Jump to content

Rauf

اراکین
  • کل پوسٹس

    40
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

پوسٹس ںے Rauf کیا

  1. bismillah.gif

    "Huqooq-e-Zaujain Course" includes Fiqahi Masaail related to Nikah, Talaq, Halala ,Iddat, Sog, Bachon Ki Tarbiyat, Bachon Ke Huqooq, Zaujain Ke Huqooq etc. It is Fard on every married Muslim Men/Women and those who are about to get married to learn these Fiqahi Masaail.

     

    So dont miss this opportunity to learn Fiqahi Masaail from Mufti Muhammad Akmal sahibm-a.gif himself.

    Course Duration: 3 months

    Class Timings: 02:30 pm -- 04:30 pm

    Days: Every Sunday

    Address: Lakhani Terrace,Punjab Town, Soldier Bazar No.1, Karachi.

    Telephone: 021-32242226

    Website: www.muftiakmal.com

     

     

  2. bismillah.gif

    A golden chance for male and female students and for working people to become an authentic Scholar. Evening classes for Aalim/Aalima Course are starting at Al-Furqan Scholars Academy from 1st november,2009 , underthe supervision of Mufti Muhammad Akmal sahib, a well known speaker of Qtv.

     

    The best thing about this course is that Mufti sahib himself is gonna teach all the subjects. So seize the opportunity to serve Ilm-e-Deen and become a Scholar capable of solving the problems of Modern Era.

     

     

    Course Duration: 5 years

    Class Timings: 09:30 pm -- 11:30 pm

    Days: Monday to Saturday

    Address: Lakhani Terrace,Punjab Town, Soldier Bazar No.1, Karachi.

    Telephone: 021-32242226

    Website: www.muftiakmal.com

  3. 2:kutta(dog) badan ya kapdon ko chujane se badan ya

    kapde napaak nahi hote chahe kutta tar kyun nahoo,

    haan kutte ka lu'ab napaak hai usse bachna chahiye

    Allaahu wa Rasoollahu alamu (Azzawajal o swallallaahu

    alaihi wa sallam)

     

    Kutte ka tar badan kapron ko chuu jaye to kapre napaak ho jaate hain,yeh Hukm isliye dia gaya tha ke Kutte ki adat hoti hai ke woh apne jism ko zaban se chaat ta rehta hai,lehaza us ka jism tar hone ki surat mai ya humara kapra tar hone ki soorat mai woh najasat muntaqil ho sakti hai. Lehaza is se bhi bachna behtar hai.

  4. As-salam-u-alikum! Many queries regarding Fiqh Terminologies appear in our mind oftenly, like what is the difference between Najaiz and Haraam? What differs Fard from Wajib?What is Sunnat-e-Muakkada? etc etc. If these questions remain unanswered, they may create confusion in understanding the correct Ruling or realising the importance of a particular act in the eyes of Allah Subhana Wa Taala and His Habeeb (Sallalaho Aliyhe Wassalam). If we do not learn this today, then we should be ready to answer Allah Subhana Wa Taala on Doomsday, beacause to gain this knowledge is Fard on every Muslim.

    I've tried to explain few most important terminologies with their definition+hukm and their relation with one another using a Chart. InshaAllah this will make things pretty clear.

     

    post-2027-1222842796.jpg

    post-2027-1222842824.jpg

    post-2027-1222842849.jpg

    post-2027-1222842864.jpg

     

     

     

     

     

     

     

     

  5. </FONT></B>

     

     

    (bis)

    (saw)

    g bilkul ye baat HUI.........!!!

     

    q k......

     

     

    mery BAPA JIYA NA HORE.........

     

    MERY BAPA JIYA NA HORE......

     

    (azw)(al)

     

     

     

    g............ (azw)(al) mery AAQA ny frmaya aik tehai ilm e deen apni walida (AISHA (ra) ) sy seekho........ye nhe frmaya oraton sy seekho...........smile..........un jesi koi orat ho to phir kahiye ga........... ......... .......

     

     

    Phir buhat jald sun leingi aap InshaAllah:) To is se yehi saabit hota hai k Khawateen Muftia ban sakti hain:)

  6. dars e nizami parhny ki to me ny baat nhe ki...........me ny MUFTIYA BN'NY ki baat ki thi...........k muftiya bn'na.........mery nazdeeek........ ........ ........... theek nhe...........

     

    haan agr hmary BAPA JAN kabi frma dety hain to me b maan jaun gi (azw)(ia)

     

     

    aalima bn'ny aur bnwany k to me pehly hi HAQ ME THI...........aur ub b hun............ (azw)(al)

     

     

    Meri behan yeh to koi baat nahi hui k Hazrat sahib keh dein to aap maan leingi warna aap agree hi nahi kareingi. Khair mai agree kerwa bhi nahi raha, sub ka apna point of view hai. Jab aap bhi is baat ki qaail hain k khawateen Aalima ban sakti hain.. to agar aik saal aur parh ker mufti ban jaingi to kya muzaaiqa hai?

    Agar Khawateen Muftia ban ne ki salalahiyat nahi rakhteen to Nabi-e-Kareem Sallalaho Aliyhe Wassalam ney kyoon irshaad farmaya tha k K Tehai Ilm Apni Waalida(Sayyeda Aisha Siddiqa Raddi Allaho Anha) Se Seekho?

  7. ASSALAM-U-ALAIKUM WA RAHMATULLAHI TA'ALA WA BARAKATUH WA MAGFIRAH

     

    ALHAMDULILLAH DAWATEISLAMI KAY TEHAD ISLAMI BEHNOON KAY MADARIS HAIN JAHAN SAY ISLAMI BEHNAIN DARS E NIZAMI KAR RAHI HAIN OR ALIMA BAN RAHI HAI HAIN, ISS KAY ELAWA JO DARS E NIZAMI NAHI KAR SAKHTI TO WO WEEKLY ISLAMI BEHNOON KAY IJTIMA MAIN HAZIR HO KAR APNI ISLAH KAR SAKHTI HAIN, OR RAHI BAAT MASAIL KA HAL TO WO BHI INHI IJTAMAAT SAY HASIL KYA JA SAKHTA HAI. KYON KAH UB DAWATEISLAMI MAIN KAFI ALIMA HAIN. DOOSRA ULLAMA KI KITABIN BHI MOJOOD HAIN JIN SAY ISTIFADAH KIA JA SAKHTA HAI. AMEER AHLESUNNAT KAY AIK KITAB AAYE HAI ISSI HAFTAH """ ISLAMI BEHNOON KI NAMAZ """" ISS KITAB MAIN YE TOPIC HAIN WOZU KA TAREEKAH, GUSUL KA TAREEKAH, TAYYAMUM KA TAREEKAH, JAWAB E AZAN KA TAREEKAH, NAMAZ KA TAREEKAH, QAZA NAMAZ KA TAREEKAH, NAWAFIL KA BAYAN, ISTINJA KA TAREEKAH, HAIZ O NIFAAQ KA BAYAN, ZANANI BIMARIYOON KAY GARELO ELAAJ, NAJASATOON KA BAYAN, ISLAMI BEHNOON KI 23 MADNI BAHAREEN. ISS KAY ELAWA BAHAR E SHARIAT HAI.

     

    OR JAHAN TAK BAAT HAI MUFTI COURSE KI TO YAHAN PAKISTAN MAIN KITNI JAGAH YE COURSE HOTA HAI 2 SAY 3 JAGAH PER ISLAMI BHAIOON KAY LIA HOTA HAI UN MAIN SAY AIK FAIZAN E MADINAH KAY JAMIA TUL MADINAH MAIN OR DORA E HADEES BHI KARACHI MAIN FAIZAN E MADINAH KAY JAMIA TUL MADINAH MAIN OR LAHORE MAIN AIK JAGAH HO RAHA HAI.

     

    DOOSRA FATAWA DENAY KA MATLAB AGAR SIRF YE HAI KAH KISI NAY KOI MASLA POOCHA TO USS KAY JAWAB MAIN DOOSRA FATAWA KAY HAWALAY SAY JAWAB DE DIA TO YE BOHAT ASAAN HAI. YE TO ISLAMI BHAI KYA ISLAMI BEHNAIN BHI KAR SAKHTI HAIN. USS KAY LYE MUTALLAH OR YADDASTH QAWI HONI CHAHIYE, OR MUTAL'LAH KA INHISAR BHI KITABOON KI MOJOODGI PAR HAI, JO YA TO APP KI APNI HO YA APP KA KISI LIBRARY AANA JANA HO, ISS MAIN YE BHI HAI KAH HAR KITAB APP KO HAR LIBRARY MAIN DASTIYAAB NAHI HOGI KYON KUCH KITABAIN NAYAAB HAIN.

     

    AGAR NAYE MASAIL KI TEHKEEQ HAI TO YE AIK DO MUFTI KI BAAT NAHI ISS KAY LIA POORA AIK GROUP OF MUFTIAN HOTA HAI JO NAYE MASAIL PER TEHQEEQ KARTAY HAIN. UB USS TEHQEEQ MAIN UN KO MATLOOBA MASLAH KAY HAWALA SAY MUTALIQAH JAGAH JA KAR MALOOMAT HASIL KARNI HOTI HAI, KAYE LIBRARY JANA PARHTA HAI KYON KAH AJJ KAL BOHAT SI KITABAIN EESI HAIN JO HAR JAGAH NAHI MILTI KISI KISI MADARIS YA KISI ALIM KI LIBRARY MAIN HOTI HAIN.

     

    ISS KI MILSAL APP ROOZA KI HALAT MAIN EYE MAIN DROP DALNAY KI LAIN, ISS KA FATAWA HAI KAH ROOZA KI HALAT MAIN EYE DROP DALNAH SAY ROOZA TOOT JATA HAI, UB KESAY TOOTTA HAI ISS KAY LYE ULLAMA NAY KISI ENT SPECIALIST SAY RIJO KIA HOGA TUB HI UNHAIN MALOOM HOA HO GA KAH ANKH MAIN AIK HOLE ESSA HOTA HAI JO HALAK SAY MILTA HAI, EYE DROP DALNAH SAY ISS HOLE SAY ZARYE DROP HALAK MAIN CHALA JATA HAI OR ISS TARAH ROOZA TOOT JATA HAI.

     

    TO BATANAY KA MAQSAD SIRF ITNA HAI KAH IN JADEED MASAIL KAY LYE ULLAMA KO KAYE JAGAH JANA PARHTA HAI PHIR USS PER BEHAS HOTI HAI, PHIR KAHEEN JA KAR SUB KI AIK RAYE QAIM HOTI HAI.

     

    ESSA NAHI HAI KAH ISLAMI BEHNAIN YE SUB NAHI KAR SAKHTI LAKIN YE ITNA AASAN BHI NAHI KAH ISSAY DOC, ENG, SAY MILA DAIN. OR JAHAN TAK MADARIS KI TALEEM OR ASATAZAH KI BAAT HAI TO DAWATEISLAMI KAY JAMIAT MAIN ALHAMDULILAH ASATAZAH BOHAT KABIL HAIN OR TALEEM KAY SATH TARBIAT BHI DI JATI HAI.

     

    TALIB ILM KAY SATH TEEN (3) MAMOLAAT HOTAY REHTAY HAIN, (1) KILLAT (2) ZILLAT (3) BIMARI............ KILLAT PAISOON KI KAH KISI KAY SATH BHI HO SAKHTI HAI...........ZILLAT AGAR KOI TALIB ILM APNA SABAQ YAAD NAHI KARAY GA TO USSAY ZILLAT KA SAMNA KARNAY PARAY GA....HALANKAH YE ZILLAT NAHI USSI KI BEHTARI KAH LIA ASATAZA KABHI DANTTAY HAIN KABHI MARTAY BHI HAIN KABHI DOOSRI SAZA BHI DETAY HAIN JESAY ITNI BAR LIKH KAR AANA WAGERA........ MARNAY KI BAAT TO USS MAIN BHI ITNAY ZIADA NAHI MARTAY KAH TALIB ILM KA BURA HAAL HOJAYE, JAMAI TUL MADINAH MAIN TO ITNA NAHI MARTAY DOOSRI JAGAH KA NAHI MALOOM..........BIMARI BHI HAR KISI KAY SATH LAGI REHTI HAI...

     

    ISLAMI BEHNOON KO DEEN KA ILM HASIL KARNA CHAHIYE KYON KAH FARZ ILM HASIL KARNA MARD O AURAT DONOON PER FARZ HAI, DOOSRAY ULLOOM BHI HAIN JO KAH DONOON MARD O AURAT KO HASIL KARNAY CHAHIYE. UB YE HUM PER HAI KAH HUM FARZ O SUNNAT ILM HASIL KARAIN YA SIRF MUBAH ILM KAY HUSOOL KAY LIA APNI SARI TAWANAYE SARF KAR DAIN.

     

     

    Pehle to yeh samajh nahi aaya k aap meri baat se Ittefaaq ker rahe hain ya Ikhtelaaf. Jab aap is baat k qaail hain k Khawateen Aalima ban sakti hain, to Muftia ban ne kya harj aagaya? Agar ittefaq kerte hain to simple kehye.. nahi kerte to saaf mana ker deejye.

    Muftia laazmi baat hai wohi kaam karegi jiski Shareeat ne ijazat di hogi. Ab woh mardon k pass ja ker to taheeq laazman nahi kareingi. Fatwa dene k liye Books+Knowledge+Salahiyat chahiye hoti hain.. yeh 3 cheezon aaram se Khawateen mai aasakti hain.

    Maine Madaris ki baat bil-umoom kahi thee na k Dawat-e-Islami ko target bana ker. Dawat-e-Islami jo kaam ker rahi hai woh apni jagah. Lekin Ahl-e-Sunnat ki almost tamaam jaamiyat ka jo maa`yaar hai yeh shayad aap ko maalum nahi. Ho sake to kissi bhi Jaamiya mai parh ker dekhye 3 maheene. Aam educated banda to wahan ki daant dapat, sakht mahaul aur tanzeemi pabandiyan to bardaasht ker hi nahi sakta. Khair aik yeh duusra issue hai k Jaamiyat ka mahaul qaabil-e-itmeenaan hai ya nahi.

    Meri baat wazeh thee ke Khawateen Muftia ban sakti hain aur is se to aap bhi agree ker hi rahe ho to no jhagra.

  8. As-salam-u-alikum!

    Doctors ki field is something totally different.Jahan ghabraane ki baat hai woh bhi srif OPERATE kerne k waqt hai na k THEORY parhte waqt. Dars-e-Nizami mai to faqt kitaabein hain aur kuch nahi. Agar khawateen ko yehi keh diya jaye k aap naaqis ul aqal ho, Fatwa nahi likh sakteen to kabhi bhi aagey nahi barheingi. Srif Medical Field ki baat hai to Females ka ratio ziaada hota hai Medical Universities mai Male students se. Duusri tamaam fields mai bhi girlz parh hi rahi hain, to Dars-e-Nizami parhne mai kya diqqat hai?

    Maazrat k saath k Madaaris intehaai bura haal hai.. Male teachers buhat hi burrey tareeqe se parhaate hain to females mai kya haal hoga yeh Allah hi jaane. Aik acha environment + achey teachers female k Dars-e-Nizami k liye provide to keejye. Phir Aalima aur Muftia na niklein to kehyega.

    Humare haan Aalima aur Muftia nahi hongi to phir humaari Aapaein jis tarah se oot patang baatein kerti hain majalis mai, yeh sub ko maalum hai. Bad-Mazhab is taraf khaas tawwajuh de rahe hain k Aalima aur Muftia banein. Agar aaj is taraf hum tawwajuh nahi kareinge to phir Farhat Hashmi jaisi beshumar badmazhab ghalat taaleemaat ko aam kareingi.

    Jo Married khawateen hain un ka to samajh aata hai k apne husband se keh deti hain aur woh kisi Aalim se jawab le aate hain. Jo married nahi hain un k liye problem hoti hain, na woh apni bhaaiyon se share kerti hain aur na kisi aur se. Mere Ustaad-e-Muhtaram Mufti Muhammad Akmal sahib humein akser is tarah k phone calls k bare mai batate hain k khawateen apne sawalaat puch hi nahi paati. Phir woh apni zauja k zariye jawab dilwa dete hain.

    Well sub ka apna point of view hota hai. Daira-e-Shareeat mai jo bhi Point Of View ho woh behtar hota hai. Kisi ko kuch bura laga ho to maazrat:)

  9. bilkul mien isi baat ki qail hun key knowldge chiyee ap deen ka lein ya dunia ka tu regularityy os cheez mein zada nikharr peada kertii hay aur jab taq lectures na leinn tu baat nahii bantii wo mein ne is lea poacha tha key AIOU SE agerr affilate hy tu is ka method .. thanx for sharing

     

    mufti sb ne books bhii likhii hain un keyy name ?? aur jo books wo refer kerty hain wo bhi /

     

     

    Mufti Sahib ne MashaAllah buhat saari books likhi hain. Kuch k naam yaad hain filhaal:

     

    1)Baatini Gunah Aur Un ka Ilaaj

    2)Meetha Zehar

    3)Kya Aap Ko Malum Hai? (1&2)

    4)Humare Masaail Aur Un Ka Hal?(1&2)

    5)Chaalees(40) Hadeesein

    6)Quraani Bayanaat

    7)Faiz-e-Suaaleheen

    8)Qabil-e-Rashk Khawateen

    9)Ehsaas-e-Naimat

    10)Thandi Chaaon(About Mother)

    11)Eid-e-Qurbaan

     

    Mufti sahib tamaam mustanad Ulama ki kitaabein parhne ki ijazat dete hain. Quran and Hadith on top.

  10. KIA SIRF ALFURQAN SCHOLARS ACEdmey he AIOU sey affilate hay? ager koi exmz dena chyee tu lectures ka kia method hoga ? kia mufti shib key lectures available hain?

     

     

     

    mein ne tu jis jis sey suna sb khety hain 4 years ka hay .............

     

    wesay bhut he acha method hay girls key lea very nice able to apprecaite esaa sunneyy mein kam he ata balkey mien ne first time suna ahy kisi bhi deeeni taleem key lea esa.....

     

    Mufti Sahib ke lectures filhaal to available nahi hain. Kisi ko examz dene hon to ofcourse admission le ker parhna hoga. Dekhye asal cheez to ILM hai na k degree. Degree to bus srif rasam puri kerne k liye hai. Aur ILM kitna hai.. jab tak koi regularly teacher k saamne nahi aiga to pata nahi chalega.

    Shayad aur bhi Madaaris hon affiliated.. per suna nahi kabhi.

  11. (salam)

    to kia ye course Tanzeem ul Madaris se affiliated nahi?or ager girls ko koi suwal waghaira poochna ho to is ki kia soorat hoti hogi?

     

     

    Walikumasalam!

    Yeh Tanzeem Ul Madaris se bhi affiliated hai. Jo Tanzeem Ul Madaris k exams dena chahey de sakta hai aur jo AIOU(Allama Iqbal Open University) se kerna chahey wahan k papers de sakta hai.Tanzeem Ul Madaris k 4 examz hote hain. Har do saal baad aik. On this degree 1 can apply for ph.D.

    Girls ke pass mic hota hai. Jo student question kerna chahti hain woh mic per kerleti hain.Mufti sahib k pass headphone hota hai. To awaaz srif Mufti sahib ko aati hai, Male students ko nahi. Then Mufti sahib question repeat ker dete hain taake sub sun lein n then he answers it.

  12. RAUF BHAI APP NAY LAGTA HAI SAHI TARHAH SIS KAY ALFAAZ NAHI PARHAY, YA APP KO SAMAJH NAHI AAYE, UN KAY ALFAAZ SAY SAAF ZAHIR HAI KAH NUZ HUL MAJALIS KI TAMAM ZAEEF RAWAYAAT KABIL E AMAL NAHI.

     

    OR BAAT YAHAN ZAEEF AHADEES KI HO RAHI HAI, OR APP BUZURGAN E DEEN KAY WAQIAT KI BAAT KAR RAHAY HAIN. OR MAIN NAY SIRF ZAEEF AHADEES KAY BARAY MAIN POST KIA NA KAY KISI KO TARGET KIA HAI,

     

    MUJAH SIS KI POST OR REPLY SAY YE LAGA KAH NUZ HUL MAJALIS KI SARI ZAEEF RIWAYAAT KABIL AMAL HI NAHI, ISS LYE MAIN NAY YE POST KIA.

     

    MUFTI SAHIB KI BAAT MAIN NAY NAHI SUNI MAIN NAY JO BHI POST KI WO SIRF SIS KI POST KA REPLY THA. SO PLZZZZ APP MERAY JAWAB KKO MUFTI SAHIB KAY BAYAN KA RAAD NA QARAR DAIN.

     

    JAZAKALLAH AZZAWAJAL KHAIR

     

    AAMEEEEEEEEEEN

     

     

    Nuzhutal Majalis mai Ziaadatar Waakiyat hi hain isliye waakiyat ki taraf ishaara ker dia. Aur rahi baat sister ki post ki.. to unhon ne yehi kaha hai us mai ziaada tar Zaeef ahadith hai. Kya yeh kaha k Zaeef Hadith qaabil-e-amal nahi hoti. Agar kaha hai to PASTE keejye.

  13. zaeef hadees

     

     

    As-salam-u-alikum!

    Mufti sahib ne actually yeh farmaya tha k Nuzhat-ul-Majalis mai buhaat se waqiyaat Zaeef n Jhoote hain, yeh awaam mai nahi bayaan kerne chahiye. Is ka matlab yeh nahi k Nuzhat-ul-Majalis k author ne jaan boojh ker aisa kaam kya aur Jhoote waaqiyat apni taraf se garh ker likh diye. Bal ke baad mai aaney waale log ne kitab mai ratb-o-yaabis(addition) ker dia tha.

    Lehaza zaruri hai k jo bhi waqia Buzurgan-e-Deen se mansuub kya jaye,pehle ussey Quran-o-Hadith per paish kya jaaye, agar Shariat se takra na raha ho to accept ker lena chahiye aur agar takra raha ho to hargiz Buzurgan-e-Deen se mansuub nahi kerna chahiye. Jab Nabi-e-Kareem Sallalaho Aliyhe Wassalam ki taraf log jhoot mansub ker sakte hain, coz Mouzuu(jhooti) ahadith bhi moujood hain.. to phir Aulia-e-Karaam Rahimahullah ki taraf to badarja-e-awla mansoob hone k chances hain. Mufti sahib ka maqsad yehi tha batane ka aur sister ka bhi.

  14. (salam) ap ki acdemy kaha se affliated hay?

     

    darse e namzi course(4 years) key elwa kuns ey courses hain?

     

    girls kis terha perhtii hain un k key lea kia facilties hain ?

     

    same case is here humein bhi MUFTI SAHIB KI zada achi samjh atii hay QALIBII ITMANEN HASILL HOTA HY

     

     

    Walikumasalam!

    Currently to AIOU(Allama Iqbal Open University) se affiliated hai, jo examz dena chahey woh de sakta hai. Dars-e-Nizami course 5 years hai,not 4 yrs. Mufti sahib boys n girlz ko aik saath hi parhate hain. Front room mai boys+Mufti sahib hote hain... back room mai girls.. beech mai aisa sheesha hai jis se Girlz ko to nazar aata hai sub,boys peechey nahi dekh sakte. Speakerz n micz hain, to koi problem nahi hoti Alhamdulillah.

  15. no brother u got it wrong i want to do DARSE E NAZAMI taq key hamrii familyy mein bhi ILM E DEEN ki roshnii ho seky ji ALHMDOLIHA i ve lisned from mufti sb a bout hifze e quran HUMEIN TUU WO WO BATIN MALOOM HOII HAIN MUFTII SAB sey jo humin kabhii nahi pata thee aur ub jab hum ksi ko kuch batein tu samneyy wala manneyy ko tiyar nahii hota ap ne mufti sb sey suna hoga key BARYY LOG OMER KI WAJHA SEY BARA HONEYY KI WAJHA SEY APNE FASLA DOSRO PER MUSELTT KEERTTY HAIN AUR SMJHETYY HAIN HUM THEK KER REHYY HAIN ......... ANYWAY GIRLS KO APKI ACEDMYY MEIN KIA KAI FACIILITES HAIN ?????

     

     

    lagta hay un keyy students bhi AHKAM E SHAREIT bhut twajuu sey dekhttyy hain .................

     

     

    G BILKUL ilm ksi bhi omer mein hasill ker sektyy lakin jo bat young age mein seeknyy ki hain na wo baad mein nahi becoz youth , youth ko he zada twajuu sey sunetyy hain aor zada active ho ker ilm e deen phela sektyy hain

     

    hamriii tu yehii dua HY KEY MUFTI SAB karachii sey kuch bahir nikil ker aur cities mein bhii yeh kamm kerinn amennnnn alhuma amenn

     

     

     

    and brother jazakalalh for sahring may ALLAHA bless u amenn

     

    Aap ka jazba buhat acha hai, Allah Taala aap ko InshaAllah zarur mauqa dega.Well, yeh to hota hai, logon ko koi Mas`ala batau to unhein lagta hai k new hai coz unhein ne kabhi suna hi nahi hota. Daira-e-Adab mai rehte huey samjha hi sakte hain baron ko, what elz can we all do.

    I totally agree wid you, a Young educated person can spread the Knowledge of Shariah very effectively. Kaash humari har family mai aik aik scholar hota, per humari Youth jo Deen k qareeb bhi aati hai woh Ilm-e-Deen seekhne k bijaye kisi aur kaam mai hi lag jaati hai aur ussey hi sub kuch samajhti hai.

    Allah Taala apne Habeeb Sallalaho Aliyhe Wassalam k sadqey mai aap ki dua qubul farmaye. Aameen!

  16. (salam)

     

    yeh hamrii lea bhut khusqismetii ki batt hay key MUFTI AKMAL jesii shekseeit ka student hamreey derman hay sab ko muftii sb key baerry mein janneyy ka aur speciilly acedmyy key baryy mein janna ka moqa milyy ga

     

    tu yeh batiyee key ap ne ksi age mein start lia ? atleast insan ko ktna matrure hona chiyeee ? duniwi taleem ktnii honii chiyee ? in key replys on sab key lea fruitfull hoga jo kerna chatyy hain

     

    aur MASHLLAH muftii sahib kesyy teacher hain? kia subject letyy hain?

     

    Walikumasalam!

    I was 18 yrs old when I joined the course. Atleast matriculation(10th grade) to hona hi chahiye, warna immaturity baaqi rehti hai aur confidence itna nahi aapata.Jis ne Inter. kya hua ho to aur hi behtar hai,like maine Inter. complete ker lia tha n fauran course join ker lia tha.

    Mufti sahib buhat Genius,Intelligent, Har student k mizaaj ko, zehan mai paida hone waale questions ko samajhne waaley Teacher hain. Buhat achey se parhaatey hain. Yuun samajh leejye ke humein koi aur Teacher parhaye to satisfaction nahi hoti. Mufti sahib EXPERT hain, har subject parha sakte hain woh bhi excellent tareeqe se. Humein Arabic Grammar, Fiqh,Usuul-e-Fiqh,Aqaid,Mantiq parha chukey hain Alhamdulillah.

    Course se related koi bhi baat jaan ni ho, im here.

  17. (bis)

    (saw)

    (azw)(ma)(azw)(ma)(azw)(ma)

     

    (azw)(sa) buht barhi sa'aadat hy ILM e DEEN hasil krna to...........

     

    ALLAH (azw) aapko aur hum sbko ilm e deen hasil krny ka shok, lagan, aur jazba ata farmaey.......... aameeeeeeeen

    bijahin Nabiyil ameeeeeen (saw)

    yes, Mufti Sahib z v humble, n complex sy complex bat esy explain krty hain k MUJ JESOON ki b samaj me aa jay.......... (my father went to his acedmey once........ziarat to kr aay thy Mufti sb ki, uswaqt wo class ly rhy thy,,,,,,,,so mily beghair hi lot aay...)

     

    Thanx for your duas! Really Ilm-e-Deen se Bargah-e-Ilahi mai jo qurb milta hai woh kisi aur cheez se kabhi nahi mil sakta. Allah Taala hum sub ko Deen ki achi khidmat kerne ki saa`aadat ata farmaye.

    Ahan!! Well if your father wants to meet Mufti sahib, ask him k academy reception se mulaqat ka time lelein. InshaAllah ho jaigi mulaqat.

  18. SS INSHLLAHA I WANT TO start it after my studies ( duniwi)my heartly wish is that MAY ALLAH GIVE ME KNOWLEDGE OF DEEN so i can help others plz pray for me ..........

     

     

    Well gr8 aap ki niyyat achi hai.... per Im sure aap ne Mufti sahib se zarur suna hoga k girlz ko buhat soch samajh ker Hifz kerna chahiye. Coz Hifz kerna aasaan hai per yaad rakhna mushqil. And married life mai time mushqil se hi milta hai revision kerne ka.... so just take care of tht!

×
×
  • Create New...