Jump to content

deeppurewater

اراکین
  • کل پوسٹس

    8
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About deeppurewater

تازہ ترین ناظرین

The recent visitors block is disabled and is not being shown to other users.

deeppurewater's Achievements

Apprentice

Apprentice (3/14)

  • First Post
  • Conversation Starter
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

0

کمیونٹی میں شہرت

  1. kya koi aisa way hai jahan main apnay sawal ka jawab online haseel kar sakoon please valid links share kar dain main nay dawateislami par bhi email kiya par woh kehtay hain k aap call karain k aap ka sawal wazahat talab hai please koi aisa way hai jahan call k without jawab meel jaey like any sunni forum or whatsapp link or email please help k muhjay iss ki shadeed zaroorat hai tamam bahiyoon ka shukriya in advance
  2. deeppurewater

    https://muftionline.co.za

    kya https://muftionline.co.za hum suniyoon ki website hai?
  3. deeppurewater

    query about website

    kya https://thefatwa.com bhi hum sunniyoon ki website hai aur kya iss par trust kiya ja sakta hai?
  4. deeppurewater

    Kya yeh hum sunniyoon ki site hai

    kya https://www.jamiaturraza.com/ hum sunniyoon ki website hai? please Rehnumaee kar dain
  5. deeppurewater

    website visiting

    please meray iss sawal ka jawab zaroor anayat farmaee k main abhi earn kar raha hoon par soochta hoon k earning apany istemal main laoon ya nahi main part time website visiting ki job karta hoon yeh iss tarhan ki job hai k platform par website owners task post kartay hain k main oon ki website par visit karoon aur kuch dehr oon ki website par serve karoon like 10 second iss par woh muhjay kuch pesay detay hain iss say oon ki website ki ranking google search engine par increase hoti hai jis say oon ko faida hota hai like oon ki popularity bahrti hai aur oon ki website tarffic bhi increase hoti hai toh kya main yeh job kar sakta hoon aur yeh bhi rehnumaee kar dain k kuch loog yeh job iss liye detay hain k oon ki website ki traffic iss liye increase ho k oon k business ki growth ho business like koi buy/sell ki website, koi blog joh oon k business ki growth karay, koi educational website aur kuch loog aisa bhi kartay hain k ads bhi laga letay hain jis say joh inn ki website ki traffic increase hoi hoti hai oos traffic k loog inn ki ads par click kartay hain jis say inhain google say pesay miltay hain par google ki kuch ads islam k lehaz say sahee nahi hoti like oon par bepardegeh hoti hai par mera sawal hai k website visiting say pehlay main yeh baat nahi janta k webiste ka owner ads lagaey gah ya nahi aur na hee mera oos say koi contact hota hai aur main earn karta rehta hoon kya iss tarhan mera earn karna halal hai
  6. deeppurewater

    query about https://islamqa.org

    Asalam O Alaikum Kya https://islamqa.org bhi hum sunniyoon ki website hai? Please Rehnumaee farma dain
  7. deeppurewater

    sunniport.com

    kya sunniport.com bhi islamimehfil.com ki tarhan hum sunniyoon ki website hai?
  8. deeppurewater

    Online Survey

    Asalam O Alaikum Hazrat internet par different platform hain jahan par survey hotay hain aur yeh survey mobile apps, cars, education, market main koi product launch karni ho toh iss k baray main hotay hain. Main jin companies k saath kaam karta hoon oon k rules kuch iss tarhan say hain..... 1. Muhjay kisi type ki koi monthly package activate nahi karwana hota k monthly main zaroor itnay survey karoon gah phir itnay peesay milain ghay main khud mukhtaar hoon jab marzi chahoon sruvey join karoon jab chahoon na karoon 2. Survey start honay say pehlay yeh teh hota hai k main jab survey full complete karoon gah toh itni amount muhjay deeh jaeey geh aur iss amount say kuch bhi deduct nahi hota yeh amount main aik payment method hai payoneer issay jazzcash main receive kar leta hoon 3. sawal joh survey main ask hotay hain woh education system k baray main bhi hotay hai k aap virtual learning ko zayda prefer kartay hai ya live onsite school or colleges main jana pasand kartay hain aur baqi cars aur market ki product k baray main hotay hain general type k 4. meray opinion denay say unhain yeh faida hota hai jesay bahir ki ai industries (ai stands for artificial intelligence) hoti hai jin main kuch research say related survey hotay hai let say agar koi company apnay business ki app launch karna chahti hai toh iss app launch say pehlay woh question ask kartay hai user say k app main kis type k features honay chaheyee jis say oon k user friendly toor par oon ki company ki service avail kar skain like customer support kesi honi chaeheyee live chat support ya email aur customer ko entertain karnay k liye token system hona chaheyee app main ya nahi kuch aisay sawal hotay hain aur inn types k sawal k jawab jaan kar woh apni app ko aisa hee design kartay hain aur aisay oon k business main bhi unhain madad milti hai aur oon k customer bhi kush rehtay hai. Main khud bhi kuch aisi hee online ai industries main kaam karta hoon 5. yeh pesay muhjay iss liye diye jatay hain k inn survey main main serious response dohn aur joh apna time serve kar raha hoon iss time k badlay muhjay yeh amount milti hai 6. pesay muhjay skrill, payoneer ya direct bank deposit ki soorat main miltay hain aur main inn ko aik peesa bhi nahi deta meri saari income without investment hoti hai 7. survey say pehlay decide hota hai k main jab full complete survey k jawab dohn gah phir muhjay pesay milain ghay 8. main opinion denay main khud mukhtar hoon 9. meray kisi sawal k jawab na denay par koi pesay nahi katay jatay
×
×
  • Create New...