Jump to content

mufti

اراکین
  • کل پوسٹس

    13
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About mufti

mufti's Achievements

Apprentice

Apprentice (3/14)

  • First Post
  • Collaborator
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

0

کمیونٹی میں شہرت

  1. main nay jo asal post bheji thi us main say kafi kuch edit kerdiya gaya, i think admin walon ko esa nhn kerna chahiy tha... mera asal mazmon " **********" per mojod hai. google per ja ker likhain :'' fitna ahle hadith, pegham''. asal mazmon aap k samanay ajjay ga. then comments on it.
  2. has not set their status

  3. mufti

    fitna part4

    read these article about ahle hadees, jawaid ahmed ghamdi, modern islam.... yahan per ahle sunnat k alfaz jo main nay likhain hain us say ye murad hai k asl ahle sunnat kon hain? baaz loog deen main apni marzi say kant chant kertay hain ye ahle sunnat nhn.
  4. mufti

    fitna part3

    bralvi, deobandi, ahle hadees, jamat islami, zakir naik, ghamdi........... theek kon? read articles fitna ,fitna pat2, fitna part3
  5. mufti

    12 rabiul awwal

    12 rabiul awwal Doc1.doc
  6. Assalam o alaikum! (and jazakalah) Ager main kohon k mangal (tuesday) k din gosht khana bidat hai tu loog mujhay pagal kahain gay q k koi kam bila wajah bidat nhn hojata. is ki aik aur misaal is tarah hai k main HADHRAT IMAM JAFER SADIQU say bohot aqueedat rakhta hn aur her mangal k din gosht paka ker logon ko khilata hn aur ye niyat kerta hn k is ka sawab HADHRAT IMAM JAFER SADIQU ko jaay tu mera ye ammal maqubool bhi hai aur quabile tareef bhi. ye hargiz hegiz bidat nhn. lekin ager main ye kohon k dosray logon ko bhi chahiye k ye amal her mangal k din kerain, aur jo na keray us ko "AULIA KA GUSTAKH" kohon ya dil main un k liye "rai baraber" bhi hasad ya jalan rakhon ya samjhon k ye loog aik "MUSTAHAB AMAL" say nawaquif hain tu yehi amal jo INTAHI MAQUBOOL tha bidat bun jaay ga. q k main logon ko esi baat ki taraf bula raha hn jo ferz ,wajib ya sunnat nhn. pas is he amal ko jo deen main naya dakhil kiya jaay ga BIDDAT kehlaay ga.(hadhrat MUHAMAD S.A.W ki kai ahadeeth biddat ki muqualfat main hain ,aap ko zaroor malom hon gi) konday bhi is he wajah say biddat hain q k in k na kernay walon ko "ahle sunnat" say kharij tassawur kiya jata hai, aaj kal aap daikh saktay hain k ager koi shakhs kehay k main pakka ahle sunnat hn lekin konday nhn kerta tu loog usay ahle sunnat mannay say inkar ker dain gay ,is wajah say k wo konday nhn kerta. Ab aap khood he daikh lain k kondon ki ahmiyat hum nay ferz ,wajib ,sunnat aur mustehab say kitni ziyda kerdi hai k "AHLE SUNNAT" honay ka miyar quarar day diya hai, yehi cheez is amal ko biddat bana dayti hai. ALLAH HUMARA HAMI WO NASIR HO!
  7. mufti

    konday banana bidat hai

    kondey banana bidat hai. ye ahle sunnat waljamat ka fatwa hai. han albata shiya hadhrat ka nazariya mukhtalif ho sakta hai. lekin sunni hadrat is k paband hain k kondey waghrah say bachain. Hadhrat IMAM JAFER SADIQ kisi taaruf k muhtaj nhn, wo humaray imam hain. lekin is ka koi jawaz nhn k konday banaay jaain. aur kondon k mutalliqu logon k jo nazariyat hain us k mutabiq ye amal bidat main shamil ho chuka hai IEsal e sawab jaiz hai ,jawaz bhi mojod hai lekin kisi khas amal k sath kernay ko zarori samajhna aik cheez ko biddat bna deta hai. imposition say mamla kharab ho jata hai.
  8. kondey banana bidat hai. ye ahle sunnat waljamat ka fatwa hai. han albata shiya hadhrat ka nazariya mukhtalif ho sakta hai. lekin sunni hadrat is k paband hain k kondey waghrah say bachain. Hadhrat IMAM JAFER SADIQ kisi taaruf k muhtaj nhn, wo humaray imam hain. lekin is ka koi jawaz nhn k konday banaay jaain. aur kondon k mutalliqu logon k jo nazariyat hain us k mutabiq ye amal bidat main shamil ho chuka hai.
  9. mufti

    Cigerette is not haram but "makrooh"

    Assalam o alaikum my name is danish. cigarette k baray main aap ki research quabl e dad hai lekin jo batain aap nay issay haraam sabit kernay k liyee ki hain wo theek nhn. ager in batoon ko daleel banaya jaay to phir tu chaay (tea) aur coffee bhi ziyada pena haram hojaay gy q k jo nukhsanat cigarette penay main hain ,quareeb quareeb wohi chaay, coffee, paan ,niswar, ghutka main hin tu kiya phir paan khana bhi haram? challiya aur cofffee bhi haram? asal main esi baat nhn. meray bhai aur behnon! humain chahiye k deen k maamlay main apni raay denay say perhaiz kerain ye ulma aur Muftiaan ka masla hai is liye un he say pochain. ulma ,fuquha aur Muftiyan e uzzam ki nazzer main cigarette haram nhn bal k "MAKROOH " hai. ager hum is tarah chezon ko haram kehnay lagay tu esi hazaron chezain haram hojain gi jo humari zindagi main aam hain maslan pan chaliya ,supari, niswar. sardioon(winter) main ice cream khana bhi haram aur ziyada garmi main dhoop main nikalna bhi haram ! aur garmion main road per bilawajah ghaomna bhi haram q k germi lag ker bhi insan mer sakta hai! barish main nahana bhi haram !...............kiya cheez haram hai kiya nhn ye ULMA aur MUFTION ka kaam hai. AAM admi ka in mamlat main bolna jaiz nhn aur aik gunah k siwa kuch nhh. aik aur baat yahan clear ker dn k DOCTOR ZAKIR NIKE ALIM E DEEN nhh he is just a researcher aur reseach ghalat bhi sabit hosakti hai jis tarah us ki neck tie wali research ko main nay khod ghalat sabit kiya hai. CIGERETTR MAKROOH HAI, it is the "fatwa" of MUFTI MUHAMMD ISMAIL TOORO, DARU IFTA ,JAMIA ISLAMI, RAWALPINDI.
  10. mufti

    cigerette is makrooh not haram, it is fatwa

    Assalam o alaikum my name is danish. cigarette k baray main aap ki research quabl e dad hai lekin jo batain aap nay issay haraam sabit kernay k liyee ki hain wo theek nhn. ager in batoon ko daleel banaya jaay to phir tu chaay (tea) aur coffee bhi ziyada pena haram hojaay gy q k jo nukhsanat cigarette penay main hain ,quareeb quareeb wohi chaay, coffee, paan ,niswar, ghutka main hin tu kiya phir paan khana bhi haram? challiya aur cofffee bhi haram? asal main esi baat nhn. meray bhai aur behnon! humain chahiye k deen k maamlay main apni raay denay say perhaiz kerain ye ulma aur Muftiaan ka masla hai is liye un he say pochain. ulma ,fuquha aur Muftiyan e uzzam ki nazzer main cigarette haram nhn bal k "MAKROOH " hai. ager hum is tarah chezon ko haram kehnay lagay tu esi hazaron chezain haram hojain gi jo humari zindagi main aam hain maslan pan chaliya ,supari, niswar. sardioon(winter) main ice cream khana bhi haram aur ziyada garmi main dhoop main nikalna bhi haram ! aur garmion main road per bilawajah ghaomna bhi haram q k germi lag ker bhi insan mer sakta hai! barish main nahana bhi haram !...............kiya cheez haram hai kiya nhn ye ULMA aur MUFTION ka kaam hai. AAM admi ka in mamlat main bolna jaiz nhn aur aik gunah k siwa kuch nhh. aik aur baat yahan clear ker dn k DOCTOR ZAKIR NIKE ALIM E DEEN nhh he is just a researcher aur reseach ghalat bhi sabit hosakti hai jis tarah us ki neck tie wali research ko main nay khod ghalat sabit kiya hai. CIGERETTR MAKROOH HAI, it is the "fatwa" of MUFTI MUHAMMD ISMAIL TOORO, DARUl IFTA ,JAMIA ISLAMI, RAWALPINDI.
  11. Assalam o alaikum my name is danish. cigarette k baray main aap ki research quabl e dad hai lekin jo batain aap nay issay haraam sabit kernay k liyee ki hain wo theek nhn. ager in batoon ko daleel banaya jaay to phir tu chaay (tea) aur coffee bhi ziyada pena haram hojaay gy q k jo nukhsanat cigarette penay main hain ,quareeb quareeb wohi chaay, coffee, paan ,niswar, ghutka main hin tu kiya phir paan khana bhi haram? challiya aur cofffee bhi haram? asal main esi baat nhn. meray bhai aur behnon! humain chahiye k deen k maamlay main apni raay denay say perhaiz kerain ye ulma aur Muftiaan ka masla hai is liye un he say pochain. ulma ,fuquha aur Muftiyan e uzzam ki nazzer main cigarette haram nhn bal k "MAKROOH " hai. ager hum is tarah chezon ko haram kehnay lagay tu esi hazaron chezain haram hojain gi jo humari zindagi main aam hain maslan pan chaliya ,supari, niswar. sardioon(winter) main ice cream khana bhi haram aur ziyada garmi main dhoop main nikalna bhi haram ! aur garmion main road per bilawajah ghaomna bhi haram q k germi lag ker bhi insan mer sakta hai! barish main nahana bhi haram !...............kiya cheez haram hai kiya nhn ye ULMA aur MUFTION ka kaam hai. AAM admi ka in mamlat main bolna jaiz nhn aur aik gunah k siwa kuch nhh. aik aur baat yahan clear ker dn k DOCTOR ZAKIR NIKE ALIM E DEEN nhh he is just a researcher aur reseach ghalat bhi sabit hosakti hai jis tarah us ki neck tie wali research ko main nay khod ghalat sabit kiya hai. CIGERETTR MAKROOH HAI, it is the "fatwa" of MUFTI MUHAMMD ISMAIL TOORO, DARU IFTA ,JAMIA ISLAMI, RAWALPINDI.
  12. mufti

    zakir naik mistake

    Assalam o Alaikum! To my brother Zakir nike and his team. My name is DANISH AFTAB (MY MURSHAD (SPIRTUAL TEACHER) is "MUFTI MUHAMMAD ISMAIL TOROO"). and im Muslim and also a researcher as Zakir Naik! Everyone know that u(Zakir naik) allow "NECK TIE". but i think that ur or urs research about neck tie is "Incomplete" I think neck tie is still "makrooh" in our shariah. (as our ulma said but u rejected them). it has been proved by medical science that neck tie causes several Eye diseases plz read this (from wikipedia encyclopedia): Latest research: Health issues Necktie opponents cite risks of wearing a necktie as argument for discontinuing it. Their cited risks are entanglement, infection, and vascular constriction. Entanglement when working with machinery or dangerous, possibly violent jobs such as policemen and prison guards, and certain medical fields. [2] The answer is to avoid wearing neckties, or to wear pre-knotted neckties that easily detach from the wearer when grabbed; vascular constriction occurs with over-tight collars. Studies have shown increased intraocular pressure in such cases, which can aggravate the condition of people with weakened retinas.[3] There may be additional risks for people with glaucoma Sensible precautions can mitigate the risk. Paramedics performing life support remove an injured man's necktie as a first step to ensure it does not block his airway. Neckties might also be a health risk for persons other than the wearer. They are believed to be major vectors in disease transmission in hospitals. Notwithstanding such fears, doctors and dentists wear neckties for a professional image. Hospitals take seriously the cross-infection of patients by doctors wearing infected neckties, [4] because neckties are less frequently cleaned than most other clothes. On 17 September 2007, British hospitals published rules banning neckties.[5] Doctors routinely lean across patients and ties frequently come into contact with patients — although this can be countered somewhat by a tie bar. As a result, bow ties have traditionally been popular with doctors. Medical professionals can mitigate this problem by changing into a newly washed tie each day. One possible benefit of wearing a tie might be that a wearer has a built-in item to serve as a tourniquet, should the wearer encounter someone at risk for losing a limb. Wearers also need to be careful when cooking to avoid the tie coming into contact with any flames ( link : http://en.wikipedia.org/wiki/Neck_tie#Health_issues) Washington post report: <H1 style="MARGIN: auto 0in; LINE-HEIGHT: 14.4pt">U.K. Hospitals Issue Doctors' Dress Code</H1>By RAPHAEL G. SATTER The Associated Press Monday, September 17, 2007; 11:30 PM LONDON -- British hospitals are banning neckties......... .... "Ties are rarely laundered but worn daily," the Department of Health said in a statement. "They perform no beneficial function in patient care and have been shown to be colonized by pathogens." . ..........A 2004 study of doctors' neckties at a New York hospital found nearly half of them carried at least one species of infectious microbe. In 2006, the British Medical Association urged doctors to go without the accessories, calling them "functionless clothing items." ( Link : http://www.google.com.pk/search?hl=en&sa=X&oi=spell&resnum=0&ct=result&cd=1&q=banning+necktie,+washington+post&spell=1 ) <script type=text/javascript> hasEML = false; <script type=text/javascript> <script type=text/javascript>
×
×
  • Create New...