Isme jo محمد بن صالح hai
Wo محمد بن صالح بن عبد الرحمن الانماطی معروف به كيلجه hai
Chunki is sanad me inke shagird jo hai
احمد بن اسحاق بن صالح الوزان hai
In dono ne محمد بن مخلد الدوری ko riwayaat di hai
Aur مسلم بن ابراهیم الفراهیدی
In dono k hi Shaikh hai islie qawi imkan yahi hai k is riwayat me jo محمد بن صالح
hai wo محمد بن صالح بن عبدالرحمن معروف به كيلجه hai..
jo ki ثقة، حافظ hai
Jiski tafseel tareekh e baghdad, taqreeb, tehzeeb ut tehzeeb, tehzeeb ul kamal me maujood hai..
Alhamdulillah..
Aur iske baqi rawi bhi siqa hai lihaza aetraz ab puri tarAh se batil hua..
Ibn taymiya k Scan k lie jazak ALLAH Bhai