Jump to content

Ramsha Ahmed

اراکین
  • کل پوسٹس

    2
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About Ramsha Ahmed

Ramsha Ahmed's Achievements

Newbie

Newbie (1/14)

  • First Post
  • Conversation Starter
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

0

کمیونٹی میں شہرت

  1. Aoa mujhe apny ik khawab ki tabeer puchni ha ..khawab kuch yun tha ma kholay asmaan ar sar sabz zameen pe namaz parh rhi thi..shaid hum kisi safar pe thy.. Ar b log maray sath thy lakin namaz parhty wakt kuch aurtain thin.. Mane dekha jb ma namaz parh chuki tu ik larki maray paas ai ..usne mujhse kuch puch mane jawab ma kaha Allah k khushnudgi k liye ya phr Allah razi ho jaye kuch is tarhan kaha wo larki mujhse baat kr k wahan se uth gai..usne namaz ni parhi thi.. Ma us se farigh ho k wse e namaz halat ma baithi hath philay ar karb se dua mangny lagi..mujhe ye b ni yaad mujhe itna dard kis baat ka tha ar ma Allah se kis cheez k liye kamyabi mang ri thi.. Phr usi lamhay mujhe ik ar film chalti nazar ai..mane dekha mujhe kuch fasalay pe maray se peechay ik jamat chat k neechy namaz parh k farigh hwi ar usme ik admi nazar aya uski shakal shansai ni thi.. Wo b salam phair kr dua mangny laga ..uska chahra pur sakoon tha ar shafaf tha.. Mujhe apny chahray ma b itna roshan laga..lakin uski ar mari dua ik jaisi thi ..wo ar ma khuda se ik cheez mang rahy thy.. Wo kia cheez thi mujhe yaad ni.. Ye khawab mane takreeban ik saal pehly dekha tha.. Lakin mujhe baar baar ye yaad aa raha ha plz iski tabeer bta dain
  2. Ramsha Ahmed

    Kahawb ki tabeer

    Aoa mujhe apny ik khawab ki tabeer puchni ha ..khawab kuch yun tha ma kholay asmaan ar sar sabz zameen pe namaz parh rhi thi..shaid hum kisi safar pe thy.. Ar b log maray sath thy lakin namaz parhty wakt kuch aurtain thin.. Mane dekha jb ma namaz parh chuki tu ik larki maray paas ai ..usne mujhse kuch puch mane jawab ma kaha Allah k khushnudgi k liye ya phr Allah razi ho jaye kuch is tarhan kaha wo larki mujhse baat kr k wahan se uth gai..usne namaz ni parhi thi.. Ma us se farigh ho k wse e namaz halat ma baithi hath philay ar karb se dua mangny lagi..mujhe ye b ni yaad mujhe itna dard kis baat ka tha ar ma Allah se kis cheez k liye kamyabi mang ri thi.. Phr usi lamhay mujhe ik ar film chalti nazar ai..mane dekha mujhe kuch fasalay pe maray se peechay ik jamat chat k neechy namaz parh k farigh hwi ar usme ik admi nazar aya uski shakal shansai ni thi.. Wo b salam phair kr dua mangny laga ..uska chahra pur sakoon tha ar shafaf tha.. Mujhe apny chahray ma b itna roshan laga..lakin uski ar mari dua ik jaisi thi ..wo ar ma khuda se ik cheez mang rahy thy.. Wo kia cheez thi mujhe yaad ni.. Ye khawab mane takreeban ik saal pehly dekha tha.. Lakin mujhe baar baar ye yaad aa raha ha plz iski tabeer bta dain
×
×
  • Create New...