Jump to content

Khans Ullah

اراکین
  • کل پوسٹس

    3
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About Khans Ullah

Previous Fields

  • فقہ
    Hanafi

Khans Ullah's Achievements

Newbie

Newbie (1/14)

  • First Post
  • Conversation Starter
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

0

کمیونٹی میں شہرت

  1. Thanks Dear Muhammad Ali Unfortunately abhi recently alag flat rent per janay ki baat hui or jaisay e menay agree kara tu dobara se woe masail shuru ho gaye . Or sub se ziada masla jo aata hay wo dhamkion ka .... Or jo batain aapnay kahin wo buhat sahi kahi yaar lekin meri weakness shayad meray bachay hay wo court k throug apnay tamam kaam karwalaingay . or masjid k loud speaker wala tariqa buhat aala hay but....... after talaq bachoon ka kia hooga ???????
  2. Khans Ullah

    Mens Rights

    AsA . Umeed Hay Sub loog Khairyat se hongay .Tafseel me likho ga uskay ley maazrat. Mujhay ek buhat e sangeen masla darpaish hay ,Abtak jo bhi menay daikha wo Tam Khuateen apnay masaly masail share kar ri hay. Masla kuch ye hay k meri shadi ko 5 years ho gay hay . Meray 2 betay hay ek ki age 3.5years or dosray ki 1.5 years hay .meray ghar me just meri ammi hay meri 3 sisters married hay sub ka apna Allah ka shukar bhara pura susral hay. meri wife ko meri ammi se beintiha shikayat hay meri walda ghar k majority kamoon me hath batati hay infact ye kehna ghalat na hooga k meri wife per ghar ki 30 % zimedari bhi nai hay han lekin jub is 30% me bhi kharabi nazar aaye menas purapa nazar aye tuor toak dia jaye to meri wife out of control hoo jati hay na baray ki tameez na shohar ka leehaz. Dosra usko continous bharpoor support hay apnay mehkay ki regardi talaq khula .... or unka pas haur choti sey choti baat ka solution talaq o khula hay Ab mera jo issue hay wo ye hay k mujhay apnay bachay buhat aziz hay or hamaray qanoon k mutabiq pura qanoon Aurton k haq me hay Khula bhi loo bachay bhi lo Or kharcha bhi loo is situation me mey or meri faimily( Mother) buhat distrub hay .Zara kuch ho jaye tu police ki dhamkian etc . Ye jo me bayan kar raha hoo ye buhat kuch avoid kar kay batara hoo . Kia koi mujhay koi solution bata sakta hay.
  3. Madam aap ka masla koi aisa nazuk masla nahin hay Please TV daramoo ko daikh kar koi faisla na karay kal aap kay parents nahin raheingay tu kia karay gi aap socha hay agar 2/3 saal sabr o bardasht bhi karlay tu acha hoo jaye ga . bs hur cheez zaban per hoti hay maazrat k sath aaj kal larkia zaban darazi bhi karti hay jo aap kay husban apni walida ko samjhtay hay aap unsay zia samjhayunko.
×
×
  • Create New...