asslam o alikum warehamtullah
kesa hain aap sab log?
hmm idahr eid ka tou koi khass maza nahi hota jo bat pak main hoti hai wo kahin ore nahi ho sakti ore eid ul adha tou wessay bhe pak main he karnay ka maza atta hai k aap wahan qurbani kar saktay hain yahan aap qurbani tou kar saktay lekan qurbani ka ghoshat kon khaye q k idhar logon ko itna pata nahi kon ghareeb hai ore kon nahi ab sara ghoshat khud tou rakhna jaiz nahi .. dosray lihaz say yahan eid walay din bachoon ore kaam karnay walay hazrat chuti he kartay hain q k yahan non muslims jantay hain k ye in ka bohat aham tehwar hai ore wo respect kartay hain bas itna kuch wessay jin logon k rishtadar hoon wo tou yahan bhe maza kartay hain lekan aik kami si feel hoti hai tab bhe ore wo hai apnay dais ki wahan ki tou mati he ktini khusbhoo wali hai MashaAllah azzwajal Allah is mulk ko buri nazar say bahchaye
duaaon ki madni iltija
Allah azzwajal hafiz
wasalm o alikum warehamtullah