Jump to content

Karam Ho Ya Rasool Allah

اراکین
  • کل پوسٹس

    1,114
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    1

سب کچھ Karam Ho Ya Rasool Allah نے پوسٹ کیا

  1. payaray islami bahiyo aur islami behnoo........... 22 rajab ul murajab ko humaray ghar main imam jafar sadiq ki neyaz ka intezam ho raha tha.........jis main halawa aur purioon ki kaseer tadaad thi......... jab hum poriyaan fry ker rahay thay to achanak say karhai jis main oil bohat zayada mujood tha us main allah aur muhammed likha huwa paya..........subhan allah azwajal.........ki sadain bulaand hoo gai aur humaray tamam humsaye humare ghar jamaa hoo gaye............aur subhan allah azwajal sab ki zaban per jari ho gaya...... ye haqeeqt hai.............aur us waqt ye tasweerain hum nay garam garam oil ki li thi............jo ajj main app sab se share ker rahi hoon............ meri naqis aqal kay mutabiq ye kay koonday bilkul jaiz hain warna ye karamaat zahir na hoti..............koonday jaiz hain is pe humara 101% yaqeen hai............alhamdu lillah azwajal.......... app sab bhi ye karamat dekiye aur jhomiye..........kay allah aur muhammed ek dum sath joraa howa hai..............subhan allah azwajal........... talabgar e dua qadria attaria arab shareef kay mutabiq 22 shaab jumaraat ka din waqt taqreeban 3:37 min........
  2. Welcome to Islami Mehfil........ umeed hai kay app yahan acha izafa sabit hoo gay......
  3. mashah allah azwajal..............bohat hi payara topic hai............sab ko allah azwajal jaza e khair ata farmaye...............ameen suma ameen........... yaha saudi arab main ek wadi hai us ka naam wadi mareegh hai jis ka istilahi naam wadi e attar hai......... wadi mareegh:wadi e attar aur saudi arab:arab shareef is ka mujhe sahi nahi pata yaqeenan sunanay main ye hi ata hai....... note: tamam islami bahiyoon aur islami behnoo se meri guzarish hai kay ager mujhe galti kerta pain to foraan meri islaah ker dain..........
  4. ek aur fatwa suniye by Hazrat Allama Syed Shah Turab-Ul-Haq Qadri....... 2157.mp3
×
×
  • Create New...