Jump to content

muhammad umarkhan

اراکین
  • کل پوسٹس

    1
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About muhammad umarkhan

muhammad umarkhan's Achievements

Newbie

Newbie (1/14)

  • First Post
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

0

کمیونٹی میں شہرت

  1. AOA Bhai is news main aisi kiya baat hay. Kiya zewarat rakhna. Ya beauty parlour jana. Agar zewarat ki baat hay to molvi sahab aik bohat baray zameendar ghar sey taaluq rakhtay hain aur un ki biwi k pass zewarat hona koi bari baat nahin. Agar aap nay khabar dhiyan se parhee ho to yeh zewarat shayad un ki bhabhi k hain (zara ghaur farmain) agar zewarat molvi sahab ki biwi k bhi hain to zewarat rakhna jurm to nahin. Agar aap ka khayal hay k jurm hay to Hazrat Usman R.A aur Hazrat Abdul Rahman Bin Aouf ko aap kiya kahain gay. Hazrat Abdul Rahman ki wafat per jo tarka un ki aulad main taqseem hua tha woh aaj kal ki lagat main Trillion main hay. Agar beauty parlour janay ki baat hay to aap ki khidmat main arz hay aap hazrat main sey koi kabhi depilex lahore gya hay. Yeh sirf beauty parlour nahin hay balkay aik clinic hay jahan skin ki different diseases ka ilaj kiya jata hay. haan yeh aik beauty parlour bhi hay. Kiya aap k pass koi saboot hay k woh khawateen wahan maike up ki gharz sey hi gae thin. Yaqeenan aap k paas is ka koi saboot nahin hay. Aur agar nahin hay to kya aap bohtan ki taraf nahin ja rahay aur bohtan ka baray main Nabi S.A.W aur quran pk main jo kaha gya hay woh bhi mulahiza farmaeyay ga. Bafarz e muhal aik make up k liay bhi gaey thee to jamia ashrafia k fatwa main is k baray main qabahaton ka zikar hay isay haram ya gher sharaee nahin kaha gya. Aap nay topic k ooper aik quote likha hua hay KHARJIOUN k baray main. Usay apni taraf bhi kabhi kar k daikiyay ga. Shukria
×
×
  • Create New...