر، نقول عنه من وجهين أحدهما: فاثبت على ما أنت عليه من العلم كقول القائل لجالس يريد القيام: اجلس أي لا تقم ثانيهما: الخطاب مع النبي عليه الصلاة والسلام، والمراد قومه والضمير في أنه للشأن، وتقدير هذا هو أنه عليه السلام لما دعا القوم إلى الإيمان ولم يؤمنوا ولم يبق شيء يحملهم على الإيمان إلا ظهور الأمر بالبعث والنشور، وكان ذلك مما يحزن النبي عليه الصلاة والسلام، فسلى قلبه وقال أنت كامل في نفسك مكمل لغيرك فإن لم يكمل بك قوم لم يرد الله تعالى بهم خيراً فأنت في نفسك عامل بعلمك وعلمك حيث تعلم أن الله واحد وتستغفر وأنت بحمد الله مكمل وتكمل المؤمنين والمؤمنات وأنت تستغفر لهم، فقد حصل لك الوصفان، فاثبت على ما أنت عليه، ولا يحزنك كفرهم، وقوله تعالى: { وَٱسْتَغْفِـرْ لِذَنبِكَ } يحتمل وجهين أحدهما: أن يكون الخطاب معه والمراد المؤمنون وهو بعيد لإفراد المؤمنين والمؤمنات بالذكر. وقال بعض الناس { لِذَنبِكِ } أي لذنب أهل بيتك وللمؤمنين والمؤمنات أي الذين ليسوا منك بأهل بيت وثالثهما: المراد هو النبي والذنب هو ترك الأفضل الذي هو بالنسبة إليه ذنب وحاشاه من ذلك وثالثها: وجه حسن مستنبط وهو أن المراد توفيق العمل الحسن واجتناب العمل السيء، ووجهه أن الاستغفار طلب الغفران، والغفران هو الستر على القبيح ومن عصم فقد ستر عليه قبائح الهوى، ومعنى طلب الغفران أن لا تفضحنا وذلك قد يكون بالعصمة منه فلا يقع فيه كما كان للنبي صلى الله عليه وسلم وقد يكون بالستر عليه بعد الوجود كما هو في حق المؤمنين والمؤمنات، وفي هذه الآية لطيفة وهي أن النبي صلى الله عليه وسلم له أحوال ثلاثة حال مع الله وحال مع نفسه وحال مع غيره، فأما مع الله وحده، وأما مع نفسك فاستغفر لذنبك واطلب العصمة من الله، وأما مع المؤمنين فاستغفر لهم واطلب الغفران لهم من الله { وَٱللَّهُ يَعْلَمُ مُتَقَلَّبَكُمْ وَمَثْوَاكُمْ } يعني حالكم في الدنيا وفي الآخرة وحالكم في الليل والنهار

     

    Syedina Abubakr Siddiq , Syeinda Umar Farooq raziAllah anho Sahaba kiram rizwanullah alaihim ajmaeen say Allah azzawjal nay RaziAllaho anhum wa Radu an'h ka wada farma lia aur Nabi pak AlaihiSlam nay dunya mai he jannat ki gurantee day thee magar yei zindagi bhar Allah azzwjal kay azab say dartay howay dozakh ki panah mangtay Astaghar kartay rahay .. kia unhain Nabi pak AlaihiSlam ki guranantee pay yaqeen nahee tha kay yei sab jannati hain? ugar tha tu phir kia waja thee un kay baypnah khauf ki Allah azzawjal ki bargah mai girya zari iztarab ki ?

     

      اقتباس
    Aslamulikum Warehmatulah Waberkathao

    Haqeeqat bhai ye sub batein sumajhnain k lyein haque ka chashmaa pehen kar sumajhnaa hota hei mager afsoss bhai logon k pass woh hei nahin ager hei bhi to pehnttei nahin aur jo pehnttei hein woh phir woh nahin rehtei hein...hahaha

    Wa Aslamulikum Warehmatulah Waberkathao

     

    Yei aap kay haan hota hoga jab jee chaha Haq ka chashma laga lia phir utar dia jo jee chaha man lia jo jee chaha thukra dia ,,ham Ahlesunnat wal jamat hain (al) hamari Aankho ko Allah azzawjal zindagi bhar har har lamhay haq dikhata hamai haq sunata haq manwata aur haq pay he amal karwata hai Alhamdulillah azzawjal

  9.   Exothermic07 said:
    (bis)

    (salam)

    (ma) very nice sharing sister Faizan e Mustafa. There is a typing error in the naat though. I fixed it using Microsoft Paint B) . If it is not too much trouble, can you please remove the previous post with the naat and post this reviewed naat? Thanks.

     

    Asslam alaikum

    Dear Brother Exothermic07 JazakAllah kay aap nay ghalati ki nishandahi ki Ahlebait ka lafaz typing mistake say Ahle niyyat ho gaya tha, aap nay itni mahnat say usay theak kar kay sahee image wapas post ki aapka buhat shukria jazakAllahu ahsanal jaza amin

     

    ab wo mistake theak kar dee hai jazakAllah for identifying..

     

    fi-aman:

  10.   M. Rizwan Attari said:
    (bis)

     

    (salam)

     

    Islami mehfil k tamam members ko Dil say Ramadan Mubarik Allah Hamay Iss Mahenay Main Dil Say Ebadat kernay ki Taufeeq atta Farmay.

     

    Main App tamam Islami bhai aur behno say ye pochna chahta ho k main nay ak islami website ka visit kia hi but mujay samaj nahi aa rahe k vo matlb site owner sahi sunni hi ya nahi khas toor par manay islami questions aur un k hall k chand sawalo k jawab parhay hain jin ka javab mujay samaj nahi aayi.main aap ko link day deta hoo.plz help me

    n.

    fi-aman:

     

    (salam)

     

    Jis site say aap nay information hasil kari hai aur jo sawalat jawabat aap nay paish keay hain tu kuch bato maslan imam kay peachay sora fatiha waghaira (jaisay jawabat) say maloom yehi hota hai kay yei site walay Ahlehadis ghairmuqallad hain lahaza aap aisi sites say bachain Alhamdulillah sunni sites maujood hain waha pay time dia karain bayshumar books information maujood hai Alhamdulillah

     

    http://www.faizaneraza.org

    http://www.faizaneattar.net

    http://www.dawateislami.net/library

    http://www.islamieducation.com

    http://www.trueislam.info

    http://www.ahlesunnat.net

    http://www.ja-alhaq.com

    http://www.nooremadinah.net

    http://www.sunnispeeches.com

    http://www.razanw.org

     

    aur islamimehfil pay aatay rahain inshaAllah yaha apny ilam apni barkat say ham sab ko mustafeed farmaiay.. (ja)

     

    fi-aman:

  11.   ata_ho_ghame_madina said:
    aslmolikum

    ager koi ISMILI MISSIONERYY YEH KHEYY KEY QURAN mwin jo SALAT ka matlb hy wo dua key MANOO MEIN ATA HAY os key lea kia hukam hoga

    aur agerr koi ismilii ji sirf naam ka hoo lakin yeh kheyy key AGA Khan ko khuch nahii khena chiyee keyy WO MOLA ALI KI LARII SEYY HAIN WO SADADT HAIN IS LEA KUCH NAHII KHNE CHIYE key un keyy baryy mein sahii infoo kisi ko nahi maloom tu iss mumalyy mein kia kerna chiyee

     

    Ismaili AghaKhani aik alag mazhab hai yei apnay Imam ko Khuda ka Aua'tar us ka Roop kahtay hai aur yei kay Un kay Jismo mai Khuda ki Rooh halool kar gaee hai , Quran ka koi bhee hukam in ka Imam yani aghakhani khuda mansookh kar sakta hai chaahay tu poora ka poora Quran us kay saray ahkam mansookh kar day jo cheaz Allah azzawjaal aur uskay Rasul alaihiSlam nay haram kari hai us ko inka Iman chahay tu halal kar day aur chahay tu kisi bhe Halal ko Haram kar day Gunah ko Sawab bana day; chunanchay in kay kisi Imam nay agha khaniyo say namaz zakat sab mansookh kar dee tu ab kisi agha khani pay kuch faraz nahee

     

    AghaKhani Ismailiyo kay yei Aqiday un ki mustanad kitabo say sabit hain In ka Islam say koi ta'allak nahee na Quran kareem ki kisi aayat kisi lafz kay baray mai in kay kahay matlab ki koi aahmayat hai yei tu aisa he hai jaisay koi hindu kisi Musalman ko bataiay kay Quran kai is lafz ka matlab yei hai..

     

    Ab koi shaks bolay mai In sab bato ko nahe manta laiken Imam manta ho Agha khan ko tu Imam man'na tu dur ki bat hai. jo kisi ghair musalman ko musalman bolay wo khud Islam say bahar ho jata hai ..

     

    --

     

    Alahazrat alaihiRahmat nay khaub farmaya

     

    Tairi nasle pak mai hai bacha bacha noor ka

    tu hai aain e noor taira sab gharana noor ka

    (saw)(saw)(saw)

     

     

    jis ko sirf Hazoor Nabi e Kareem (saw) ka Mubarak Hath choo jaiay usay Aaag nahee cho sakti tu jo Aap (saw) ki nasal e mubarak say ho wo hargiz hargiz badaqida , badmazhab nahe ho sakta. Allah azzawajal nay apnay pyaray Nabi alaihiSlam ki mubarak aur pak nasal ko mahfooz farmaya hai.

    Yad rakkhain Nabi pak AlaihiSlam ki Nasl e Pak mai Sab Pakkay Sachay Momin balkay Momino kay leay Sahara aur Dilo ka Chain hain..

    (al)

     

    aur jo gumrah, badmazhab , kafir khud ko syed kahta phiray us kay kahnay ka koi aaitabar nahee , wo hargiz syed nahe ho sakta wo koi jhota kazzab he ho sakta hai ..aur kisi badmazhab ki tazeem karna uska ahtaram karna Islam ki Amarat ko dhanay kay barabar hai..

     

    jo aghakhani waghaira aisi batain karay us ko Ahlesunnat ki kisi masjid kisi alim ka address ya websites ka link day dain kay waha ja kay baat karay, hamain in ki kisi baat pay kan nahe dharna chaheay aur har mumkin koshish karni chaheay kay aiso'n say duu'r rahain

     

    fi-aman:

  12.   Gulzar said:
    Subhan Allah, mashallah,

    aur agar esale-e-sawab na karen, i mean , sirf sehri kha kar is ko 7 martaba pard liya jaey to jitna is mein sawab likha wo mil jaey ga ya nahi?

     

    Ugar aap pahlay jo parh chukay us ki waja say poch rahay hain tu sawab tu Allah azzawjal qubool farma kay ata farma daita hai

     

    magar Isale sawab momin ka hadiya hai dosray sab Iman walo kay leay inshaAllah jab ham is dunya mai nahe hogain tu hamai bhe dosray musalman yad rakkhain gain ...

     

    aur yei kay Isale sawab aap nay jo pahlay aaamal achay karay un sab ki niyyat kar kay abhee bhe kar saktay hain ...

  13. (salam)

     

    Awwal akhir darood sharif kay saath Sahri kay Anmol Wazeefa wali dua say Har Sahri mai Allah azzawajal ka zikar karain aur jo bhee dua waghaira parhna chah'hain parhain .. aur phir is ko Nabi pak alaihiSlam ki bargah mai hadiya karain aur tamam Anbiya kiram Sahaba kiram Ahlebait Auliya kiram tamam Musalmano ko Isal e Sawab karain inshAllah is kay buhat faiday hai jaisa ooper likha howa hai..

     

    Yad rakkhain wazeefa mai jo ta'daad likhi howi ho jab wo wazeefa parhian tu utni he bar parha karain jitna wazeefay mai likha gaya hai na kam na ziada..

     

    baki phir darood sharif parh kay aagay jitni martaba jo dua parhni hai parhain..

     

    aur yei dua kaee mo'atabar ulama ki kitabo mai likhi howi hai ..

     

    fi-aman:

  14.   Gulzar said:
    Sehri ke waqat konsi dua (niyat) padni chahiey aur roza iftaar karne k baad konsi dua padni chahiey?

     

    mujhe yeh dua mili hai lekin is mein likha hai Kal (tomorrow) ka roza, halan k sehri k waqat to roza shuru ho jata hai,

     

    (salam)

     

    Yeh dua parh lain aur kal ka roza is leay kay Sahri aap raat kay akhri hissay mai kartay hai aur roza aglay din ka hota hai.. yani aj rat mai jo sahri karta ho wo aj kay rozay ki nahe balkay kal kay rozay ki hoti hai..

     

    wasslam

  15.   Sag-e-Attar said:
    (wasalam)

    Sirf IM Team Members Hi Topics Remove Ker Saktey Hain..

     

    Asslam alaikum

    Gulzar bhai har post kay sath aap check karay screen pay left ki taraf REPORT likha hota hai tu us button ko press karain aur phir form open hoga us pay apna problem likh dain ..

     

    Report say aap koi ghalat post jo na munasib ho ya ghalti ho us mai wo bhe report kar saktay hain ...

  16.   Mohd Sakib said:
    Regarding waseela, Prophet (saw) himself said to his daughter that he cannot do any favour of her on judgment day. It makes pretti clear that no ones rightous deeds can help other one. A person will servive on his own deeds except certain cases. No sahaba used to give waseela nor prophet taught to do so.

     

    ######

     

    furthermore, going to mazar to pray or to ask a dead body is direct Shirk. Who will debate me on this topic? All these are done for material gain only

     

    The debate on Waseela is ongoing 7 pages pay peachay sara discussion ho chuka hai did u bother u read??

    debate karain pahlay saray points peachay parh lain phir un ka jawab dain

×
×
  • Create New...