Kia koi bhai, mujhey bata sakta hai keh yeh Usool-e-hadith
"Halaal ko nahin, haraam ko saabit kerna zaroori hai", jis Hadith ki bunyad per bana hai, woh Hadith konsi hai?
Aur kia koi, tamaam Usool-e-Hadith bata sakta hai?
Wassalam-o-'alaikum wa reHmatULLAH-e-wa barakaatuh