Jump to content

An Abdullah

اراکین
  • کل پوسٹس

    2
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ An Abdullah نے پوسٹ کیا

  1. Assalamualikum, are janab maafi chahunga magar ik darkhwast h, meharbaani krke galat baat naa bataye. Asar ki namaz agar phle padhne ko bata rhe h aap to ye bhi bataye ki Asar aur Magrib k darmiyan me koi namaz ni padhi jaa sakti. Umar irshad farmate h: rasoollulaah sallallahu alihiwassalam ne fajr k baad suraj nikalne tak aur asar k baad suraj doobne tak namaz padhne se mana kia. (sahih bukhari - book#10, hadees #555).
×
×
  • Create New...