Jump to content

Parvez Shaikh

اراکین
  • کل پوسٹس

    59
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ Parvez Shaikh نے پوسٹ کیا

  1. Ji bhaijaan insha allah...aainda se dhyaan rahega iss amal ka. .. Jazak allah...
  2. Ek deobandi ne jaa al haq ki iss ibarat par aitraz kiya...ahle ilm hazraat rehnumai farmaae... DEOBANDI ko ibarat ke iss jumle par aitraz hai ke nabi e kareem sallallahu alaihi wasallam...agar saleheen ki namaz e janaza me jism ke saath hazir hai to...janaze me imam hoge yaa muqtadi...iss pareshani ko mere ahle ilm hazraat door kare.. Jazak allah..
  3. Ek deobandi ne jaa al haq ki iss ibarat par aitraz kiya...ahle ilm hazraat rehnumai farmaae... DEOBANDI ko ibarat ke iss jumle par aitraz hai ke nabi e kareem sallallahu alaihi wasallam...agar saleheen ki namaz e janaza me jism ke saath hazir hai to...janaze me imam hoge yaa muqtadi...iss pareshani ko mere ahle ilm hazraat door kare.. Jazak allah..
  4. Assalamu alaikum... Yusuf bhaijaan ka shukr guzar hu ke unhone meri baat ko samjha... Khalil bhaijaan alhamdulillah mai barelvi maslak se taaluq rakhta hu aur kai dino se aaplogo ki post ko follow karta aaya hu...dar asl me mujhe khud ko mutmaeen karne ke liye iss aayat ki kisi hamare akabir ki tafsir yaa fir aap hazrat ki kuchh aisi wazahat chahiye tha jisse mai mutmaeen hojaau.. Jazak allah
  5. Assalamu alaikum bhaiyo..mera ahle ilm hazraat se iss aayat ke mutabiq tafseer aur kuchh wazahat chahiye..rahnumai farmae 39 : سورة الزمر 30 اِنَّکَ مَیِّتٌ وَّ اِنَّہُمۡ مَّیِّتُوۡنَ ﴿۫ ۳۰﴾ یقیناً خود آپ کو بھی موت آئے گی اور یہ سب بھی مرنے والے ہیں ۔
×
×
  • Create New...