Aslamolaikum
mein ne aik question pochna hai k kale(Black) kapre Hajj k dinoon mein nahi pahane chaheyein(Ye ww.Dawateislami.net per hi fatwa parha tha) mera question ye hai k "kya bari Eid par black kapre pahen sakte hein ya nahi".
Duaon ki Madani iltija hia.
takecare
wassalam ma'al ikraam.