Jump to content

sh@h!d

اراکین
  • کل پوسٹس

    298
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    8

پوسٹس ںے sh@h!d کیا

  1.   On 14/3/2010 at 12:55 PM, peer2009 said:

    is bat per me hanso ya qahqa maroon .. wessy bhi aap lgo ne to marne ke khabar bhi phala di thi.. aap se aru kiya baeed he..

    agar khabar jhooti hai to hum ne sath mein mukammal hawala bhi to diya hai. jaein akhbar per case kar dein k ap ne hamare molvi ko mushrik sabit kar diya hai. :lol:

     

    abhi mera scanner kharab hai main kal (azw)(ia) picture bhi laga doon ga.

    • Like 1
  2.   On 15/3/2010 at 7:20 AM, Rizwan Q said:

    Ap in Pics ko kis nazar se deekh rahe hain? Achi nazar ya buri Nazar?

    apkay nazdeek kia ye juloos jaiz hai?

    is swal ka jawab to aap ko dena chahiye kyun k aitrazat to aap nay kiye hain. is liye hamari nazar ko chorein agar hamari nazar aap k liye hujjat hoti to aap pehle hee apne be-tukay aitrazat na uthatay. ab jab aap ko apne ghar say jotay purne lage to hamari nazar puchne chal paray hain.

     

    wah re deogandi teri jahalat per iblees kitna khush ho ga?!?!?!?!

  3.   On 10/3/2010 at 10:12 AM, Rizwan Q said:

    me samajhna chahta hoon According to islam & According to Sharia Law

    pehli baat to ye hai kay pakistan kay Aaen or Qanoon me ye kaheen bhi nahi likha kay road blocked kar kay jalsa juloos nikala jaee...Ground ki ijazat zaroor hai ok

    dosri baat apne kaha kay juloos baqaida govt. ki ijazat se kia jata hai to janab

    VIP movement kay leye bhi baqaida toor per Govt. ki taraf se road blocked ki jati hai or Rakshoon me Bachoon ki wailadat hoti hai Mareez raastay me hi mar jatay hain...to kia ye bhi sahi hai????kioon kay ye bhi govt. ne blocked ki thi road?? kia ye bhi jaiz hai?

    dekheen janab me dunya ki baat nahi karr raha...me According to Shariat & According to islam ki baat karr raha hoon...

    Islami Shariat ka Konsa Qanoon hai jiskay mutabiq juloos nikalnay kay leye Road blocked karna jaiz ho jata hai....Zara muje wo qanoon bata dain..

     

    Hajj kay moqa per kitna rash hota hai?

     

    Khawateen aur Mard hazrat sath mein hotay hain.

     

    kitni traffic block hoti hai?

     

    kitni bhagdarr machti hai?

     

    kitne loug Shaheed ho jatay hain?

     

    blke muslim apne hi muslim bhaion kay qadmoun talay kuchlay jatay hain???

     

    to ab janab aap kay qanoon kay mutabiq to is say logoun ko kitni takleeq hoti hai is liye hajj ko Ma'az-ALLAH (jallah) rok dena chahiye kyun k ALLAH (jallah) nay bhi apne huqooq say pehle bande k huqooq rakhe hain?

     

    kiya kehte hain aap beich is baray kay?

     

    ab yeh mat kehna k duniya kay lihaz say jawab dein tumhe, na tum duniya ki baat mante ho aur na hi Deen ki. pata nahi kiya khannaas hai tumharay deogandi dimagh mein.

  4.   On 10/3/2010 at 5:18 AM, Rizwan Q said:

    Janza 1 Zaroori Amal hai ok

    ye apka sawal intihaii be tuka hai

    dekheen g Janaza road per lekar ana jaan bojh kar esa kahan hota hai??

    Janazay ko Dafnana Zaroori hai bil-farz janaza is side rkha hai or qubrustaan road kay dosri taraf hai to janaza ko agar pedal le jana hai to 1 ya 2 mint kay leye traffic rokna pareega...because ye zaroori amal hai janaza dafnana zaroori hai...jis taran school kay bachay road cross kartay hain to tarffic rokna parta hai...kioon kay bachoon ka road cross karna zaroori hai....

    its mean Zaroorat ki bina per esa kia gaya ok

    likin Eid-e-Milad ka juloos kahan likhaa hai kay Zaroori hai...ye konsa Zaroori amal hai....agar nahi nikalay gay to kia aasmaan toot pareega?? ye Gunah-e-Kabeera sarzard ho jaega??...

    yaar ap khud soocheen apkay is Geer Zaroori Amal se 6 hours tak Tarrafic jam pack hota hai ..ap khud bataen kitnay loog phanse jatay hain kitnay mareez rastay me latak jatay hain...bhai ye kaam kisi batay ground me bhi ho sakta hai...ap khud bataen Kisi musalmaan ko takleef main mubtila kar kay juloos nikaalna sawab hai????

    yaar ap sirif ye bata dain kay kisi bhi qisam ka juloos (chahe wo siyasi ho ya mazhabi) nikalnay kay leye traffic jam karna musalmanoo or mareezoon ko takleef pohchana jaiz hai??

    bhai me koi debate nahi karr raha muje sirif ye bata dain kay ye kaam jaiz hai ya na jaiz according to islam

     

    ap debate nahi kar rahe to phir yeh sab kyun??? main Alhamdulillah 1 musalman houn aur bhi yahan bohat say muslim bhai aur behnein hain aap ne apni post mein bughz-e-NABI (saw) ka jo izhar kiya hai us say hum sab muslims ko bay inteha ranj aur gham hua hai.

     

    ab aap yeh bataein k kiya kisi 1 muslim ko bhi dukh ya takleef dena jaiz hai? che-jai-k 100s of muslims ko?????

     

    'zalimo! MEHBOOB (saw) ka haq tha yehi

    ishq kay badlay adawat kijiye ?!?!?!'

  5.   On 9/3/2010 at 7:45 AM, Rizwan Q said:

    Mera 1 chota sa wala hai...

    Question : kisi bhi qisam ka juloos (any kinf of juloos) chahe wo mazhabi ho ya dunyawi

    ese juloos kay leye road blocked karna trafic jam karna....kia ye islam me jaiz hai?

    plz jawab dete waqt Sawal per hi concentrat rakheen...idher udhar na jaeen plz

     

    Aap kay kisi azeez ka ho jae intiqal aur ja raha ho unka janaza aur loug houn us mein kafi saray ab jo janaza road say guzre to traffic (chahe thori deir k liye hi sahi) block ho / ruk jae to kiya islam mein yeh jaiz hai???

     

    agar jaiz hai to Quran-o-Hadees say sabit kaarein, aur agar jaiz nahi to phir kiya is gunah ka azab bhi maiyyat kay azaab mein shamil ho jae ga????

  6. (bis)

     

    (saw) (saw) (saw)

     

    (salam)

     

    (azw)(ja) Usman Bhai is baat ka ilm to tha lekin ab tafseel jo aap ne pesh ki (azw)(al) us say maloomat mein bohat izafa hua.

     

    yahan ek baat ki taraf tawaja mabzol karwana chahoun ga k ek kalam bhi hai jis mein Madinah Paak ko yasrab kaha gaya hai. jo k kuch is tarha hai .... "yasrab kay WAALI (saw), saray NABI (as) teray dar kay sawali" puchna yeh chahta houn k is kalam kay baray mein sharai hukam kiya hai?

     

    agay koi Bhai is per kisi Sunni Mufti sb. ka fatwa hasil kar lein to (azw)(sa)

     

    Dua hai k ALLAH PAAK ap kay ilm-o-amal mein mazeed izafa aur barkatein farmae ... Aameen

     

    Duaon ki iltija k sath

     

    fi-aman:

  7.   On 5/3/2010 at 8:03 PM, Bismillah said:

    mujhey Hazrat Imam Muhamad Ghazali Rehmatullahil Wali ki kitaab Minhaj al-Aabideen chahiey urdu main, agar kissi kay paas ho to zaroor share kijiey, shukrya!

     

    (bis)

     

    (saw) (saw) (saw)

     

    (wasalam)

     

    (azw)(ja) Usman Bhai for sharing such nice links.

    Bismillah Bhai ap Minhaj-ul-Abideen online purh sakte hain per abhi link kam nahi kar raha. waisay aap try kar lein link yeh hai ....

     

    http://islamicbookslibrary.com/Book/Default.aspx?BookID=35

     

    aur agar aap yeh book pdf format mein chahte hain to (azw)(ia) jald hi aap ko yeh book pdf format mein nafseislam.com per mil jae gi.

     

    aur Bhai agar ap ko jald chahiye to aap mujhe apna email address PM main ap ko send kar doun ga (azw)(ia)

     

    mujh gunahgaar ko apni duaon mein zaroor yaad rakhiye ga.

     

    fi-aman:

  8.   اقتباس
    SunniDefender[/b]' date='02 March 2010 - 05:38 PM' timestamp='1267533493' post='61144']

    جلسوں کی وجا سے اکثرٹریفک جام ھو جاتی ھے جس سے مریضوں کی حالت بگڑنے کا خدشا پیدا ھو جاتا ھےآپ سے در خواست ھے کے اگر آپ سڑکوں**پر جمع ھو کر بدعات کو فروغ دینے کیبجائے اپنے گھروں میں*یا کسی بڑے میدان میں*اپنے دل کی حسرت پوری کرلیاکریں* تاکےعوام اس ٹریفک والی پریشانی سے دور رھے

    اس کے علاوہ ایک اھم بات کے اس مھنگائی کے دور میں جب کے
    غریب آدمی کے گھر میں چولھا بھی مشکل سے جلتا ھے
    آپ کی زریت مسجدوں اورمحلوں کو سجانے کے
    ...
    ..ے

    (bis)

     

    (saw) (saw) (saw)

     

    (salam)2 all Sunnis

     

    ziada kuch nahi sirf thora sa aina dikhana chahoon ga deogandion ko. aur puchna yeh chahta houn keh is sab kuch say awam ki Deeni aur Dunyavi zindagi mein kitni aasanian peda hoti hain.

    post-3341-12677625501664.jpg

    post-3341-12677625605434.jpg

    post-3341-12677625672456.gif

  9. [quote name='

    SunniDefender

    ' date='03 March 2010 - 05:44 PM' timestamp='1267620254' post='61190']

    بریلوی نے بدعت کا مفہوم یہ سمجھا ہے کہ جو چیز رسول اللہ صلی اللہعلیہ وسلم کے زمانہ میں نہ ہو وہ بدعت ہے۔ درحقیقت بدعت کا صحیح مفہومانھوں نے نہیں سمجھا۔ بدعت اس عمل کو کہتے ہیں جو قرآن وحدیث سے ثابت نہہو، اوراسے دین کا جز اور عبادت اور کارِ ثواب سمجھ کر کرنا۔ اور نہ کرنےوالے پر لعنت وملامت کرنا اور اس کو برا سمجھنا۔ مروجہ رسمی میلاد شریفکرنے والے اسے دین کا کام اور دین کا جز اور کار ثواب سمجھ کر کرتے ہیں۔اس لیے وہ یقینا بدعت ہے۔ اور سب ہی علماء نے اسے

    بدعت لکھا ہے

     

    (bis)

     

    (saw) (saw) (saw)

     

    (salam) 2 all sunnis

     

    Milad Shareef ko Deen ka lazmi 'juzw' samajh kar to nahi karte hum haan deogandion say itna zaroor puch kar bataein k 4 Mazahib (Hanafi, Hanbali, Maliki, Shafai) Quran aur Hadees ki kon si nass say sabit hain. jab kay hamara Emaan hai k yeh 4 Mazahib haq hain aur in say kharij ghair muqallid gumrah hain aur deogandi is baat say muttafiq bhi hain.

     

    ab yah to in mazahib ko bidat maan kar chor dein aur apne yazeedi bhaion say mil jaein (because aqaid to dono k 1 hi hain) aur agar yeh nahi kar sakte to bidat ki koi mazeed new defition invent karein :lol:

  10. (bis)

     

    (saw) (saw) (saw)

     

    (salam) 2 all Sunnis

     

    Mohtaram yeh bataein keh Eid-ul-Fitr aur Eid-ul-Azha kay mubarak mouqa per gumrah loug kiya kuch nahi karte? sharab noshi, zina etc. etc. aur yeh sab in mubarak mouqoun per hi specialy arrange kiya jata hai. to ab aap un gunahgaroun ko samjhane ki koshish karein ge ya Eid celebrate karna chor dein ge????

     

    ab deogandi wahabion ko to chahiye k apni ibleesi mantaq ke mutabiq Eid celebrate karna chor dein aur apne "bapu" iblees laeen ko khush karein bas.

     

    aur jahan tak Eid Milad-un-NABI (saw) ka ta'luq hai to janab is per jo bhi ibleesi fatwa deogandi shirk ki factory say nikle wo sab se pehle Haji Imdad Ullah Mahajir Makki (Rahmatullah Alaih) per lagoo ho ga kyun ke PYARE AAQA (saw) ki aamad ki khushi wo bhi manate thay :). jo fatwa un k liye wo hamare bhi sir aankhoun per. deogandi wahabi agar 1 baap ki aulad hain to fatwa jari karein apne kisi bhi authentic darul ifta say chahe shirk ka ho ya bidat ka. fatwa yahan paste karein aur Hazrat Haji sb. say hawala dikhane kay hum paband hain.

     

    agar asli nasli houn to bhagein na ab.:lol:

  11. (bis)

     

    (saw) (saw) (saw)

     

    (salam) 2 all Sunnis

     

    aaj yeh bhi sabit ho gaya kay akabir prast kon hai, shaksiat prasti kon karta hai.

     

    qaraeen dekh saktay hain k najdi nay zakir nalaik ki tauba bhi mitti mein mila di yeh keh kar k us nay brailvi ulema ko khush karne k liye tauba ki thi, na k ALLAH (azw) kay khauf say. Astaghfirullah!

     

    andhay najdio ab aankhein khol kar dekho keh nalaik apne hath say kiya likh raha hai.

     

    post-3341-12652008198526.jpg

     

    post-3341-12652008889299.gif

     

    per najdioun ko kiya farq paray ga, inho nay to nalaik kay ganday moun say bhi yeh kufriya kalimat sun kar usko defend hi kiya hai. had khatam kar di in gustakhoun nay shakhsiat parasti ki.

     

    ALLAH (azw) mehfoz farmae .... Aameen

    • Like 1
  12. (bis)

     

    (saw) (saw) (saw)

     

    (salam) 2 all Sunnis

     

    jo us khabees nay bakwas ki PYARE AAQA (saw) ki shan-e-mubarak mein wo bhi tumhe nazar nahi i kiya??? ya dil kay sath sath kanoun per bhi najdi parda para hua hai? kiy wo gustakhana kalimat bhi kisi brailvi aalim nay us kay moun mein daal diye thay? agar tum isko gustakhi nahi samajhtay to kiya tumhare nalaik ka handwritten maafi nama paish kar do isi bakwas kay baray mein? PYARE AAQA (saw) ki Shan-e-Mubarak mein koi bad-bakht khullay aam gustakhi karay to tum usko defend karo aur SYEDNA IMAM HUSSAIN (as) haq ki raah mein jaan qurban farmaein to tum najdioun kay liye wo siyasi jang hai.

     

    agar tumhara jad-e-amjad la'nti yazeed paleed agar Masjid-e-Nabvi mein ghoray khachar bandhe, Madina Paak ki ba-parda bibion kay sath zana bil-jabr karwae, Sahaba Karam (ra) ko Resh Mubarak say pakar kar ghaseeta jae, ALLAH (azw) kay ghar per pathar aur aag barsae to wo khabees lanti jannati ho ga. uski shan mein gustakhi karne say bhi tum marz-ul-mout mein mubtila ho jao.

     

    NABI (saw) kay gustakh ko kafir kaha jae to tumhe mirchein lag jaein. Ahl-e-Bait-e-Athar (ra) ka taqaddus pamal karne walay ko agar la'nat ki jae to tum miyana ravi ka dars do.

     

    ALLAH (jallah) aur qull makhlooqat ki la'nat aisay aqeeday per aur aisa aqeeda rakhnay waloun per.

     

    uff ray munkir yeh barha josh-e-ta'sub aakhir

    bheer mein hath say kam-bakht kay emaan gaya

  13. (bis)

     

    (saw) (saw) (saw)

     

    (salam) 2 all Sunnis

     

    (azw)(ja) Ali Bhai bohat acha reply kiya aap nay. laikin duniya janti hai kay qalabazi khane mein to africa kay bander bhi najdion kay shagird hain. ab jab moun tor jawab mila to foran qalabazi kha li.

     

    arz hai k ap kay zakir nalaik ko kafir is waja say qarar diya gaya tha kay us badbakht khabees nay PYARE AAQA (saw) ki Shan-e-Mubarak mein gustakhi ki thi. bughz-o-adawat-e-MUSTAFA (saw) mein is had tak barh gaya tha wo yazeedi k apni gandi zuban ko qaboo mein na rakh saka (baqoul us kay).

     

    video hazir hai...

     

  14.   On 2/2/2010 at 11:00 AM, No Confusion said:

    nahi mere dost main pervezi ya or koi jo aap nam de rahe hein mera in se koi taluq nahi lagt hai lagta hai ap ko eik bar ki bat smaj hi nahi aati wohi murghy ki aik tang, bhai mera deen islam hai, main alhamdullilah musalman hoon.

    acha agr aap se aik baat poocho tou jwab dena pasand karin ge? or haan ab muje in firqo me mat shamil karna.

     

     

     

    HAHAHAHAHAHAHAHAAAA

     

    NATUREEEEEEE

     

    :lol::lol::lol::lol:

  15. (bis)

     

    (saw) (saw) (saw)

     

    (salam) 2 all sunnis

     

    (azw)(al) hum Quran ko 1 Jamia Tareen kitab mante hain. aor sath hi sath Ahadees Paak ko Quran kay baad tamam tareen kitaboun aur har tarha kay literature say afzal mante hain. kyun k hum Ahl-e-Sunnat hain. la'nti murtad parvaizion ki tarha nahi jo Ahadees Paak kay munkir hain.

     

    ab aap bara-e-meharbani agar to najdi hain to debate ko aagay chalaein jahan say dosre najdi bhagore bhage thay chor kar, aor agar ap parvaizi hain to iqrar to krein kam say kam. ya apne mazhab per itna sharminda hain kay iqrar bhi nahi kar saktay?:P

×
×
  • Create New...