Jump to content

Kafeel Ahmed Khan

Under Observation
  • کل پوسٹس

    236
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

پوسٹس ںے Kafeel Ahmed Khan کیا

  1. waseela.JPG

     

    Allah tala mouaaf karei Kitni lafzonki heraa phiari karee hei maire bhai ager Waseela hi tha to unhon Nain Mohmmad(SAW) ka waseela kionnahin diya aur bad main waseela change kion kar diya mairei bhai waseela ka matlub hei zariye to us waqt mohmmad|(saw) k zariye kar wai thi aur us din.... Maire khayaal se sumajh gai honggei.... ager aap kehtei heinmurdon ka waseela to maire bhai unhon nainjubmohmmad(SAW) ka hi waseela kion nahin mangaa yebatain mujhei jub k aap tomOhmmad(SAW) ka hi waseela mangtei hein..

  2.   Ya Mohammadah said:
    ]

     

    (bis)

     

    Sahih Bukhari (Invoking Allah for Rain)

    • Narrated anas: Whenever drought threatened them, 'Umar bin Al-Khattab, used to ask Al-abbas bin 'Abdul Muttalib to invoke Allah for rain. He used to say, "O Allah! We used to ask our Prophet to invoke You for rain, and You would bless us with rain, and now we ask his uncle to invoke You for rain. O Allah ! Bless us with rain."(1) And so it would rain. (Book #17, Hadith #123)
       

      Sahih Bukhari (Companions of Prophet

      (saw) )


    • Narrated anas: Whenever there was drought, 'Umar bin Al-Khattab used to ask Allah for rain through Al'abbas bin 'Abdul Muttalib, saying, "O Allah! We used to request our Prophet to ask You for rain, and You would give us. Now we request the uncle of our Prophet to ask You for rain, so give us rain." And they would be given rain." (Book #57, Hadith #59)

    (sa)or ye hai aapka Qirdaar

    post-393-1219127921.gif

     

     

    Allah(SWT) mouaaf karei log kiya se kiya batein kartei hein aur kiya se kiya bana diya hei hadith ko Allah (SWT) karam hei karei apnaa bhai yehaan kahen ye nahin hei k Murdon ko waseelaa banaao Aur us waqt jub waseela manaa gaya us waqt to Chacha Bhi Zindda thei aur us k baad bhi aessa hi raha jo naik bandda ho us se duaa mangee jai to qabool ho jati hei aur aap nain nichei joquranic aiyat di hei woh bhi ye hi bata rahee hei k Nabek pass aa atie aur un se duaa kar watei us ki tafseer parhein to ye hi sumajhnain ko milta hei mager Ahl-e-bvidat apnee bat ko manwanain k lyein kiya kiya man gharhat bana leitei hein.. Tobaa....

  3.   Ya Mohammadah said:

    (bis)

    Ahle Khabeeso ko Huzur

    (saw) ke WASEELY se chirh machti hai yahan to Hazrat Umar (ra) Huzur (saw) ke Chacha Hazrat Abbas (ra) ko Waseela bana kar paish kar rahy hain...ab kis ki mani jaye Ahle ..ha..eeso ki Ya Hazat Umar (ra) Ki.

     

    Lijye janaab abhi to sabit hi nahin hua k khabees kon hei please aessei apnain aap ko galiyaan nan dein bisharei aap k alaa hazrat kiya socheiggei..hahaha :lol:

  4.   Ya Mohammadah said:

     

    Lijye Janab parhiye or sir dhuniye....humny to apny Dalail Tabarrukan de diye, ab aap zara waseely ke khilaaf ek Ayat/Hadith paish karein...Jismy Allah ke naik or swaleheen bando se tawassul ka inkaar ho.... Mr. Ahle ...ha..ees. We are waiting..Humsy Kehta hai ki humny Abdullah Ibn Saba ki batein apna li hain... nahin balki wo tum log ho jinhony Abdullah Bin Ubai ke naqsh e qadam par chal kar apni namak Halali Munafiqo se sabit ki hai.

     

    Sure Munafiqoon(63.5)

     

     

     

     

    Abhi to shuroo aat hoi hei Insha'Allah ub to mazza aaiga bat karnain ka... Main aap ko bataata chaloon aap ki book main 1 bukharee ka hawaaa hei jis ko is tarhaan likha jaa suktaa hei[sahee Bukharee, jild #: 1, Hadith 526 ya 137 Aur page number 526, 137 main nain ye sub check kiya bukharee se mjhei nahin milaa Kindly mujhei difne kar dein Bukharee ka hawalaa Meherbani hogi bhai main sirf isi post ki wajha se yehaan hoon kion k maire paper ho rahei hein aur main yehaan srf isi post ka awaab denein k lyein beithaa hoon main nain bukharee ki jild # 1 ki hadith number 137 aur 526 donon deakh li hein is main wh hadith nahin jo aap bataa rahei hein please mujhei sahee daleel dei dein maire lyein kafee bukharee ki hi hadith kafee hei phirr to...

  5.   Ya Mohammadah said:
    :lol:

     

    Sawaal Chana Jawaab Gundoom,

     

    O Abu Jehal, humny poocha ki kahan sunniyo ne kaha hai ki Allah (azw) ko pany ke liye Huzur (saw) ke waseely ki seerhi le kar aasmaano tak jana hoga ...jis se aapna moqif sabit karna chaha tha ki Sunni bhi wahabis ki tarah manty hain ki Allah Asmano me rehta hai. (MazAllah)

    hahaha mujhei lagtaa hei kal ki mairi post main mircein ziyada ho gain thin jabhi ye taa'ssur aaiya hei..

    Haan to deakh lo aap hi kehtei ho naan k Allah tuck janein k lyein mohmmad(SAW) k waseele ki zaroorat hei to maire bhi kis bat ka waseela sirf shariyat Mohmamd(SAW) k wasseelaei se mili hei aur han Humain mohmmad(SAW) k naqsh e qadum pe chal k janntamain jana hei naan k un se maang kar ya un ka waseela deikar kisi 1 duaa mainbata do k Nabee nain kisi suahabi ko ya apnain nawassei ko waseeai k sath duaa karnain ka kahaa ho tum kzzabon k sharr se Allah bachai tum logon nain Abdullah bin sabaa ki batein apnaa li hein aur dusron ko kehtei ho k ye sahee nahin hei ye sahee nahin hei main tumhein challange kartaa hoon k ajaao tum sub ajaao brhalivi,dewband,aur jitnain bhi gand aur band hein sub le aao tum logon k aqeedei ager quran k khilaaf naan sabit kar dongga Insha'Allah.... maire kazzab doston apnain aqaide sahee karo aur phirr zar bat kartei nazer aanaa achi aur quran k mutabique srf batein hi aati hein aur sawaal pe sawaal hi poochna ata hei buss...

     

     

      اقتباس
    Or jo tumny ayat quote kari wo khud tumhary aqeedy ke khilaaf hai ki us ayat me kahan likha hai ki Allah (azw) aasmano me hai (aapko yaad dila du ki aapny wahabis ka Allah ke asmano me hony ke aqeedy ka difa karty huey reply kiya tha) jabki wo ayat to bata rahi hai ki is duniya me 3 shakhs hoty hain to 4th Allah hota hai, Agar tumhary wahabis ki tarah literal batil Maana / Istedlaal karein to phir to Allah ko duniya me manna parega....Aql hoti to red highlighted text to nazarandaaz nahin karty ki ye ayat saaf batati hai ki Allah(azw) ke ilm se kuch bhi chupa nahin usny apny ilm or qudrat se tamam Alam ka ehata kiya hua hai...na ki tum jehla ke aqeeda e batil ky Allah(azw)ko is dunia or asmano ya arsh par mojood or mehdood manty ho...Lahowla wala Quwwata.

     

    Allahussamad.

     

    Allah har kaheen hei aur har kaheen semurad asman bhi hei aur ye aiyat denaa mairi is baat ki daleelhei k tum log kehtei ho waseelei ki zaroorat hei Kion k Allah tuck direct nahin jaiya ja suktaa to maire bhai yehaan to Allah keh raha hei k main har kisi k bech main mojood hoon ub bolo kon se waseelei k barei main bat kar rahei thei.....

     

     

      اقتباس
    Nahin Jehla, hum kahan bhagy? Hum to unmy se hain ki aapko aapky ghar tak chor kar aaengy...balki aap khud hi ek topic se dusry topic me phudakty phir rahy hain, hum bhi aapsy yahi keh rahy hain ki pehly ek topic me aapni zillat puri tarah se karwa lein phir dusri taraf rukh karein..Magar Sharm Tumko Nahin Aati... :rolleyes:

     

    BHagei nahin hotei to 5 din guzar chukei hein abi tuck hadith ki original daleel nan laa sakei taraveeh ki maire bhai auryehaan to sirf batein hi batein kar rahei hein koi anaa hi to aqeeda sabit ikarein quran aur hadith se k aap kiya manttei hein main nain to bata diya Mohmmad(SAW) ka waseela kaheen se sabit nahin wesei bhi aap sabit kar suktei hein aap to ahl-e-bidaat hein aap k lyein shariya koi hessiyatnahin rakhtee islam main jo cahei nikaal leina aap logon ki adaat heiso aap nain ye bhi nikal liya k waseela jaiz hei is main main kuch nahin keh suktaa ager aapbaghair daleel k bat kareinggei kion k main sirf Qur'an aur sahee hadith ko follow kartaa hoon other wise agermujhei agei se koi behter response naan milei tomain phirr Salam kehtaa hoon jeissa k Quran ka hukum hei... !!! meherbani hogi k daleel se bat karei k mohmamd(SAW) ki ghairm ojoodgi main un ka waseela kion manaa jai haan ager Koi naik shakhsiyat yehaan hoti to us se duaa mangwa suktei thei ye cheez jaiz hei mager jo yehan mojood nahin un se k se aap waseela edi suktei hein zara hosh k nakhul lo aur itnain hi nakhun lo k tumhara ser zakhmee nan ho khujatei hoe :lol: ....

  6.   Sag-e-Attar said:
    Kafeel Sahib Aap Wahabi Site Sey Images Copy Paste Ki Bajaye Yahan Attach Kiya Kerien.. Kabhi Aapki Wahabi Site Key Sever Sey Images Show Hotey Hain Aur Kabhi Nhin Hotey...

     

    Dosri Bat.. Aap Ney Hadees Mangi Thi.. Pesh Ki... Sirf Us Hadees Ka Jawab Chahye? With Reference.. Abhi 20 Pages Copy Paste Mat Kejiye Ga... Sirf Us Hadees Ka Jawab Dejiye Jo Meri Post Main Hai..

     

    Yar naraaz kion ho rahei ho... ye server maire pass hi rakha hei aur jub hi on hota hei jub main ata hon main bata chukaahoon pehlei bhi.. aur bhai aap logon ko tassalli k lyein main nain bukharee aur muslim ki original page ap ko scan kar k diye hein aur baqee aap us kitab k lafz naan deikhei sirf us k hawalei deikhein ye hi masla hei naan aap ko alim ki bat pe ser hilana acha lagtaa hei jub k deen main hujjat sirf Quraan aur hadith hei... aap us ki daleel deikhein jo ye bataa raee hei k rafauldein kahaan kahaan kis nain kiya aur kion kiya aur aap bhi ibn e masood wali hadith pesh kareinggei to be shuck maire pass us ka bhi jawaab hei aap woh hadith sanad k sath pesh karein us main kulaib nabi rawee ko zaeef kahaa gaya hei Imam bukharee aur muslim Rematulalh ki janib se is lyein main to wat kar raha hoon k aap daleel dein... aur bhai is bat k lyein mouafe chahta hoon k maira server sirf working day main hi khulta hei Insha'Allah ye masla bhi bohat jald ho jaiga jubmain is i hosting 24 ghanttie kar doongga is baat klyein main aap logon se mouazrat khwaa hoon..... Mujhei mouaaf kijye ga...

  7.   JAD DUL MUKHTAR said:
    KAFEEL SAHIB WESAY APP MAIN WAHABIAT KAY KEERAY KUCH KAAM HAIN, OR JO HAIN WO BILKUL HI JAHIL HAIN, JO MUJAH UB TAK APP KI POST PARH KAR PATA CHALA, APP BHI UNHI SUB KI TARHAH NIKLAY JO BA'ZAHIR TO GHAIR MUQALLID HONAY KA DAWAH KARTAY HAIN LAKIN, JUB KISI TOPIC PER BAAT KARTAY HAIN TO TAQLEED KARTAY NAZAR AATAY HAIN.

     

    Dear abhi tuck ki post se lagtaa to ye hi hei k aap har post main maar khaa rahei hein mager phirr bhi mujhei bura boal rahei hein Walla Allah tala hidyaat dei zara 1 baar duabra sare post pe nazer daliyei ga uinsaf ka chashma laga kar buighzz aur hassad ka nahin... !! har kaheen aap logon nain apnain hawalon semaar khaai hei har kaheen mai nain Alhamdulilalh aap ko quran aur hadth se hawala diya hei aur kaheen kaheen to Original book se scan kar k diya Aap dubara saree post deakhein aur phirr dubara mujhei post karein au re jahiliyat ka vot wapiss le kar apnain account main hi cradit kar lein kyun k ye aap ki savings main se hei..hahah..!!!

     

      اقتباس
    COPY PASTE KARNA GHAIR MUQALLID KO SHOBAH NAHI DETA, HIMMAT HAI TO APNAY ILM SAY BAAT KARAIN, APP KI SHROO KI POST SAY TO LAGA THA KAH UB AIK WAHABI MOLVI SAY WASTA PARA HAI, LAKIN APP NAY ISS KAHAYAL PER PANI PHAIR DIA.

     

    Maire khayaal se aap mairi post sirf parhtei ho tehqeeque nahinkartei ager tehqeeq kartei to aessa nahin kartei aur ager tehqeeque nahin kartei to phirr shayad is jagaa aap sirf time pass kar nain aaai hein aur mazhab ka mazzaque urhanain aur Logon ko gumhraah karnain ...???? Please mairi post parh liyaa karein pehlei baad main koi raai kiya karein... aur apni post bhi parhiye ga phirr pata chalei ga copy pest kon kartaa hei aur Dalail k sath kon batkarnaa hei aap yani ahl-e-bidat walon ki 1 bhi post main koi aessei bat nahin k ussei sumjhaa jai har kaheen bus tanqeed karee hei aur daleel se kaam hi nahin liya gaya hei aesa lagtaa hei koi 1 dost dusrei dost ko kahani sunaa raha hei safer main hahaha :lol:

      اقتباس
    CHALAIN CHORAIN IN SAWALOON KA JAWAB DAIN???

     

    Ji Haan sawaal hi kar suktei hein jawaab deinain walei to koi aur hi hotei hein ... ;)

      اقتباس
    KAFEEL SAHIB WASEELA BIDDAT HAI TO ZARA YE TO BATAYE KAH QAZI SHOKANI SAY MADAD MANGNA KESA????,

     

    is ki baat karnain k lyein aap ko pehlei in ki koi daleel deni hogi k haaan hum nain in se madad mangee aur kahaan in ki taqleed kari phir main insha'Allah is ka jawaab doonga wessei ye post jo chal rahee hei ussei woh hi rehnain dei.. Shurkriya aur agerdusree post launch karein is k wastei to behter hei...

     

      اقتباس
    CHALAIN HUM AHLE BIDDAT LAKIN APP USS KO KYA KAHAIN GAAY JO NABI KAREEM SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM KAY BAAD BHI KISI OR KO NABI KAHAY, EESI TEAM KO APP KYA KAHAIN GAY TO GHAIR E NABI KO NABI KAHAY, USS KA ZOHAD O TAQWA RASOOLOON SAY MUSHABAH MANAY????

     

    Maire bhai ager aap kehtei hein k kissi (Sirf Musalman) Alim yani k jis ko aap wahabiu kehtei hein ye kahaa hei to us ki bat ka hawale dein Insha'Allah main jawaab doongga...

     

     

    Allah Tala hidayat dei

  8.   Ya Mohammadah said:
    :rolleyes:

     

     

    ISKA SABOOT DE DEIN WARNA MANNA PAREGA KI Title MALANG PART III ke mustahiq aap hi hain...I am sure ki Hawala Mangny par aap ki Hawa Tight ho jayegi... :lol:

     

     

    Dear pehlei taraveeh wali post to poori kar lowahaan se kyun bhaag gai hawa kiss ki taghit hoi hei.....

    Aameen Waei Topic Se Bhag Gai, Rafauldein Wae se bhaag gai, Taraweeh walei se bhaag gai, talaque walei se bhaag gai, hahaha Insha'Allah is se bhi bhaag jao gei....

     

    [kiya tum ko maloom nahin k jo kuch asmaanon main hei aur jo kuch zameen main hei khudaa ko sub maloom hei.(Kissi jagaa) Teen(Shakhson) ka (Majma Aur) kanon mai slaah o mashwarah nahin hota mager woh in main chotha(4) hota heia aur na kaheen 5 ka mager woh in main se chataa(6) hota hei. Aur naan is se kum ya ziuyada mager woh in k sath hota hei khwaa woh kaheen hon. phirr jo jo kaam ye kartei rahei hein qaiyamat k din woh (1,1) In Ko Batai ga. be shuck khudaa har cheez pe qadir hei..{Surah Al-Mujaddila (58) Aiyat #: 07}]

     

    Maire khayaalk se ye hi kafee hoga maire bhai tum log bhi kuch hawalaa de diya karo tum log woh bus chanwlei hi martei ho ar dusron pe bus ungliaan hi uthani aati hein....

  9.   Salmanqadri said:
    Assalamo alaikum

     

    Wahabi and Hindus are same in aqeeda hindu ka aqeeda hai ke bhagwaan asmaan per rehta hai aur wahabi bhi yehi kehtay hain allah arsh per rehta hai....

     

    Haan Tumhara kiya aqeeda hei woh bhi bataa do Allah(SWT) To quran main ye hi keh raha aur hum ye bhi kehtei hein k Allah(SWT) to sheh rag se bhi ziyada qareeb hei ussi se mangnaa chahei to aap kiya manttei ho pehilei kehtei ho k asmaan tuck janein k lyein seerhi banaana parhei gi Yani K Waseela Mohmmad(SAW) ka waseela aur khud hi kehtei ho K Allah (SWT) Asmaan main nahin wah re wah Ahl-e-Bid'At kitnain Toghlei ho tum log hahaha Allah (SWT) hidayat dei..

    Pagal kahin ke

  10.   Ghulam E Mustafa said:
    (salam)

    Pyare Islami Bhaio aur Behno mujhe umeed hai app sab ko mera yeh Article par kar buhat acha lagay ga kyon ki Deobandi hamesha Allamah Muhammad Iqbal Qadri (Alaihe Rahma) per Deobandi hone ka buhat bara Ilzaam lagaty hain app khudh par lain Deoband say unn ko kitne nafrat thi.

     

     

    Ye bhi to likho k Umer (ra) ka naam bhi poora umer Farooque Qadree thayar Jhoot ki bhi koi hadd hoti hei aur tum us jhooot ki hadd se bhi 4 hat aagei ho 1 munkireen e hadth ko hanafee banaa diya aur hnafee urdu main sahee likha bhi nahin hahahah Allah hidayat dei ahl-e-bidat ko

  11.   Ya Mohammadah said:

     

     

    Yar bhai jan ye jis nain bhi likhi hei book us ko ye bhi nahin maloom k taraveeh kehtie kissei hein Afsoss hei phir afsoss hei... aap nain ye acha kahaaa mairi images show kara di.. Aap aap khud check kar sktei hein umer ® se kitni taraveeh marvee hein aur mohmmad(SAW) se kitni hein aur us hadith ko sayaque o sabaque k sath parheinggei to aur achi sumajh main ajaigi aap mairi daleel bad mein deikhein pehlei apnain alim ki deikhein kyun k aap ahl-e-taqleed hein maire bhai aap ko daleed se koi leinaa deina nahin aap ko to imam k qoal se matlub hei so please Qoal ka hawala mojoood hei.. Daleel to sirf Ahl-e-Ittbaa e sunat walon ko hoti hei.... Yani k sirf Musalman Naan hanafee naan wahabi naan shafeei koi nahin sirf Musalman yani k Allah ar rasool(SAW) ka farmaa bardar...

  12.   Ya Mohammadah said:
    :lol: kafeel tumhary Nursery ke paper hony waly hain to bhai ja kar parhai karo or haan jab wapas aao to zara Roman Urdu Sahi tareeqy se likhna seekh kar aana..or idhar udhar ki marna band karo or jo sawaal Highlighted hain agar tum Quran or Sunnat ki Roshni me unka jawab de sakty ho to post karna ye 20-20 Lines ki kissy kahaniya likhna band karo....

    in sawalaat ke jawabaat dene me aapko saanp kyo soongh jata hai

     

    Wahabiyon Sey 4th Suwal:

     

    Taraweeh Ki Jamaat Konsi Aayat ya Sahi Hadees Sey Sabit Hai? Kiya Sarkar Ney Kabhi Taraweeh Ki Ba-Qaida Jamaat Kerwayi? Aik Sahi Hadees Darkar Hai...

     

     

    Wahabiyon Sey 5th Suwal:

     

    Konsi Sahi Hadees Sey Sabit Hai Key Taraweeh Ki 2 Jamaat Ki Jayen Takey Baad Wali Awam Ko Taraweeh Mil Jaye.. Kiya Sarkar Key Dour-e-Mubarak Mein Kabhi 2 Jamats Hoyeen Taraweeh Ki.. Aik Sahi Hadees Darkar Hai..

     

    Wahabiyon Sey 6th Suwal:

     

    Tarweeh Ki Jamaat Ki 10/10 Rakat Ki Shift Lagti Hain.. 10 Rakaat Konsi Sahi Hadees Sey Sabit Hain.. Ager 8 Rakaat Taraweh Hai tu 2 Rakaat Kiya Perhatey Hain Imam?

     

    Wahabiyon Sey 7th Suwal:

     

    or ek sawaal or ki aapny apni post me Namaz e tehejjud ko taraweeh se tabeer kiya hai is par Quran or Sunnat se Daleel dein, mere khayal is ismy to koi masla nahin hoga aap jaisy Naam Nihaad Ahle Khabees i Mean Ahle Hadith ke paas.

     

     

     

    Mairei bhai aap mujhei bata dein k main kiya ye topic off kar doon aap k pass ager koi daleel nahin hei.. itna time lagtaa ye to kafee choti si post hei kafee suljhaa sa maslaa hei taraveeh ka to .....

  13.   Hunter of Najdiat said:
    I would like to explain something about Ghulam E Mustafa bhai's topic.

    Alhumdulillah i read Monthly Raza-e-Mustafa Magazine every month.

    And yeh Questions Raza-e-Mustafa ne Wahabion ke 2 Rasail ko as a Challenge kiye thay but Alhumdulillah Musalsal buhat months yeh Questions Raza-e-Mustafa mein shaya hotay rahai but Wahabion ke kisi bhi Magazine ne inn ka ajj tak koi answer nahi publish kiya tu yeh Kafeel sahib humara aur apna time kyon barbad kar rahai hain ??

     

     

    Maire bhai to aap yehan dei dein nan jwaab yehaanbat naan wahabi ki hei naan ahl-e-bidat ki yehaan to bat aap k khud imam pe agaai hei shayad aap nain airi post parhee nahin hei main nain apnee daleel baad main di hei pehlei main nain aap k hi alimon ki list di hei jinhon nai ye fatwa diya hei k qiyam-ul-lail 8 hi hein warnaa ager main apnein risalei post karnaa chahoon to buss ho gaya kam jub k main nain sirf original book se hi kiya he bukharee se aur aap logon ki alim k books ka majmooa hei brai meherbani aap yahin pe jawaab dein warnaa mein nein ehnaaf ko bohat si jagahon pe la jawaab kiya hei main bhi wahan ka link de suktaa hoon mager yehan bat karnee hei is lyein yehaan pe jo bat karnee hei karein aur apnee 20 taraveeh ki daleel dein main anin request ki thi k mujhei apnee 20 taraveh wali daleel dei dei aaj 15 aug hei aur 2 din guzar gaie hein mujhei ub tuck nahin mili shayad mujhei hi yean dikhani parhei gi...

  14.   madinah_madinah said:

    (bis)

    (saw)

    salamun ala manit'taba'al Huda

    huzur apki EYESITE buuuuuuuhhhhhhhhhhhhhhhhttttttttt ziada weak hy..........

     

    aap sy sag e Attar bhai ny kaha hy k ap k images display nhe ho rahy hain.........so aap yahan POST kr dain ye images...........

     

    mery pas b ye images nhe display horahy thy........me ny windows phir sy Install ki hain, ub (azw)(al) ye images nzr aa rahy hain......

     

    Sorry Bro ye Server wokign days main on hota hei.... Shukriyaa...

  15.   Ya Mohammadah said:

     

     

    Bhai jaan taraveeh ko thajjud ki hi namaaz hei mager ramdhan main is ka ehtamam hota hei Shayad aap ko maloom ho k issei qayaam-ul-lail kehtei hein aap mari post kartei nahin bass hawa main bomb martei hein bhai peihlei mari poost parh lein us main is ka bhi jawaab hei aap bhai jaan ye sub chorh deijye k bat kon keh raha hei aap ye deikhein k mairi daleel kahaan se aap k hi hanafee alimon ki books hei aur unhon nain hi mana hei 8 hein qayam-ul-lail aur 20 rakat aap mujhei sabit kar dein sahee hadith se..... insha'Allah kabhee sabit nahin kar painggei.... Jub Jawabaat nahin hotei to idher udher ki batein hi kartei hein aap log Insha'Allah main aap ki daleel ka intezaar karoongga maire pass aaj ka hi din hei please koshish karein aaj hi dei dein... Shukriyaa

  16.   Sag-e-Attar said:
    Wahabiyon Sey 4th Suwal:

     

    Taraweeh Ki Jamaat Konsi Aayat ya Sahi Hadees Sey Sabit Hai? Kiya Sarkar (saw) Ney Kabhi Taraweeh Ki Ba-Qaida Jamaat Kerwayi? Aik Sahi Hadees Darkar Hai...

    [/qoute]

     

    Ji Maire bhai Mohmmad (saw) nain 3 din parhee thi mager farz honain k darr se parhana chorh di mager umer (ra) k dore main issei 1 sath jamaa kar k parhaya gaya shayad aap ko ye bhi yaad ho k Mohmmad(SAW) Nain ye bhi farmaya hei k mairei baad maire khulfa e rashideen ki sunnat ko apnana isi lyein maire bhai humaire lyein jamaat se parho tub bhi sahee hei ager naan bhi parho to bhikoi maslaa nahin aur umer (ra) nain us ko sath main is lyein kar diya kion k jub us k farzz honain ka koi darr nahin tha kion k shariyat poori ho chuki thi mager is cheez ko deakh kar aap nain bhi nai nai cheezein nikalnee shuroo kar di hein Allah hidyat dei Ahl-e-Bid'at ko.... Imam malim aur imam yousof Jo Imam Abu hanafia k shagird hein in k nazdeek qiyam-ul-lail gher main hi parhna chahei humarei nazdeek donon sahee hein mager jo bat Nabee (saw) ki bat se takrai ki woh baat khwaa kisi ki bhi ho tukraa di jaigi aur wessei bhi aap ki 20 taraweeh wali sanad zaeef hei aur us main 1 aur nuqss hei aap pesh kareinggei to Insha'Allah bataongga ..

      اقتباس

    Wahabiyon Sey 5th Suwal:

     

    Konsi Sahi Hadees Sey Sabit Hai Key Taraweeh Ki 2 Jamaat Ki Jayen Takey Baad Wali Awam Ko Taraweeh Mil Jaye.. Kiya Sarkar (saw) Key Dour-e-Mubarak Mein Kabhi 2 Jamats Hoyeen Taraweeh Ki.. Aik Sahi Hadees Darkar Hai..

     

    Phirrrrr Ilm Ki Kamee..... :(

     

    Maire Bhai Namaaz e khof k se paree jati hei ye ja kar apnain alim sepoc leinaa... aur jub jangmain hotei thei to 2 jamaat hi hoti thin kyun k kuch log hifazat kar rahei hotie thei taa k sub ko baa jamaat namaazmil jai ismain koi harjj nahin.... aur yehaan jo topic hei woh hi bat karein apnain topic se paltee naan marein please.. ye aaplogon ki pooran aadat hei..

      اقتباس

    Wahabiyon Sey 6th Suwal:

     

    Tarweeh Ki Jamaat Ki 10/10 Rakat Ki Shift Lagti Hain.. 10 Rakaat Konsi Sahi Hadees Sey Sabit Hain.. Ager 8 Rakaat Taraweh Hai tu 2 Rakaat Kiya Perhatey Hain Imam?

     

    Aur Aap Sey AIk Bat Phir Guzarish Hai Key Aap Pehley 10 Sabit Kerein Phir 8 Sabit Kejiye Ga... Ya Apni Oper Wali Baat Ko Ghalat Maan Lein Key Saudi Imam 10/10 Ki Shift Nhin Lagatey...

     

    Umeed Hai Aub Meri Hightlight Likhayi Aapki Samajh Mein Aajaye Gi...

     

    Sirf Hum To Duaa hI Kar Suktei Hein.... Kiy aBahana Dhoonda Hei Platee khnain ka bai aap maan Jaao k aap k pass koi sahee daleel nahin hei 20 taraweeh kisirf taqleed hi karnee hei lakeer k fakeer hi rehnaa hei ye maan jaao ye to Insha'Allah main sabit kar hi doongga ....

     

    A Allah Ahl-e-Bid'at Ko hidayaat Dei Aur Such Bat ko Tasleem Karnain Ki Taufeeque Ataa Farmaa... Aameen ya Rabul Alameen

  17.   Sag-e-Attar said:
    Kafeel Sahib.. Pehli Bat Key Aap Apni Roman Urdu Sahi kerein.. Bech Mein Kayi Alfaaz Ki Samajh Nhin Aati... Ya Urdu Rasm-ul-Khat Mein Type Ker Key Post Kerein..

     

    Baqi (ia) Yeh Topic Mahfooz Hai... Aap Fikr Na Kerein.. Dekhney Waley Khud Dekh Lein Gey Key Jawab Deney Sey Koun Bhag Raha Hai...

     

    (ia) Aapki Apni Bat Sey Aub Main Aapko Bhagney Nhin Doun Ga...

     

     

     

    Andaza Ho Chuka Hai Key Aap Ki Benayi Yaqeenan Kamzoor Hai.. is Liye Main Ney Aapki Post#6 Key Asal Alfaaz Ko Highlight Ker Deta Hoon...

     

    Aap Ney Likha..

     

     

    1. Blue Alfaaz Sey Zahir Hai Key Kul 11 Rakaat Hoti Hain.. Jo Ba'Qaul Aap Key Hadees Sey Sabit Hain.. 8 Rakat Taraweeh Aur 3 Witer...
    2. Red Alfaaz Sey Zahir Hai Key Aik Imam Aaker 10 Perha Ker Chala Jata Hai Phir Dosra Aaker Shurow Sey 10 Rakat Perhata Hai Takey Jinko Taraweh Nhin Mili Hai Unko Mil Jaye..

    Merey Khayal Mein Aap Key Apney Alfaz Sey in 2 Points Ko Samjhney Mein Koi Dushwari Nhin Hai.. Phir Aap Jawab Deney Sey Kiyon Bhag Rahey Hain??? Aap Ney Apni 8 Rakat Taraweeh Ka Tu Khud Radd Ker Diya.. Humein Kerney Ki Kiya Zarorat Hai.. Aap 10 Sabit Kerein.. Werna Likhein Key Aap Ney Ghalat Likha Hai 10 Ki Jamaat Aik Imam Kerta Hai...

     

    Main Ney Aapko Bar Bar Kaha Hai Key Aap Pehley Apni Pehli Bat Sabit Kerein Phir Aagey Bat Hogi...

     

    Suwal Howa Key Saudi Imam 20 Rakat Taraweeh Perhatey Hain... Aap Ney Jawab Diya.. Nhin 10/10 Ki Shift Hoti Hai...

     

    Aap Key Jawab Sey 3 Masaley Malom Howey...

    1. Taraweeh Ki Jamaat Hoti Hai..
    2. Baad Mein Aaney Walon Key Liye Dosri Jamaat Hoti Hai..
    3. 10 Rakat Aik Imam Perhata Hai.. Aur 10 Rakat Dosra Imam.

    Aub Merey Suwal Phir Sey.. Aur Abhi Aap Ney Inkey Jawab Deney Hain.. Quran-o-Sahi Hadees Sey... Apney Mazhab Ki Laaj Rakh Lein.. Key Hamara Mazhab Quran o Hadees Hai.. Tu Inkey Jawab Mujhey Dein.. Jo Key Aapki Apni Baat Sey Akhaz Shuda Suwal Hain..

     

    Wahabiyon Sey 4th Suwal:

     

    Taraweeh Ki Jamaat Konsi Aayat ya Sahi Hadees Sey Sabit Hai? Kiya Sarkar (saw) Ney Kabhi Taraweeh Ki Ba-Qaida Jamaat Kerwayi? Aik Sahi Hadees Darkar Hai...

     

    Wahabiyon Sey 5th Suwal:

     

    Konsi Sahi Hadees Sey Sabit Hai Key Taraweeh Ki 2 Jamaat Ki Jayen Takey Baad Wali Awam Ko Taraweeh Mil Jaye.. Kiya Sarkar (saw) Key Dour-e-Mubarak Mein Kabhi 2 Jamats Hoyeen Taraweeh Ki.. Aik Sahi Hadees Darkar Hai..

     

    Wahabiyon Sey 6th Suwal:

     

    Tarweeh Ki Jamaat Ki 10/10 Rakat Ki Shift Lagti Hain.. 10 Rakaat Konsi Sahi Hadees Sey Sabit Hain.. Ager 8 Rakaat Taraweh Hai tu 2 Rakaat Kiya Perhatey Hain Imam?

     

    Aur Aap Sey AIk Bat Phir Guzarish Hai Key Aap Pehley 10 Sabit Kerein Phir 8 Sabit Kejiye Ga... Ya Apni Oper Wali Baat Ko Ghalat Maan Lein Key Saudi Imam 10/10 Ki Shift Nhin Lagatey...

     

    Umeed Hai Aub Meri Hightlight Likhayi Aapki Samajh Mein Aajaye Gi...

     

     

     

    maire bhai aap nain sahee kahaa k dikh jaigaa k kon topic se bhaag raha hei yehaan topic hei k 20 hein ya 8 rakat mager aap to shayad yehaan pata nahin sirf sawaal hi sawal kar rahei hein 1 bhi sahee daleel k sath aap nain jawaab nahin diya ager time pass karnaa hei to bhai mujhei bata dein kyun k main yehaan time pass karnain nahin aiyaa hoon main yehaan sirf is post ko thikanain laganain aiyaa hoon aur aap logon ko 8 rakat taraweeh bhi main nain sabit kar di hei mager afsoss k abhi tuck aap nain apnee 20 taraweeh wali daleel nahin di aap k kisi user nain to upper kisi alim ka fatwa lei kar aiya tha k Mohmmad(SAW) nain 8 rakat parhee hi nahin jub k 8 hi parhe hein maire bhai aap mairi post deaikhein main nain upper Bukharee shareef ki hadith pesh kar di hei brai meherbani aap bhi apnee 20 taraweeh wali khwaa woh Mohmmad(SAW) se ho ya Umer (ra) se yehaan post kar dein meherbani hogi aap sirf apnain alim ki hi post dei rahei hein jub k aap ki daleel bhi main nain upper post kar di thi mager aap to shayad yehaan bus sawaal 10 karhorh ka khail rahei hein buss ye hi sawaal ko poochnain hein to aap shafiya ka fatwaa uthaa kar deakh lein mairei bhai aap ko maire sawalat ki zaroorat nahin ager aap un k refrence se rahei ho k shafee to 20 rakat parhtei hein aur hanafee bhi to maire bhai woh to ragayuldei,aameen bil jehear, Surah Fatiha imam k peechei, salat woh nahin parhtei azan sepeihlei mager azan k baad, milad woh nahin mananatei, Mohmmad(SAW) kohayaat nahinmanttei, Alim ul ghaib nahin manttei, Sub se barhee bat kuch hanafion ki tarhaan shirk aur bid'at nahin kartei please in cheezon main bhi to un ki seaali karein jub k ye sub to Imam Abu Hanafia Rehmatullah nain bhi nahin kiya ye sub to ahl e bidat ki ijadaat hein ub aap kaho aap kon ho hanafee ya kuch aur.... Amed Raza Khan Brhalvi k payro kaar...... Ji Bhai bohat se aessei maire zehen mein bhi sawalaat hein mager main sirf yehaan topic attandkarnain k lyein hoon ye hi wala jo mojoo chal raha hei please mujhei yehaan apnee woh daleel post kar dein jis ki buniyaad pe aap bat kar rahei hein jub k main nain aap hi k alim se sabit kar dia k taraweeh kitni hei aur baqee original tasneefaat main nain yehaan post kar di hein please bhai ji ager ho sakei to 15 aug tuck ye kaam kar dein phirr mairei paper hein main yehaan nahin hongga 8 sep ko phirr main aap ko miloongga Insha'Allah ......

  18.   Mutlaashi said:
    (bis)

    (saw)

    (salam)

     

    Dear Kafeel main nay aap k aitiraaz per aap ko app k alim say hi aik fatwa la ker day dia hay ab yeh tumhary alim sahib nay fatwa day dia hay to aab aap un say pochain k is ki daleel kia hay or wo undheray main fire kion ker rahay hain mera kaam to aap aap k atiraaz per aap k hi alim say fatwa day na maqsad sirf or sirf yeh hi hay k aap k Ulma kuch keh tay hain or un k chailay chaantay kuch or keh tay hain baki aagay aap khud samjh saktay hain main or kia keh na chah ta hoon, or way say bhi aap ko itnay dalail day diya hain taraveeh ki 20 rakaat k aap wo bhi nahi maan rahay or aap k alim nay bhi aap ki baat ko jhutla dia aap wo bhi nahi maan rahay, na manain mujhay issay kia way say bhi aap logoon ka kaam hi yeh hi k aap log sirf aik aitiraaz seekh lay tay ho or us per behas ker tay ho or utni hi behas k lea aap logoon ko training di jati hay jistna ghalat hota hay or sahi baat bilkul nahi batai jati k kaheen app log Sunni Hanafi Braivli Maslak main na chalay jao Alhumdullilah yeh sahi or ghalat ki pechaan krana sirf or sirf Ulma-e-Haq Ahle-e-Sunnat waljamat Sunni Hanfi Brailvi Maslac k Ulma-e-Kiraam ki shaan hay

     

    or jis k dil per Alllah (azw) ki mohat lag jai to phir us k samnay 300 dalail day do us ko naih maan na kion k aqal k andhoon ko sahi or ghalat ki pehchaan ker wahi hi nahi jati hay aap log shirk or biddat ka nara sirf hamary lea laga tay ho kabhi aap nay aap nay ulma kiram k ghar main jhaak ker dekha hay k jis ko wo shirk or biddat keh tay hain wo khud is shirk or biddat bohat khushi say or apna imaan samjh ker ker tay hain saboot k toor per main aap ko dikha sakta hoon

     

    fi-aman:

     

     

    Baqole aap k hum to ghair muqallid hein naan. aur aap muqallid alimon ki bat aap baghair choo charaan maan ;leite honggei hum sirf mohmmad(SAW) ki sahee hadith baghair choo charaan manttei hein mairei bhai is tarhaan to aap k barhei barhei alimon k fatwei bhi main nian upper diye hein zara ghore farmaiye ga please bhai main nian pehilei bhi 2 baar kahaa tha ub phirr keh raha hon k please maire topic ko read karein is main daleel hei aur bukharee shareef ka poora panna main nain post kar diay hei jo Mohmmad(SAW) se 8 taraqweeh hein aur jo 20 taraveeh ki hadith ap la rahe hien woh zaeef hei aur tehreef hei awwal to woh hadith 20 ki hei hi nahin woh hadith 20 raat parhanein ki 20 din nahin isi lyein aap k alimon nain bhi 8 ko hi sahee mana hei zara apnain barho alimon kaa maan rakhein yaad rakhein aa[p muqallid hein alim ki bat aap logon k lyein hujjat hoti hei bhaai.... please ye to yad karein

  19.   Ya Mohammadah said:

    (bis)

     

    Namaz ke Chor Wahabi

     

     

    Ahl-e-bidat

     

    Zara hosh k nakhun lo haan Allah nain quran main farmaa diya hei hum nein un k dilon pe mohar laga di hei woh kahaan suamjh suktei hein mairei bhai brhalwi toton sumbhal jaao tum logon ko main nain sahebukharee ki hadith bhi upper share karee hei zara deakh leitei to acha hota apnain 2 number alimon ki book yehaan share kartei ho jissm ain koot koot k jhot bharaa hei 1 bhi hawala nahin diya hei buss aessa laga hei jeisei kaheen se sun kar unhon nain ye book likh di hei mairei bhai mairi post zara ghore se parh lein warnaa apnain jitnein barhei alim hein un ko bhi namaaz ka chore karehin aur kazzab kahein kyun k aap logon k barhei alimon nain kahaa hei 8 rakat tarahweeh hei aur main Nain mohmmad(SAW) ki hadith bhi pesh karee hei aur aap log jis hadith ko dhaal banatei hein woh bhi main nain yehaan post kar di hei buss zara deakh lein to behter hogaa aur har kitaab ka sahe Hawala hei sirf alim ka naam dal kar manein nain sater nahin ikh di poori poori hawalei diye hein zara nazrei sanee kar lein mujhei pata hei taqleed ka jaam pye hoe ho aap log to kahaan sudhro gei bus dusron ko yekehnaa aata hei ghustakehi rasool khud to deakh lo khud to Rasool Ki sunnat ko jhoota sabit karnain k lyein aerhee choti ka zore lagaa rahei ho Allah k qehar se daro kitnaa jhoot boltei ho 1 zaeef hadith ko sahee sabit karnain k lyein kitaa jhoot boltei ho mairi post poori parhlo tumhari poori 2 number kitaab ka jawaab with refrence hei Ager taufeeque ho to :rolleyes: Allah miyaan sarei ahl-e-bid'at ko hidyat dei Aameeen ya Rabbul Alameen

  20.   Sag-e-Attar said:
    Aap Aisey Pehley Member Nhin Hain Yahan Per... Malang, Taha Ali, Nasir Noman Aur Kuch Deger Aisey Wahabi Yahan Per Pehley Aa Chukey Hain.. Jinko Ikhtilafi Behs Main Hissa Leney ka Shoq Hota Hai Aur Daleel Ka Matlab Bhi Nhin Aata... Aap Unkey Topics Search Ker Key Perh Saktey Hain.. Aap Key Deobandi Wahabi Bhayi Hain..

    Ji Bhai jaan Woh To Jo Ye Post parhei ga sumajh jaiga daleel ka matlub kissei ataa hei aur kissei nahin ataa... !

     

    Rahee bat un ki to maira bhai woh jo bhi hon main to sirf Musalman hoon aap wahabi kahein k kuch aur jahaan mair emazhab k khilaf fitna sir uthaiga wahaan har musalman ka farzz hei k us ka datt kar muqabla akarein haan firqei fariyat k anasir Islam ko tukrhei main kanrain k lyein baichein hien mager ye un ki be kaar koshish hei Insha'ALlah Allah nain chahaa to 1 naan 1 din assal deen woh hee deen jo Aslaaf k dore main tha jo Mohmmad(SAW) k dore main thaa Ajaai ga aur ub to wessei bhi taqleed-e-SHakhsee ki akhree sansein chal rahe hein Molana log issei masnooi aksigen de rahei hein Mager Jub Allah chahei Taqleed ka naam o nishaan mit jaiga IS Zameen se Sirf Ittbaa E SUnnat hi baqee raheigi Insha'Allah.... Aap log dusron ko to ghustakh e rasool keh deite ho foran peihlei apnain aap ko deikhein maire bhai nabee ki bat k agei kisi ummatee ki bat ko rakh kar aap kiya kar rahei hein ye sub se barhee ghustakhee nahin kiya Nabee ki bat se barh kar kisi ki bat hoi hie Nabee ki sunnat se Barhee kisi ki sunnat hei Allah tala hum sub ko Mohmmad(SAW) ki khalis Sunat pe chalnain ki toufeeque atraa farmai Aameen ya Rabbul Alameen..

     

      اقتباس
    Aap Jis Bat Per Hans Rahey Hain Is Per Main Kiya Tabsra Ker Sakta Hoon... Aapko Ilzami Jawab Ka Matlab Aata Hai? Nez Aap Apni Is Bat Ki Daleel Mein Hamara Woh Text Quote Kerei Jahan Per Aapko 8 Perhney Ka Hukm Diya Gaya Hai..

    mairei bhai aap mairi post parho gei ghore se insaan ka chashmaa lagaa k to sub jawaab mil jaiga is main 8 ka bhi ziker hei aur 20 ka bhi ziker hei baqaida main nian bukharee shareef ka page hi scan kar diya hei mager aap deakhnain ki zehamt karein aap ko to aap k alim nain kahaa hoga koi hadith nahin aessei hahaha mager mairei bhai zara alim k fatwei ki daleel bhi check kar liya karein.... Bus aap apnee 20 walee daleel de dein sanad k sath main nain bhi sanad k sath aap ko ye daleel de dei hei aur 20 wali bhi bata di hei k kin kin alim nain ussei zaeef kahaa hei aur aap k ehnaaf alim nain hi issei zaeef kahaa hei ager aap main naan manoo wali dhang se yehaan post kartei hein to maira koi kasoor nahin bhai...!!!!!

      اقتباس
    Aap 8 Mantey Hain... Hum 20 Mantey Hain... Is Per Aap Sey Baad Mein Bat Hogi Key Sahi Hadees Sey 8 Sabit Hain Ya 20 Sabit Hain...

    Ji haan main nain ye hi to sabit kara hei aap ka kaam bhi main nain hi kar diya hei bhai upper k 20 wali taraweeh bhi sabit kar di hei aur aap ko pata hoga k kabhi koi sahee hadith aappas main takrati nahin hei ....!!!!!

  21.   Sag-e-Attar said:
    Aap Aisey Pehley Member Nhin Hain Yahan Per... Malang, Taha Ali, Nasir Noman Aur Kuch Deger Aisey Wahabi Yahan Per Pehley Aa Chukey Hain.. Jinko Ikhtilafi Behs Main Hissa Leney ka Shoq Hota Hai Aur Daleel Ka Matlab Bhi Nhin Aata... Aap Unkey Topics Search Ker Key Perh Saktey Hain.. Aap Key Deobandi Wahabi Bhayi Hain..

     

    Aap Jis Bat Per Hans Rahey Hain Is Per Main Kiya Tabsra Ker Sakta Hoon... Aapko Ilzami Jawab Ka Matlab Aata Hai? Nez Aap Apni Is Bat Ki Daleel Mein Hamara Woh Text Quote Kerei Jahan Per Aapko 8 Perhney Ka Hukm Diya Gaya Hai..

     

    Aap 8 Mantey Hain... Hum 20 Mantey Hain... Is Per Aap Sey Baad Mein Bat Hogi Key Sahi Hadees Sey 8 Sabit Hain Ya 20 Sabit Hain...

     

    Aap Ney Dawa Kiya Hai Key 10/10 Taraweeh Ki Shift Lagti Hain...

     

    Main Ney 3 Suwal Post Kiye Hain.. Phir Post Ker Deta Hoon.. Aur Abhi Daleel Key Sath Reply Kejiye Ga...

     

    Wahabiyon Sey 4th Suwal:

     

    Taraweeh Ki Jamaat Konsi Aayat ya Sahi Hadees Sey Sabit Hai?

     

    Wahabiyon Sey 5th Suwal:

     

    Konsi Sahi Hadees Sey Sabit Hai Key Taraweeh Ki 2 Jamaat Ki Jayen Takey Baad Wali Awam Ko Taraweeh Mil Jaye..

     

    Wahabiyon Sey 6th Suwal:

     

    Tarweeh Ki Jamaat Ki 10/10 Rakat Ki Shift Lagti Hain.. 10 Rakaat Konsi Sahi Hadees Sey Sabit Hain..

     

    Aap Ney Jo Post # 12 Aur 13 Mein Koi Images Insert Kiye Hain Woh Yahan Show Nhin Ho Rahey.. Rafa Yadain Waley Topic Mein Bhi Akhri Replies Key Images Show Nhin Ho Rahey..

    Aap Ney Jin Jin Posts Mein Images Insert Kiye Hain.. Woh Image Yahan IslamiMehfil per Attach Kerein.. Werna Jab Images Nazer Nhin Aayen Gey Tu Posts Del Kerni per Jayen Gi...

     

    Aur Abhi Us Bat Ka Jawab Dejiye Ga.. Jiska Suwal Kiya Gaya Hai... Noor-o-Bashar Aur Ilm-e-Ghaib Wala Topic Bhi Aapkey Reply Ka Muntazir Hai.. Mager Jo Manga Jaye Wohi Jawab Dejiye.. Phir Aap Jo Suwal Kerein Gey Tu Hum Bhi Wohi Jawab Dein Gey...

     

     

     

    Aur Aapki Malomat Key Liye Arz Ker Doun Key Dr. Iqbal Katter Hanafi They... Wahabiyon Aur Qadyaniyon Ko Tu Unho Ney Aik Darya Ki 2 Nehrein Kaha Hai... Daleel Chahye Tu Pesh Ki Ja Sakti hai...

     

    ub aap bhaag rahei hein topic se mairei bhai ager ye topic yehaan se peihlei bhi kaheen psot ho chukaa hei to yehaan dubara post kyun kiya... aur aap mujhi jawaab dein main nian to aap k hanafee barhei barhei alimon se bhi sabit kar diyaa k taraweeh 8 hi hein maer afososs aap 1 bhi pukhta daleel naan laa pai sirf apnain brhailvi alimon ki chapi hoi kitab k ilawah jo jummei k din masjid k bahar milti hein.. Please kisi sahee hadith se sabit karein k 20 parhnaa laziman hei ya ye shari hessiyat hei aur main ain hazrat umer se bhi aap ko 1 sahee hadith pesh kar di hei 8 rakat ki aap ko to pata hoga k shariyat woh hi hei jo Mohmmad(SAW) se hei sharyat ko suahbi bhi nahin banaa suktaa.... mairei bhai ye maan lein k tarweeh 8 hi hein ya phirr ye maan lein k hum taqleedi shaksee nahin chorheinggei jub k mian nain aap k imam abu hanafiya(Rehmatulah) k sahgird sebhi sabit kar diya hei k taraweeh kitni hei aur bohat se alim jo abhi bhi zindda hein woh bhi is ko 8 hi manttei hein aap mairei hawalei deakh suktei hein is lyein please idher udher ki ut pattaan batein naan karein sirf topic pe bat karein wesei to bohat si batein hein main bhi yehaan cherh suktaa hon mager topic jiss ka hei ussi ki bat honi chahei.....

  22.   Mutlaashi said:
    (bis)

    (saw)

    (salam)

     

    Main aap tamam islami bhiyoon or behnoon ki khidmat main Wahbi Alim ka aik fatwa pesh ker raha hoon jis main likha hay k aik hi masjid main 2 jamatain karana Makroh Tehrimi hay ab jo log Taraweeh ki 2 jamatain ker watay hain 10 10 ker wo is ko parhain or aqal k nakhun lain, way say yeh ajeeb baat hay k in k Mulla koi kuch keh ta hay koi kuch keh ta hay yani k jo jitna parh lay wo itna hi ghalat bolta hay

     

    fi-aman:

     

     

    Maire bhai kis nain keh diya k dusre jamaat nahin kar suktei shart hei k imaam dusraa hona chahei... in se bolein k daleel dein hawa main fire naan marein duniyaa main kitni aessi masjidein hein jahaan office timing main 2 jamat hoti hein maire bhaai zara ghore se deakh kar bat karein aap nain sirf fatwaa de deiyaa us fatwei ki daleel nahin di.... please darul fatah walon se kaehin please hawala zaroor dei dein ..

×
×
  • Create New...